Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Sehat Mand Pakistan - Episode 11 | Naimat e Iftar | 12 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
Follow
3/12/2025
Sehat Mand Pakistan - Episode 11
Naimat e Iftar | Shan e Ramzan | ARY Qtv
#SautulQuran #ShaneRamzan #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
Lifestyle
Transcript
Display full video transcript
00:00
Brought to you by
00:02
Aao Milkar Manai Pakistan
00:04
An initiative of
00:06
ARYB Global
00:30
Sehatman Pakistan
00:40
Welcome to Sehatman Pakistan
00:42
Sehatman Pakistan
00:44
Aao Milkar Manai Pakistan
00:46
ARYB Global ka initiative
00:48
Sehatman Pakistan sab ke liye
00:50
Affordable Accessible Sehat
00:52
Aaj Sehatman Pakistan ke segment me
00:54
Humare saath guest maujood hain
00:56
Aur already ek martaba tashreef la chuke hain
00:58
Dr. Syed Faisal Masood
01:00
A distinguished expert in
01:02
Food Sciences and Nutritional Medicine
01:04
With 22 years of
01:06
Experience is affiliated with
01:08
Karachi Medical Complex and the
01:10
World Public Health Nutrition
01:12
Association. He holds a PhD
01:14
In Nutritional Medicine from
01:16
England and has conducted extensive
01:18
Research on Obesity and
01:20
Stress Management. Certified by
01:22
Stanford College of
01:24
Medicine and the National Healthcare
01:26
Services Pakistan. He is also
01:28
A member of the British Nutrition
01:30
Foundation and the British Medical
01:32
Council of Complementary Therapies
01:34
Sir, Assalam-o-Alaikum
01:36
Wa-alaikum-assalam wa-rahmatullah
01:38
Kaise hain aap?
01:40
Allah ka shukr, itna bada Nutritionist
01:42
Humare saath baitha hua hai,
01:44
Etna pet kam mehsoos kar raho hain
01:46
Alhamdulillah
01:48
Absolutely right
01:50
Aapko bita routine aur phir wo
01:52
Us tarah ki diet, last time
01:54
Pakode khai jaate the
01:56
Ab to yeh
01:58
Ramzan aaya
02:00
Ab to on daily basis
02:02
Aur jo ki aapne firmaaya tha ki
02:04
Tarah se samjhe
02:06
A kind of poison hai
02:08
Itna zyada cholesterol level hai
02:10
Salman, ek baat main aapko bataun
02:12
Hum kahtein ki
02:14
Always avoid three white
02:16
poisons
02:18
Yeh kya kya hai?
02:20
Yeh salt hai, yeh sugar hai, aur yeh
02:22
Risk hai
02:24
Isse jitna bacha jaye, utna zyada
02:26
Beneficial insaan ke liye
02:28
Limitations rakhna boho zaroori hai
02:30
Salt, sugar and rice
02:32
Pink salt ke baare mein
02:34
Aapki kya opinion hai?
02:36
Khaas farf nahi hai
02:38
Brown sugar ke baare mein bhi kaha jaata hai
02:40
Conditionary kuch thoda bahut fark hai
02:42
Lekin mai nahi samjhta hai
02:44
Koi health ke upar
02:46
Positive response
02:48
Do you have any replacement for three white poisons?
02:50
100%
02:52
Jahaan tak possibility ho
02:54
Avoid karna hai
02:56
Limitations rakhiye
02:58
Limit ke saath khayiye
03:00
Sugar ki koi nutritional value nahi hai
03:02
Aap sirf zayake ke liye lete hain
03:04
Yeha main aapko
03:06
Ek cheez bade pathe ki bataun
03:08
There are three brains in the body
03:10
Kya kaha maine?
