Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
स्वच्छन्दता : प्रकृति की
Patrika
Follow
12/6/2024
स्वच्छन्दता : प्रकृति की
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Namaskar, aaiye aaj aapko sunaate hain Rajasthan Patrika ke Pradhan Sampadak Dr. Gulab Kothari
00:08
ka Sharir Hi Brahmand Shrinkhala me Patrikayan me Prakashit Alik, jiska shirshak hain Swachhandita
00:14
Prakriti ki.
00:15
Maryada karta ke liye honti hain, drishta ke liye nahin, maryada ke abhav me koi aakriti
00:21
ubhar nahin sakti, nilakaar ko rit kaha jaata hain, agni satya hain, som rit hain, purush
00:28
satya hain, istri rit hain, somya hain, swachhand hain, swa ka arth hain swayam ka, chhand
00:34
hain, kaamna, ichcha, marji, vibhaha poorv dono swachhand hain, apni apni ichcha se jeena
00:39
jahate hain, keval parivaar ke sanskaaron ki maryada hoti hain, yadi kuch hai bhi to,
00:45
vibhaha sanstha maryada me baand kar dono ka swaroop nirmaan krti hain, swa sharir nahin
00:51
aatma ko kehte hain, aatma hi sharir ka chalak hain, para prakrati ka shetra hain, sharir
00:57
apra jad shetra hain, hum sharir ka hi astitva maan kar jeete hain, karam karte hain, aatma
01:04
ko jaanne ke prashna humare man mein uthte hi nahin, haan, shastraon ko sunte samay hum
01:09
aatma ka vivechan bhi sunte hain, kintu swayam se jod nahin pate, apne se bhin kisi vastu
01:15
ko aatma maan lete hain, hum sunte hain, aham brahmasmi, hum sunte hain, mamai vansho jiv
01:21
loke jiv bhoot sanatana, kintu vyavhaar mein hum sharir aur man ke bahar nahin jate hain,
01:28
apne vatavaran mein phase rehte hain, jabki sathya yaha hai ki hum sharir nahin hain,
01:33
man bhi nahin hain, sharir, man, buddhi humare sadhan hain, nashwar hain, hum aatma ke swaroop
01:39
mein shashwat hain, avya man roop hain, jise hum man maante hain, bha toh pratibimb hain
01:45
mool man ka, mool man alamban hain, asang hain, nirlep hain, gunaateet hain, aur sada
01:52
saakshi bhaav mein rehte hain, adhah karta bhi nahin ho sakta, kintu vyapak aur poorn
01:58
hain, jaisa ki ashtavakra geeta mein kaha hain ki aatma saakshi hain, vyapak hain, poorn
02:04
hain, akela hain, mukta hain, chaitanya roop hain, akriya hain, sang rahit hain,
02:09
ichcha rahit hain, bhram ke kaaran sansarik ki tarah lagta hain, aatma saakshi vibhu poorn,
02:17
eko mukta shchidak kriyah, asango nishprihah shanto, bhramat sansar vaaniv, ashtavakra geeta 1.12
02:27
aham brahmahasmi roop mein jab mein swayam hi bhram hoon, tab sampoon brahmand mera hi
02:32
vitaan yaani phailav hain, main hi srishti mein vyapt hoon, firbhi yadi bhramit hoon to
02:37
iska kaaran maya hi hain, maya ne hi sharir ka nirmaan karke usme asakti bhar di, krishna
02:43
keh rahe hain ki naham prakashah sarvasya yogmaya samavritah, arthaat yogmaya se avrit hone
02:50
ke kaaran main sabhi ke liye prakat nahin hoon, pratyek jeev roop brahm yogmaya se avrit
02:57
hokar sthool sharir dharan pratah hai, jeev chunki prarabdh ka nakshah saath lekar aata
03:03
hai, poorv karamon ke falon ko bhogne ke liye atahat pratyek jeev ki yogmaya bhi swartantra
03:10
ho jati hai, bal, shakti aur priya, in teen avasthaon se hum maya ke swaroop ko samajh
03:16
sakte hain, maya ki prasukta avastha ko bal kehte hain, jab koi kaare karne ka sankalp
03:22
ho, tab maya ke jagne par bal ko shakti kaha jaata hai, sansar mein hum kriya roop mein
03:28
jo bhi cheshtay karte hain, ya dekhte hain, we sab shakti ke hi parinaam hain, vyakti ke
03:35
jeevan main shakti ke anek roop hain, jaise sharir, buddhi, mann, pran, poshan aur sanhaar,
03:41
aaveg aur aavesh, sahyog aur virodh aadi ki shaktiyan, ye shaktiyan purush ki arthaat
03:48
aatma ki kahi jaati hai, aatma se shabd nikalta hai, swanati atah swah kaha jaata hai, jiska
03:55
aatma shabdodpatti mein asamardh hai, waha shabd maryada se vanchit parir hai, keval swah
04:01
arthaat aatma ko tab tak aatma nahi kaha jaasakta hai, jab tak ki waha kisi tantra ka anugami
04:07
