Daura e Tarjuma e Quran - Host: Shuja Uddin Sheikh
1st Time in Electronic Media's History Complete Translation & Tafseer of Quran Kareem.
#ShujaUddinSheikh #DauraeTarjumaeQuran #ARYQtv
Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
1st Time in Electronic Media's History Complete Translation & Tafseer of Quran Kareem.
#ShujaUddinSheikh #DauraeTarjumaeQuran #ARYQtv
Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 Alhamdulillahi Rabbil Alameen, Ar-Rahman Ar-Raheem, Maliki Yawm al-Deen, Iyyaka Na'budu Wa Iyyaka
00:21 Nastaeen, Ihdina Sirata Al-Mustaqeem, Sirata Al-Ladheena Anaamta Alayhim, Ghayri Al-Maghdoobi
00:27 Alaa Aalihim Wa Laa Dhaalleen, Ameen.
00:32 Sadaqallahul Azeem, Allahumma Salli 'Alaa Muhammadiyoon Wa 'Alaa 'Aali Muhammadiyoon
00:36 Wa Barik Wasallim, Rabbi Sharaa Ali Sadri, Wa Yassir Ali Amri, Wahlu Lughudatan Min Lisani
00:41 Yafqahun Qawli, Wa Ja'ali Wazeeran Min Ahli, Ameen Ya Rabbil Alameen.
00:45 Naazi Ikraam, As-Salaamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu.
00:48 Daurah Tanjim-e-Quran ki programme wa khushuhaam deet kahte hain.
00:51 Surah-ul-Baqarah ka mutalaam karna ayaat no 64 se mutalaak ko aage badhaa rahe hain.
00:56 A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajim, Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:59 Thumma tawallaytum min ba'di dhaalik,
01:02 Fir iske baad tum fir gaye, ye bani Israel ka jaskara, unki naafirmaniyon ka bayan jari hain.
01:06 Falaw laa fadrullahi 'alaikum wa rahmatuhu lakum tum minal khaasireen.
01:10 Bas agar Allah ta'ala ka fadl na hota tum par, aur uski rahmat na hoti,
01:14 to tum zurur nukhsan uthane walon misi hote.
01:17 Allah baar baar maaf farmata raha, Allah ta'ala dar guzar farmata raha,
01:21 fir bhi unki naafirmaniyat thiin ki rukne ka naam na leeti.
01:24 Nazeet aage zikr, walaqad 'alimtumul ladhee na'ataydau minkum fis sabteen.
01:29 Yaqeenan tumne ul logon ko jaan liya hain, junun tummise haftay ki din ke baarein ziyati ki,
01:34 faqulla lahum koonu qiroodatan khaasireen.
01:37 Tab humne unse kaha ki tum zaleel khaar bandar ban jao.
01:41 Allahu Akbar, kitni sakh baat hain.
01:43 Ye haftay walon ka waqia, suratul a'raf mein ikis weh rukoo mein aayega, insha'Allah.
01:47 Garbar ki thi, Allah ke din ke baarein heela saazi unhone ikhtiyar ki.
01:51 Allah ne saza ke tauba kuch ko bandar bhi bana daala.
01:54 Ye Quran bata raha hai.
01:55 Jab din ke saath heela bahane kiye jaayen,
01:57 to saza kabhi Quran kahta hai ki bandar bana diya jaatein,
02:00 kabhi khinzeer bana diya jaatein.
02:02 Astaghfirullah.
02:03 Ye kartoot in bani Israel ke logon ke bayan ho rahe hain.
02:06 Aage farmaya,
02:08 faja'al laaha naqaalal lima bayna yadaiha wa maa khalfaha wa maa mu'idata lil muttaqeen.
02:14 Pir humne usse us wakki logon ke liye aur baad mein aane walon ke liye ibrat banaya
02:19 aur muttaqeen ke liye parhizgaaron ke liye nasiihat bana diya.
02:22 Ibrat ka samaan kiya taake log bach gaye uss waqt ibrat hasil karke aamal ko durs kar le
02:27 aur din ke saath khilwaar na kare aur muttaqeen aise waqiat ko samajh kar ibrat hasil kare
02:33 aur nasihat hasil kare aur apne aamal ko durs se durs karte chale jaayen.
02:37 Wa id qaula Moosa li qawmihi innallaha ya'murukum anta dhibahu baqara.
02:42 Aur yaag karo jo Moosa (A.S) li apni qaum se kaha
02:44 ki be shak Allah tumhe hukum deta hai ki tumhe gaye ko dhiba karo.
02:48 Baqara ka lafza ha gaya, surat ka naam Al-Baqara.
02:51 Iska yeh matlab nahi ki poori surat gaye ke mahzoob par hogi.
02:54 Is waqiat ke is lafza surat ka naam Al-Baqara.
02:56 Yeh shahs ka intiqaal ho gaya, uske qatil ka pata na chala.
