- 8/20/2023
Deen e Fitrat | Speaker: Shaykh Mufti Tauqeer
Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1
#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1
#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:07 Alhamdulillahi wa kafaa wa salamu ala ibadihi allatheena astafa amma ba'd.
00:14 Wa a'udhu billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir rahmanir rahim.
00:19 Wa yu'uthiruna ala anfusihim walaw kana bihim qasasah.
00:23 Subhana rabbika rabbal 'izzati 'amma yasifoon.
00:26 Wasalamun 'ala al-mursaleena walhamdulillahi rabbil 'alameen.
00:30 Allahumma salli 'ala Sayyidina wa Nabiyina Muhammad wa 'ala aali Sayyidina wa Habibina Muhammad wa barik wa salim.
00:36 Aaj kal ke internet daur ke andar,
00:39 ek cheez jo peyda ho rahi hai khas taur pe humare naujwaan bachon aur bachiyon mein,
00:45 wo selfishness hai, khudgharzi.
00:47 Har banda bilkul apne domain ke andar rahta hai,
00:52 ek apne shell ke andar rahta hai.
00:56 Main toh kabhi kabhi apne saatiyon se light mode ke andar yeh baat karta ho,
01:00 ke yeh jo selfie culture hai,
01:02 ke har banda apni selfie bana raha hai,
01:04 yeh bhi selfishness ki hi nishani hai.
01:07 Pehle zamano mein log tasfeerein khenshte the,
01:10 toh doosre ki tasfeer khenshte the.
01:12 Palke bohot khush hote the is baat se,
01:14 ke doosre ki tasfeer khenshi hai.
01:17 Log karte the cheez,
01:19 ko cheez, har banda smile karta tha,
01:22 aur phir wo tasveer khenshta tha,
01:23 aur wo banda toh tasveer khensh raha hai,
01:25 wo tasveer mein nahi hota tha,
01:27 lekin usko khushi hoti thi ke main tasveer khensh raho.
01:29 Aaj kal har banda apni selfie khensh raha hai,
01:32 har banda apni tasveer khensh raha hai.
01:34 Toh ek selfishness ke mode ke andar hum log jaa rahe hain.
01:39 Khudgharzi humare deen ke andar bilkul bhi nahi hai.
01:43 Humara deen doosron ke liye aaya hai,
01:46 ki hum doosron ki fikar karein,
01:49 doosron ke liye jeeyen,
01:51 doosron se muhabbat karein.
01:53 Nabi Karim alaihi salatu was salam ne ek hadith mubarakah ke andar farmaaya,
01:56 ki tumme se koi shaks momin hoi nahi sakta,
01:59 laa yu'minu ahadukum hatta yuhibba li akhihi ma yuhibbu li nafsihi.
02:03 Ki tumme se koi shaks kaamil momin hoi nahi sakta,
02:07 jab tak ke wo doosre ke liye wo cheez pasand na kare,
02:10 jo apne liye pasand karta.
02:12 Sahih-ul-Bukhari ki hadith hai.
02:14 Yaani, us doosre ke liye bhi sochon.
02:18 Sirf apne liye na sochon.
02:20 Yeh bahut aaham hai.
02:22 Emaan ki kaamiliyat ke liye zaruri hai,
02:24 ki hum doosron ka khyaal karein.
02:27 Apne shal se niklein,
02:29 aur doosre ke liye fikar karein.
02:31 Apne environment ke andar,
02:33 doosre pe bhi nazar rakhein,
02:34 ke koi mera bhai, meri behan,
02:36 koi takleef mein toh nahi hai,
02:38 koi parashaan toh nahi hai.
02:39 Ek gathering ke andar,
02:41 agar aap baithe hain,
02:42 majlis ke andar,
02:43 khas taur pe mera apne naujwaan bachon se baat karta hu,
02:46 ki dekhein, aap baithe hain,
02:48 koi bhuzurk andar aata hai,
02:49 koi elderly person andar aata hai,
02:51 aur misaal ke taur pe,
02:53 aur koi seats nahi hai,
02:55 toh aap dekhiye,
02:56 koi elderly person aara hai,
02:58 koi bhuzurk aara hai,
02:59 aur koi aur seat nahi hai,
03:01 jis pe ke wo baith sakein,
03:03 toh aap khade ho chahiye,
03:04 aap usko jagah deechiye.
03:05 Yeh humara deen bhi hai,
03:07 yeh humara culture bhi hai.
03:08 Culture ki bahut saari cheezein,
03:10 deen ke mutaabik hai,
03:12 aur wo appreciate,
03:13 usko appreciate karna chahiye.