nahi ban jaata, tantra ki seema mein hi aatma shabdodpatti mein samardh hokar swah kahi
04:14
jaata hai, yadi tantra aatma nukool hai, tab aatma uss tantra ka niyantrak banta hua swah
04:21
tantra kehalata hai, yadi tantra aatma ke swaroop ko vikrit karne wala hai, tab waha tantra
04:27
padh tantra kehalayega, aur tab aatma bhi padh tantra hi maana jaayega, aatma swah hai,
04:34
anaatma par hai, prakrati tantra hai, aatma ko viksit karne wala bhaav aatma bandhu kaha
04:40
jaata hai, aatma ko avrit karne wala bhaav aatma ripu hai, ek aatma ka swah hai, aur
04:47
doosra aatma ka ripu arthaat par hai, purush wa prakrati hi is thool srishti mein nar nari
04:53
kahe jaata hai, purush agni pradhan, wa istri som pradhan hai, somya istri apne swaroop
04:59
mein nirbal hote hue bhi upasya devata ki upadhi ko prapt hai, kyonki bahar se abla
05:06
dikhne wali istri bheetar balwan hai, agni bheetar nirbal hai, kyonki uske bal ka aadhar
05:12
som hai, wahi agni ka ann hai, bal ki paribhasha hai sankoch, tatha nirbal ki paribhasha asthir
05:19
bhaav, jaise hi agni mein som ki aahuti bandh hui, waise hi agni bandh padhta hua shant
05:27
ho jaata hai, agni vishkalandharma hai, ek isthaan par pind roop mein nahi rahe sakta,
05:32
som ka sankoch bhaav usse ghan banaye rakhta hai, swa ki shetra ko hi shetragya kaha jaata
05:39
hai, jabki apra shetra hai, karmabhoomi hai, karmabhoomi mein sharir, mann, buddhi teen
05:45
sansthaayen hai, teenon ka apna apna swaroop aur apni apni maryadayen hai, atma ka swabhaav
05:50
praprati hi uski maryada hai, para praprati ki maryada swatantrita hai, apra swachhandrita
05:57
ka shetra hai, vyakti chahe to isse maryadit karke, manak ki parah aachran kar sakta hai,
06:03
vyakti chahe to swachhandr hai kar, pashuvat jeevan yapan kar sakta hai, yaha keval aahaar,
06:09
nidra, bhare, maithun hai, yaha sharir ka jagat hai, swatantrita mein vyakti, yath ho chit
06:15
swaroop mein jeeta hai, isi bhaav ko vyakta karte hue, krishna keh rahe hai, yukta har
06:21
viharasya, yukta chestasya karmasu, yukta swapnaav bodhasya, yogo bhavati dukhaha,
06:28
geeta 6.17, arthaat dukhon ka naash karne wala yog, uchit aahaar vihar, uchit karam cheshta,
06:36
uchit sogne jagne wala hi hota hai, parampara ek abhyas hai, abhyas ki maryada ka swaroop
06:43
ho jata hai, suryoday se poorv jagna, suryast ke baar bhojan na karna abhyas hi tha, jo
06:49
parampara ban gaya, ye ache swasthe ke mahamantra ban gaya, adhunik jeevan shayali par krishni
06:55
daale to bharat ki yeh pehchaan hi kho gayi, mano yeh bharat ke pichade pan ki nishani ho,
07:02
yeh swachhandita ka saadharan sa udharan hai, jo shabir se juda hai, swachhandita ka kendra
07:08
mann hai, kaamana mann se utti hai, buddhi ko dhakka dekar kaamana poorti ke peeche bhaagna
07:14
hi mann maani hai, isme ek kaamana para prakrati ki hai, jise praagandh kehte hai,
07:20
doosri kaamana apara prakrati ki hai, bhaagya ko badalna sehj nahi hai, indriya kaamana kamjor
07:28
mann par bhaari padhti hai, inme kamjor atwa chanchal mann aasani se prabahit ho jata hai,
07:34
maryada peeche chhut jati hai, agni aur som dono milkar srishti rachna karte hai,
07:39
karm karte hai, alag alag dono hi apoorn rehte hue poornata ke liye daudh bhaag karte hai,
07:46
som aahut hokar tanmay arthaat aagneya ban jata hai, pindi bhoot avastha ko prapt karte hai,
07:52
alag swabhavta rahe hi nahi sakta, rith hone se usko ashray apekshit rehta hai,
07:58
Rigveda ka mantra hai, agnir jagar tam vrchah kaam yante, agnir jagar tam usamaan yanti,
08:05
agnir jagar tamayam som aah tavas hamasmi sakhe nyokah, yaha som ke ashray kaamana ka
08:13
soochak mantra hai, agni ke jagrat hote hi, som daudh kar baha pahuchta hai ki main aapka
08:19
sakha bankar rahunga, agni nahi daudhta som ki aur, satya roop hai, jeevan mehwar ka swaroop
08:27
yehi hai, yehi kaamana ka bhi swaroop hai, sangat sanjayate kaamaha, lok mein ek kahawat
08:33
hai ki vidya vama vel ki jo sangat mein rehta hai, ye usi ke lipat jaati hai, yehi som
08:39
ka swachhand roop hai.
