Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 5/29/2024
Sarmaya e Aslaf - Topic: Hazrat Imam Muhammad Zahid Kosri RA

To Watch All Episodes of Sarmaya e Aslaf | https://bit.ly/47jbLHu

Speaker Mufti Ahsen Naveed Niazi

#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:14 Alhamdulillahil ladhi yuhikul haqqa bi baahiri kalimatihi wa inkariha almujrimoon.
00:20 wa yubtilul baatila bi qaahiri ayatihi mahma shaagabal mubtiloon.
00:25 Wasalatu wasalamu ala Sayyidina Muhammad al-Ameen al-Ma'moon
00:30 al-mab'uth fi khairil quroon
00:33 wa ala aalihi wa sahbihi ma ta'aqabatis sinoon.
00:37 Amma baad.
00:38 Muazzaz, nazimun wa saameen.
00:40 Aaj ek murtaba phir program Sarmaya Aslaaf lekar hum aapki khidmat mein hadir hain.
00:44 Aaj hamara mawzu-e-sukhan hai.
00:46 Be-badal muhaddith, faqeed-ul-mithaal, faqeeh,
00:50 muhaqqik, mudaqqik, musannef, adeeb, shair, darraka, usooli,
00:57 bahasa, imam Muhammad Zahid bin Hassan Qausari rahimahullah,
01:02 mutawaffaat 1371, sana hijriya, aur aapki baaz talifat.
01:06 Nazimin hum aapko batate chalein ki imam Muhammad Zahid Qausari rahimahullah par
01:10 ek program Sarmaya Aslaaf ka hum pehle bhi kar chuke hain, EP number 40.
01:15 To uske andar ham imam Zahid Qausari rahimahullah ke ahwal par
01:18 tafseeli roshni bhi daal chuke hain, aur aapki kuch kitabon ka taaruf bhi kara chuke hain.
01:22 Aaj hum jo guftu karenge, wo us guftu koo se hatkar hogi, jo us program mein hui thi.
01:26 To yaani aap yun samajh lein ke aaj ye us program ka part 2 hai.
01:30 Part 1 EP 40 hai, aur ye part 2 hai.
01:33 To usmein humne imam Zahid Qausari rahimahullah ke tafseeli ahwal zikr kar diye the.
01:37 To jo hazrat wo tafseeli ahwal jaana chahen,
01:40 to ARYQ TV ke YouTube channel par jaa kar official par uski playlist mein jayen,
01:44 Sarmaya Salaf mein, wahaan ap EP 40 mein wo mulahza kar sakte hain, wo sun sakte hain.
01:49 Aaj hum guftu karenge imam Zahid Qausari rahimahullah ki is baare mein
01:52 ki aapki jo pachaaz se zayad kitabin jo aapne taalif farmayin.
01:56 Kuch kitabon ka taaruf humne us program mein kara diya tha,
01:58 kuch kitabon ka taaruf hum aaj karaayenge.
02:01 To kitabon ke taaruf se pehle ek baat yeh wo yeh,
02:03 ke bade muhakke guzrein hain khud, Sheikh Abu Zahra Misri.
02:07 Sheikh Abu Zahra Misri ne imam Zahid Qausari rahimahullah ke liye yeh kaha,
02:10 ke jab main mila unse,
02:12 kyunki dekhe aam toh par aisa hota hai,
02:14 ki banda kisi ki taarif sunta hai,
02:16 ya kisi ke baare mein padhta hai,
02:18 to ek image kaim kar leta hai.
02:20 Jab usse jaa kar milta hai,
02:22 to aksar aisa hota hai, ki mulaqaat karne ke baad,
02:24 wo jo sabka image tha,
02:26 bande ki shaksiyat uske mutaabik nahi hoti,
02:28 to aadmi zyada mutaasir kun nahi hota.
02:31 Aisa bahut kam hota hai,
02:33 ki banda kisi ki taarif sunkar,
02:35 aur kisi ke baare mein kitabon mein padhkar,
02:38 uske paas milne ke liye jaye,
02:40 to usse waqi mutaasir ho jaye,
02:42 uska gharvida ho jaye.