03:12
Three brains in the body
03:14
Ek aapka cephalic brain
03:16
Head brain ho gaya
03:18
Ek ho gaya enteric brain
03:20
Which is called gut brain
03:22
Humari jo soch hai na
03:24
Wo gut brain se chalti hai
03:26
Yani aap yeh dekhiye
03:28
Ke response kya aata hai
03:30
Ke agar brain kahe to yaar
03:32
Iss cheez ko avoid karna hai
03:34
Lekin hum kya karte hain
03:36
Especially obese persons jo
03:38
Unke liye yeh sabse bade masalah hai
03:40
Yeh do brain se kaam lete hain
03:42
Ek hard brain se
03:44
Aur ek enteric brain
03:47
Brain ne kaha nahi nahi
03:49
Maza dekh lo soch lo parishani ho jayegi
03:51
Lekin gut brain ne kaha
03:53
Nahi nahi response do isko set hai yaar
03:55
Kuch nahi masalah khaate hain
03:57
Dono ne milke kaha
03:59
Head brain kya aur biryani khaali
04:03
Iske alawa jo junk foods hain
04:05
Fast food hain
04:07
Aap zara unki caloric value to dekhiye
04:09
Be frankly
04:11
Ek burger aap khaate hain
04:13
Zinger burger lene ya koi burger lene
04:16
Aur cold drink lete hain
04:18
Nearest round about 700 to 800 calories
04:20
In a time aap consume kar rahe hain
04:24
700 to 800 calories
04:26
Aapko pata hai yeh kitne barabar hain
04:28
200
04:30
One zinger burger
04:32
With fries and with glass 250 ml of
04:34
Cold drink
04:36
Jo bhi aap iske
04:38
Chalein theek hai
04:40
Metabolic rate ke liye 1800 to 2500
04:42
Dependent on the condition of the work style
04:44
Life style jo
04:46
Lekin ek time pe
04:48
Jab aap itni consume karte hain
04:50
Aap itni lete hain
04:52
Store kar rahe hain
04:54
Uska response aur result kya aata hai
04:56
Ek gante ki walk
04:58
Belief karein ek gante ki walk
05:00
200 calories burn karte hain
05:02
Matlab yeh hua
05:04
Burger khaya aapne
05:06
Fries liye aur cold drink liye
05:08
Aur aap 4 gante walk karein to barabar hoga
05:10
Yeh
05:12
Badi haratangez baat hai
05:14
Barahana kitna aasaan hai
05:16
Barahana kitna muskil hai
05:18
Telephone numbers humare nazar aarein
05:20
Aap chahein to you can call us
05:22
Anytime, doctor sahab yahan maujood hain
05:24
Aur ek renowned nutritionist hain
05:26
Aur aapko
05:28
Free advice hain, koi appointment nahi hain
05:30
Koi fees nahi hain, aap live telephone call kar sakte hain
05:32
Dr. Syed Faisal se
05:34
Directly communicate kar sakte hain
05:36
Koi bhi sawal hain aapki body mein
05:38
Kisi kisam ka koi problem hain
05:40
To aapko kya nutrition required hain
05:42
Aapki age factor ke hawale se
05:44
Aapki routine ke hawale se
05:46
Doctor sahab batayenge, aur hamara whatsapp number bhi
05:48
Aapko nazar aara hai, jiske dhariya aap hume register kar sakte hain
05:50
0333-166-981
05:52
Join kije
05:54
Aur 2487 humari
05:56
Hotline bhi available hai
05:58
Helpline bhi available hai
06:00
021-111-000-162
06:02
Iske dhariya bhi
06:04
Aap hume register kar sakte hain
06:06
Abhi live call karne ke liye
06:08
3255
06:10
3382
06:12
It's
06:14
3382-84 tak
06:16
Humari lines hain, jo local
06:18
Local landlines hain, aap inke zarge bhi
06:20
Hume join kar sakte hain, doctor sahab se
06:22
Baat kar sakte hain, achha doctor sahab bataye
06:24
Roza rakhne ke liye, metabolism ki raftaar
06:26
Aur wazan kam karne
06:28
Par kya asar padta hai
06:30
Dekhe, mai yeh
06:32
Samajhta hu, ke agar
06:34
Metabolism jo hai, aapka maintain ho jaye
06:36
To aap har bimaari se
06:38
Bas sakte hain, yeh yaad rakhega
06:40
Question yeh aata hai, metabolism
06:42
Metabolism humari body ka
06:44
Tamaam system hai, jo humari body kam kar rahi hai
