Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 1/25/2024
To watch all the episodes of Sarmaya e Aslaf
https://bit.ly/47jbLHu

New Sarmaya e Aslaf - Episode 58 - ARY Qtv

Topic: Hazrat Imam Tirmizi RA

Speaker: Mufti Ahsen Naveed Niazi

#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:07 Allahuma Salli Salatan Kaamilah wa Sallim Salaman Taammaa ala Sayyidina wa Mawlana Muhammad
00:14 alladhi tanhallu bihil uqad, wa tanfariju bihil qurab, wa tuqda bihil hawaaj, wa tunalu
00:24 bihil raghaib, wa husnu khawateen, wa yustasqal ghamamu bi wajhihil kareem, wa ala alihi wa
00:31 ala sahbihi fi kulli lamhatiun, wa nafasim bi adadi kulli ma'alu min lak, ya Allah,
00:38 ya Allah, ya Allah, ya arhamar rahimeen.
00:42 Muazzaz nadreen o saameen, aaj ek martabah program sarma-e-aslaaf lekar ham aapki khidmat
00:49 me haadir hain. Aaj hamara mawzu-e-sukhan hain, jalilul qadr hafizul hadees, azeem muhaddis,
00:57 imam abu isa muhammad bin isa bin saura, booghi solami tirmzi rahimahullah mutawaffa,
01:04 dosaunasi sana hijriya, aur aapki chand talifat.
01:11 Imam tirmzi rahimahullah ke kya kehne hain, ulama ne aapko bade hi khule alfaz me, waashigaf
01:18 alfaz me tribute peshkiya hain, kharaje tahseen peshkiya hain. Hadith sharif ki jo chhe kitabe
01:23 mashoor hain, kutub-e-sitta jine kaha jaata hain, aur urf-e-awam me unhe siyah-e-sitta kaha
01:28 jaata hain. Unme se ek kitab, jaame tirmzi ke aap muallif hain, imam tirmzi rahimahullah.
01:35 Aapka naame naami isme ghirami muhammad bin isa hain. Walid-e-maajid ka naam isa tha,
01:40 aapka naam muhammad tha, aur poora naam muhammad bin isa. Abu isa aapki kuniyat hain. Solami
01:45 aapko kaha jaata hain, ye aapke qabeela ki nisbat hain, banu sulaym. Banu sulaym qabeela
01:50 tha, uski nisbat se solami kaha jaata hain. Bughi aur tirmzi jo aapko kaha jaata hain. Bughi
01:56 ye ek aapka gaon tha, tirmzi ke alaakon me se ek alaaka hai, bugh. Uski nisbat se aapko
02:03 bughi kaha jaata hain. Masaadir khamosh hain ki aapki wiladat kahan hui, lekin chunki zyadatar
02:10 logon ne ye likha hain, jo kadim masaadir hain unme to ye maujood nahin, lekin kareen-e-kaas
02:16 ye hai ki aapki wiladat bugh hi me hui hai, kyunki wahin par aapki parvrish hui hai. Aur
02:22 ye bugh jo hai, wo tirmzi se 6 farsakh ke faasle par tha. Aapka jo alaaka hai, bugh uska gaon
02:32 hai aur tirmzi jo shahar tha, jiski nisbat se aapko tirmzi kaha jaata hai. Is tirmzi ke
02:37 talafuz hain, zabt hain, iske zabt ke baare mein jab hum kutub uthate hain, to humein
02:42 6 tarah ka talafuz kutub mein milta hai, ki 6 logat hain is lafz ke baare mein, tirmzi
02:48 ke baare mein. Ek to logat hai, tirmzi, jo sabse mashoor logat hai, jo aaj kal bhi aam