02:44 To Imam Zahid Kausari rahimahullah unhi hastiyon me se the,
02:46 ki Sheikh Abu Zahra Misri ne inki kitabin padh rakhi thi,
02:48 inki risaalein padh rakhi the,
02:50 logon se inke baare mein sun rakha tha,
02:52 aur wo khud bhi bade adeeb,
02:54 aur bade muhakkik aur musannef the Sheikh Abu Zahra.
02:56 Wo kehte hai, jab main milne gaya Imam Zahid Kausari rahimahullah se,
02:59 summa zurtuhu,
03:01 jab main inse mila fa alimtu annahu fauka kutubihi,
03:04 wa fauka bahuthihi,
03:06 wa annahu kanzun fee misr.
03:08 Wo kehte hai, jab main unse milne gaya,
03:10 to mulaqat ke baad maine yeh jaana,
03:12 yeh idraak kiya,
03:14 ki yeh apni kitabon se kahin badkar hai,
03:16 yeh apni bahuth se kahin badkar hai,
03:18 yaani kitabon me jo inki shaksiyat nikharkar saamne aati hai,
03:22 haqiqat mein inki shaksiyat usse bhi kahin baland hai,
03:25 towering personality hai.
03:27 Wa annahu kanzun fee misr.
03:29 Aur yeh to misr ke andar khazana hai,
03:31 ilm ka khazana.
03:33 To aapko ilm ka khazana karar diya,
03:35 khud ek bode bade alim ne.
03:37 Aur bhi ulama ne aapke liye bade ache ache satayshi kalimat kahe hain,
03:41 un kalimat ke zikar main pichli EP mein kar chuka hun,
03:43 isliye yaha main unko dhuraan hi ra, takraar nahi kar ra.
03:46 Aur Imam Zahid Qausi Rahimullah ka naam jaise zahid hai,
03:50 aisi ilm ke saath saath aap isme ba musamma the,
03:53 amal mein bhi zahid the,
03:55 duniya se beragbat the,
03:56 aakhirat se law lagaye hue the,
03:58 halang ke aapne jab migration kiye hai,
04:00 jab aapne hijrat ki thi turki se,
04:02 misr ki taraf misr shaam,
04:04 misr shaam jaate re,
04:05 misr mein bil aakhir sukoonat akhtyaar kar li thi.
04:07 To aapne hijrat ki wajah se,
04:09 badi tangi mein aur usrat mein zindagi godari hai.
04:12 Bil khusus zindagi ke aakhri ayaam,
04:14 badi tangi mein guzrein hain.
04:15 Jab baaz logon ko pata chala,
04:17 keedat mandon ko,
04:18 ki aap prishaan hain,
04:20 aur aap maali taur par tangdasti ka shikar hain.
04:22 To unhone ye irada kiya,
04:23 ye chaha ki hum aapko koi wadifa mukarrar kar dete hain,
04:26 aapki koi khidmat karte hain,
04:27 koi nidraana pesh karte hain.
04:29 Jab aapko pata chala is baat ka,
04:31 to aapne unhone ko mana kar di,
04:33 aur kaha ki mujhe iski haajat nahi hain.
04:35 Yani bade khuddaar the,
04:36 aur duniya se beragbad the.
04:38 Bawajood prishani ke,
04:40 bawajood maali tangdasti ke,
04:42 aapne unka wo nadraana kabul karne se,
04:44 unka wo maal kabul karne se,
04:46 inkaar kar diya,
04:47 aur logon ke maal par aapki nadar nahi hoti thi.
04:50 Ilm ki qadar karte the,
04:52 ahle ilm ki qadar karte the,
04:54 unki apni jeb se madad kiya karte the.
04:57 Aur chunke doosre mulk mein rehte the,
04:59 aur doosre mulk se baad hoqaat,
05:00 jab kitabin barun-e-mulk se mangwani ho,
05:02 digar maale ke logon se bhi raapte mein rehte the,
05:04 unse kabhi kitabin mangwaate the,
05:06 to us wakat zaraye-blaag itne zyada nahi the.
05:08 To paison ke len-den mein kaafi dushwari hoti thi.
05:11 To aap fir unse yeh tay kar lete the,
05:13 ki bhai aap kitabin bhejo,
05:14 to mai aapko badle mein,
05:15 main bhi yahan se kitabin bhej dunga.
