Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
1
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
पानी है उत्पत्ति का आधार
Patrika
Follow
7/5/2024
पानी है उत्पत्ति का आधार
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Namaskar, today I will tell you about Rajasthan Patrika's Chief Editor, Dr. Guda Kothari's
00:08
Sharir Hi Brahmanda Shrinkhna Mein Patrikayan Mein Prakashit Aarai, whose editor is Abhav
00:14
Ki Mansikta Patan.
00:16
There are two types of creation in the world, Jad and Chetan.
00:19
Jad Dakshini is Chetan Saraswati.
00:21
Jad Som is Chetan Amin.
00:24
Sharir Jad is Atma Chetan.
00:26
Kisi bhi kriya ke liye pehle ichcha aavashak hai.
00:29
Kriya sharir karta hai, jad hai.
00:31
Ichcha poori karne ke liye iski pehle swigriti aavashak hai, jo buddhi se taapta hoti hai.
00:36
Kyuki bina gyan ke ichcha paida nahi hoti.
00:39
Aaj manav sabhita manmani aur buddhimani paddhi hi tiki hui hai.
00:43
Dono hi nirankush hai.
00:45
Artha aur kaam ki praatmikta ne vartaman sanskriti ko lagbhag rijiv kar diya.
00:49
Dono hi atma chetna ke dharma nahi hai.
00:52
Anek prani, sharir, buddhi, man ke kshetron me manav se shreshta hote hai.
00:57
Ye teeno atma ke saadhan kahe raha hai.
00:59
Abhi vyakti sadahi bhavna ki hoti hai.
01:02
Iska kaaran vyakti ki prakrati swabhav hota hai.
01:05
Kuch prabhav poorv janmon ka bhi rehta hai.
01:08
Vyakti ka janma srishti ke aadi swaroop me Ishwar ke anshroop me hota hai.
01:12
Ishwar sookshma srishti me rehta hai to mai uski santan sookshma hi hoon.
01:17
Swayam ko dikhai kahan deta hoon.
01:19
Dikhai dene ke liye pehle mujhe ek swaroop rehen karna hoga jis par avaran lapetna padega.
01:24
Ritpadarth hawa jaise par avaran nahi tadhaya jaasakta.
01:27
Chuki hamara janma surya se aage hota hai.
01:30
Vaha ritbhav me hi srishti utparn hoti hai.
01:33
Wahi mera mool swaroop Ishwar ansh hai.
01:36
Vaha se shodashkal atma bindu roop me neeche utarta hai.
01:39
Parjanya me jal roop badal bankar aakash me vicharan karta hai.
01:43
Vayu ke madhyam se barasne ka kshetra tay hota hai.
01:47
Ritbhav se chalkar bindu bana.
01:49
Prithvi ki agni me aahuth hua.
01:51
Prithvi me paancho mahabhut sambilit rehte hai.
01:54
Yaha ann paida hota hai.
01:56
Mai ann ki dahe me basta hoon.
01:58
Ann ke daane me aane se pehle mai antariksh se gujarta hoon.
02:01
Vaha mere swaroop me chaar prakaar ke gun sambilit ho jate hai.
02:05
Dadhi, ghrit, madhu aur amrit.
02:08
Inse hi ann ka sharir nirmit hota hai.
02:11
Ann parthiv stool padarth hai.
02:13
Manushya ann ka bhog garta hai.
02:15
Ann jatra agni me jata hai.
02:17
Aur sharir ki sapt dhatu ka nirman karta hai.
02:19
Yeh saara parthiv kram hai.
02:21
Antim dhatu shukra banta hai.
02:23
Isme chetna ka bhaag rehta hai shukranu roop me.
02:26
Prithvi ne jad sharir banaya.
02:28
Aage chetna ka vikas hai.
02:30
Shukranu ke bhi sharir, mann, buddhi, atma hai.
02:32
Kaunsa shukranu kab roop antarit hoga?
02:35
Yah bhi tayak hota hi hai.
02:37
Shukra ka ek bhaag raj se sayukta hokar
02:39
nai srishti ka nirman karta hai.
02:41
Mahin doosra bhaag purush ka oj aur mann badhata hai.
02:44
Shukra swayam me ek brahmand hai.
02:46
Shukranu ka shukra brahm hai.
02:48
Usme prakriti, ahankriti, aakriti, van, pitar pran,
02:52
hridayastra teeno akshar pran,
02:54
evam panch tan matra, panch mahabhut sambhilit rehta hai.
02:57
Mera yeh sampoon roop raj me bravisht hokar,
03:00
santan roop me meri pratishtha banta hai.
03:02
Is vikas kram me surya se prithvi takke sabhi devtaon ka sayog rehta hai.
03:07
Geeta me krishna kehte hai ki hum yagya se devtaon ko pusth kare,
03:10
ve hamari ichchaon ko poond kare.
