Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
प्राणायाम-ब्रह्म का यात्रा पथ
Patrika
Follow
6/21/2024
प्राणायाम-ब्रह्म का यात्रा पथ
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Namaskar, today we are going to tell you about Dr. Gulab Kothari's book, Sharir Hi Brahmand
00:10
Shrinkhna Me Patrikayan Me Prakashit Aaleg, whose author is Pranayam Brahmaka Yatra Path.
00:16
Samam Kaya Shirogrivam Dharyan Nachalam Isthirah Samprekshya Nasikagram Swam Dishash Chanav Lokayan, Gita 6.13
00:26
Prayan Kale Mansa Achelen Bhaktya Yukto Yog Valen Chaiva Dhruvor Madhye Prana Maveshya Samyaksa Tam Paramam Purusham Upaiti Divyam, Gita 8.10
00:39
In Gita, Krishna says,
00:41
Isthir hokar nasika ke agra bhaag par drishti jamakar, idhar udhar na dekhta hua man ko rookkar, mere parayan ho jaye.
00:48
Ye habhi bataya ki antakaalme pran ko dhu madhyame rakkar, man se smaran karta hua parmatma ko taapta kuta hai.
00:56
Pran hi brahm hai, akshar srishti hai.
00:59
Adrishya sanstha hai.
01:01
Hum pranayam karte hain, tab vayu ki gati ka sanchalan karte hain.
01:05
Vayu humare panch mahabhuton me se ek hai.
01:08
Sharir ka sanchalan karta hai.
01:10
Pran aatma ka kshetra hai.
01:12
Sharir madhyam matra hai.
01:13
Yeh vyayam nahi ho sakta.
01:15
Dono bhinne vastu hai.
01:17
Shwas prashwas me mukhe taya, vayu ka aadan pradaan hota hai.
01:21
Pranon ka aadan pradaan chakron evam pran vahini nadiyon se hota hai.
01:25
Pranon se indriyon ke karyon ka sanchalan bhi hota hai.
01:29
Karan aur thool sharir ka setu bhi pran hi hai.
01:32
Geeta ke hi chautha adhyay mein yeh spasht ho raha hai ki
01:35
Kuch yogi jan indriyon ka sayam roop agni me havan karte hain.
01:39
Kuch samastha vishyon ka indriya roop agni me havan karte hain.
01:43
Kuch yogi indriyon ki kriyaon aur pranon ki kriyaon ka
01:47
aatma sayam yog roop agni me havan kiya karte hain.
01:51
Kuch yogi brahm ko hi mool tatva agni maan kar
01:54
yagya arthaat sharir, indriya aadi se upadhi sahit jeev ka grehen karte hain.
02:00
Evam kuch upadhi rahit jeev ka.
02:03
Jab indriya aadi upadhiyon ka tyag kar diya jaye
02:06
tab swatah hi karm sanyas ho jayega.
02:09
Aatma toh karm rahit hai.
02:11
Sayam ka arth hai, dhyan, dharna tatha samadhi ka
02:14
ek isthan me niyog karna.
02:17
Indriyon ki swabhavik gati ko ek isthan par roop kar
02:20
unhe isht ki aur mor dena hi unka havan ho jata hai.
02:24
Vishyon se hata dene par indriyan apna swaroop ho kar nasht ho jati hai.
02:29
Kuch yogi apana vayu ko prana vayu me,
02:32
kuch prana vayu ko apana vayu me havan karte hain.
02:35
Kuch yogi pranayam jwara prana apana ki gati ko roop kar
02:39
pranon ka hi pranon me havan karte hain.
02:42
Yog ki drishti se pranayam bhi ek prakaar ka yagya hi hai.
02:46
Purak, saans lena, kumbhak, lechak saans chodna
02:50
teen bhed pranayam ke hote hain.
02:52
Bahati vayu ka bheetar lena apana
02:55
Vayu ko bahar nikalna pran kehlata hai.