02:53 istimaal hoti hai, raay jai, jis tarah hum log bolte hain. Tirmzi, te ke niche bhi zehir
02:58 aur meem ke niche bhi zehir, tirmzi. Doosi logat hai, tarmaz, te pe bhi zabar aur meem
03:03 pe bhi zabar. Teesi logat hai, turmuz, te pe bhi pesh aur meem pe bhi pesh. Ye 3 logat
03:09 hai, teesi logat hai, turmuz, te pe bhi zabar aur meem pe bhi zabar. Ye 5 logat hai, turmuz,
03:16 te pe bhi zabar aur meem pe bhi zabar. Ye 5 tarah ki logat hai, tumhki kutub ke andar
03:23 nazar aati hai, tirmzi ke alaake ke zabt ke hawale se. Zyada mashoor hai, wo aaj kal
03:30 tirmzi hai, isi nismah se aapko tirmzi kaha jaata hai. Ye tirmzi jo hai, maa wara an
03:35 nahar me tha, nahar arabi me kahte hai darya ko. Aur jaihoon, usse nahar e jahoon bhi kahte
03:42 hai, nahar e balkh bhi. Darya e balkh ya darya e jaihoon, bada mashoor darya. Is darya ke
03:47 uss paar ke jo alaake the unhe kaha jaata tha, maa wara an nahar. Uss paar, nahar ke,
03:52 darya ke uss paar. Darya tha, darya e jaihoon, darya e balkh. Aur aaj kal usse darya e amu
03:57 kaha jaata hai, darya e amu ke uss paar ka alaaka. So, tirmzi wahan tha, is khitte ke
04:02 bahut saare ulama aur fozalat the, jo bade mashoor hua. Maa wara an nahar ke, maa wara
04:07 an nahar ka major contribution hai ilm-e-deen ki tarweej-o-ishaat me. Aaj kal jumuria uzbekistan
04:15 me shamil hai, tirmiz. Tirmiz aur bugh jo hai, ye aaj kal jumuria uzbekistan me hai, mulki
04:20 uzbekistan, jo ab azaad riyasat hai, uska hissa hai. Imam tirmzi rahim-ul-Allah ka wisaal
04:25 bhi wahi hua. Imam tirmzi rahim-ul-Allah ke, jo ka mazaar faiz-ul-anwar hai, wo bhi wahi
04:30 maujood hai, usbukistan ke andar. Imam tirmzi rahim-ul-Allah ki, jo viladat hai, viladat
04:35 ke hawale se masadir me, ikhtilaf maujood hai, baaz ne ye likha hai, ki aapki viladat sana
04:41 doos-o-nau hijriya me hui, baaz ne ye likha hai, sana doos-o-das hijriya me hui, aur ek
04:46 qaul ye hai, ki sana doos-o-hijriya aur chand saal, bid'on wa mi'at-ayin, baaz ne istara
04:52 likha hai. Toh yaani, sana doos-o-se lekar sana doos-o-das hijriya ke darmian-darmian
04:58 me kisi saal me aapki viladat hui hai. Zyada moshoor sana doos-o-nau hijriya hai.
05:03 Wisaal-e-umarak aapka sana doos-o-anasi hijriya me hua. Sari zindagi aapne ilm-e-deen ki,
05:08 tarbeej-o-ishaat me, dars-o-tadrees me, tasneef-o-taalif me, aur waaz-o-nasihat me gudari hai.
05:14 Imam tirmzi rahim-ul-Allah, zohd me, taqwa me, wara me, ilm me, apni misal aap the.
05:21 Ek bahot bade muhaddis aur muarrikh hai, samarkand ke muhaddis the, samarkand bhi maa
05:26 nahar me hi shamil hai. Us samarkand alaake ke muhaddis bhi the, muarrikh bhi the.
05:31 Hafiz-e-Abu Saad Idreesi. Hafiz-e-Abu Saad Idreesi ne ye baat Imam Tirmzi ke baare me likhi.