Recommended
7:34
|
Up next
कन्यादान : वर में आते श्वसुर के प्राण
Patrika
11/15/2024
7:30
प्रकृति से प्रभावित है मन
Patrika
10/18/2024
6:47
सृष्टि का आधार अत्रिप्राण
Patrika
6/14/2024
6:45
शरीर ही ब्रह्माण्ड: विवाह-विच्छेद प्राणों का नहीं होता
Patrika
11/8/2024
8:16
शरीर ही ब्रह्माण्ड : जीवन गति का नियामक है मन
Patrika
12/20/2024
6:55
शरीर ही ब्रह्माण्ड : मां भी माया का प्रतिबिंब
Patrika
4/11/2025
0:18
जन्माष्टमी कार्यक्रम में झगड़ा: दो पक्षों के बीच हुआ बलवा
Patrika
8/29/2024
9:33
शरीर ही ब्रह्माण्ड Podcast: आसक्ति मुक्त होना ही लीनता
Patrika
5/26/2023
8:16
शरीर ही ब्रह्माण्ड: ब्रह्म विवर्त का आधार : युगल तत्त्व
Patrika
9/6/2024
0:18
मत्स्य उत्सव: लोक कलाकारों ने दी सांस्कृतिक प्रस्तुति
Patrika
11/26/2024
1:02
उज्जैन : तीन साल की बच्ची ने किया शिव तांडव स्त्रोत का पाठ
Patrika
8/26/2022
7:01
कामना से सृष्टि भी, लय भी
Patrika
8/23/2024
8:23
Podcast शरीर ही ब्रह्माण्ड : अन्न है उत्पत्ति और विनाश का कारक
Patrika
12/13/2024
1:12
छत्तीसगढ़ बीजेपी के महामंत्री संजय श्रीवास्तव बोले
Patrika
2/2/2024
0:17
नाथद्वारा : बागेश्वर धाम के पंडित धीरेंद्र शास्त्री ने किए श्रीनाथजी के दर्शन।
ETVBHARAT
1/16/2025
0:48
नक्सल दंपत्ति ने किया आत्मसमर्पण
Patrika
1/19/2025
0:17
वक्फ बिल का समर्थन
Patrika
4/2/2025
0:58
अनूपपुर : मध्य प्रदेश में दिखी हिंदू मुस्लिम एकता की मिसाल
Patrika
10/12/2022
7:29
पानी है उत्पत्ति का आधार
Patrika
7/5/2024
1:01
मैट्स उत्सव में स्टूडेंट्स ने दी शानदार डांस की प्रस्तुति
Patrika
4/13/2024
0:38
चन्दौली : सड़क दुर्घटना में दो होमगार्ड की मौत, कुम्भ ड्यूटी से लौट रहे जवान
ETVBHARAT
1/20/2025
3:04
Raja Raghuvanshi Case: गोविंद ने शीलोम-बलबीर को नकारा, बोले- सोनम को बेवजह बदनाम किया जा रहा"
Filmibeat
yesterday
3:04
क्या अब Release नहीं होगी Diljit की Sardaar Ji 3 ?
Filmibeat
yesterday
3:19
Govinda Flight Video Viral: लड़की के कंधे पर सिर रखकर लेटे एक्टर पर भड़के लोग कहा- Sunita से दूरी?
Filmibeat
yesterday
20:10
घर बैठे मिलेगा सारे तीर्थो का फल केवल यह मंत्र 5 बार उच्चार...y premanand jii - प्रेमानंद बाबा जी प्रवचन
DoseOfLaugh
5/18/2025