02:58
Kuch log apana me pran ka havan karte hain.
03:01
Vayu ko bheetar heechne ka abhyas bahot kaal tak karte hain.
03:04
Kuch prana me apana ka havan karte hain.
03:07
Bheetar ki vayu ko bahar nikalne ka baar baar abhyas kiya karte hain.
03:12
Kuch dono ko roop kar isthir karne kumbhak ka hi abhyas karte hain.
03:17
Hriday mein yehi karya brahma, vishnu, indri ke hai.
03:20
Ek anya pranayam me aahar ka niyaman kar
03:23
pranon ka pranon me havan karte hain.
03:26
Jo vayu sharir ke jinn jinn isthanon me vyapt hain
03:29
usse vaha ka vaha thaira dete hain.
03:32
Jis vayu ko thaira diya usme anya sabhi ka havan kar dete hain.
03:36
Aisa bhi kaha hai ki yagya se bache hue ann ko khane wale
03:40
amrit brahm ko prapt ho jate hain.
03:42
Ukta sabhi pranayam yagyo me ann ki bhoomi ka hi nahin hai.
03:46
Atah yagya ke anushthan me jo samay bache
03:49
usme bhojan kar lena chahiye yagya shishta shinah.
03:52
Yagya shishta ka arth samay hai.
03:55
Pranayam me ek hai pran, doosra hai vayu.
03:58
Akshar sanstha ka pran hi, akshar sanstha me vayu
04:01
uncha smarut ke saaj bhi ukta hokar karye karta hai.
04:04
Pran moolat ahatma ka avyav hai.
04:07
Man, pran, vaakhi, aatmaroop hai.
04:09
Pran sada man ka anusaran karta hai.
04:12
Sharir me pran ke das bhed ho jate hai.
04:14
Pran vayu bahar jata hai.
04:16
Apanka karma, adhogaman, vyaan, apunchan, prasaran, dharma
04:21
Saman, vayu, khaye huye aur peeth huye dravyon ko
04:24
das, rakta, aadi dhatuon me pranat karne ka karye padta hai.
04:28
Udaan ka karye sharir ko uthaye, kadak rakhna hai.
04:31
Nag ka karma, dhakaar lena aadi.
04:34
Urm ka palko ko jhapkana aadi.
04:37
Krikal ka cheek aadi.
04:39
Devdutt ka jambhai, jhimbhan aadi.
04:41
Dharanjay ka karma, sharir ka sanrakshan hai.
04:44
Brahm nirgun hai.
04:46
Uski shodash kalaon me ek kala hi vyakt hai.
04:48
Shesh avyakt hai.
04:50
Vyakt kala hi drigun mein prakrati hai.
04:52
Prakrati se drigun aur drigun se vishwa sharir hai.
04:55
Yahi brahm ki srishti kaamana, nana hone ki vasana hai.
04:59
Drigun hi heera, pingala aur sushumna mein
05:02
pran vayu roop sansar leela ka sampalan kar rahe hai.
05:05
Iss se hi sookshma pran shakti ya avyakrat prakrati ka pata chalta hai.
05:11
Us prakrati ya pran shakti se hi
05:13
ya drigunatmak jagat baar baar upan aur laya hota hai.
05:16
Pran ke baahar vichran karne se hi
05:18
jeev ki sansar vasana utpanna hoti hai.
05:21
Isi karan kisi ko gyan utpanna nahi hota.
05:24
Man ki vishay grahan karne ki lalsa hi
05:26
agyan ya vasana hai.
05:28
Pran ka avrod hi man ka avrod hai.
05:30
Isi liye pranayam karte hai.
05:32
Shruti kehti hai,
05:34
Tapo na paramam pranayama
05:36
tato vishuddhir malanau diptischa gyan jyoti.
05:39
Arthaat pranayam se shresht koi tap nahi hai.
05:42
Iss se saare mal shudd ho jate hai.
05:44
Gyan ka prakash hota hai.
