- 1/24/2024
To watch all the episodes of Sarmaya e Aslaf
https://bit.ly/47jbLHu
New Sarmaya e Aslaf - Episode 58 - ARY Qtv
Topic: Imam Abul Hussain Quduri
Speaker: Mufti Ahsen Naveed Niazi
#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
https://bit.ly/47jbLHu
New Sarmaya e Aslaf - Episode 58 - ARY Qtv
Topic: Imam Abul Hussain Quduri
Speaker: Mufti Ahsen Naveed Niazi
#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:07 Alhamdulillahi haqqa hamdih.
00:12 Wasalatu wasalamu ala khairi khalqih.
00:15 Sayyidina Muhammad wa ala alihi wa sahbihi.
00:19 Amma baad.
00:20 Muazzaz nazareen wa saameen.
00:21 Aaj ek martaba phir program Sarma-e-Aslaaf lekar
00:24 hum aapki khidmat mein hadir hain.
00:26 Aaj hamara mauzoo-e-sukhan hai
00:28 Zakhar Hafiz-ul-Hadees, Jareel-ul-Qadr Faqih,
00:32 Imam Abul Hussain Ahmad bin Muhammad Quduri Baghdadi Hanafi Rahimahullah
00:39 Mutawaffa 428 Sanah Hijriyah
00:41 Aur aapki baaz talifat.
00:43 Imam Quduri Hanafi Rahimahullah ke kya kehne
00:46 Bade bade ulama ne aapko walihana andaaz mein
00:49 tribute pesh kiya hai.
00:51 Aapke baad aane wale jitne bhi faqaha hain
00:53 sab ne aapke saamne sar-e-tasleem kham kiya hai.
00:56 Bil khusus fiqh-e-Hanafi mein to aapka bada hi naam hai.
00:59 Lekin overall mujmooi taur par fiqh-e-Islami ki taarikh
01:03 aapko nazar andaaz karke mukammal karar nahi di jaa sakti.
01:07 Fiqh-e-Islami mein mujmooi taur par aapka shumar
01:10 Jareel-ul-Qadr Faqaha ke andar hota hai
01:12 aur bil khusus fiqh-e-Hanafi mein to aapko
01:14 ashab-ul-tarjee mein shumar kiya gaya hai.
01:17 Jo Imam Ibn-e-Kamal Pasha Rahimahullah ne tabaqaat-e-Faqaha
01:20 beyan kiya hain, un tabaqaat-e-Faqaha ke itibar se
01:23 unhone aapko ashab-ul-tarjee ke andar zikr kiya hai
01:26 aur baaz ne to aapko ashab-ul-tarjee se bhi
01:28 baland paaya karar diya hai.
01:30 To Imam Qaduri Rahimahullah ke credit pe
01:32 bhot sa ilmi kaam hai.
01:34 Aapki azim-ul-shan aur jareel-ul-qadr kitabein hai.
01:37 Giran-ul-qadr kitabein aapne taali farmahi hai
01:40 jin se ek aalam faiz yaab ho raha hai aaj tak.
01:43 Sadiyan gudar gayi hai, sadiyan gudarne ke baad
01:45 aapka ilm aknaaf-e-aalam mein phaila hua hai.
01:48 Aktaar-e-aalam mein aapka bhi charcha hai,
01:50 aapki kutub ka bhi charcha hai, aapke ilm ka bhi charcha hai.
01:53 To phaila mai kuch comments aapke baarein
01:55 ulama-e-ummah ke admiring comments zikr karta hu.
01:57 Pir uske baad aapki bakiya tafseelat ki taraf aata hu,
02:00 aapki biography ki taraf ikhtisar ke saath
02:02 aur phir aakhir mein Inshallah aapki kutub ke baarein
02:04 mein bhi ek review pesh karta hu.
02:06 To nadreen humein ek bhot bade aalim hai Khateeb Baghdadi
02:09 jin ka apna hadees ke andar bada paaya baland hai
02:12 aur Hafidh Ibn-e-Aziz-Kalani Rahimahullah ne
02:14 endorse kiya hai Hafidh Ibn-e-Nuqta ki is baad ko
02:18 ki jo bhi zi-insaf hai, wo ye baad jaanta hai
02:22 ki Khateeb Baghdadi ke baad jitne bhi aalim aayein hai,
02:25 wo hadees aur uloom-e-hadees ke muamle mein
02:28 Khateeb Baghdadi ki kitabon ke ayaal hain, mohtaaj hain.