02:59 Allah ta'ala ne phir Moosa (A.S) ke zariye ta'aleem di
03:03 ek gaye ko dhibah karo aur gaye ko dhibah karke uska e gosh ka hissa maqtool ko lagao,
03:08 usse maaro, wo zinda hoga aur apne qatil ka pata dega.
03:12 Yeh bazaahir toh gaye ko dhibah karne ki baad isme badi hikmatein wo baadme aarey hain,
03:17 waqiat ka zikr pehle aaya hai.
03:19 Qaulu atat taqiduna huzuwa, wo kahne lagay kya
03:22 "Ey Moosa tum humse mada karte ho, gaye ko dhibah kare hum?"
03:25 Qaula a'oodhu billahi yeh nakoona minal jahileen.
03:28 Moosa (A.S) ne firmaaya, "Main Allah ki panah leta hu is baad se
03:31 ki main naadan logon mise ho jaun.
03:33 Main toh Allah ki baad tumhare saamne rakh raun.
03:35 Main naadan thodi hun ke apni marzi se tumhe is tarah ki baatein kahoon.
03:38 Ma'aazallah. Qaulu da'ulana rabbaka yubayyilana maahi."
03:43 Unhone kaha ki apne nafs se darkhas kije, wo hume bataye, wo hai kaisi.
03:47 Yeh hai shararat inki.
03:49 Allah ka waad hukum koi bhi gaye dhibah kar de the,
03:51 magar bejaa sawalat karke apni bhi khud mushkilat peyda karrein.
03:55 Aur bejaa sawalat, khaama khaan ke sawalat, mehz sawal baraye sawal,
03:59 yeh aaj hamara bhi mizaaj hai, is muktae ko bhi zain mein rakhiyega.
04:02 Aagey chaltein.
04:03 Qaula Moosa (A.S) ne kaha,
04:05 "Innahu yaqool, be shak Allah farmata hai,
04:08 innaha baqaratu laa faaridoon walaa bikr."
04:11 Be shak wo ek gaye hai, naa boori hai,
04:13 aur naa choti umr ki.
04:15 "Awaanum baina dhalik."
04:17 Iske darmian jawan hai. Umr ka taayun ho gaya.
04:19 "Faf'aloo maa tu'maroon."
04:21 Pas tumhe jo hukum diya jaata hai, wo karo, amal karo.
04:24 Kyo leto lal karte ho? Kyo linger on kar rahe ho ma'amle ko?
04:27 "Qaulu da'ulana rabbaka yubayyilana maa launuha."
04:31 Unhone kaha ki ap humare liye darkhas karein apne Rab se,
04:34 wo hume bataye uska rang kaisa hai.
04:36 "Qaula innahu yaqool."
04:38 Moosa alaihissalam ne kaha, wo be shak Allah farmata hai,
04:41 "Innaha baqaratun safra'oo."
04:44 Be shak wo ek gaye hai, zard rang ki.
04:46 "Faq'i'ul launuha tasurrun naadineen."
04:49 Uska rang khub gehra hai, dekhne walo ko farhat bakhshti hai.
04:54 Allah ta'ala aur inke liye wazaahatein farma raha hai.
04:57 Kyonke samal khud yeh badha rahein.
04:59 "Qaulu da'ulana rabbaka."
05:01 Unhone kaha ki, "Aye Moosa,
05:02 aap apne Rab se darkhas kije,
05:04 yubayyil lana maahiyan."
05:06 Wo hume batla de ki wo hai kaisi.
05:08 "Innal baqara tashabaha alina."
05:10 Kyonke gaye to hum par mushtabe ho gaye hai.
05:12 Yeh hai faraar ki raah, sharaarat ka maamla,
05:14 amal karne ko tayyar nahi.
05:16 Bas aap bataye deyen,
05:17 kuch final do-talk baat aaye jaaye,
05:18 hume to samajhi nahi aari.
05:19 "Wa innaa insha'allahu lamuhutadhoon."
05:23 Aur agar Allah ne chaha toh be shak hum zurur hidayat paalenge.
05:26 Yeh jumla inko bacha gaye hai,
05:27 "Insha'Allah" kehna.
05:29 Warna toh qayamat tak yeh gaye na milti,
05:31 ahadees mo baaz riwayaat mein zikr milta hai.
05:33 "Insha'Allah" keh gaye, toh bachat hui.
05:35 "Qaula," Moosa alaihissalaam ne kaha,
05:37 "Innahu yaqool," be shak hu Allah farmata hai,
05:39 "Innaha baqaratu laa dhaloolun tufeedul arda."
05:43 Wo ek gaye hai,
05:44 jisse khidmat nahi nee jaate ho,
05:46 na wo zameen mein hal chalaate ho,
05:48 wa laa tasqil hard,
05:50 aur naa kheeti ko paani dete ho.
05:52 Maza deke aaram se baite ho bas.
05:54 Aur koi khidmat nahi, koi kaam kaaj nahi karte ho.