06:46
Chemical response, biochemical changes
06:48
Detoxification, humari
06:50
Jitne organs kam kar rahi hain, yeh sab
06:52
Metabolism ki, jo bhi chemical changes
06:54
Isme ho rahi hain, uss asaaf se
06:56
Iska maintain aur balance rahna bohot zaroori hai
06:58
Dilemma yeh hai, jo humara
07:00
Lifestyle hai, naashta na karne ki
07:02
Aadat, khana time pe na lene ki
07:04
Aadat, bahar ke khane
07:06
Khane ki aadat, aur
07:08
Unhealthy khane ki aadat, iski wajah se
07:10
Humara metabolic rate disturb ho jata hai
07:12
Dheere dheere karke yeh convert hota hai
07:14
Metabolic syndrome mein, jo hume
07:16
Pata nahi chal raha hota hai, metabolic
07:18
Syndrome mein jab yeh aaya na, to ab aap samajh
07:20
Lene ke takriban, aapko 6-7-8 bimaari
07:22
Ek saath peyda ho chuki hain, jisme
07:24
Sabse pehle aapko hypertension, jiska aapko
07:26
Pata nahi chalta, hyperlipidemia
07:28
Yani cholesterol ka badh jana,
07:30
Hyperglycemia, sugar ka badh jana
07:32
Jodo mein inflammation, chahe wo
07:34
Brain mein ho, chahe wo, total body
07:36
Inflamed hona chud ho jati hai, jodo aare
07:38
Rheumatoid arthritis ke issues aane lage
07:40
Aur is tariqe ki, brain health disturb
07:42
Hui, brain health mein, jo brain ke
07:44
Jo happy hormones the
07:46
Wo suppress hona chud ho jate hai, aur
07:48
Jo stress hormones hai, wo
07:50
Aggravate hona chud ho jate hai, to kehne
07:52
Ka mukhsat hai ki, agar humara yeh
07:54
Metabolic rate maintain aur balance raha hai
07:56
To hum har bimaari se bas sakte hain
07:58
Question hi aata hai, ki isko kis tarah
08:00
Manage kiya jaye, aur kisko kis tarah
08:02
Sabse pehle apna lifestyle, dikhe yeh
08:04
Ek din mein nahi hoga, iske liye
08:06
Aapko apna lifestyle banana hoga
08:08
Hum doctors ki team yeh kaam kar rahe hai, hum
08:10
Koshishe kar rahe hain, ki hum yeh awareness de
08:12
Ke yaar, khudara, subah uthe, haalat kharab hai
08:14
Nashta nahi kiya, chale gaye, ab wo
08:16
Metabolism sust ho gaya, wo sedative lifestyle
08:18
Mein chale gaye, ab ho kya raha hai, ki
08:20
Dupair mein tight karke khana khaya, bahar se
08:22
Wo jitna aapne khaya, wo aapki body mein
08:24
Because of sedative lifestyle
08:55
Ke mera 6 saal pehle
08:57
Mera weight tha
08:59
6 ya 7 saal pehle
09:01
78 kg na
09:03
Toh, mashallah, alhamdulillah
09:05
Mere do bete powerlifter hai na
09:07
Gym ki hawale se, bohot achi diet
09:09
Waghara, sab kuch batata hai mujhe
09:11
Main exercise bhi karti hoon, theek hai
09:13
Diet bhi very baithreen hai, mashallah
09:15
Lekin na, kuch arse se na
09:17
Mere saath aisa ho raha hai, yaani
09:19
Ek, do mahine se na
09:21
Kyuki mein chai mein sugar nahi leti, black coffee peeti hoon
09:24
Toh na, meri na sugar low rahi hai
09:26
Main diabetes patient nahi hoon
09:28
Meri sugar low rahi hai
09:30
Even ke meetha khana ke baad bhi
09:32
Meri sugar jo hai na
09:34
Meetha, full meetha cheeni
09:36
Aur is tarah ki cheez khana ke baad
09:38
Meri jo sugar aayi hai, wo aayi hai 60
09:40
Kitni aayi hai?
09:42
50 aayi hai
09:44
Low hai, matlab
09:46
Ye mujhe nahi pata
09:48
Main diabetes patient nahi hoon
09:50
Toh iska main kya
09:53
Ye bhi maine note ki hai
09:55
Soda si main depression mein aati hoon
09:57
Tab meri low hoti hai
09:59
Jee bilkul
10:01
Aap, dekhiye sir, ye cheez yaad rakhiye ga
10:03
Acha, aap naashta karte hain?
10:05
Jee, proper, wo toh main anda aur ye cheez ke
10:07
Lazmi smalti hain
10:09
Aur lunch waghara aur dinner waghara on time?