02:32 Ye itna bada tribute ji Ibn-e-Nuqta Hamli ne diya hai
02:35 Khateeb Baghdadi ko aur Hafidh Ibn-e-Aziz-Kalani Rahimahullah
02:38 ne isko endorse kiya hai.
02:39 To wo Khateeb Baghdadi wo Imam Quduri Rahimahullah ke shagird hain
02:43 Aur Khateeb Baghdadi jo hai, ino ne bakaida ye baad taalif formaayi hai,
02:47 tehreer kiya hai apni kitab ke andar Imam Quduri ke liye
02:49 ki wo kehti hain, ki "waqad katabtu anhu"
02:52 "maine bhi inse ilm hasil kiya hai, maine bhi inse aadees lihi hain, likhi hain"
02:55 "wa kaana saduqan" aur ye saduq the
02:58 "wa kaana mimman anjab fil fiqhi li dhaqa'ihi"
03:01 aur ye fiqha ke andar najeeb the, baland paaya the
03:05 ye bhi maana ho sakta hai, aur agar anjaba ye isme tafzeel lein to
03:08 aur agar ye anjaba feyle maazi lein,
03:11 to agar ise fiqha ke andar apne peechay azeem zakhira chhoda hai
03:15 aapki kitabin padkar aur aap se ilm hasil karke
03:18 baos se log khud faqee ban gaye hain
03:20 ki anjabat tifla istimaal hota hai, ki jab koi bacha,
03:23 kareem bacha, muazzaz bacha paida karey to
03:25 muhaawara istimaal hota hai, anjabat tifla
03:28 isne bache ko janab diya
03:30 to agar ise feyle maazi liya jaye,
03:32 anjaba fil fiqhi, "wa kaana mimman anjaba fil fiqhi li dhaqa'ihi"
03:36 unhone apni dhaqawat ki wajah se, zahanat ki wajah se,
03:39 fiqhi maharat ki wajah se, fiqha ke andar apne peechay
03:42 baos se yaadgaarin chhodi hain, shagirdon ki surat mein,
03:45 kitabon ki surat mein.
03:46 Ye maana feyle maazi ki itibaar se,
03:47 aur agar isme tafzeel lein anjab ko,
03:49 to maana hoga bohot zyada najeeb, bohot zyada muazzaz,
03:53 bohot zyada maahir, fiqha ke andar.
03:55 Ek to ye unki fiqhi maharat ka itiraaf ki hai,
03:57 khatib Baghdadi ne pir aage kha,
03:59 "wan tahat ilaihi bil iraqi riyaasatu ashaabi abi hanifa"
04:03 Iraq mein imam-e-adam abu hanifa rahimahullah ke followers ki sardari
04:08 in par khatm thi.
04:10 I.e. Iraq mein sabse bade hanifi, faqhi, imam-e-kuduri the
04:13 khatib Baghdadi ke bakol.
04:15 Apne daur ke andar khatib Baghdadi sabke sardar the,
04:18 saare aapke neeche-neeche the, sab aapke maatahet the,
04:22 aap sab par fauk the maharat ke andar, fiqhi maharat mein bhi,
04:26 aur aapka jo rutba tha, jo zahiri rutba,
04:29 jo ilmi rutba wo to apni jagah par,
04:31 jo zahiri aapka jaah-o-jalaal aur fazl-o-kamal tha,
04:34 jo bhi sab par faik tha ashaabi abu hanifa ke andar,
04:38 yaani hanafia ke andar.
04:39 Aage ka waazu mainduhum qadruhu,
04:43 aur inki qadr, inki manzalat unke nazik,
04:45 yaani hanafia ke nazik, bahot hi zyada thi,
04:48 waazu mainduhum qadruhu, wartafa jaahu,
04:51 aur inka martaba bhi balan tha,
04:53 zahiri martaba bhi,
04:54 jo ilmi martaba wo to balan tha hi tha,
04:56 zahiri taur par bhi aapka martaba balan tha.