03:15 Wo culture ke cheezein,
03:16 jo deen se conflict karti hain,
03:19 usko appreciate nahi karna chahiye.
03:21 Yeh bahut aahim baat hai,
03:22 Inshallah ta'ala kabhi is mauzook pe bhi baat karenge,
03:24 ke culture aur deen ke andar,
03:27 hum kaise differentiate karen,
03:29 lekin kuch cheezein achi hain culture ke andar,
03:32 aur yeh wali baat,
03:34 ke hum badron ki izzat karen,
03:35 badron ko jagah deen,
03:36 khawateen ko,
03:38 hum izzat karen,
03:39 khawateen ko jagah deen,
03:40 lekin uske liye sabse pehli cheez jo zaruri hai,
03:43 wo awareness hai,
03:44 ke agar hum sirf apne phones ke upar hai,
03:47 aur apne phone ke whatsapps,
03:49 aur facebooks,
03:50 aur baaki cheezon ko scroll kar rahe hain,
03:53 aur humein pata hi nahi hai,
03:54 ke humare environment ke andar kya ho raha hai,
03:56 kaun aa raha hai,
03:57 kaun jaa raha hai,
03:58 koi parashan hai,
03:59 kisi ki aap shakal dekhe,
04:00 aur aap dekhenge uske cheere ke upar parashani hai,
04:03 to aap uske paas jayiye,
04:04 aur aap usse poochiye,
04:05 ke sab theek hai,
04:06 kheriyat hai,
04:07 aap parashan lag rahe hain,
04:09 ye uss waqt tak nahi ho sakta,
04:11 jab tak ki hum apne aap se bahar nahi aayenge,
04:14 ye uss waqt tak nahi ho sakta,
04:16 to is phone ne,
04:18 is digital era ne,
04:20 is internet culture ne,
04:21 ye cheez bahut paida kar diye,
04:23 ke hum apne shell ke andar chale gaye hain,
04:25 dekhe teen tarah ke log hote hain,
04:28 ek hote hain jinko hum givers gaya the,
04:32 doosri tarah ke log hote hain,
04:33 jinko matchers gaya the,
04:35 desi tarah ke log hote hain,
04:36 jinko hum takers gaya the,
04:38 ye teen tarah ke log hain,
04:40 ek hain ke jo takers hain,
04:42 bas khudghars log,
04:43 wo chahate hain ke hume milta rahe,
04:45 milta rahe, milta rahe,
04:47 hume doosron ke parwani hain,
04:49 aise log corrupt hote hain,
04:51 aise log kisi bhi tariqah se,
04:53 log ka maal khenchte hain,
04:55 jhoot bolte hain,
04:57 apna faida chahte hain,
04:58 doosre ko nuksaan hota hain,
04:59 hota rahe hain,
05:00 unko koi parwani hoti hain,
05:01 to ye log ache log nahi hote hain,
05:03 jo takers hote hain,
05:05 ek hote hain matchers,
05:07 ke jaisa karoge, waise paroge,
05:09 jaisa mere saath hoga,
05:10 waise mi uske saath karoge,
05:12 tum mere saath achho ho,
05:13 mai bhi achho ho,
05:14 agar tum mere saath buray ho,
05:15 to mai bhi bura ho,
05:16 ye matchers hain,
05:18 ye kisi had tak,
05:21 theek hain,
05:23 lekin Islam is se badkar chahta hain,
05:25 humara deen chahta hain,
05:27 ke tum is se badkar muzahara karo,
05:29 jisko ihsaan kehte hain,
05:31 wa Allah ye amroo bil adli wal ihsaan,
05:33 Allah taala hukam dete hain,
05:35 adal ka aur ihsaan ka,
05:37 adal ye hi hain,
05:39 ke aap matchers hain,
05:40 jaisa maine kaah ke isi had tak,
05:41 wo theek hain,
05:42 lekin achi baat hi hain,
05:45 tum ihsaan ka muzahara karo,
05:47 Allah taala ye chahte hain,
05:48 ke achhaayi ka muamla karo,
05:50 behtireen muamla karo,
05:52 husn-e-sulook karo,
05:53 best attitude ho,
05:55 ye hota ihsaan,
05:56 aur ye log hote hain givers,
05:58 ye log zamane ko dete hain,
06:00 ye logon ko dete hain,
06:02 ye logon ke baare mein sochte hain,
06:04 ye logon ka khayal karte hain,