05:57 "Musallamatu laashiyat fiha,"
05:59 "Bi aib ho, usme ko daag bhi na ho."
06:01 Allah ne aawaz sakniye laga di,
06:03 "Qaulul ana jeeta bil haq,"
06:05 unhone kaah ke ab aap theek theek baat lai hai.
06:08 Ab kya karey chaaron na chaaron,
06:09 ab toh kuch sawal nahi gaya.
06:11 "Fadha baihuhan, wa ma khaydu yaf'aloon,"
06:13 "Phir unhone us gaye ko dhibah kiya,"
06:15 "Aur aisa lagta nahi tha, ke wo dhibah kareyenge."
06:19 Yeh jaante booshte bejaat sawalat karke,
06:21 mushkilat mein dala,
06:22 badi mushkil se wo gaye mili,
06:23 tafsilat tafaseer mein aap dekh liyejega.
06:25 Nukhta kya hai,
06:26 Allah ke nabi sallallahu alaihi wasallam
06:28 mein firmaaya,
06:29 muslim sharif ke riwayan,
06:30 pichri ummatin apne anbiya se,
06:33 kasrat-e-sawal aur beja ikhtalafat ki wajah se,
06:36 hala kiye gayi.
06:37 Kasrat-e-sawal ki wajah se.
06:39 Aaj sawalat ki bharmaar hai,
06:40 aur amal ke meydan mein zero hai.
06:42 Aur aisa aisa sawalat hai,
06:43 ke jinka amal se ko taluk nahi hai,
06:45 Allah maafuz rakhe,
06:46 yeh waqia Allah ne hamari ibarat ke liye bhi pesh kiya,
06:49 hukum aaja hai,
06:50 surrender karo,
06:51 amal karo,
06:52 beja sawalat karke,
06:53 deen ke saath khilwaad karne ki koshish na karo,
06:55 jo aaj humaariye tamashe lagay we hai,
06:57 aisa aisa sawalat hai Allah ki panna,
06:59 jiske baare mein na qabar mein sawal huna,
07:00 na akharat mein sawal huna hai,
07:01 Allah aisi ravish se hum sabki hifadat firmaaye.
07:04 Achha, yeh gaye ke ziba hune ki baat tayyar to ho gaye,
07:07 yeh gaye kyun ziba karaye gaye,
07:09 ab yeh baat aa rahi hai agli rukoo mein,
07:10 ek pasmanzar main de rakha tha,
07:12 wo bhi aa raha hai,
07:13 aur hikmat bhi aa rahi hai,
07:19 aur yaad karo jo tumne ek shahs ko qatl kar diya tha,
07:21 eh logon,
07:22 phir tum iske baare mein jhagadne lagay the,
07:24 ek doos se ban ezaam tarashi ho rahi hai,
07:25 qatil ka pata chal nahi raha,
07:27 wal laahu mukhrijum maakum tum taktumoon,
07:29 aur Allah zahir farmane wala tha,
07:31 jo tum chhopaya karte the,
07:33 faqul na dhribu hu bhi ba'aadhi ha,
07:36 phir humne kaahe tum isko gaye ka ik tukda maaru,
07:39 kisko,
07:40 maqtool ko,
07:41 gaye ziba karo,
07:42 kees lo,
07:43 maqtool ko maaru,
07:44 ka thaalik yuhyi Allahul mauta,
07:46 isi tarah Allah taala murdo ko zindagi ata farmayega,
07:49 bayureekum aayaatihi la'allakum ta'akhiloon,
07:52 aur wo Allah tumhe aayaat,
07:53 yani apne nishaniya dikhaata hai,
07:55 taake tum ghaur karo,
07:57 gaye ziba hui,
07:58 uske ek tukda leka maqtool ko maara gaya,
08:00 maqtool khara ho gaya,
08:01 murda tha khara ho gaya Allah ke hukum se,
08:03 dubarah intiqal hua uska phir,
08:05 dubarah usko maud di gayi,
08:06 khare ho kar usne kya kaha,
08:07 aapne qatil ka naam bata diya,
08:08 aise Allah murdo ka zindagi de ka ek baat,
08:11 doosri baat,
08:12 gaye ka taqaddus inke dilon mein pehda ho gaya tha,
08:14 ghulam qaum hoti hai na,
08:16 toh apne aakaon ki baadein badhi pasand aati hai,
08:18 jee yeh misr mein rahe,
08:20 wahin bhi gaye ka ko taqaddus hoga,
08:22 toh misr mein ghulam rahe the bani israeel,
08:24 gaye ka taqaddus inke zain mein bhi aage,
08:26 un aakaon ki harkaton ki wajah se,
08:28 aur us gaye ke taqaddus ki khaatir,
08:30 gaye ko pata ji kya famajh baithe the,
08:32 Allah taala ne ziba karvai, is gaye mein kuchh nahi rakha,
08:34 isko maabukh toh na banao,
08:36 isko khuda ka darjana toh maa'at Allah,
08:38 Allah taala ne ye aqeeda bhi durs kiya,