03:13
Shastriya bhi kehte hai ki devta bhaav ke bhooke hai,
03:16
kyuki bhaav to mann me utte hai,
03:18
achche bure dono dishon me utte hai.
03:20
Teen sharir hai humare, to mann bhi teen hai.
03:23
Chautha mann, Ishwar ka mann, avyay mann, krishna roop hai.
03:26
Athava mann ke bhi do roop ho jate hai, bhaav aur abhaav.
03:30
Bhaav jeevan ka sakaratmak pahalu hai.
03:32
Abhaav nakaratmak hone se mrityu suchak mana gaya hai.
03:35
Bhaav ka ek arth hai, Ishwar me aastha.
03:38
Jo khuch Ishwar ne diya hai, usme santushti.
03:41
Pishle karmo ke phal roop yahi tha milna.
03:44
Jo nahi mila, usper mera adhikar nahi hai.
03:46
Jeevan ka doosra pahalu hai, lalsa, ispriya.
03:49
Yah bhi chahiye, bah bhi chahiye.
03:51
Kyuki hum avidhya ke karan peyda hote hai,
03:53
atah abhaav se hi jeevan shurup hota hai.
03:56
Geeta me kaha hai,
03:57
na sato vidyate bhaavo, na bhaavo vidyate satah,
04:00
ubhiyor api drishto, antas tvanyayo,
04:03
sattva darshi bhi.
04:05
Geeta 2.16
04:07
Asat ki satta nahi hoti, sat ka abhaav nahi hota.
04:10
Sat ki satta teeno kaalo mein rehti hai,
04:12
asat beech mein kho jata hai.
04:14
Moor mein toh ek hi Ishwar hai,
04:16
uska kabhi abhaav nahi hai.
04:18
Anya sattayen, avasthayen, asat hi kahi jayegi.
04:21
Sabhi abhushanon mein swarn ki satta hai,
04:23
kintu gehanon ka swaroop asat hai.
04:25
Nahi hai kehne par abhaav mein bhi asti bhaav rehta hai.
04:29
Yeh asti buddhi gyaan se siddh hoti hai.
04:31
Jab hum jaante hain, tabhi hai kehate hain.
04:34
Akshar akshar, abhya se pradurbudh hokar,
04:37
usi mein lean hote hain,
04:38
abhya ka vinaash nahi hota hai, satt hai.
04:41
Vedanta mein agyaan se abrit ho jana hi vinaash hai.
04:44
Ved bhi abhaav ko hi sambhudit karte hain.
04:47
Vedic yagya fanon ki vaasna ke vistar hai.
04:49
Tabhi ek vakti kisi na kisi gun ki pradhaanta liye rehta hai.
04:53
Usi ki anurup uski kaamana hoti hai.
04:55
Rajogun wale kaamana pradhaan purush sansar mein bahut hai.
04:59
Unki poorti ke liye vividh karma ved mein diye gaye hai.
05:02
Kaamana hi abhaav soochak hai,
05:04
tatha karma ki prerak shakti hai.
05:06
Atah krishna kehte hain,
05:07
treguniya vishiya vedanis,
05:09
treguniya bhavarjuna,
05:10
nirdvandvo nitya sattvastho,
05:12
niryogak shem aatma van.
05:15
Gita 2.45
05:17
Ved to teeno gunwale purushon ke liye hain.
05:19
Kaamanaon se to kabhi bahar nahi nikal paoge.
05:22
Aatma nishkaam hai, karma bhi tatast hai.
05:25
Kaamana mein dvandv hai,
05:26
bhaav abhaav hai, bandhan hai.
05:29
Charon aur sansar,
05:30
intriye vishiyon se bhara hai.
05:32
Man bhi sada naya chahata hai,
05:34
chanchal hai.
05:35
Trigunon se bahar aakar hi,
05:37
vyakti uncha uth sakta hai.
05:38
Raag aur dvaish,
05:40
dono hi bandh kar rakhne wale hai.
05:42
Abhaav ka karan raag bhi hai.
05:44
Trishna hai, parigraha hai,
05:45
spardha hai.
05:46
Lene ka swabhaav,
05:47
swaad, sankuchan,
05:48
atwa alp praan abhaav ka bhaav utpant karte hai.
05:52
Abhaav ka swaroop ichcha hai,
05:53
kuch paane ki ichcha.
05:55
Ichcha hi prakriti hai,
05:56
maya hai.
05:57
Yahi abhaav peyda karte hai,
05:58
yahi poorti bhi karte hai.
06:00
Durga saptashati mein,
06:01
iska vishrit varnan prapt hota hai.
06:03
Ya devi sarva bhuteshu,
06:05
chudha roopen sanschita.
06:07
Yek chudha,
06:08
bhook hi abhaav ki soochak hai.
06:09
Kuch chahiye aur chahiye.
06:11
Iska pata nahi ki kyun chahiye.
06:13
Vyakti ke mann ka sankoj badta chala jata hai.