04:58 Ab yahaan jo khatib Baghdadi ne saduq ka lafz istimal kiya,
05:01 to iski bhi ek main wadahat kar du ilmi,
05:03 saduq jo hai waise jab ulama-e-jarh-o-taadeel kisi ke liye istimal karti hain aam taur par,
05:08 unka aam istimal hota hai,
05:10 saduq ka matlab ye hota hai,
05:11 ki ye raavi jo aala darja ka sikh hai,
05:14 usse thoda kam hai,
05:15 yaani hasan-ul-hadees ke liye saduq ka lafz istimal kiya jaata hai,
05:19 aksar, ye unka aksar istimal hai,
05:21 lekin kabhi kabhi ulama-e-jarh-o-taadeel,
05:24 saduq ko apne haqiqi logavi maana mein bhi istimal karti hain,
05:27 mubaalegah ka seegah toaur par,
05:29 ke saduq mubaalegah ka seegah hai,
05:31 murad hai bahut zyada sacha,
05:33 to jab ye saduq mubaalegah ka seegah ke taur par istimal hota hai,
05:36 to phir ye aala darja ke sikha ke liye istimal hota hai,
05:39 phir isse murad adna sikha nahi hota,
05:41 phir isse murad hasan-ul-hadees nahi hota,
05:43 aala darja ka sikha hota hai,
05:44 jaisa ki yaha khateeb bagdadi ne jo aap ke liye saduq ka lafz istimal kiya,
05:48 ye bhi wohi aala darja ke sikha ke maana mein istimal kiya hai,
05:51 mubaalegah ka seegah ke taur par istimal kiya hai,
05:53 jo aam istila hai ulama-e-jarrah ta'deel ki hasan-ul-hadees wali,
05:57 uske mutaabik istimal nahi kiya,
05:59 iski doosi, aur bhi bahut saari misal hain,
06:01 samjhane ke liye ek misal aur de detaun,
06:03 ke imam abu hatim razi ne,
06:05 jaha imam shafi rahim-ul-allah ka tazkira kiya hai,
06:07 to waha unke liye bhi lafz istimal kiya,
06:09 faqeeh-ul-badan,
06:10 aur aage kaha saduq,
06:11 to jaisa waha imam shafi ke liye jo ino ne saduq istimal kiya hai,
06:14 wo hasan-ul-hadees ke maana mein nahi kiya,
06:16 mubaalgeh ke siqa ke taur par istimal kiya hai,
06:18 to aise hi khateeb bagdadi ne bhi yahan jo inko saduq kaha,
06:21 to ye mubaalgeh ke siqa ke taur par kaha hai,
06:23 ala darja ke siqa ke maana mein inko saduq kaha hai,
06:26 na ke hasan-ul-hadees ke maana mein,
06:28 na ke adna darja ke siqa ke maamle mein.
06:30 Aur yehi wajah hai ke,
06:31 hafi-shams-ud-din zahbi rahim-ul-allah,
06:33 jo khud hufaz-e-hadees ke imam hai,
06:36 unne na jo apni kitab likhi hai,
06:38 tazkirat-ul-hufaz ke naam se,
06:39 hufaz-e-hadees ke baare mein,
06:41 usme unne ne bakaida imam kuduri ka,
06:43 tarjuma bhi zikar kiya,
06:44 unka taaruf bhi zikar kiya,
06:45 introduction unka bhi unne ne uske andar diya hai,
06:47 aur unne unne bhi tasleem kiya hai,
06:49 ke ye hafiz-ul-hadees the,
06:51 yaani ye ala darja ke siqa the,
06:52 aur khud hafiz-ul-hadees bhi the,
06:54 aam-ul-muhaddis nahi the,
06:55 balke hafiz-ul-hadees the,
06:57 aam-ul-muhaddis se thoda upar hota hai hafiz-ul-hadees,
07:00 hafiz-ul-hadees ko bhot saari hadees,
07:02 ko aksar ahadees sanadan wa matnan yaad hon,
07:05 usse kaha jaata hai hafiz-ul-hadees,
07:07 baal log ek maqsoos figure bhi dete hai,
07:09 lekin wo figure jo hai,
07:10 wo muhakkekeen ke mutaabik figure hona zuroor hi nahi hai,
07:12 aksar ahadees jo hai,
07:14 sanadan wa matnan yaad hon,
07:15 to hafiz-ul-hadees kaha laata hai,
07:17 ye to khateeb Baghdadi ne inko tribute pesh kiya,
07:19 isi tarah jo hai,