05:46
Vasana ki tarange chitta ko udvelit karte hai.
05:49
Pranayam hi iss se mukta karte hai.
05:52
Baahar ki vayu ko pranadi panch vayu kerte hai.
05:55
Yehi mukhya pran shakti ki tarang lehriya hai.
05:58
Yehi vayu roopme
06:00
is dehe man ko jeevit banaye rakti hai.
06:03
Man me nana prakaar ki itchha shakti ko zhukurit karte hai.
06:06
Bahaya vayu ko spandit karne se
06:08
panch pran tatha uncha smrut halit hote hai.
06:11
Yehi kundalini shakti kehlati hai.
06:14
Iss se hamara jeevan pravaha
06:16
urdhu aur adhomukh pravahit hota rehta hai.
06:19
Yehi hamare anuhav aur gyan ka mool hai.
06:22
Chitta shakti moladhar me
06:24
sharir ke avyogon ko sthe rakti hai.
06:26
Hriday me agad sthiti padh krapti karte hai.
06:30
Sokshmam hridal kamalnal
06:32
tantu ke saman hriday me gamna gaman karte hai.
06:35
Yath plaj roo madhya me
06:37
yahi bindu roop dikhai parti hai.
06:39
Tab uska naam aur roop hota hai.
06:41
Bindu hi prakash ki disha me
06:43
aadi roop hai.
06:44
Kintu brahm roopatit aur niranjan hi hai.
06:47
Yeh pran jam naariyon me
06:49
pravesh kar sharir me sancharan karta hai.
06:51
Tab hi jeev bahaya karmo ki cheshta me lagta hai.
06:54
Indriyan bahaya vishyo ki aur jati hai.
06:57
Shwas pra shwas ka pravaha chalta hai.
06:59
Pran ke kampan ko rukhne se
07:02
man aur buddhi isthir ho jate hai.
07:04
Aatma ke saath mila kua
07:06
mukhya pran hi brahm bhaav hai.
07:08
Shwas par vijay pane ke shiva
07:10
man ko isthir karne ka anya maarvi nahi hai.
07:13
Pranayam hi iska uttar hai.
07:15
Yog sutra ke anusaar
07:17
tasmin sati shwas prashwas yo gati vichedah pranayam ha
07:21
Arthaat shwas prashwas ki gati viched ko hi pranayam kehte hai.
07:25
Shwas bahar jaakar bhitar pravesh na kare
07:28
bhitar aakar bahar na nikle
07:30
Yeh kumbh avastha hi havan griya hai.
07:33
Chanchalta man ka pradhan bali hai.
07:36
Pranayam se inka parishkar hota hai.
07:39
Isse praak distrita hi yagya ka avshesh hai.
07:42
Yogi raj shyama charan lahiri ke anusaar
07:45
bhru madhya me drishti rakhne par
07:47
nana prakaar ki darshan shravan ho sakte hai.
07:50
Virat purush sahasra shirsha
07:52
sabke bhru madhya se
07:53
brahm randhra tak dash angul ke peech hai.
07:56
Nasagra par dhyan pran vayu bhaav ko isthir karta hai.
07:59
Moola dhaar se juda hone se
08:01
is kendra ko bhi poon roop se gati maan karta hai.
08:04
Atahab pran ki gati moola dhaar se
08:07
brahm randhra tak sahaj ho sakte hai.
08:10
Yeh pran vayu
08:11
roo madhya par roop antarit ho kar
08:13
urdhva gati ko praakta hoti hai.
08:15
Yeh akshar se akshar shetra me
08:17
pravesh ki isthiti hai.
08:19
Roo madhya par dhyan pran ki isthirta lata hai.
08:22
Pran vayu yaha par ling ho jata hai.
08:24
Sahasraar tak akshar ki yatra hai.
08:27
Gunateet avastha hi moksha hai.
08:29
Kyunki andh kaal me jo bhaav
08:31
man ko sangrant karte hai.