05:36 Kaana yudrabu bihil masal fil hifz. Ke Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ki haafize me,
05:43 kuwate ya daasht me, aapki misal-e-di jaati thi. Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ka haafiza,
05:48 misali haafiza tha. Aur log uski misal-e-diya karte the. Aur isi tarah jo hai,
05:53 wo Umar Ibn-e-Allak aur Kashf-e-Al-Kaaf ke saath. Umar Ibn-e-Allak. Ino ne ye baat firmai
06:00 ke Imam Muhammad bin Ismail rahim-ul-Allah ka jab wisaal hua hai, to balam yukhalif
06:05 fi khurasaan misla Abi Isa fil hifzi fal ilmi wal warai. Ke jab Imam Muhammad bin Ismail
06:13 Bukhari rahim-ul-Allah ka wisaal hua, to none ne khurasaan me apne peeche ilm aur taqwa
06:18 me Imam Abu Isa Tirmzi rahim-ul-Allah se bada alim koi nahi chhoda. Yani Imam Bukhari
06:26 ke baad sabse badkar haafize me, sabse badkar ilm me, sabse badkar taqwa me khurasaan me
06:34 Imam Abu Isa Tirmzi rahim-ul-Allah the un ulama ki raye ke mutaabik. Umar Ibn-e-Allak
06:39 waqara ke mutaabik. Yani Imam Abu Isa Tirmzi rahim-ul-Allah ka aisa baland paya tha ilm
06:44 me bhi aur taqwa ke andar bhi. Ki dono cheeze aapki mashoor hai. Hum dekhte hain baad log
06:50 ilm me mashoor hota hai, lekin unka jo taqwa ka pahloo hota hai, wo hume uss tara zyada
06:54 mazboot nazar nahi aata. Aur baad log taqwa me bhot mashoor hota hai, lekin ilm ka pahloo
06:59 unka hume zyada mazboot nazar nahi aata. Lekin Imam Abu Isa Tirmzi rahim-ul-Allah un logon
07:03 me se hain, ke jinka ilm aur taqwa dono ki misaalein di jaati thi. Jinka ilm aur taqwa
07:09 dono hi mashoor tha. Dono hi apni misaal aap tha. Aur Imam Tirmzi rahim-ul-Allah aakhiri
07:16 umar me naabina ho gaye tha, to aapki naabinaai ka jo sabab hai. Us sabab baad logon ne ye
07:21 sabab beyan kiya, kasrat-e-giriya ke sabab, kasrat-e-buqa ke sabab. Aap bhot zyada rote
07:26 tha, us rone ki wajah se aakhri umar me aapki binaai chali gayi tha. Aap ye jo bhot zyada
07:32 aap rote tha, baaz ne isse bhot zyada rone ka sabab zikar kiya hai, aur baaz ne zikar
07:37 kiya. Jinnon ne zikar kiya, unnona to zikar kiya. Jinnon ne zikar kiya hai, unnona ye
07:42 zikar kiya hai, ki Imam Tirmzi rahim-ul-Allah khauf-e-khudah se rote the. To khauf-e-khudah
07:47 se ye kasrat-e-giriya tha, kasrat-e-buqa thi, jiski wajah se aapki binaai chali gayi. Yani
07:52 ye Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ka taqwa, Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ka khauf-e-khudah,
07:57 Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ka qurb-e-khudah. Aur unki apne ilm par amal ka ye aalam hai,
08:04 ki wo itni kasrat se, kyunki innama yakhsh-Allaha min 'ibad-e-hil-aulama. Quran mein farmaaya
08:10 gaya na, ki Allah se uske bandon me se ilm wale hi darte hain. Imam Tirmzi ilm wale hain,
08:15 aur apne ilm ki wajah se khauf-e-khudah rakhte the, khashiyat rakhte the, aur khauf-e-khashiyat
08:20 ki kasrat ki wajah se, aap shiddat ki wajah se kasrat se giriya karte the, jiski sabab
08:25 aapki binaai zail ho gayi. Isse ek to Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ke taqwa aur parhisgari
08:31 ka pata chala, khauf-e-khudah ka pata chala, aur doosra ye bhi isse pata chal gaya ki Imam
08:36 Tirmzi rahim-ul-Allah jo nabina hua hain, wo aakhri umar mein hua hain. Baaz logon ne
08:40 ye kaha hai, baaz kitab mein likha hai ki Imam Tirmzi rahim-ul-Allah peyda hi nabina hua