07:20 wo khateeb Baghdadi ke laaha bhi aur bhot saari ulama ne kiya,
07:22 jaise ki imam ameer kateeb itqaniyat-ur-azi,
07:26 jinki hidayah par sharah ghayat-ul-bayan bhi mashoor hai,
07:29 unhone kaha ki sheikh abu lasan al-quduri rahimahullah huwa baharun zakhaar fil fiqh,
07:34 ki ye fiqhah ke andar behre zakhaar hai,
07:36 thaathe maarta sumundar hai,
07:38 phir aage kaha wa naahee ka minat dalala ala ghadarat-ul-ilmihi,
07:42 sharhuhu li muqtasar-il-karhi rahimahullah,
07:44 inke ghadarat-ul-ilm par,
07:46 kasrat-ul-ilm par,
07:47 wafoor-ul-ilm par,
07:48 dalalat karne ke liye inki ek kitab hi kaafi hai,
07:51 wo bhaari hai sab par kaunsi,
07:53 jo unhone kitab likhi hai,
07:54 sharhuhu muqtasar-il-karhi,
07:55 imam abu lasan al-karhi rahimahullah ke jo muqtasar hai,
07:59 jo unhone ka risalah hai,
08:00 us par jo unhone tabeel sharah likhi hai,
08:01 saad jildon ke andar,
08:03 jo sharhuhu,
08:04 nau jildon ke andar,
08:05 nau mujalladat hai,
08:06 sharhuhu li muqtasar-il-karhi,
08:07 ye jo hai,
08:08 kaitein,
08:09 faidha ta'laatahu,
08:10 arafta anna mahallahu fil fiqhi,
08:12 wa-l-fitaan aindal ayyuuk,
08:18 laa tanaaluhu yadu kulli ahad,
08:19 wa yarjuhu tarafun nadiri ila manzilihi min qalalin warahmat,
08:21 kaitein,
08:22 jo is kitab ka mutaala karte hai,
08:23 wo jaan leta hai,
08:24 ke fiqhah ke andar,
08:25 inka jo maqam hai,
08:26 martaba hai,
08:27 wo ayyuuk hai,
08:28 ayyuuk kaitein,
08:29 surkh sitare ko,
08:30 jo suraiyyah ke baad hota hai,
08:31 ani isi muhawaratan kaha jaata hai,
08:32 ke oj-e suraiyyah par faiz hai,
08:33 to aisi muhawaratan,
08:34 ayyuuk bhi kaha jaata hai,
08:35 to kaitein, ye suraiyyah sitare ke baad,
08:41 jo sitare ayyuuk,
08:42 ayyuuk sitare jaisa doordaraaz aur baland hai,
08:43 isi tarah inka fiqhah mein paaya ilmi itna hi baland hai,
08:46 aur phir kaitein,
08:47 har bande ki das taras inke ilm tak nahi,
08:49 inki maharat tak nahi,
08:51 har banda nahi pohosh sakta inke maqam ko,
08:53 aur jo inke maqam ko dekhna chahta hai,
08:55 to jaise ko doordaraaz cheez ko dekhe,
08:57 aur roshni tez aa rahi ho,
08:58 to aank jo hai,
08:59 wo chundhiya jaati hai,
09:01 to aisi hi,
09:02 jo inke maqam martaba ki taraf nazar karta hai,
09:04 to iski aank chundhiya jaati hai,
09:06 aank usse jhukaani padti hai,
09:07 ye itne baland paaya imam hai,
09:09 itne baland paaya aalim hai.
09:11 Imam Quraishi ne al-Jawaharlal-Mudia mein kaha,
09:13 ki Imam Quduri jo hai,
09:15 "Qaanal Quduri yu hasanal ibaara fin nazr,
09:18 jariyal lisaan,
09:19 mudeeman li tilawatil Quran."
09:21 ki Imam Quduri jo hai,
09:22 wo nazar wa fikar ke andar jab kalam kartein,
09:25 yaani jab ikhtilafi masayil ke andar kalam kartein,
09:27 fiqhi ikhtilafiyat, ilm ul-khilafiyat ke andar,
09:30 to wahan par unki ibarat bohot umda hoti hai,
09:33 achhi ibarat istimal kartein,
09:35 mukhtisa alfaz bhi jo hai,
09:37 inke aam faham hotein,
09:38 zyada mughlak nahin hotein,
09:39 zyada gunjlak aur pecheeda nahin hotein,
09:41 aur doosra adab ka bhi lihaaz rakhtein,
09:44 adab ko bhi malhooz rakhtein,
09:46 wo aisa kalima,
09:48 sakhat kalima,
09:49 khushunat wale kalimat istimal nahin kartein.