06:08 ye jo maine ayat-e-mubarakah shuroo me padi,
06:11 balki ye lambi ayat-e-mubarakah hain,
06:13 uska ek chhota sa hissa maine uski thilawat ki,
06:16 iska ek background hain,
06:19 ek dafa,
06:21 aap logon ne shayad ghaliban suni bhi hogi ye kahani,
06:24 ye waqiah suna bhi hoga,
06:26 ke ek dafa Nabi Karim alaihi salatu wassalam,
06:28 Sajid Nabi mein tashreef har baate hain,
06:30 toh koi sahab aaye, bahar se aaye,
06:33 musafir the aur hotels toh thei nahi us zamane ke andar,
06:37 logon ke gharon mein log rehte the,
06:39 toh jab bahar aaye,
06:41 bahar se aaye,
06:42 toh Nabi Karim alaihi salatu wassalam ne pehle,
06:44 apne ghar mein puchhwaya,
06:47 kya ghar mein kuch khaane ko hain,
06:49 restaurants bhi nahi the,
06:51 hotels bhi nahi the,
06:52 toh subhanallah,
06:53 Allah ki shaan,
06:54 ki Nabi Karim alaihi salatu wassalam ke,
06:56 jitne bhi azwaaj mutaharaat the,
06:58 ummahatul momineen the,
07:00 unhone kaha,
07:01 ki ya Rasool Allah,
07:02 Sallallahu alaihi wasallam,
07:03 ghar mein kuch bhi nahi hain khaane ko,
07:05 faqih ki nobat the,
07:07 toh Nabi Karim alaihi salatu wassalam ne,
07:10 phir sahaba karam,
07:11 radhi Allahu ta'ala anhu majmaeen,
07:13 jo baite huye,
07:14 tashreef rakhte the,
07:15 maa pe,
07:16 unse puchha,
07:17 ke koi hain,
07:18 cho in sahab ko apne ghar le jaye,
07:20 unko khaana ke laaye,
07:21 toh ek sahabi,
07:23 kansari sahabi the,
07:24 unhone kaha,
07:25 ya Rasool Allah,
07:26 main inko apne ghar leke jaana chahata hu,
07:29 toh Nabi Karim alaihi salatu wassalam ne,
07:31 unmehman ko,
07:32 unmusafir ko,
07:33 un sahabi ke paas,
07:35 saath bhej diya,
07:36 jab un ghar aaye,
07:37 apni ahliya se kaha,
07:39 ki main ek mehman leke aaye hu,
07:41 ab unko pata bhi nahi tha,
07:44 ki mehman ne aana hain,
07:46 humara toh aaj kal aisa attitude ho gaya,
07:48 ki agar hum kisi mehman ko ghar mein le jaye,
07:51 toh shayad ghar ki ghawateen naraz ho jaye,
07:53 ki aap pehle bata toh dete,
07:55 aap ekdum se achanak mehman le aaye,
07:57 lekin ye sahabiya,
08:00 Nabi Karim alaihi salatu wassalam ki tarbiyat yaaf tha,
08:03 unhone apne shohar se kaha,
08:06 ki aapne achha ki aap le aaye,
08:08 lekin ek masalah hain,
08:09 aur masalah ye hai,
08:11 ki ghar mein sirf itna khaana hain,
08:14 ke bachay khaale.
08:16 Acha usme,
08:18 us zamane mein aisa bhi nahi hota tha,
08:20 ki saara din bachay munching kar rahe hain,
08:22 koi chips khaa rahe hain,
08:23 koi cookies khaa rahe hain,
08:25 ki unke peht bhare hua hain,
08:26 chalo raat ka khaana nahi bhi khaayenge,
08:28 toh koi masalah nahi hai.
08:29 Hardly unko din mein do waqt ka khaana naseeb hota tha,
08:33 hardly.
08:34 Yani shayad soba kahin khaaya hoga,
08:37 thoda sa,
08:38 kyunki ghar mein khaana hi itna hai.
08:40 Toh sirf itna hai,
08:42 ke bachay khaale.
08:44 Toh hum kya karein,
08:45 mehman ko kaise khilayen?
08:47 Ab ye toh ek maa ke dil se pooche,
08:50 ke bachay bhooke so jayein,
08:53 iska kya matlab hota hai?
08:55 Humari maalda hoti hain na,
08:57 agar hum chote the jab,
08:59 ya chote hain jo,
09:00 maalda peechay padhi rahti hain,
09:03 ki beta kuch khaalo,
09:04 beta kuch khaalo,
09:05 beta tumne khaaya hai ki nahi khaaya,
09:06 kyunki maa ko fikar hoti hain,
09:07 maa ka dil hi Allah ne aisa guna hai.