05:17 To ek dafa jaye,
05:18 wo kisi ne aapko kitabin bheji,
05:19 aur usne aage se kaha,
05:20 ki main aapko hadiyatan, tofatan bheji hain,
05:23 lekin aap raazi nahi huve,
05:42 to yani aap koi aapke saath neki karta tha,
05:51 to uska badla usse badkar diya karte the,
05:53 aur yeh tamanna nahi karte the,
05:55 yeh tawakko nahi karte the,
05:56 logon se ke log mujhe kuch deyen,
05:58 bhalke Allah tawarak-e-wa-ta'ala pe tawakkol karte the,
06:01 aur jo aapka zariyay-e-ma'aj tha,
06:04 maam-ul-eesa,
06:05 usi pe aap kanaat ikhtiyar kiya karte the,
06:07 to usi thode mein Allah ne aapko barkat di thi.
06:10 Imam Zayed Qausi Rahimullah ki kitabon ki taraf aatein,
06:12 maini pishri mardar arz kiya tha,
06:13 ki aapne pachas se zayed kitabein likhi hain,
06:16 to unmiss jo matbu'a kitabein kuch ka zikr maini kar diya tha,
06:19 kuch ka zikr aaj karta hun.
06:21 Imam Zayed Qausi Rahimullah ki kitab hain,
06:23 min 'ibar-e-taarikh ke naam se,
06:25 chunki aap muarrikh bhi hain,
06:26 muhaddis bhi hain,
06:27 koi koocha aisa nahi hain jis mein aap bandh hun,
06:29 koi maidaan aisa nahi hain jis maidaan mein aap bandh hun,
06:32 ki aap har maidaan ke shah suwaar hain ilm ke,
06:35 fiqh ka maidaan ho,
06:36 hadees ka maidaan ho,
06:37 usool-e-hadees ka maidaan ho,
06:39 tafseer ka maidaan ho,
06:40 taarikh ka maidaan ho,
06:41 ilm-ul-aqeedah wal-kalaam ka maidaan ho,
06:44 har maidaan ke aap aadmi hain,
06:45 har maidaan ke aap shah suwaar hain,
06:48 aur sare uloom ke andar,
06:49 loom-o-funoon mein aap pukhtgi hain aapko hasil thi,
06:52 sare uloom-o-funoon mein aap yad-e-toola rakhte thi.
06:54 So taarikh ke baare mein,
06:56 jaha aapne aur bahut saara kaam kiya hai,
06:58 toh hain aapki yeh kitab hai,
06:59 yeh ek risala aapka,
07:00 min 'ibar-e-taarikh.
07:02 Is risala mein aapne,
07:03 bade hi aham omoor par guftagu kiya hai,
07:05 ki Islam ko kya kya dushwariyan pehshaayin,
07:07 musulmanon ke saath kya kya hua hai,
07:09 salibi hamlo ka zikar kiya hai,
07:11 yahoodiyon ki saadishon ka zikar kiya hai,
07:13 nasara ki saadishon ka zikar kiya hai,
07:15 mustashrikeen ki saadishon ka zikar kiya hai,
07:18 munafiqeen ki saadishon ka zikar kiya hai,
07:20 aur phir usme bakhaidah bata hai,
07:22 ki ab musulmanon ko kya karna chahiye,
07:24 ummat-e-muslimah ko kya karna chahiye,
07:26 unko phir laah-e-amal bhi aapne diya hai,
07:28 achha unda aapka yeh risala hai,
07:30 laah-e-mutala hai,
07:31 padhne se taalluk rakhta hai.
07:32 Phir aapne iske baad,
07:33 ek kitab taali formai hai,
07:35 al-ifsah an hukmil ikraa fi talaaki wan nikaah.
07:39 Yeh aapne kitab taali formai hai,
07:41 is fiqhi masleh par,
07:42 ki mukraa admi ki talaak hoti hai yeh nahi,
07:45 aur mukraa admi ki nikaah hota hai yeh nahi.