08:40 aur marde ke baad ki zindagi ke baarein clarity dedi,
08:43 aise Allah murdo ka zindagi ata farmayega,
08:45 baat samajh aayi,
08:46 Quran kisto ki kitab nahi,
08:47 Quran book of guidance hai,
08:49 Quran hidayat ki kitab hai,
08:50 aur in waqiat mein rahnumai ka samaan hai,
08:52 albatta yeh haamil-e-kitab ummat thi,
08:54 kitab ko maanne waale log te yahood,
08:56 aise aise nishanat Allah ne dikhadiye,
08:58 aise aise nishani Allah taala ne pesh kardi,
09:00 megar phir kya hua, maan kar na diya,
09:02 dil sakht ho gaye,
09:04 deen ke baarein heele ikhtyaar kiye,
09:07 aur deen ke baarein if and but ki baat aur ravish ikhtyaar ki,
09:11 Allah taala farbaarein,
09:12 inki dil sakht ho gaye,
09:13 kaise, aage farmaya, maaf ki jayega,
09:16 thumma qasat qulubukum min ba'di dhaadika,
09:20 phir iske baad tumhare dil sakht ho gaye,
09:22 itni nishani Allah ne dikhadi,
09:23 Allah waakbar,
09:24 tumhare dil sakht ho gaye,
09:25 fahiyakal hijaarati,
09:26 aw ashabdu qaswa,
09:28 pas wo patthar jayse ho gaye,
09:29 ya usse bhi zyada sakht,
09:31 Allah waakbar,
09:32 kitab ko maanne baade,
09:33 Allah waakbar,
09:34 jab duniya parasi mein doob jaye,
09:36 aur deen ko faramoosh karein,
09:37 aur nishaniye bhi dikhadiye jaye,
09:39 tab bhi dil pattharo se zyada sakht ho jaye,
09:41 hala ki patthar kaise kaise patthar hotein,
09:44 suniye,
09:45 wa inna minal hijaarati,
09:46 lama yata fajjaru minhul anhaar,
09:49 aur beshak baaz pattharo me se nehre phoot nikalti hain,
09:52 Allah waakbar,
09:53 pattharo me se nehre jaari ho jati,
09:55 itna bada nafah detein patthar doosron ko,
09:57 wa inna minha,
09:58 lama yashakkaqu fayakhrooju minhul maaar,
10:02 aur beshak inna se baaz phat jatein,
10:04 to inna se paani nikalti hain,
10:06 arre nehr jitna faida nahi,
10:07 chashmai phoot pardatein,
10:08 itna faida bhi wo patthar detein,
10:10 aur wa inna minha,
10:11 lama yahmitu bin khashiyati la,
10:13 aur unme se baaz aise hain,
10:15 ki Allah ki khashiyati se wo gir pardatein,
10:17 arre doosron ka nafah nahi de patein,
10:19 to gir pardatein,
10:20 patthar bhi Allah ka zikr kartein,
10:22 Allah ki khashiyati se gir jatein,
10:24 aur Allah ko maanne wale,
10:26 aur Taurat ke maanne wale,
10:28 aur Moosa alaihissalam ke maanne wale,
10:30 itni nishan yeh dekhne wale,
10:32 sakhti dilon ki is kadar,
10:33 Allahu Akbar Kabira ki pattharo ko bhi maad de jayein,
10:36 wa ma Allahu mi ghaafirin amma ta'maloon,
10:39 aur Allah usse bekhabar nahi,
10:40 ay logon jo tum karte ho,
10:42 aaj kitab kiske paas hai,
10:43 mire aur aap ke paas,
10:45 aaj hidayat kiske paas hai,
10:46 mire aur aap ke paas,
10:48 dil narm hain,
10:49 Ramadan toh bada piyaara maheena hai,
10:51 dekhi dilon ki sakhti,
10:52 Quran-e-Paak se doori,
10:53 hidayat se doori,
10:54 ta'leemaat se doori,
10:55 haram mein mubtala ho jaan,
10:56 Allah maaf rakhe,
10:57 Allah kaise kaisi neemat-e de raha hai humein,
11:00 Allah ta'ala kis tarah,
11:01 baarish-e-balsaar-e-rahmat-o ki,
11:02 tamaam tar ma'saib ke ba wujud,
11:04 aur Quran-e-Paak jaisi azeem daulat,
11:06 Muhammad-e-Mustafa sallallahu alaihi wa sallam ka ummati bana diya jaana,
11:10 aakhri ummat mein khada kar diya jaana,
11:11 deen-e-Islam ki takmeer ka alaan humare liye ho jaana,
11:25 toh tum dekhte ki wala ki khashiyah se dab kar phat kar reza reza ho jaata,
11:53 toh humaar-e-kitaab se kuch tabaqwaat hiin,
11:57 musalman-o-ko samjhaaya jaaraa hai,
11:59 aafaytatma'oona,
12:01 ayn yu'minoo lakum,