08:44 the, iss baat se unka bhi radh ho gaya, ki Imam Tirmzi rahim-ul-Allah nabina peyda nain
08:48 hua the, aur baaz ajilla, nuqad, muhaddeseen jaise Hafiz ibn-e-Kaseer, Hafiz ibn-e-Hajr
08:53 Asqalani, waghaira ne tasree kar rakhi hai ki Imam Tirmzi rahim-ul-Allah aakhri umar
08:59 mein nabina hua the. Aur balke jo hai wo Hafiz Abu Saad Idreesi, muhaddese-e-Samarkand,
09:04 maurikh-e-Samarkand, jin ka main pehle zikar kiya, unhone khud ek waqia zikar ki hai Imam
09:08 Tirmzi rahim-ul-Allah ke wale se, ki Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ne biyaan firma hai ki
09:11 main ek murtaba Makkah-e-Mukarma ke raste mein jaa. Yani safar pe jaa raha tha, raste
09:15 mein tha, to main ek sheikh jo hai, jo muhaddese the, unki main repas kuch ahadees theen,
09:21 jo juz the unmein se, jo mere paas likhe hua the. Lekin meri unse barah-e-rast mulaqat
09:25 nahi hui the. To chunke jaise purane muhaddeseen ka tariqa ye tha, ki unhe agar koi hadeesen
09:30 kisi se milti the, to wo koshish karte the, ki unki sanad aali ho jaye. Yani wo barah-e-rast
09:35 bhi us muhaddese se mulaqat karke, unki wo ahadees unhe suna le, ya unse sun le. To isili
09:41 Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ki koshish bhi yehi the. To aapko pata chala, ki wo sheikh
09:45 jin ke do juz aapke paas maujood hai, tehriri surat mein, wo bhi isi safar mein hai. Logon
09:51 se aapne pootsa, logon ne bataaya ke wo hai. To Imam Tirmzi rahim-ul-Allah unke paas chalega
09:54 hai, apne do juz lekar. Imam Tirmzi kehte, main jaa kar unse arz ke, "Hazrat, aapke do
09:58 juz mere paas the, to main chahtaun ke aap se main barah-e-rast uska sama kar loon, to
10:02 aap padhiye, taake main in do juzon mein dekh loon." Aap Imam Tirmzi kehte, "Jab main
10:06 wo do juz dekhe, to wo ghalati se khaali kaagad uthaakar main le aaya, wo do juz asli
10:12 wale the, wo uswaqat kahin mere samaan mein reh gaye, wo mujhe mile nain." Aap main sharm
10:17 ki wajah se unhe kuch keh bhi nahi sakta tha, "Hazrat, aap unho na shuru kar diya." To
10:21 main dekhta chala gaya. Khair jab unhone kaafi saari riwayaat suna diye, hadith suna diye,
10:25 to uske baad unke nazar padhi, ke kaagad to khaali hai. Khaali kaagad dekh kar unhone
10:29 Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ko daanta aur daanta hui kaha, "Kya tumhe isse sharm nahi aati,
10:34 haya nahi aati, ke tum aise kar rahe ho?" To Imam Tirmzi rahim-ul-Allah kehte, "Main
10:37 unki bargah mein uzar pesh kiya, unhe naisal waqiah bataaya, ke aise aise hua hai, lekin
10:42 aap itminan rakhiye, aapne jitni ahadi sunaiye, mainne saari yaad kar liye." Unhone ka acha
10:46 sunao, to Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ne wo saari ahadith unhe wala al-wala, lagataar suna
10:50 diye, jis tarah unhone sunaai thi. Usi tarah Imam Tirmzi rahim-ul-Allah ne repeat kar
10:54 diye. Lekin un sheikh ne, un muhaddis ne yeh kaha aage se, "Yeh toh ho sakta hai, ke
10:59 tum abhi pehle se dekh kar aaye ho, aur aakar yaad kar ke aaye ho, aur mere saamne aise
11:04 kar rahe ho." To unhone nahi maana, lekin Imam Tirmzi ne isper unki tasalli ke liye
11:08 kaha, "Ka acha theek hai aap mujhe koi aur ahadith apni sunaaiye, jo un do juzon mein
11:12 nahi, unse hatkar koi aap gharaib ahadith jo hai, jo qaleel-ul-istimaal hai, jine ke
11:17 baare mein loon ko zyada pata na ho. Aap wo mujhe sunaaiye, main wo aapko suna diye."