07:48 Mukraa se murad yeh nahi,
07:49 wo aadmi ki jisko gun point pe majboor kiya gaya ho,
07:52 ki talaak de apne bibi ko,
07:54 ya gun point pe majboor kiya gaya ho,
07:55 nikaa karne ke liye,
07:56 to us surat meh shari masleh kya hai,
07:58 hukum kya hai,
07:59 phir khusus fiqh-e-nafi kya hai,
08:01 to fiqh-e-nafi ke hawale se,
08:02 kuch logon ne jab itaraaz kiya,
08:04 to un shubhaat ka aapne jawab diya hai,
08:06 shandaar andaad mein yeh aapka risala hai poora,
08:08 al-ifsaah an hukmil ikraahi fit talaaki wan nikaa.
08:13 Mere haath mein aapki ek aur kitab bhi thi,
08:15 jiska zikar amne pichli baar kiya tha,
08:16 al-ishfaaq ala ahkaam-e-talaak.
08:19 Usme aapne talaak ke ahkaam pe guftu ki thi,
08:21 aur Ahmed Shakir ke risale,
08:22 joh hai nidam-u-talaak ka radh kiya tha,
08:25 to usi ke saath yeh do risale dono aapke,
08:28 ek hi jilm-e-chhappe hui hai,
08:29 daar-ul-fath ne chhappe hai,
08:30 doktor Hamza al-Bakri ki tehqiq ke saath,
08:33 al-ishfaaq ala ahkaam-e-talaak hai,
08:35 aur neeche jo hai,
08:36 al-ifsaah an hukmil ikraahi fit talaaki wan nikaa.
08:38 Yeh risala hai.
08:39 Shandaar risala, umdaar risala hai,
08:40 laaike mutaala hai.
08:41 Phir iske baad aapne kitab taalif formaai hai,
08:44 ihqaakul haq bi-ibtaalil baatil fi-mugheesil khalk ke naam se.
08:48 Imam Yadav Bhanifa Raimullah ke khilaf ek kitab likhi gayi,
08:52 Mugheesil Khalk ke naam se,
08:53 jisme unh par itirazaat kiye gaye,
08:55 aur unh ki fiqah par bhi itirazaat kiye gaye.
08:57 Aapne bade hi shandaar andaaz mein, umdaar andaaz mein,
09:01 shubhaat ke jawab diya hai,
09:02 balke taar-o-poodh bakheer ke rakh diya hai,
09:05 itirazaat ke bekho-bun se okheer diya hai,
09:07 bade hi shandaar andaaz mein, umdaar andaaz mein,
09:09 jawab diya hai, naam rakha hai,
09:10 ihqaakul haq bi-ibtaalil baatil fi-mugheesil khalk.
09:14 Yeh risala, yeh kitab aapki alak se bhi chhapi hui hai,
09:17 aur al-fiqh wa-usool-ul-fiqh min a'maal-il-imam Muhammad Zahid al-Kausri ke naam se,
09:21 jo majmuah shaya hua hai aapka, us majmuah ke andar bhi yeh risala maujood hai,
09:27 mere haath mein hai,
09:28 ihqaakul haq bi-ibtaalil baatil fi-mugheesil khalk.
09:32 Wo aadraat jo fiqh-e-mukaran se dilchaspi rakhtey hain,
09:36 unke liye bhi khaase ki cheez hai,
09:38 aur wo aadraat jo fiqh-e-hanafi se dilchaspi rakhtey hain,
09:41 unke liye toh bajib-ul-mutaala hai,
09:43 is darje ke andar hai,
09:44 ke zarur iska mutaala karein,
09:45 taake unka zihin bhi khulein,
09:47 aur unko shubhaat ka bhi maalum hu,
09:49 aur shubhaat ke jawab, tahqiqi jawabaat se bhi aaga hu.
09:52 Phir iske baad aapne ek risala taali forma hai,
09:54 aqwamul-masaalik fi-riwayati maalik an-abi-hanifa wa-bi-hanifa an-maalik.