09:10 Ye sahabi kehte hain apni ahliya ko,
09:12 ki dekho mehman aaye hain,
09:14 aur Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ke mehman hain,
09:16 unke beche mehman hain,
09:18 toh aisa karo bachon ko sula do,
09:21 aise hi sula do,
09:22 baghar khilaye sula do.
09:24 Jaise mene ka maa ke dil se pooche hain,
09:27 lekin tarbiyat hui hui thi,
09:29 mehman aaye hain ghar ke antar,
09:31 apna nahi sochna,
09:32 doosre ka sochna hai.
09:34 Toh bachon ko sula diya,
09:37 baghar khilaye,
09:39 ab dono miya bivi ne plan banaya,
09:41 aur plan ye banaya,
09:43 ki khaana garam karenge,
09:44 khaana garam karke,
09:46 saamne rakhenge,
09:48 aur jahari baat hai,
09:50 wo itna sa khaana hai,
09:51 ke ek banda kha sake,
09:52 jaah bache khaenge,
09:53 wo ek adult kha sakta hai,
09:54 ek bada aadmi kha sakta hai,
09:56 toh isse zyada toh khaana hai hi nahi,
09:58 toh saamne khaana rakhenge,
10:00 toh ab mehman chahega,
10:01 ke aap bhi khaaye saath.
10:03 Toh us waqt,
10:04 kisi bahane se charaag bujha do,
10:06 andhera kar do bilkul,
10:08 taah ke mehman khaaye,
10:11 aur hum act karenge,
10:12 ki jaise hum bhi kha rahe hain,
10:14 lekin hum khaayenge nahi.
10:15 Toh mehman ko embarrassment bhi nahi hogi,
10:17 ke mehzman ne nahi khaaya,
10:18 toh yeh poori planning banate hain,
10:20 aur bilkul aise hi karte hain,
10:21 khaana garam karte hain,
10:22 khaana la ke saamne rakha,
10:24 jaisi saamne rakha,
10:25 toh unki ahliyati sahabi ki,
10:29 unhone charaag bujha diya,
10:31 ekdum adhera ho gaya,
10:32 toh unhone ka,
10:33 "ohh adhera ho gaya hai,
10:35 koi baat nahi,
10:36 lekin aap khaaye."
10:37 Aur yeh dono miyan bibi,
10:39 inhone acting aise ki,
10:40 jaise ki yeh bhi kha rahe hain,
10:41 aur isme bhi bahut bada lesson hain.
10:44 Agar hum kisi ke liye kuch kar bhi de,
10:47 agar kabhi kuch kar bhi de,
10:49 toh das tafah shayad ghaliban,
10:50 ihsaan jit laayenge uske upar.
10:52 Ke dekho maine tumhare liye yeh kiya,
10:54 maine tumhare saath aisa kiya.
10:57 Quran kehta hai,
10:59 ke agar tum kisi ke upar sadqa karo,
11:03 kisi ke liye kuch karo,
11:04 kuch charity karo,
11:06 aur uske baad usko takleef toh,
11:08 ya ihsaan jit lao,
11:10 tumhara wo sadqa baatil ho jayega.
11:12 Allah ta'ala firmaate hain,
11:13 ke apne sadqaat ko baatil mat karo.
11:15 laa tubtiloo sadqaatikum bil manni wal adhaa.
11:18 Apne sadqaat ko ihsaan jit laa kar,
11:21 logon ko takleef de kar,
11:22 baatil mat karo.
11:23 Uska ajar khatam ho jayega,
11:25 uska reward khatam ho jayega.
11:27 Toh unhone ihsaan nahi jit laaya,
11:29 balke unhone ko embarrassment se bachaya,
11:31 ke wo kha rahe hain, aur yeh nahi kha rahe hain.
11:34 Andhera kar diya,
11:36 sahabi, mehman ne khaaya,
11:38 yeh sahabi aur unki ahliya,
11:40 unhone kuch nahi khaaya.
11:42 Aur wo mehman samjhe,
11:44 ke shayad yeh bhi kha rahe hain,
11:45 kyunki yeh toh acting kar rahe the,
11:46 apna moo hila ke awaz,
11:48 jaise ke wo kha rahe ho.
11:49 Aur mehman ne peht bhar kar khaaya,
11:51 aaraam kiya.
11:53 Sobha Nabi Karim alaihi salatu was salam ke paas,
11:55 jab yeh tashreef leke gaye,
11:57 toh Allah ta'ala ne,
11:58 Nabi Karim alaihi salatu was salam ko be,
12:01 zariyah wahi,
12:02 revelation ke zariyah se pehli bata diya tha.