11:21 To Imam Tirmzi kehate hai, unhone ne mujhe apni 40 wo ahadith sunaai, jo gharaib me
11:25 shumar hoti thi. Yeh to unhone jab suna diye, to uske baad main unhe wo 40 ki 40 usi tarah
11:30 dohra diye, usi tarah repeat kar diye, jis tarah unhone sunaai thi. "Ma akhta tu feehi
11:35 harfa." Usmein ek harf ki bhi ghalati mujhe nahi hui. To yeh dekhar un muhaddis ne kaha,
11:40 "Ma raayi tu mithlak, maine tumhari misal nahi dekha." Ab isse ek to Imam Tirmzi Rahimahullah
11:47 ke haafize ka pata chala, aapki yaadash kitni mazboot thi, aapka zakira kitna mazboot tha,
11:54 aapki kuwat-e-hifz ka andaada hota hai, unhadrat-e-muhaddeseen ki ta'eed hota hai, jo kehte hai, "Ma
12:01 Tirmzi Rahimahullah naabina hua the aakhri umar mein bachpan se naabina nahi the." Tabi
12:06 to unhone wo juz likhe, tabi to unhone wo juz dekhe, tabi to unhone uska biaas dekha, uski
12:10 safaydi dekhi, tabi to yeh saara waqeeah khud batara hai, "Ma Tirmzi Rahimahullah us
12:15 waqat beena the, naabina nahi the." To aap baad main naabina hua. Ma Tirmzi Rahimahullah
12:20 ne bahose asfaar kiye, travelling aapne kiye, Khorasan to khitta aapka thaayi sayi usme
12:25 to aapne safar kiye hi kiye hain, Iraq ka bhi aapne safar kiya hai, Basra gaye hain, Baghdad
12:30 gaye hain, Kufa gaye hain, Hijaz-e-Muqaddas ka bhi aapne safar kiya hai. Aur mutaadid
12:35 asaatiza se aapne ilm aasil kiya hai, iktisab-e-faiz kiya hai, jin mein bade bade asaateen-e-ilm-o-adab
12:40 hain. Dosaus se zayad asaatiza ka aapke naam hume milta hai kutub ke andar, jin mein se
12:45 sabse mashoor Imam Muhammad bin Ismail Bukhari Rahimahullah hain. Aur Imam Bukhari Rahimahullah
12:50 se jo aapka taaluk raha hai, bahot mazboot taaluk raha hai. Imam Bukhari se aapne bahot
12:55 zyada istifadah kiya hai, uloom-e-Hadees ki hawaale se. Aur Imam Bukhari ne bhi aap se
12:59 istifadah ki, aur Imam Bukhari ne khud ye baat Imam Tirmzi se irshaad farmahi, ki man
13:04 tafatu bika aktaru mim man tafata bi. Ki maine jo tum se nafah uthaaya hai, wo usse zyada
13:11 hai jo tumne mujh se nafah uthaaya. Aani ye Imam Bukhari Rahimahullah ne Imam Tirmzi
13:16 Rahimahullah ko tribute peesh kiya. Iss se do baatein saamne aayi. Ek to Imam Tirmzi Rahimahullah
13:21 ke maqam-o-martaba ki balandi zahir hui, ki Imam Tirmzi aise Syed-ul-Hufaaz, Amir-ul-Mumineen
13:27 fil-Hadees, wo Imam Tirmzi ko ye keh rahe hain, ki maine tum se usse kahin badkar faida
13:32 uthaaya hai, jo tumne mujh se uthaaya. Haalaik Imam Tirmzi shagird hain, lekin Imam Bukhari
13:36 ustaad ho kar ye baat keh rahe hain, ki maine tum se zyada nafah uthaaya hai. Doosra se ye
13:41 bhi pata chala, ki Imam Bukhari Rahimahullah kitne kushada kalb the, aur hamaare Aslaaf
13:45 ka kya tariqa tha, tashjii ka, encourage karne ka, appreciate karne ka, ki wo kis tarah
13:50 apne talamza ki hausla afzai karte the, aur kis tarah unhe motivate karte the. Ki wo kushada
13:55 kalbi se unhe tarif firmai, aur tashjii ki hausla afzai firmai. Imam Bukhari Rahimahullah
14:01 ke waale se bhi hum Sarma-e-Aslaaf ki episode number 15 kar chukki hain, jo hazrat Imam Bukhari
14:06 ke waale se dekhna chahein, tafseelat malum karna chahein, toh hamaare Sarma-e-Aslaaf ki
14:11 ep 15 ko dekhein. Imam Bukhari Rahimahullah ki lawa, Imam Qutaiba bin Saeed Rahimahullah,
14:16 jo khud Imam Bukhari ke bhi ustaad hain, Imam Tirmzi Rahimahullah ki ustaad hain. Isi tarah