09:59 Wo risala bhi alak se bhi chhapa hua,
10:01 aur isi majmuah ke andar bhi shamil hai,
10:03 iske saath bhi niche laga hua hai,
10:04 iske andar jo hai,
10:05 is Imam Zayed Qausi Rahimullah ne is par roshni daali hai,
10:08 ki yeh jo kaha jaata hai,
10:09 ki Imam Malik Rahimullah se,
10:10 Imam Yadav Hanifa Rahimullah ne riwayat kiya hai,
10:12 ya Imam Malik ne Imam Yadav Hanifa se riwayat kiya hai,
10:17 dono pehloon ko lehkar aapne unda andaaz me roshni daali hai,
10:19 wo sari riwayaat zikar kiya hai,
10:20 aur yeh bhi bataaya,
10:21 apni tahqiqi bhi zikar kiya hai,
10:23 ki Imam Malik se Imam Yadav Hanifa Rahimullah ki jo riwayatin beyan kiya jati hai,
10:26 hadees ki riwayat ke waale se,
10:28 toh iske baare mein aapne bataaya ki yeh sabit nahi hai,
10:30 sari riwayatin baari baari zikar karke,
10:32 sab pe aapne tafseeli kalam kiya hai,
10:34 naqt kiya hai.
10:35 Phir yeh bhi zikar kiya hai,
10:36 Imam Malik Rahimullah ne istifadah kiya hai,
10:38 Imam Yadav Hanifa Rahimullah se,
10:40 us istifadah ke bhi aapne taarikhi suboot faraham kiya hai,
10:43 uske evidence diya hai,
10:44 uske proof pesh kiya hai kitab ke andar,
10:46 toh yeh bhi laayik-e-mutala hai,
10:48 bil khusus wo log jo fik-e-mukaran se dilchast bhi rakhtey hain,
10:50 unke liye bhi,
10:51 aur wo hazrat ke jo hadees se dilchast bhi rakhtey hain,
10:54 aur tarajim se,
10:55 jo tarajim-e-rijal se dilchast bhi rakhtey hain,
10:57 unke liye bhi yeh khas-e ki cheez hai,
10:59 padhne ki cheez hai,
11:00 toh yeh bhi laayik-e-mutala hai, padhne chahiye.
11:06 Sabat kehte hain,
11:07 jo muhaddiseen apni sanat dete hain,
11:09 sanat,
11:10 yaani wo aage kisi ko apni ijazat dete hain,
11:12 ki hume fulaan fulaan fulaan fulaan muhaddis se ijaat hai,
11:15 sanat ka silsila hota hai,
11:16 yeh chain hai poori,
11:17 ki ab kisi ko hadees ki sanat,
11:19 yeh humaari pohchti hai,
11:20 Sayyiduna Rasoolullah alaihi salatu was salam tak,
11:22 masan maine ek muhaddis se hadees ke ilm hasil kiya,
11:25 un muhaddis ne apne se upar kisi muhaddis yasil kiya,
11:27 unhone apne se upar kisi se,
11:30 unhone apne se upar kisi se,
11:31 yeh silsila yun hi chalta hai,
11:32 Sayyiduna Rasoolullah alaihi salatu was salam tak.
11:34 Aur yeh Islam ka khaasa hai,
11:35 musulmanon ka khaasa hai,
11:36 ki yahan par nabiye ko alaihi salatu was salam ki talimat bhi,
11:39 aur aapki hadees bhi,
11:40 bakaida sanat ke saath,
11:41 bakaida chain ke saath,
11:42 mehfooz hain.
11:43 Poori yeh chain hai,
11:44 chain of gold hasil saath,
11:45 toh zahab,
11:46 aur aaj tak iska ihtimaam hai,
11:48 ki bakaida sanat ke saath,
11:50 ahadees ko zikar kiya jaata hai,
11:52 aur sanat-e-ahadees di jaati hai.
11:54 Toh muhaddeseen jaye,
11:55 wo apne talamida ko sanat-e-ahadees deti hain,
11:57 phir aage jo hadees ke maahir hain,
11:58 jo shaykh-ul-ahadees hoti hain,
11:59 wo aage apne shahirdon ko sanat-e-ahadees deti hain,
12:02 toh hum bhi aage sanat-e-ahadees deti hain,
12:04 toh jo sanat-e-ahadees koi muhaddes deta hai,
12:06 toh usse jaye,
12:07 wo sanat ko,
12:08 agar wo tafseeli sanat apni khud zikar kare,
12:10 uske andar yeh saari cheezin bataye,
12:12 ki main kis kis se ilm-e-hadees hasil kiya hai,
12:23 mukhtalim muhaddeseen ke sabat chhapa hua hain,
12:25 Hafiz Shamsuddin Sikhawi r.a ka sabat chhapa hai,
12:27 Hafiz Aabi ka chhapa hai,
12:28 aur kai muhaddeseen ke chhapa hain,
12:30 toh Imam Zayed Kausri ne bhi apna sabat tarteeb diya tha,
12:33 unhone ne chhapa,
12:34 "attahari-ul-wajeez,
12:35 fee maa yabtagheehil-mustajeez" ke naam se,
12:37 kitabi surat mein mere haath mein hai.