12:02 wakad kaana fariq-o-min-hum yasma'oona kalam-Allah,
12:05 kya imaan-wala tum ye tabaqwa rakhte ho,
12:07 ke wo maan lenge tum haari khaatir,
12:09 haa kabul kar lenge,
12:10 ye aahl-e-kitaab,
12:11 aur umme se ek fariq Allah ka kalam sunta toh hai,
12:14 thumma yuharifoonahum imba'di maa aqaloohu,
12:17 wahum ya'alamoon,
12:18 fir wo sko badal daaltein,
12:19 usko samjh lene ke baad,
12:20 aur wo jaante bhi hain,
12:21 jaante booshtein unhe tauraat mein tabdeeli ki,
12:23 jaante booshtein Allah ke pehgaam mein tabdeeli ki,
12:25 jaante booshtein logon ke khaatir paisa batorne ke liye,
12:28 ahkaamaat mein tabdeeli kar daali,
12:30 ae imaan-walo,
12:31 Madina sharif mein yahood se tabaqwa thi kuch musalman-o-ko,
12:34 unko samjhaaya jaaraa hai,
12:35 inse tabaqwa rakhte ho,
12:36 ab yahood mein se kuch munafiqeen ka bayaan,
12:39 pehle humne padha tha,
12:40 doose rukoo mein munafiqeen ka bayaan,
12:41 ab yahood mein se kuch mein kalma padh chuke,
12:44 magar unka munafiqana tarzi amal bayaan ho raha hai,
12:47 wa idhaa laqulladheena aamanu qaalu aamanna,
12:50 jab un logon se miltein,
12:52 jo imaan laayein,
12:53 toh kehtein hum imaan layaayein,
12:54 daada kartein,
12:55 wa idhaa khalaa baaduhum ila baadim,
12:57 jab unmein se baas,
12:58 ik doose ke paas tanhaai mein hotein,
13:00 qaalu atuhabdithoonahum bima fatahallahu alikum,
13:04 liyuhajjukum bihi 'imdaw rabbikum,
13:07 toh kehtein,
13:08 kya tum unayin,
13:09 yaani musalmano ko wo batate ho,
13:11 jo Allah ne tum par dahir kar diya,
13:13 taake wo,
13:14 yaani musalman,
13:15 iske zariye tumhare Rabb ke saamne,
13:17 hujjat pesh kartein tumhare khilaa,
13:18 ye yahood ek doose ko kahtein,
13:19 tum musalmano ko jaakar batate ho,
13:21 ki humari kitab taurat mein,
13:22 nabiya karam alaihissalam,
13:23 aakhri rasool ki basharat maujood hain,
13:25 tum musalmano ko batate ho,
13:27 aray kal ye musalman,
13:28 tumhare khilaaf Allah taala ke zaamne,
13:29 muqaddama pesh kartein,
13:30 mat batao unko,
13:31 Allah taala ka tafsara baad mein aaraha hai,
13:57 kya wo jaante nahin,
13:58 ki beshak Allah subhanaw taala jaanta hai,
14:00 wo kuch batae hain,
14:01 wo jo ye zahir kartein,
14:02 Allah ko sab maalum hai,
14:03 ab ahle kitab mein se ummiyeen,
14:05 anpad logon ka bayan,
14:06 jo kitab aur kitab ki taaleem se door the,
14:09 hamara haal bhi tawajuh farma lijega,
14:11 farmaaya unke anpad log,
14:13 jo ki Quran,
14:14 unki taurat ki taaleemas se door the,
14:16 un ummiyeen ka zikr,
14:18 wa min hum ummiyuna,
14:20 laa ya'alamuna al kitaba illa amaniyya,
14:22 wa in hum illa yadunnoon,
14:24 aur unmein kuch anpad hain,
14:25 kitab mein se kuch nahin jaante,
14:27 siwai kuch tamannai unki hain,
14:29 aur wo sirf guman se kaam lete hain,
14:31 kitab ka kuch nahin pata,
14:33 tamannai bahut hain,
14:34 apne aap ko samjhna baksh-e-baksh hain,
14:36 jannat toh hain humare liye,
14:37 kitab ka padna padana kuch nahin hain,
14:39 aur bhi guman giye baithe hua hain,
14:41 tamannai liye baithe hua hain,
14:43 baat talkh na mehsoos karein,
14:45 toh aaj apne aap se hum poochen,
14:47 kitab kitni hume pata hai,
14:48 Quran kitna humne pada,
14:49 kitna samjha Quran-e-paad,
14:50 ye toh Allah ka shukr hai,
14:51 ke mauka mayassar aage,
14:52 Allah kabool farmaay,
14:53 Allah humare QTV ki intizamiyon ka ajre azeem ata karein,
14:56 hume ikhlas ata farmaay,
14:57 but by large aaj humare haal kya hain,
14:59 Angrezi humne seekhi,
15:00 Chinese humne seekhi,
15:01 German humne seekhi,
15:02 French humne seekhi,