12:05 Nabi Karim alaihi salatu was salam bohot khush the,
12:08 unhone farhaaya,
12:09 ke Allah ta'ala ko,
12:11 tum miya biwi ki,
12:12 tumher husband wife ke raat ki,
12:14 is kayamal bohot pasand aaya.
12:17 Allah ta'ala khush hua hain.
12:19 Yeh ayaat nazal ho gayi,
12:21 "Wa yu'athiroona 'ala anfusihim"
12:23 ki yeh wo log hain,
12:24 jo doosron ko apne upar tarjeeh dete hain.
12:26 "Wa lau kaana bihim khasasa"
12:29 be shik yeh khud ghareeb log hain,
12:31 khud faqih mein,
12:32 khud unke paas kuch nahi hain.
12:34 Uske paujoot yeh doosron ko tarjeeh dete hain,
12:37 doosron ko prefer karte hain.
12:39 Yeh hain deen-e-Islam.
12:41 Yeh hain humara deen,
12:43 yeh hain humari values.
12:45 Hum doosron ke baare mein soch hain,
12:47 doosron ka khyaal karein.
12:49 Apni zaat se nikal kar,
12:51 insaniyat ke baare mein soch hain,
12:53 apne hamsaayon ke baare mein soch hain,
12:55 apne ghar-ghar mein soch hain,
12:57 kisi gathering mein jayein,
12:59 logon ke baare mein soch hain.
13:01 Please, yeh hain givers.
13:03 Aur yehi log Allah-taala ko pasand hain,
13:06 ihsaan karne wale log.
13:08 To please, meri request hain,
13:10 main apne aap ko bhi remind karata hun,
13:12 aap sab logon ko bhi remind karata hun,
13:14 ke please,
13:15 insaniyat ke taqazon ko poora kiji.
13:17 Aur insaniyat ke taqazin,
13:19 humare deen ke andar hain.
13:21 Isi liye humara deen,
13:22 deen-e-fitrah hain.
13:23 Jaise Allah-taala ne humko banaya hain,
13:26 waise hi ahkaam uta rahe hain.
13:28 Wo ahkaam uta rahe hain,
13:30 jo ke mere aur aapke faide ke liye hain.
13:32 Jo insaniyat ke faide ke liye hain,
13:34 jo muashere ke faide ke liye hain.
13:36 To Insha Allah-taala,
13:37 hum bhi apna dil bada karein,
13:39 logon ke liye jeeyen,
13:41 logon pe kharch karein,
13:42 logon ka khyaal karein,
13:44 logon ke baare mein sochha karein,
13:45 koi parishan ho to uski parishani ko door karne ki koshish karein,
13:49 kisi ka dil bada karein,
13:50 kisi se mohabbat ke do bol bol deyin,
13:53 kisi koi mimar hain to uski iaadat karein,
13:57 koi down hain to usko uthaeyin.
13:59 Yehi insaniyat hain,
14:01 yehi deen hain,
14:02 isme anjar hain,
14:03 Insha Allah-taala,
14:04 jo bhi aisa karega,
14:06 Allah ka qurb paayega,
14:07 Allah ke nazdeek hoga.
14:09 Aise bande se Allah-taala bhi mohabbat karte hain,
14:12 to hume chahiye ki hum log bhi aisa banne ki koshish karein.
14:15 Insha Allah-taala,
14:16 ek chodi se break lete hain,
14:18 aur break ke baad dobaara aayenge Insha Allah-taala,
14:20 aur aapke sawalat ke jawab deyenge,
14:23 aap apne sawalat hume email karte rahiyein,
14:26 deenefitrat@aryandigital.tv par,
14:29 email address aapki screen pe nazar bhi aara hain,
14:32 to Insha Allah-taala aap email karenge,
14:34 tum aapne sawalat ke jawab bhi dete rahenge,
14:36 Insha Allah-taala milte hain break ke baad.
14:38 Assalamu alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu,
14:40 welcome back,
14:41 break ke baad aapke sawalat ke saath haazir hain,
14:43 kuch sawalat jo ki hume mausool hua hain,
14:48 unme se ek sawal beja hain,
14:51 Kawal Sahiba ne,
14:54 unhone likhti hain ke,
14:59 deeni log nek ladkiyon ke rishte kyu nahi karwaate,
15:02 kyun ke aaj kal ladke bahut dhokhe baazi kar rahein hain,
15:06 mere waaldein bahut parishan hain,
15:08 mere abu dil ke mareez hain,
15:09 nek aur achhe ladke nahi mil rahein,
15:11 purda karnewali ladkiyon ke aib talash kar rahein.