12:39 Is sabat ka ek faida yeh bhi hota hai,
12:42 ki sabat ke zail mein kai nadir kism ke ilmi nukaat zikar hota hai,
12:47 toh wo bada faida hota hai,
12:48 baad wakat wo cheez aam halaat mein bande ko maalum nahi hoti,
12:51 aam gitaon mein pata nahi hoti,
12:53 lekin kisi muhaddeseen ne apne sabat ke andar uska zikar kar rakha hota hai,
12:56 toh sabat ka ek faida yeh bhi hai,
12:58 ki nadir kism ke ilmi nukaat hasil hoti hain.
13:01 Isi tarah kai aise muhaddeseen ke aur kai aise fauqaha ke ahwaal,
13:05 in sabaton ke dariye maalum hota hai,
13:07 in asbaat ke dariye maalum hota hai,
13:09 ki jo aam halaat mein, aam kitabon mein is tarah dastyaab nahi hota hai,
13:12 jo muhaddeseen ne apne sabat ke andar zikar kar rakha hota hai.
13:15 Toh isi tarah yeh bhi bil khusus ilm-e-hadees se taaluk rakhane wale,
13:18 ilm-e-hadees padhane wale hoon,
13:19 ilm-e-hadees padhane wale hoon,
13:20 unke liye khasay ki cheez hai padhna chahiye.
13:23 Isi tarah Imam Zahid Kausri R.A. ka ek aur ijadat naama hai,
13:26 jo unhone mufti-e-Eritrea,
13:28 Sheikh Mujahid Ibrahim Mukhtar Jabarti Zaila'i ko diya tha,
13:38 yeh bhi acha hai, iske andar bhi kuch nuqaat hai yeh,
13:40 At-Tahrir-ul-Wajeez alag hai, aur yeh alag hai,
13:42 yeh bhi Imam Zahid Kausri R.A. ka sabat bhi hai ek tarah se,
13:45 aur kuch aisi cheezin iske andar shamil hai,
13:47 jo At-Tahrir-ul-Wajeez ke andar nahi hai,
13:49 aur At-Tahrir-ul-Wajeez ke andar kuch ghalateen hai,
13:51 uski tasheeh iske dariye hoti hai.
13:53 Fir Imam Zahid Kausri R.A. ki kitab mein nazar aati hai,
13:56 unhone likhi hai is baare mein,
13:58 ki namaz ke andar sar barahana karna,
14:02 aur namaz mein juteh pehna.
14:04 Juteh pehna kar namaz parna,
14:05 aur nangeh sar namaz parnega kya hukam hai,
14:07 iske baare mein tafseel se kalam firmaa hai,
14:09 "Raf-ul-ishtiba'an-mas'alati-yee kashfir-ru'oosi wa-lubsin-ni'aali-fis-salat"
14:15 Shandaar risala hai,
14:16 is masleh ke baare mein jo malumat hasil karna chahatein,
14:19 zurur padein, dilchis risala hai.
14:21 Fir aapne ek risala ta'ali firmaa hai,
14:22 iske baad,
14:23 "Tadheeb-ul-taajil-lajeeni fi-tarjamatil-badril-aini"
14:28 Chhapa hua, alaik-e-mutala,
14:29 acchi andaz mein aapne unke ahwal jamaa firmaa hai.
14:32 Fir iske baad,
14:33 ame aapne ek risala nazar aati hai,
14:34 "Ta'atir-ul-anfaas-bidikri-sanat-ibni-ar-qamaas"
14:37 Isme bhi aapne achcha kalam firmaa hai.