10:11
Nahi, main naashta full karte hoon
10:13
Lunch ke time mujhe jaise
10:15
Bhuk bhuk lagti, main koi fruit waghara aise cheez khana
10:17
Baithreen hai, baithreen hai
10:19
Acha, aapka insulin test hua hai?
10:21
Nahi, abhi tak nahi karwaya
10:23
Aap zara insulin ka test karwaye
10:25
Then seedha response, kyunki possibility hai
10:27
Isme saas saath ye bhi tally karna padega
10:29
Ke aapka insulin resistance toh nahi elevated ho raha hai?
10:31
Jiski wajah se aisa aapko ho raha hai
10:33
Acha, acha, acha
10:35
Dr. saab, ek aur caller humaar saath hain
10:37
Back to back callers hain
10:39
Assalamu alaikum
10:41
Assalamu alaikum
10:43
Jee, drop ho gayi
10:45
Dr. saab mujhe yeh batayiye ka
10:47
Ke motape ka shikar jo afraad hain
10:49
Waqfe waqfe se roza rakhne ke
10:51
Nafsiyati fawaid kya hai?
10:53
Psychological benefits
10:55
Psychological benefits
10:57
Sabse pehla toh yeh hai
10:59
Jo mote afraad hote hain
11:01
Obese persons hote hain
11:03
Inko thodi thodi der pe khane ki aadat padhi jati hai
11:05
Kyunki inko hota hai kya hai
11:07
Agar stress hai aur uski wajah se
11:09
Yeh dono ek dusar saath interconnected hain
11:11
Yaani obesity aur stress aap samay le
11:13
Agar stress mein honge
11:15
Toh carb craving zyada hogi
11:17
Kuch bhi mil jaye aur especially
11:19
Koi meethi chocolate mil jaye
11:21
Koi meetha mil jaye
11:23
Koi cheez bhi leni hai laazmi
11:25
Toh roza rakhne se jo sabse bada benefit hota hai
11:27
Wo yeh hota hai kyunki
11:29
It's the brain which feels first
11:31
Not the body
11:33
Brain ko aapne aapne mentally prepare kar liya
11:35
Kya yaar maine roza rakha hai
11:37
Us waqt aapne peth bhar gaya
11:39
Aapka metabolism boost ho gaya
11:41
Poore din mein aapko pata hai
11:43
Kya aapne kuch nahi khaana
11:45
Toh jo carb craving hoti hai
11:47
Us pe farf padta hai
11:49
Uske saath saath kya hota hai
11:51
Jo aapki body mein storage fat hai
11:53
Glycogen wo tootna shuru ho jata hai
11:55
Jo fatty liver ka bhi aapna zikar hi kehata hai
11:57
Glycogen tootta hai wo glucose mein convert hota hai
11:59
Wo aapki energy ban jati hai
12:01
Toh aapki obesity pe is tariqa se farf padna shuru ho jata hai
12:03
Ke aapka jo weight hai wo stable hona shuru ho jata hai
12:05
Aur second
12:07
Iska jo third benefit hai wo yeh hai
12:09
Ke jab aap poore din roza ki halat mein hota hai
12:11
Toh yeh calm condition hoti hai
12:13
Uske baad jab aap iftaar karte hain
12:15
Toh at that time agar aap healthy diet lere hain
12:17
Toh aapka metabolic rate boost hota hai
12:19
Toh ke aapke liye beneficial is sawale se bhi hai
12:21
Ke weight reduction bhi karega
12:23
Aur aapke brain chemicals pe bhi ek positive response show karega
12:25
Yani us waqt ki jo khushi
12:27
Mood booster hormone jo hai
12:29
Serotonin wo release hone shuru ho jata hai
12:31
Kya baat hai, doctor sahab thank you so much
12:33
Aapne join kiya, bahut kuch seekhne ko mila
12:35
Aur waisi aam zindagi mein bhi
12:37
Aap doctors especially aap nutritionist jo hai
12:39
Wo intermittent fasting ki baatein kar rahe hain
12:41
Kyuki zahir hai ussi se aapko energy mil rahi hai
12:43
Ussi se aapki health badh rahi hai
12:45
Aur yaad rakhein jo healthy hota hai
12:47
Wo hi healthy hota hai
12:49
Ussi hi kamane ke guraat hai, khushgawar
12:51
Tabiyat hoti hai, khushmizaaj hota hai
12:53
Zain sahi kaam karega hota hai
12:55
Brain agar sahi work karega
12:57
Toh hi aap ideas create karege, kuch invent karege
12:59
Kuch zindagi mein tarqee karege
13:01
Brain hi kaam nahi karega, lagar pada rehenge
13:03
Kaam hum karna nahi, kaahil tabiyat, kaahil brain
13:05
Toh isliye hume zarurat hi samar ki hai
13:07
Abhi doctor sahab ne badaya
13:39
Toh aage lekar badh raha hai
13:41
Aur is mission mein
13:43
KY business success partners bhi
13:45
Apna role bharpur tariqaise nibha rahe hai
13:47
Hum shukriya karna chahenge
13:49
Health partner advanced lab ka
13:51
Dental partner modern clinics ka
13:53
Aur taqafal insurance partner
13:55
United insurance ka
13:57
Agar aap bhi medical store se wabasta hain
13:59
Ya medical sector se wabasta hain
14:01
Jaise hospitals, doctors, labs
14:03
And sab
14:05
Screen par jo maujood
14:07
You can register on the website of ARYB Global.