15:15 Ji bhehn aapka sawal bahut valid hain,
15:18 bada munasib sawal hain,
15:20 bada munasib concern hain aapka,
15:22 Inshallah ta'ala is mauzoo ke upar,
15:24 ek mukamal tafseeli program karenge hum,
15:27 ki hum shaadiyon ke itibar se,
15:29 kis tariqa se shaadiya ki jayein,
15:31 kis tariqa se rishte talash kiye jayein,
15:33 dekin aapka concern bahut valid hain,
15:36 ki kis tarah se proposals liye jayein,
15:40 talash kiye jayein,
15:42 kis tariqa se matchmaking ki jayein,
15:44 deeni itibar se bhi,
15:46 deeni ladkiyon ke,
15:48 deeni ladkiyon ke liye,
15:49 deeni ladkiyon ke,
15:50 deeni ladkiyon ke liye,
15:51 Inshallah ta'ala hum tafseel se iske baare mein baat karenge,
15:54 dekin aapka parent concern hain,
15:56 Allah ta'ala aasaniya pyada karen,
15:59 sab amare bachiyan jo nau jawaan hain,
16:02 jo ke shaadi ki umar ko pohj gaye hain,
16:04 aur rishton ki talash mein hain,
16:06 Allah ta'ala un sab ke liye,
16:08 behtreen rishte muhyah karen,
16:11 jo unki duniya aur aakhirat dono ke liye,
16:13 Allah karen ke behtreen ho.
16:15 Ek sahab ne sawal poocha hain,
16:19 unka inhone naam to nahin likha,
16:21 lekin ghaliban Beg sahab inka naam hai,
16:25 kyunki unka jo email mein naam aaya hai,
16:29 usme Beg hai,
16:31 to inhone Roman Urdu mein likha hai,
16:34 main ek request karta hun ke,
16:37 agar to yaar urdu mein likhiye,
16:39 urdu font mein likhiye,
16:41 yaar pe English mein likhiye,
16:42 kyunke Roman Urdu mein padhna,
16:44 bada mushkil ho jata hai,
16:46 kabhi kabhi misunderstanding bhi ho jati hai,
16:48 aur communication mein sabse bada issue hi,
16:51 misunderstanding ka hota hai,
16:53 ki khudana khas ta koi aapki baat,
16:54 misunderstand na kar le,
16:56 to please yaar to English mein likhiye,
16:57 yaar urdu font mein likhiye,
16:59 wo zyada munasib ho ga,
17:00 bajayis ke ke Roman Urdu ke andar likha jaye.
17:04 Inhone zakat se mutaalik sawal kiya hai,
17:07 main do unhone emails ki hai,
17:09 lekin main uska khulasa beyan kar ki,
17:12 aur main uska hal bata deta hun,
17:14 basically unhone baat ki hai,
17:16 ki agar kisi ke baas 200 dirham ho,
17:18 aur phir uspe zakat kaise ada karenge,
17:22 uspe ek saal guzarna zaruri hai,
17:24 ke nahi hai.
17:25 Zakat se mutaalik,
17:28 ek bahut straight forward se main aapko,
17:31 tariqa batata hun,
17:33 zakat ki calculation ka.