14:39 Fir ame aapne ek risala nazar aati hai,
14:41 jo aap par kuch itrazaat kiye gaye the,
14:43 un itrazaat ke aapne jawabaat diye hain,
14:45 "Safa'at-ul-burhaan-ala-safa'at-ul-udhwaan" ke naam se,
14:50 ki ye itrazaat laghb hai, la yaani hai, be maana hai,
14:52 aur achche andaaz mein aapne apna mukadma uske andar baaday firmaa hai.
14:55 Fir ame aapne ek risala nazar aati hai,
14:57 "Haneen-ul-mutafajje-wa-aaneen-ul-mutawajje"
15:00 Ye aapne ek qaseeda kaha tha,
15:01 pehli jang-e-azim ke baad jo halaat hua,
15:04 to un tabaakariyon ke baare mein,
15:06 ye aapne ek qaseeda kaha,
15:07 jo risala ki surat mein shahish hoda hai,
15:09 achcha risala,
15:10 iss se aapki shairi khubiyan bhi, shairi mahasin bhi saamne aati hai,
15:14 "Haneen-ul-mutafajje-wa-aaneen-ul-mutawajje"
15:16 Fir yeh wo iske baad aapne ek kitab taalif firmaa hi thi,
15:19 "Al-buhus-u-saniya-an-baadi-rijali-asani-di-tariqat-ul-khalwatiyya" ke naam se,
15:25 iske andar aapne jo silsala-e-Aaliya-khalwatiyya hai,
15:28 uske takreeban teera,
15:30 hazaraat ka teera mashayikh ke ahwal jamaa ki hai,
15:33 tazkira ki hai unka,
15:34 fir ek kitab aapki,
15:35 "Ar-gham-ul-mureed-fi-shar-hin-nazm-il-ateed-li-tawas-sul-il-mureed"
15:40 iske andar aapne silsala-e-Naqshbandiya-Khalidiyya-Ziyaiyya ke rijal ka taaruf pesh kiya hai,
15:45 yeh dono bhi achche hain,
15:46 ek hi kitab ke andar yeh dono risale jo hai,
15:48 wo lagi huye chhapiyun huye umda andaaz mein padhne se taaluk rakhte hain,
15:51 iske andar aapne ek imam bin Humaam Rahimullah ke baare mein kitab likhi diya,
15:54 "Lihit-imam-bi-tarjmat-i-ibn-il-Humaam" ke naam se,
15:56 wo makhtuta hai,
15:57 wo kitab taahal matbuu nahi hai.
15:59 Aisi aapne ek imam Lais bin Saad ke baare mein kitab likhi thi,
16:02 "Qa-tarat-ul-ghais-min-hayat-il-lais"
16:04 wo bhi matbuu nahi hai,
16:05 makhtut hai.
16:06 Aur ek kitab aapne imam-e-Rabbani Mujaddid-il-Fisani Rahimullah Shaikh-e-Masarandi,
16:10 unke baare mein turki zabaan mein likhi thi,
16:12 "Ar-raud-un-naadir-ul-wardi-fi-tarjmat-il-imam-e-Rabbani-as-Sarandi"
16:16 dekin wo kitab bhi mafqud hai,
16:17 matbuu nahi hai.
16:19 Aur ek kitab badi shandaar aapne likhi thi, "Uloom-e-Quran"
16:21 "Al-madkhal-li-uloom-il-Quran"
16:23 lekin wo aapki zindagi mein jab aapne hijrat ki thi,
16:25 toh wo kitab zaya ho gai thi.
16:27 Aur aapko kabni zindagi mein sabse bada afsoos,
16:29 isi kitab ke zaya hone ka tha,
16:31 ki badi hi shandaar kitab thi,
16:33 uloom-ul-Quran ke wale se bada,
16:34 isme aapne umda kalam kiya tha.
16:36 Allah Tawbaarak wa Ta'ala imam Muhammad Zahid Kausri Rahimullah ke darajat ko aur baland farmaye,
16:40 aur hume aapke fuzh wo barakat se hadir waafir ataab farmaye.
16:44 Wa aakhiru da'awana anil hamdu lillahi rabbil 'aalameen.
16:46 mean.
16:46 [BLANK_AUDIO]

Recommended