14:10
All of you who are related to this field,
14:13
and join this mission of ARYB Global Sehatman Pakistan
14:17
and become a partner.
14:19
Be the partner of ARYB Global Sehatman Pakistan.
14:23
Assalamualaikum Warahmatullah.
14:37
Thank you very much.
Recommended
14:59
|
Up next
Sehat Mand Pakistan - Episode 10 | Naimat e Iftar | 11 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/11/2025
16:02
Sehat Mand Pakistan - Episode 14 | Naimat e Iftar | 15 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/15/2025
16:18
Sehat Mand Pakistan - Episode 15 | Naimat e Iftar | 16 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/16/2025
16:50
Sehat Mand Pakistan - Episode 8 | Naimat e Iftar | 9 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/9/2025
16:27
Sehat Mand Pakistan - Episode 7 | Naimat e Iftar | 8 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/8/2025
12:06
Sehat Mand Pakistan - Episode 4 | Naimat e Iftar | 5 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/5/2025
14:15
Sehat Mand Pakistan - Episode 2 | Naimat e Iftar | 3 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/3/2025
15:23
Sehat Mand Pakistan - Episode 3 | Naimat e Iftar | 4 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/4/2025
12:59
Sehat Mand Pakistan - Episode 22 | Naimat e Iftar | Shan e Ramzan 2025 | ARY Qtv
ARY QTV
3/23/2025
37:21
Islah e Muashra - Episode 10 | Naimat e Iftar | 11 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/11/2025
16:02
Sehat Mand Pakistan - Episode 26 | Naimat e Iftar | Shan e Ramzan 2025 | ARY Qtv
ARY QTV
3/27/2025
39:35
Islah e Muashra - Episode 12 | Naimat e Iftar | 13 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/13/2025
14:32
Fazail e Ramzan - Episode 21 | Naimat e Iftar | 22 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/22/2025
16:20
Fazail e Ramzan - Episode 20 | Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/21/2025
23:06
Fazail e Ramzan - Episode 18 | Naimat e Iftar | 19 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/19/2025
26:00
Fazail e Ramzan - Episode 15 | Naimat e Iftar | 16 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/16/2025
18:26
Fazail e Ramzan - Episode 13 | Naimat e Iftar | 14 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/14/2025
16:48
Sehat Mand Pakistan - Episode 23 | Naimat e Iftar | Shan e Ramzan 2025 | ARY Qtv
ARY QTV
3/24/2025
15:14
Sehat Mand Pakistan - Episode 21 | Naimat e Iftar | Shan e Ramzan 2025 | ARY Qtv
ARY QTV
3/22/2025
40:34
Islah e Muashra - Episode 8 | Naimat e Iftar | 9 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/9/2025
15:22
Sehat Mand Pakistan - Episode 12 | Naimat e Iftar | 13 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/13/2025
18:58
Fazail e Ramzan - Episode 23 | Naimat e Iftar | 24 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/24/2025
40:22
Islah e Muashra - Episode 4 | Naimat e Iftar | 5 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/5/2025
20:30
Fazail e Ramzan - Episode 7 | Naimat e Iftar | 8 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/8/2025
39:01
Islah e Muashra - Episode 6 | Naimat e Iftar | 7 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/7/2025