17:34 Zakat ka jo nisab hai,
17:36 iske andar ye thoda sa difference of opinion hai,
17:39 scholars ka,
17:40 lekin main jo,
17:42 humare Indo Pakistan ke andar generally hum log,
17:47 school of thought follow karte hai,
17:49 main uske mutaabik,
17:50 main aapko iska solution batata hun,
17:52 aur woh bahut aasaan bhi hai,
17:53 I think jitne bhi opinions hai,
17:55 usme sabse aasaan tariqa kaar ye hi hai,
17:58 ke 612 gram silver,
18:01 612 gram chandi ke,
18:04 bekadar nisab hota hai,
18:06 theek hai,
18:07 toh aap dekhiye ke,
18:09 open market rate ke andar mein,
18:10 600 gram chandi,
18:12 612 gram silver,
18:13 kitne ka hai,
18:14 woh aap dirhams mein ho,
18:16 Pakistani rupees ke andar ho,
18:18 British pounds ke andar ho,
18:19 American dollars ke andar ho,
18:21 isse koi farak nahi padta,
18:22 612 gram silver,
18:24 612 gram chandi,
18:25 ka aap equivalent dekhiye,
18:27 agar aapke paas utne paise aagaye,
18:29 aur aap balik hai,
18:30 right, aap adult hai,
18:31 aur aapke paas itne paise,
18:33 ya chandi,
18:34 iske bekadar cash,
18:36 kuch bhi aajaye,
18:38 toh aap sahibin nisab ho gaye,
18:40 cheek hai,
18:41 toh aapko jo minimum threshold hai,
18:42 aapne woh reach kar liya,
18:43 mark the date,
18:45 ye date aap note kar lijiye,
18:47 agar aapke paas pehli dafaa aaya hai,
18:49 aur jo hum date ki baat karte hain,
18:50 toh hum Islamic date ki baat karte hain,
18:52 for example,
18:53 aapke paas,
18:55 6 Muharram ko aaya hai,
18:57 cheek hai,
18:58 toh 6 Muharram ko,
18:59 aapke paas itne paise aaye,
19:01 minimum threshold,
19:02 aap usko mark kar le,
19:03 aap,
19:04 ab ye 1445 Hijrah chal raha hai,
19:06 abhi naya Islami saal churu hai,
19:08 1445,
19:09 aap agle saal,
19:10 1446 ko,
19:12 issi date ko,
19:13 misaal ka taur pe 6 Muharram,
19:15 humne example ka taur pe liya,
19:17 toh issi din ko,
19:18 aap dekhen,
19:19 kya aapke paas abhi bhi minimum threshold se zyada hai,
19:22 kya aapke paas,
19:24 abhi bhi 612 grams,
19:26 chandi ke equivalent cash,
19:29 chandi kuch bhi pada hua hai,
19:31 agar hain,
19:32 toh iska matlab ye hua,
19:33 kya aap aaj bhi,
19:34 ek saal baad bhi sahib-e-nisab hai,
19:36 right,
19:37 sirf ek condition,
19:38 agar aap iss poore saal ke andar zero nahi hua,
19:41 zero kis tarah ho sakta hai,
19:43 insaan,
19:44 karza le liya,
19:46 right,
19:47 mere paas jitne paise the sab kharch ho gaye,
19:48 maine karza le liya,
19:49 balke zero kya negative mein chala gaya,
19:51 right,
19:52 agar aap zero nahi hua,
19:53 aap pe kuch na kuch cash raha,
19:55 koi na kuch chandi nahi,
19:56 kuch sona raha,
19:57 toh aapne,
19:58 exact ek saal ke baad,
20:00 agar aap sahib-e-nisab hai,
20:01 us din jo bhi aapke paas hai,
20:03 jitna cash,
20:04 jitna silver,
20:05 jitna gold,
20:06 aapke paas hai,
20:07 un sab ko add up karein,
20:08 aur uska dhai fee se two and a half percent,
20:10 wo aap zakaat nikaltein,
20:12 as simple as that,
20:13 mere halkas repeat kar doon,
20:15 ke jis din aap sahib-e-nisab hua,
20:17 aur wo hai,
20:18 chiso baara gram chandi ke equivalent cash,
20:21 aapne,
20:22 wo date mark kar leni hai,
20:23 exact ek saal baad,
20:24 agar aap zero nahi hua beech mein,
20:26 ek saal baad aapne dekhna hai,
20:28 kya abhi bhi aapke paas nisab se upar hai,
20:30 agar hai,
20:31 toh jo bhi hai,
20:32 uska add up karke dhai fee se two and a half percent,
20:34 aapne zakaat detein liye,
20:35 ye itna aasan hai,
20:36 aapne ye nahi dekhna,
20:37 ke wo paise mere paas kal aaye,
20:38 teem meene pehle aaye,
20:39 cheem meene pehle aaye,
20:40 bas aapne,
20:41 us din,
20:42 jo bhi hai,
20:43 jitna bhi hai,
20:44 agar nisab se upar hai,
20:45 jab bhi aaye,
20:46 bas aapne uska dhai fee se two and a half percent,
20:49 calculate karke,
20:50 uski aapne zakaat detein liye,
20:51 InshaAllah.