06:15
Vanchit vastu na mile to,
06:17
dvesh, prodh aakar,
06:19
raag se judh jate hain.
06:20
Mil jaye, mil jaye,
06:22
fir aur mil jaye to,
06:23
moho ghir leta hai.
06:25
Geeta mein Krishna kehte hai ki,
06:26
moho se smriti vibham,
06:28
buddhi vinaash ho jata hai.
06:30
Tab vyakti ki chaktiyan,
06:31
nasht ho jate hai.
06:32
Patan hi mrityu hai,
06:34
utthaan hi jeevan hai.
06:36
Iccha poorti ka saadhi praan hai,
06:38
mann ke peechhe peechhe hi chalta hai.
06:40
Iccha ka swaroop,
06:41
varn aur prakrati se tay hota hai.
06:43
Jeevan ke lakshya se tay hota hai,
06:45
prarabdh se tay hota hai.
06:47
Praan swayam bhi,
06:48
rajoguni hone se gatimaan tattva hai.
06:50
Mann,
06:51
ichcha,
06:52
phal mein gati nahi hoti.
06:53
Atahar,
06:54
ichcha poorti ke liye,
06:55
praanon ki shakti ko
06:56
badhana aavashyak hai.
06:57
Gati aur lakshya ki disha ka
06:59
samanvay hona aavashyak hai.
07:01
Abhav ki maansikta ko
07:03
abhyas dwara door karne pal hi sambhav hai.
07:06
Abhav ki kriya to patan ka hi maardh hai.
07:08
Khandit aatmabhav darshata hai.
07:10
Hume shastra maarg dete hai
07:12
indriya sayam ka.
07:14
Iske liye bhi shuru to
07:15
mann se karna padega.
07:16
Mann ko shant kar lena hi
07:18
ishiyon ke prati
07:19
anasakt ho jana hai.
07:20
Abhav se hatte hatte
07:22
vekti ka bodh,
07:23
usse bhaav se bhi mukta kar deta hai.
07:25
Isthit pragya bana deta hai.
Recommended
7:32
|
Up next
अभाव की मानसिकता पतन है
Patrika
6/28/2024
8:38
प्राणायाम-ब्रह्म का यात्रा पथ
Patrika
6/21/2024
4:10
पूर्व सीएम दिग्विजय पहुंचे गढ़ाकोटा थाने
Patrika
11/21/2023
6:47
सृष्टि का आधार अत्रिप्राण
Patrika
6/14/2024
7:30
प्रकृति से प्रभावित है मन
Patrika
10/18/2024
2:03
कांग्रेस प्रभारी सचिन पायलट का बड़ा बयान
Patrika
6/24/2025
1:16
जानिए राजस्थान में क्यों परेशान हो रहे हैं कावडिए
Patrika
7/30/2024
7:34
कन्यादान : वर में आते श्वसुर के प्राण
Patrika
11/15/2024
1:49
छोटे भाई शालिगराम की गुंडागर्दी पर पं. धीरेन्द्र शास्त्री का पहला बयान
Patrika
6/1/2024
4:11
बस्तर में जवानों से बातचीत करेंगे शाह
Patrika
4/5/2025
0:24
विधानसभा अध्यक्ष रमन सिंह का बयान
Patrika
7/24/2025
3:54
संभल का कार्तिकेय महादेव मंदिर क्या तीर्थस्थल बनेगा?, आखिर क्या है वजह जानिए
ETVBHARAT
1/19/2025
0:30
कांग्रेसियों और भाजपाइयों में अब जिला प्रमुख की बनने की होड़
Patrika
1/25/2025
3:09
धर्म पालन के लिए शस्त्र उठाने में नहीं हो परहेज
Patrika
1/5/2025
3:23
केंद्रीय गृह मंत्री अमित शाह का बयान
Patrika
6/22/2025
0:28
श्री कृष्ण जन्माष्टमी
Patrika
9/7/2023
1:12
मंत्री विजयवर्गीय ने कांग्रेस पर साधा निशाना
Patrika
4/22/2025
0:23
नाराज हुए भाजपा प्रदेश अध्यक्ष
Patrika
4/26/2024
2:27
संविधान का 'सियासी' पाठ, राहुल-प्रियंका समेत पूरी कांग्रेस की महू में संविधान शपथ
ETVBHARAT
1/11/2025
0:19
माता जानकी व जगन्नाथ जी का वरमाला महोत्सव आज
Patrika
7/17/2024
6:56
गति ही देह का संचालक
Patrika
5/24/2024
1:16
लालीवाव मठ
Patrika
1/29/2024
0:58
तहसीलदार की पत्नी को ससुराल में नहीं मिला प्रवे
Patrika
6/19/2025
0:17
हल्की बारिश में ढह गया स्कूल भवन
Patrika
6/26/2025
0:34
भगवान महावीर के जन्मोत्सव पर भव्य शोभायात्रा
Patrika
4/10/2025