08:33
Vaise hi jeev ki bhaavi dasha hoti hai.
Recommended
7:29
|
Up next
पानी है उत्पत्ति का आधार
Patrika
7/5/2024
1:00
जिला चिकित्सालय में उपचार की बजाय ज्यादा दर्
Patrika
3/20/2025
1:22
युवा ब्राह्मण महासभा कराएगी सामूहिक विवाह एवं यज्ञोपवीत संस्कार
Patrika
12/27/2021
0:23
नाराज हुए भाजपा प्रदेश अध्यक्ष
Patrika
4/26/2024
3:46
झारखंड विधानसभा का बजट सत्र होगा खास, सत्ता पक्ष-विपक्ष तैयारी में जुटा
ETVBHARAT
1/23/2025
0:34
भगवान महावीर के जन्मोत्सव पर भव्य शोभायात्रा
Patrika
4/10/2025
2:11
पत्रिका स्थापना दिवस पर स्केटिंग प्रतियोगिता
Patrika
3/9/2021
1:19
महाराजा छत्रसाल विश्वविद्यालय का चौथा दीक्षांत समारोह सम्पन्न
Patrika
2/2/2025
0:15
भर्तृहरि-पांडुपोल जाने वाले श्रद्धालुओं में उत्साह
Patrika
9/10/2024
6:47
सृष्टि का आधार अत्रिप्राण
Patrika
6/14/2024
6:45
शरीर ही ब्रह्माण्ड: विवाह-विच्छेद प्राणों का नहीं होता
Patrika
11/8/2024
1:52
चित्रकूट में बाढ़ के हालात, पुलिस प्रशासन हाई अलर्ट पर
Patrika
8/3/2023
0:19
मांडल में बाजार खुले, ग्रामीणों का गुस्सा शांत
Patrika
11/13/2024
3:14
हमारे घोषणा पत्र में शराबबंदी का नहीं था जिक्र, स्वास्थ्य मंत्री का बड़ा बयान
ETVBHARAT
5/8/2025
9:35
प्रदेशाध्यक्ष सारिका सिंह बोली, महिला कांग्रेस जिलाध्यक्षों में होगा जल्द बदलाव
Patrika
4/15/2025
1:48
दिल्ली प्रदेश कार्यालय में हुई नेताओं की बैठक, बीजेपी प्रत्याशी बोले आपदा का होगा सफाया
ETVBHARAT
1/20/2025
0:20
चौमूं में बिगड़ रही यातायात व्यवस्था खाटूश्याम भक्तों को दे सकती है दर्द
Patrika
2/18/2025
0:38
दौसा. दो स्कूलों के ताले तोड़े, अक्षयदान पात्र से दस हजार पार
Patrika
4/15/2023
0:48
दौसा. विश्वकर्मा जयंती पर निकाली कलश व शोभायात्रा
Patrika
2/3/2023
0:11
भागवत कथा सुनने से भक्ति, ज्ञान व वैराग्य की प्राप्ति - मृदुलकृष्ण
Patrika
1/24/2023
0:34
छात्राओं से दुष्कर्म-ब्लैकमेलिंग मामले में लोगों में आक्रोश
Patrika
4/29/2025
3:04
Raja Raghuvanshi Case: गोविंद ने शीलोम-बलबीर को नकारा, बोले- सोनम को बेवजह बदनाम किया जा रहा"
Filmibeat
yesterday
3:04
क्या अब Release नहीं होगी Diljit की Sardaar Ji 3 ?
Filmibeat
yesterday
3:19
Govinda Flight Video Viral: लड़की के कंधे पर सिर रखकर लेटे एक्टर पर भड़के लोग कहा- Sunita से दूरी?
Filmibeat
yesterday
20:10
घर बैठे मिलेगा सारे तीर्थो का फल केवल यह मंत्र 5 बार उच्चार...y premanand jii - प्रेमानंद बाबा जी प्रवचन
DoseOfLaugh
5/18/2025