ARY News 8 PM Headlines | 23rd July 2024 | IPPs Ko Arbon Rupay Ki Capacity Payments

  • 2 months ago
#headlines #nationalassembly #imrankhan #pmlngovt #electricity #ipps

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00PTI Erkan-e-Parliament ka bhook hartali dharna parliament house ke bahar jaari, opposition
00:07leader Umar Ayyub ne kaha, mulk se mehngai ka khatma tab hi mumkin jab Shahbaz hukumat
00:12khatam aur nai election ka alaan hoga.
00:14Asad Kaisar bole, jaali hukumat ke jaali rehne ka koi jawaz nahi, pauri mustafi ho.
00:19Barrister Gauhar ne kaha, Bani PTI ki rehai tak rozana ehtijaj karenge.
00:309 May ke mastermind ne mansooba saazi aur sahulatkaari ka itaraaf kar liya, yeh Jamaat nahi, intishari
00:35tola hai, jiska maqsad sharpasandi ke zariye reyasat ko nukhsaan pohchana hai.
00:40Wazir-e-Ala Punjab, Maryam Nawaz ka Bani PTI ke bayaan par radde amal, kaha yeh kaisa
00:44puramna ehtijaj tha, jismein 200 se zaheed faudhi tanseebaat par hamde hua, chuhada ki
00:49yaadgaram ki tauhin ki gayi.
00:50Aur Sindh mein tamaam schools ki chhutiyan 14 August tak badhana ka ailaan, sakh garmi
01:01aur baarishon ki pejgoi ke peche nazar, Mehkma-e-Taalim Sindh ne chhutiyon me azaafe ka faisla kiya.
01:06Wazir-e-Taalim Sindh ka kaina hai, chhutiyon ke baad Sindh mein naya taalimi saal 15 August
01:10se shuru hoga.
01:11Notification jaari.
01:12PTI tarjuman, Raouf Hassan aur 15 karkun, 2 roza jismani remand par FIA ke hawale, Waqeel-e-Safai
01:19Ali Bukhari ka kehna tha, Raouf Hassan ka social media se koi taaluk nahin, Waqeel Latif
01:24Khosa ne kaha, ek mulzim ke kehne par Raouf Hassan ko muqaddimein mein namzat kiya gaya,
01:28Raouf Hassan ko digital dahshatgardi mein mulawais karne ki koshish kar rahe hain, Raouf Hassan
01:33aur deegar ke kharaf muqaddimein ki tafseel bhi saamne aa gayi, jismein kaha gaya, daurane
01:37tafteesh, mulzim Ahmed Waqas ne inkishaf kiya, ke wo PTI ki qyaadat, media self ke arkaan
01:43aur deegar na maloom afraad, riyasat mukhalif bayaniya banate hain.
01:47PTI Secretariat mein Raouf Hassan ki sarbarahi mein ek cell kaam kar raha hai, jo hidayat
01:51ke mutaabeg social media muhim chalata hai, Islamabad High Court mein PTI Secretariat
01:56par chhape aur garaftariyon ke kharaf darfas par samaat jaari hai.
02:00Bani PTI ne tasleem kar liya ab kis cheez ka intazaar hai, apne idaaron par hamla karna
02:18Pakistan ko kamzor karne ki saazish hai, Noon League rehnuma Danyal Chaudhary ki press conference
02:23kaha PTI wale Pakistan ko kamzor karne ki koshish karte rahe hain, Pakistan ya bahar se
02:29bedkar mulk ko kamzor karna digital dehshat gharni hai.
02:37People's Party ne bhi maqsoos nashiston se mutaalik faisle pe nazri sani darkhas daayir
02:42kar di, 12 July ka faisla wapas lene ki istada.
02:45Muakkaf apnaya, 41 sarkan ko 15 din ki maulat aayeen aur qanoon se mutasaddum hai, Muslim
02:50League noon prehle hi nazri sani ki darkhas daayir kar chuki hai.
02:56You are the same Pakistanis as we are, you have the same right.
03:03In fact the quota system I think should be increased by giving you more jobs.
03:09Sadr-e-Mumlikat Asif Zardari ne Christian Marriage Tarmimi Act 2024 ke bill par dastakhat
03:16kar diye.
03:17Taqreed se khitab me kaha, aap bhi utne hi Pakistani hai jitne ham sab hai, hukumat ko
03:22likhunga ki aqliyaton ke liye har idare me quota hona chahiye, kuch masayil hain jine
03:26hal kar liya jaayega.
03:28Humne bhi hazaar aur shohada ki qurbani di hai, sharfasandi aur firqawariyat ki mooshre
03:32me koi jagah nahi, aqliyaton ko jinn masayil ka saamna hai unki wajuhaat siyaafi hai.
03:43IPPs ko arbor upay ki capacity payments par FPCCI ka Supreme Court jaane ka faisla bahar
03:48aijaz kehte hain, mehngi bijli Pakistaniyon ke liye naqabil-e-bardash ho chuki hai, Pakistan
03:54arbor upay unki companies ko ada karta hai jo bijli peyda nahi karti, Pakistan Industry
03:59and Trade Association ne IPP se muahede ghalat karar de diye, Ranzeem ke Patron-in-Chief
04:04Anjum Nisar ne news conference me kaha, ek toh hukumaton ne IPP se ghalat muaheda kiya,
04:09phir uski tajdeed ki jo sabse baalatar hai, bijli ke maujooda qeemat par sanate nahi
04:13chal sakti, FVR ne Taj-e-Dost scheme me chote dukaandaaron ki registration ke liye
04:19mahana tax scheme ka SRO jaari kar diya.
04:43Karachi landhi mein tajawuzat ke khilaf operation par ehtajaj, patrao se machinery ke sheeshe
04:55toot gaye, driver zakhmi, rangers ki nafri talab, police ka muzahireen par lathi chaat.
05:01Azuon ka zor dikhao, naiya paar lagao, Algeria ke neele se mandir me paddle boarding ka dilchast
05:13Satawan mardon aur 18 khawatim ne hissa liya, mixed race format mein mardon,
05:17khawatim aur bachon ko alag-galag rank kiya gaya, fateh khiladiyon ko sheels pesh ki gayi.

Recommended