15:03 what about the book of Allah subhan-o-taala,
15:05 duniya ka har text samjh kar padtein,
15:07 what about the book of Allah subhan-o-taala,
15:09 Allah ke kalam ke baarein,
15:10 ye toh unke aam logon ka zikr aaya,
15:12 ab unke khas logon ka bayan,
15:14 bil khusus yahood ke ulama,
15:15 jo kitab ko jantate the unka tazkira,
15:17 firmaaya,
15:18 fawaylul lillazeena yakthoboonal kitaba bi aydihim,
15:21 pas tabaayi un logon ke liye,
15:23 jo kitab apne haaton se liktein,
15:25 thumma yaqooloon haaza min 'indil laahi,
15:27 fir kaitein ye Allah taala ke paas se hai,
15:29 li yashtaro bihi thamanam qaleena,
15:31 taan ke iske zagee thodi si qeemat hasil karein,
15:34 ye duniya parassi mein mubtala ulama yahood ka zikr hai,
15:37 duniya ke chintakon ke khatir,
15:38 deen ko beshtein the ma'udh Allah,
15:40 Allah ke kitab mein tabdeeni kartein the,
15:42 aam awam ka haal kya hain,
15:44 pata guch nahin,
15:45 aur unki khawas ulama ka haal kya hai,
15:47 pata hai deen ke baarein mein,
15:48 magar usmein tahreef ho rahi,
15:49 tabdeeni ho rahi,
15:50 aur paisa bato rahi logon se ma'udh Allah,
15:52 firmaaya,
15:53 fawaylul lahum mimma khatabat aydihim,
15:55 wawaylul lahum mimma yakthoboon,
15:57 pas tabaayi un ke liye,
15:59 usse jo unke haaton ne likha,
16:03 aur wawaylul lahum mimma yakthoboon,
16:06 aur tabaayi un ke liye,
16:07 usse jo wo kamatein,
16:09 deen ka sawda karke,
16:10 kitab ka sawda karke,
16:11 duniya ke chintake kamare,
16:13 tabaayi ke sewa kuch nahin hoga,
16:15 Allah humein deen par istiqamat de,
16:17 aur deen ko bechne se bachaye,
16:19 deen ko khilwaad na banaye,
16:20 deen ko tamasha na banaye,
16:22 kabhi maahe ramdaan ke mubarak mahine mein,
16:24 deen ko khilwaad aur tamasha bana diya jata hai,
16:26 kabhi kuch aur mawaqe mein,
16:27 khilwaad aur tamasha bana diya jata hai,
16:29 khud badalte nahin,
16:30 quran ko badal dete hain,
16:31 huve kis darje faqee,
16:32 har haram be tofeer,
16:34 aur Allah ki kitab ke ahkaamat mein,
16:36 jo hai wo daaye baaye ki baatein beyan karke,
16:38 confuse karte hain qaum ko,
16:40 Allah deen faroshi se hum sabki hifadat farmaye,
16:42 ab unki wishful thinking ka beyan,
16:44 unki khushfainiyon ka beyan,
16:46 wa qaululan tamassanan naaru illa ayaamam ma'doodah,
16:49 aur unhone ka ka humein aag hargis na chhuegi,
16:52 magar ginti ke chand din,
16:54 qul attakhadatum indallahi ahdan,
16:56 eh nabi aalaihissalaam farma dijiye,
16:58 kya tumne Allah taala ke paas se koi waada le rakha hai,
17:01 falayu khalifallahu ahdahu,
17:03 ki Allah taala hargis apne waada ki khalaab nahi karega,
17:05 kahthe the humne bachde ki pooja paat ki thi chand din,
17:08 itni sazaa bhugat leenge,
17:09 uske baad jannat to humari pakki hai,
17:11 Allah taala farma rahe hai,
17:12 kya tumne Allah se koi waada le rakha hai,
17:14 janna ka faisla Allah ne karna tum to na karo,
17:16 to hume bhi khud faise nahi karne,
17:19 Allah se jannat maangni,
17:20 aur jahanam se bachni ki itijabi karni hai,
17:22 ab inke baare mein zikr,
17:24 am taqooluna alallahi ma laata alamoon,
17:26 kya tum Allah ke baare mein wo kahte ho,
17:28 jo tum jaante nahi ho,
17:29 bada, ab Allah ki taraf se faisla aa raha hai,
17:32 ek bahot bada tafsara aa raha hai,
17:34 kyu nahi,
17:35 man ka sabah sayyiatan,
17:36 jisse badi burai kamai,
17:38 isse murat bada guna,
17:39 shir bhi, kufr bhi,
17:41 wa ahatat bihi khatiyatuhu,
17:43 aur uski khataon ne gher liya usse,
17:46 doob gaya usme bade guna mein,