09:51 Jariyal lisaan aur ye haq baat beyan kartein,
09:54 ke andar jariy hai,
09:56 bebaak hai,
09:57 nidar hai,
09:58 kisi se khauf nahin khaatein,
10:00 haq baat beyan kartein,
10:01 haq kalima kehne mein chukte nahin.
10:03 Mudeem al-Tilawat-ul-Quran,
10:04 Quran-e-Majeed,
10:05 Furqan-e-Ahmeed ki tilawat hamesha karte the,
10:07 yaani iske andar unke ilm ki jo taarif hai,
10:10 wo bhi aagayi,
10:11 saath unke amal ki taarif bhi aagayi,
10:13 ilm ke saasat Quran-e-Majeed ke saath bhi
10:15 aapka taaluk mazboot tha,
10:17 aur hamesha Quran ki tilawat kiya karte the,
10:19 Quran-e-Majeed,
10:20 Furqan-e-Ahmeed hamare fokaha ke haan bhi
10:22 focused tha,
10:23 usko bhi tarjihaat ki,
10:24 jo unki list thi,
10:25 priority jo list thi,
10:26 uske andar sabse upar,
10:27 top of the list,
10:28 wo Quran hi ko rakhte the,
10:29 isiliye dekhein,
10:30 azeem faqeeh hain,
10:31 lekin Mudeem-an-li-Tilawat-ul-Quran,
10:33 Quran ki tilawat bharar hamesha karte the,
10:36 aur doosra unke iswa haq goi ki taarif bhi aagayi,
10:39 ke jari-ul-lisam the,
10:40 talaqat-e-lisam unke andar thi,
10:42 kushada rooi ke saath ilmi debate karte the,
10:44 aur khulke karte the.
10:46 Hafidh ibn-e-Kasir ne hal-bida'i wa-nihaayi ke andar kaha,
10:48 kaana imaman baari-an-aaliman,
10:50 imam the,
10:51 baari the,
10:52 mahir the,
10:53 fauq the,
10:54 doosron par jo wo faqeehat rakhte the,
10:56 aalim the,
10:57 sikha sabd the,
10:58 aur munazir the,
10:59 debate kiya karte the,
11:00 ilmi munazir-e-aap ke mashoor the.
11:02 Isi tarah jo hai wo khateeb Baghdadi ne jis tarah aapka tazkira kiya,
11:06 Hafidh ibn-e-Kasir ne jis tarah tazkira kiya,
11:08 Allama Abdul Qadir Quraishi ne jis tarah tazkira kiya,
11:11 Mir Qatib Itkani ne jis tarah tazkira kiya,
11:13 toh isi tarah imam Yusuf ibn-Taghri-Bardi,
11:15 unhone ne bhi apni kitab ke andar imam Quduri ke liye kaha,
11:17 "Qo inna sha'ana haadhal imam qad tajawazal hadda fil ilmi wa zuhud"
11:22 ilm aur zuhud me imam Quduri rahi maullah ka paya toh bohot balan tha,
11:27 hadd se tajawaz kar gaye the,
11:28 ilm ke andar bhi ilm bi qasir tha,
11:30 aur jo zuhud tha wo bhi aapka mazbood tha,
11:33 taqwa parezgarhi bhi aapka mazbood tha.
11:35 Isi tarah jo hai wo,
11:37 aap jo ilmi debate karte the,
11:38 ilmi debate me aap mashoor the,
11:40 abu tayyib tabari shafi rahi maullah,
11:42 ye bhi bade imam the ye,
11:44 aur doosre imam abu hamid isfaraini rahi maullah,
11:46 ye bhi shafi imam the bade,
11:48 in dono shafi imma ke saath,
11:50 aapki ilmi debate chalti rehti the,
11:52 ilmi munazira karte the,
11:54 lekin jaye bilkul ihtiram ko maluz rakar,
11:56 ilmi wakaar ko maluz rakar,
11:58 tabadulai khayalat hua karta tha,
12:00 ilmi munazira hote the,
12:02 june kuch tafsilat bhi maujood hai kutub ke andar.