20:52 Aapne please sawalat,
20:53 aap email karte rahiye,
20:54 ek sawal,
20:55 jo aad baat ho,
20:56 selfishness se nikalne ki,
21:03 khudgharji se nikalne ki,
21:06 doosron ko apne pe prefer karne ki,
21:09 iske baare mein aksar log ye pooshte hai,
21:12 kis cheez mein doosron ko prefer karein,
21:16 toh basically,
21:18 duniya mein doosron ko prefer karein,
21:21 deen ke baare mein,
21:24 thodi si khudgharsi achi hoti hai,
21:27 misaal ke taur pe,
21:28 ek opportunity hai,
21:29 logon ko khaana khilana,
21:31 right,
21:32 main bhi khila sakta hu,
21:33 aap bhi khila sakte hain,
21:34 toh main kahun ki,
21:35 nahi khaana main khilana chahata hu,
21:38 main us opportunity ko grab karoon,
21:41 as opposed to main kahun,
21:42 achha ji aap khila de,
21:44 kisi ki madad karni hai,
21:45 main bhi kar sakta hu,
21:46 aap bhi kar sakte hain,
21:47 toh main chahun ke,
21:48 main yi opportunity grab kar loon,
21:51 main doosre ki madad kar loon,
21:54 toh deen ke maamalat ke andar,
21:56 koshish karein,
21:57 ke insaan thoda se selfish ho jaye,
22:00 main opportunities grab karoon,
22:02 dekhi jab duniya ka maamala aata hai,
22:04 toh duniya ke maamalat ke andar,
22:06 main doosron ko prefer karoon,
22:09 misaal ke taur pe,
22:10 ek gaadi hai,
22:11 mujhe bhi pasand aagi,
22:12 aapko bhi pasand aagi,
22:13 donon ki nazar hai uske upar,
22:15 aur mujhe pata chal gaya,
22:16 ki aap bhi wohi gaadi kharidna chahate hain,
22:17 donon ko pasand aagi,
22:18 toh main kahu yaar,
22:20 theek hai aap kharid lejiye,
22:21 main koi aur dekh leta hoon,
22:23 doosre ko prefer kar liya,
22:25 Allah taala ko yeh cheez pasand hai,
22:28 aap kisi ke ghar gaye,
22:30 ya kisi function mein hain,
22:33 khaana saamne rakha hai,
22:34 aur thoda sa khaana rahe gaya,
22:37 misaal ke taur pe,
22:38 barbeque padha ho hai,
22:39 kuch chicken pieces hain,
22:41 ab aap gaye,
22:42 aap ke saath,
22:43 ek do log aur bhi hain,
22:44 aur aap dekh rahe hain,
22:45 ki hum teen hain,
22:47 aur pieces do hain,
22:49 toh aap jaante booshte,
22:51 koshish karke peeche ho gaye,
22:53 taake unko lage,
22:54 ki mujhe yeh chahiye nahi hain,
22:56 aur woh dono ek ek piece le le,
22:58 yeh hai doosre ko prefer khaana,
23:00 hamara haal kya hota hai,
23:01 ki hum chahate hain,
23:02 ki main jaldi se grab kar lo isko,
23:04 main jaldi se isko le lo,
23:06 toh yeh achhaai hoti hain,
23:08 yeh ihsaan hota hain,
23:10 Allah taala yeh chahate hain,
23:11 ki doosre ko mauka de do,
23:13 doosre ko opportunity de do,
23:15 doosre ko karne do,
23:17 yeh Allah taala ko pasand bhi hai,
23:20 aur InshaAllah iske badle mein,
23:23 Allah taala hume jannat mein iska,
23:25 behteneen nemal badal ata karenge,
23:27 aur jannat ka nemal badal,
23:29 like for like nahi hain,
23:31 jannat mein insaan ko kahi guna zyada milega,
23:33 InshaAllah,
23:34 lekin iske liye dil ko bada karne ki zarurat hain,
23:37 iske liye thoda sa mujahada karne ki zarurat hain,
23:41 apne nafs ke saath,
23:43 thoda shuruwa mein mushkil hoti hain,
23:45 kyunki hume aadat nahi hoti hain,
23:47 lekin jam Allah taala ka istihzaar rakke,
23:49 ek dil mein yeh iska hifiyat ke saath,
23:52 ki Allah ko yeh pasand hain,
23:53 InshaAllah taala,
23:54 hum jab is attitude ke saath logon ke saath rahenge,
23:58 toh InshaAllah aadat bhi ho jayegi,
24:00 aur phir isa karne mein maza aayega,
24:02 pehle takleef hoti hain phir maza aana shuru ho jata hai,
24:05 toh Allah kare ke hum aise insaan ban sakayin,
24:08 ki hum jo doosron ke liye jeeyen,
24:10 toh aise hum ka khyaal karein,
24:12 email karte rahiye,
24:14 deenefitrat@arydigital.tv par,
24:18 InshaAllah taala,
24:19 agal hafte aapse phir mulaqat hoki,
24:21 toh hum yaad rakhiyega,
24:23 maakhrudaawana anilhamdulillahi rabbil aalameen,
24:25 assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
24:28 [END]