17:48 fa ulaika ashabun naar,
17:50 pas yehi log aag wale hai,
17:52 hum feeha khaalidoon,
17:53 wo usme hamesha rahenge,
17:55 Allah hum sabko jahanam ke azaaf se maafuz farmaye,
17:57 iske baar aks farmaya,
17:58 wal ladheena aamanu wa aaminu salihaati,
18:01 wa ulaika ashabun jannah,
18:03 aur jalo imaan laaye,
18:04 aur unhone nek aamaal kiye,
18:05 yehi jannat wale hai,
18:07 hum feeha khaalidoon,
18:08 usme hamesha hamesha rahenge,
18:10 Allah hum sabko jannatul firdaus ata farma,
18:12 ghor kije ka,
18:13 imaan ke baad aamal ka zikr aa raha hai,
18:15 baar baar imaan, aamal, imaan, aamal,
18:17 Allah humein khair mein aur aamal mein bhi aage,
18:19 barne ki taufeeq ata farmaye,
18:21 agda rukoo shuroot hai,
18:22 badi aham maasharati hidayat,
18:23 aur agli aayat bahot pyari,
18:25 bahot keemti hai,
18:26 bani israeel ko bhi maasharati hidayat di gayi,
18:29 social values kya hai,
18:30 jin ko ikhtiyar karna hai,
18:31 wo hidayat humare liye bhi hai,
18:33 aur ja baja quran-e-paq pe tazkira,
18:35 baad mein bhi inshaAllah aayega,
18:36 ishaad hua,
18:37 wa id akhadna meetha qa bani israeela,
18:40 laa ta'abudoona illa Allah,
18:42 aur yaad karo jab humne bani israeel se pukhta ahd liya,
18:45 ki tum Allah ke siwa kisi ki ibadat na karna,
18:48 sabse bada haq Allah taala ka aur Allah ke baad,
18:50 aage waleedain ka zikr aa raha hai,
18:52 haan, muhabbat mein aur itaad mein huzoor,
18:54 Allah ke saad, sallallahu sallam,
18:56 lekin baqiya haqook ke itiwaar se,
18:58 maabab top of the list aajaayenge,
19:00 wa bil waleedaini ihsaana,
19:01 aur maabab ke saad husay sudook karna,
19:03 yeh Allah ka kalam hai,
19:04 hum pada nahi kaise kaise tasaburaat dekar baitha hain,
19:07 logon ne deen ka mazaag bana diya,
19:08 logon ne deen ka tasabur mehdoot kar diya,
19:10 maulvi na aisa kar diya, fala na aisa kar diya,
19:12 Allah ka kalam pado bhai,
19:13 Allah apni ibadat ka zikr bhi karta hai,
19:15 yeh Allah ke saad husay sudook ka hukum bhi deta hai,
19:17 tafsiraat aati rahenge Inshallah,
19:18 abhi toh pehla paara hai,
19:19 bohot tafsiraat aayenge Inshallah,
19:20 aage sunayin,
19:21 wa dil qurba, wal yathaama, wal wasaakeen,
19:24 aur ishidaro ke saad, aur yateemo ke saad,
19:26 misgeeno ke saad,
19:27 bhala sudook karo,
19:28 Quran paak ka hukum hai,
19:29 yeh bani Israel ko bhi taaleen thi,
19:30 yeh humare liye bhi rehnaumai hai,
19:32 wa qulu lim naasi husna,
19:34 aur logon se umdagi ke saad baat karo,
19:36 hadith sharif mein aata hai,
19:37 musalman bhai ko dekh kar muskurana bhi sadqa,
19:39 achi baat kehna bhi sadqa,
19:41 aur kisi ko khair ki taaleen de dena bhi sadqa,
19:44 yeh deen ke taaleen hai,
19:45 wa qulu lim naasi husna,
19:47 logon se umdagi ke saad kalam karo,
19:49 wa aqeemus salaat,
19:50 awaatus zakaa,
19:51 aur namas qaim karna,
19:52 aur zakaat ada karna,
19:53 ibadat bhi anjaam deni,
19:54 Allah ke hukook bhi hai,
19:55 aur bandon ke hukook bhi bayan ho rahein,
19:57 yeh poora package khud Quran paak ata kar raha hai,
20:00 thumma taballitum,
20:02 illa qaleenam minkum,
20:03 wa amthum mu'ridhoon,
20:05 phir tum phir gaye,
20:06 tum mise chan ek ki siwa,
20:07 aur tum ho hi eeraas kar jaane wale,
20:10 muraate ki ahkaamaat diye,
20:11 magar tumne faraar ka rawaye ikhtiyaar kiya,
20:13 wo to the bani Israel,
20:14 hum to hai musalman,
20:15 Allah ke ibadat,
20:16 chaubis gante matloob,
20:17 maabab,
20:18 Allah taala unka saaya qaim rakhe,
20:20 unki farmabardaari ki taufeeg de,