12:05 imam Quduri rahi maullah ki jo kuniyat hai,
12:07 imam abu'l-hussain,
12:08 abu'l-hussain aapki kuniyat hai,
12:10 baaz logon ne abu'l-hassan likh diya hai,
12:12 lekin ye abu'l-hassan kuniyat jo baaz kitab mein likhi hai ye ghalat hai,
12:14 durust ye hi hai, raaje ye hi hai,
12:16 ke aapki kuniyat hai wo abu'l-hussain hai,
12:18 aapka naam-e-naam isme garami Ahmad bin Muhammad hai,
12:21 Quduri jo aapki nisbat hai,
12:23 ye nisbat Quduri ke baare mein mukhtalib aqwaal hai,
12:25 ek qaul to ye hai baaz ulama aaga,
12:27 kis nisbat ki haqiqat maalum nahi,
12:29 Allah hi betar jaanta hai,
12:30 doosra qaul ye hai,
12:31 quduri jo hai ye nisbat hai,
12:33 qudura se ya qudur se,
12:35 aur ye Baghdadeh mahala mein ek mahala tha,
12:37 jiska naam qudur tha ya qudura tha,
12:39 us nisbat se aapko quduri kaha jaata hai,
12:42 doosra, teesra qaul ye hai,
12:44 ye Baghdadeh mahala ke kareeb,
12:46 ek basti thi,
12:47 qudur ya qudura naam ki,
12:48 jiski nisbat se aapko quduri kaha jaata hai,
12:50 chautha qaul ye hai,
12:52 quduri jo aapko kaha jaata hai,
12:54 qudur asal mein jama hai kidr ki,
12:56 kidr kehte hain haandi ko dekhchi ko,
12:58 to aap ya aapki abao ajdaat me se koi,
13:01 ya to haandi banane ka kaam karta tha,
13:03 ya haandi bechne ka kaam karta tha,
13:05 karobar karta tha,
13:06 jiski nisbat se,
13:07 ek quduri ki nisbat istimaal hoti hai,
13:09 aapke liye bhi istimaal hoti hai,
13:11 aur aapke walet ke liye bhi istimaal hoti hai,
13:13 aapke peechhe bhi istimaal hoti hai,
13:14 quduri ki nisbat,
13:15 quduri yaa aapko is us par kaha jaata hai,
13:17 aur haqiqat yaal Allah betar jaanta hai,
13:19 ye bhi ho sakta hai,
13:20 ke aapki abao ajdaat ke andar koi,
13:22 kaam se taaluk rakhta ho haandi banane ke bechne se,
13:25 kyunki jahe u kutub ke andar jaaha naam likha hai,
13:27 to aapke juz-e-hadees hai,
13:28 uske andar ibn-ul-quduri bhi likha hai,
13:30 yaani quduri ke bete,
13:31 to isse bada chalta hai,
13:32 ke aap se pehle se nisbat chaliya aa rahi thi,
13:34 ye bhi ho sakta hai,
13:35 ke aap khud karte ho,
13:36 jaisa ke haaf-e-sakhawin-e-al-makasid-ul-hasana ke andar,
13:38 jaaha kalam kiya ilm-fi-sigar-ka-naqshi-fi-l-hajar,
13:40 yeh riwayat par,
13:41 to waha kaha ki yeh aam-qaida hai,
13:43 lekin baaz-ukat,
13:44 baaz ulama aisi hain,
13:45 ke junonein shuru mein nahi,
13:46 badi umar mein jaa ka ilm hasil karna shuru kiye,
13:48 aur logon par faaik ho gaye,
13:49 aur Allah neyonein kamal diya hai,
13:50 jinmein se imam kafaal shafi,
13:52 aur imam quduri hanafi hain,
13:54 to isse bada chalta hai,
13:55 ho sakta hai,
13:56 shuru mein aap ibtida-e-amr mein aisa koi kaam karte ho,
13:58 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
14:00 baaki hakikat Allah betar janta hai,
14:01 Baghdad hi aapko isliye kaha jata hai,
14:27 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
14:31 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
14:59 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:01 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:03 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:05 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:07 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:09 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:11 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:13 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:15 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:17 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:19 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:21 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:23 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:25 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:27 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:29 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:31 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:33 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:35 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:37 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:39 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:41 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:43 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:45 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:47 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:49 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:51 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:53 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:55 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:57 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
15:59 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:01 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:03 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:05 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:07 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:09 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:11 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:13 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:15 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:17 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:19 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:21 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:23 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:25 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:27 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:29 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:31 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:33 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:35 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:37 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:39 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:41 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:43 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:45 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:47 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
16:49 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
17:09 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
17:31 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
17:57 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
18:17 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
18:39 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:07 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:35 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:37 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:39 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:41 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:43 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:45 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:47 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:49 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:51 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
19:53 jiski wajah se nisbat lagi ho quduri,
Recommended
35:11