20:22 hus se suroo ki taufeeg de,
20:23 phir ishidaar kamzoor tabqaat bhi hai,
20:25 hum ada kar rahein hukook ko,
20:27 yeh hum sab ke liye sochne ka maqam hai,
20:29 aagey firmaaya,
20:30 wa id akhazna meethaqakum,
20:32 la tasrikoona deemaakum,
20:33 wa la to kharijoon anfusakum min dhiyaarikum,
20:36 aur yaad karo jib humne tumse pukhta ahad liya,
20:38 ki tum apno ka khoon nahin bahaoge,
20:40 aur na tum apno ko apni bastiyon se nikaaloge,
20:43 thumma akarartum,
20:44 wa antum tashahdoon,
20:46 phir tumne pukhta ikhraar kiya,
20:47 aur tum ho bhi gawa,
20:48 ik doosu ko qatal na karna,
20:50 khaana jangi na karna,
20:51 is baat ka hukum tha,
20:52 nikaalna nahin ik doosu ko apne gharon se,
20:54 thumma antum haa ulaee taqutuloon anfusakum,
20:57 wa to kharijoona fariqa minkum min dhiyaarihim,
21:00 phir tumhi log to ho,
21:01 jo qatal karte ho apno ko,
21:03 aur apne ek fariq ko unke watan se nikaalte ho,
21:07 tawaharoona aaliheem bil ithmi wal udhwaan,
21:10 tum chadhaai karte ho,
21:11 unpar guna aur sarkashi karte huve,
21:13 wa inya atookum usara tufaaduuhum,
21:15 phir agar wo tumhare paas qaidi bankar aayen,
21:18 to badla dekar unhe chhudate ho,
21:20 wahua muharramuna aaliheekum ikhraajuhum,
21:22 haaleke unka nikaalna hi tum par haram kiya gaya tha,
21:26 pehla hukum kya tha,
21:27 khaana jangi na karna,
21:28 katlo gharat gari na karna,
21:29 qabaidi zindagi mein ladhai waghara ho jati hai,
21:32 ek doose ka khoon kharaba na karna,
21:34 ek aur hukum tha,
21:35 tumhara bhai keh qaid ho jayein,
21:36 to fidya dekar chhudalo,
21:38 do alag alag ahkaamat the,
21:39 achha, pehle hukum ke khilab warzi,
21:41 maar dhaad ho rahe,
21:42 ladhai jagda ho rahe,
21:43 yeh bani israel ki taari,
21:44 yeh yehud ki bhi taari hai,
21:45 kayi waqiat mufassiri ne likhe,
22:04 yeh bani israel ki taari hai,
22:32 yeh bani israel ki taari hai,
23:01 yeh bani israel ki taari hai,
23:02 yeh bani israel ki taari hai,
23:03 yeh bani israel ki taari hai,
23:04 yeh bani israel ki taari hai,
23:05 yeh bani israel ki taari hai,
23:06 yeh bani israel ki taari hai,
23:07 yeh bani israel ki taari hai,
23:08 yeh bani israel ki taari hai,
23:09 yeh bani israel ki taari hai,
23:10 yeh bani israel ki taari hai,
23:11 yeh bani israel ki taari hai,
23:12 yeh bani israel ki taari hai,
23:13 yeh bani israel ki taari hai,
23:14 yeh bani israel ki taari hai,
23:15 yeh bani israel ki taari hai,
23:16 yeh bani israel ki taari hai,
23:17 yeh bani israel ki taari hai,
23:43 yeh bani israel ki taari hai,
23:50 yeh bani israel ki taari hai,
23:55 yeh bani israel ki taari hai,
24:01 yeh bani israel ki taari hai,
24:07 yeh bani israel ki taari hai,
24:14 yeh bani israel ki taari hai,
24:19 yeh bani israel ki taari hai,
24:24 yeh bani israel ki taari hai,
24:29 yeh bani israel ki taari hai,
24:34 yeh bani israel ki taari hai,
24:39 yeh bani israel ki taari hai,
24:44 yeh bani israel ki taari hai,
24:49 yeh bani israel ki taari hai,
24:54 yeh bani israel ki taari hai,
24:59 yeh bani israel ki taari hai,
25:04 yeh bani israel ki taari hai,
25:09 yeh bani israel ki taari hai,
25:14 yeh bani israel ki taari hai,
25:19 yeh bani israel ki taari hai,
25:24 yeh bani israel ki taari hai,
25:29 yeh bani israel ki taari hai,
25:34 yeh bani israel ki taari hai,
25:39 yeh bani israel ki taari hai,
25:44 yeh bani israel ki taari hai,
25:49 yeh bani israel ki taari hai,
25:54 yeh bani israel ki taari hai,
25:59 yeh bani israel ki taari hai,
26:04 yeh bani israel ki taari hai,