14:20 Imam Tirmzi Rahimahullah ke asadiza ke andar Muhammad bin Bashar Bundar ka tazkira hume
14:25 milta hai. Aur bhi kayi asadiza ka tazkira aapke andar hai, doosro se zayad asadiza ka
14:29 tazkira milta hai. Lekin yahan yeh bata doon ke baad log Imam Ahmad bin Hambal Rahimahullah
14:33 aur Imam Ishaq Ibn Rahway Rahimahullah ko aapka barahirast ustaad karar de deti hain. Yeh
14:37 baad durst nahin hai. Baaz kitabon bhi likhi hai lekin theek nahin hai. Khud Imam Tirmzi
14:41 ki koi aisi riwayat maujood nahin jo aapne barahirast Imam Ahmad bin Hambal ya Imam
14:45 Ishaq Ibn Rahway se li ho. Walake khud aapne Jami Tirmzi mein jahan guftagu farahi hai
14:49 usme toh aapne bakaida raavi bata diye hain ke aapne in se jo riwayat liyi hain Imam
14:53 Ahmad bin Hambal aur Imam Ishaq Ibn Rahway Rahimahullah se. Toh yeh aapne riwayat liyi
14:59 hain Ishaq Ibn Mansoor se. Yani Imam Ishaq Ibn Mansoor ke waaste se Imam Bukhari Imam
15:03 Ahmad bin Hambal ke shagird hain ya Ishaq Ibn Rahway ke shagird hain. Barahirast Imam
15:07 Ahmad bin Hambal ke shagird nahin. Barahirast Imam Ishaq Ibn Rahway Rahimahullah ke shagird
15:11 nahin. Imam Tirmzi Rahimahullah ki talamza ki taraf jo hum dekhte hain toh talamza ki
15:15 taazat bhi humne nazar aati hai. Tees se zayad talamza ka zikr naam ma naam hume kutub
15:21 milta hai. Imam Tirmzi Rahimahullah ke talamza. Yani dars o tadrees bhi firmaaya hain aur
15:25 aap se jo ahadees aage riwayat ki hain unhone bhi ummat ke ek tabqe ne aapse istifada firmaaya
15:29 hain. Tasneef o taalif ko bhi aapne batore tool istimal kiya hai. Isme bhi aapke major
15:33 contribution hai. Bahut shandaar kitabin aapne chhodi hain ummat ki rahanmahi ke liye.
15:37 In kitabon ki wajah se aapka naam aaj tak baaki hain. Un kitabon me se jo matbuah kitabin
15:42 hain. Paanch matbuah kitabin unke zikr main intihai ikhtisar ke saath kar deta hun. Ek
15:46 kitab aapne sahaba e karam ari muridawan ke baare mein likhi hai. Tasmiyatu ashabi rasool
15:51 Allah sallallahu alaihi wa sallamah. Aur isse ikhtisaran asmaa us sahaba bhi kaha jaata hain.
15:55 Yeh kitab matbuah hai, published hai. Isme 728 sahaba e karam ari muridawan ka tazkara
16:01 maujood hai. Published kitab ke andar. Doosri aapki yeh kitab hai Ashshamaailul muhammadiyah
16:06 ke naam se. Bahut shandaar kitab. Isse ikhtisaran shamaail e Tirmzi bhi kaha jaata hain aur
16:10 shamaail e nabi sallallahu alaihi wa sallamah bhi kaha jaata hain. Huzoor jaane aalam sallallahu
16:14 ta'ala alaihi wa sallamah ke khalki aur khulki ausaaf ke baare mein yeh kitab ta'alif
16:19 farmahi hai aapne. Ki kis tarah huzoor jaane aalam sallallahu ta'ala alaihi wa sallamah
16:23 ki aadaat kya thi, aapka sarapa kaisa tha. Pachpan abwab aapne kaim farmahi hai. Pachpan
16:29 abwab kaim farmahi hai ki aapne kitab ta'alif farmahi. Shamaail durs lazeen ki zabar ke
16:33 saath hai. Logh ghalat wo pe shamaail shamail kahte rehte hai. Bahut shandaar kitab Ashshamaail
16:37 ul muhammadiyah ke naam se bhi chhapi hai. Aur baazne isse shamaail ul nabi sallallahu
16:41 ta'ala alaihi wa sallamah ke naam se bhi chhapi hai. Aur baazne isse shamaail ul muhammadiyah
16:45 wal khasail ul mustafaviyah ke naam se bhi chhapi hai. Chaliz se zayad shuru hume iski
16:49 nazar aati hai jo ulama ne likhi hai. Ulama ne ispe bada kaam ki hai. Allama Suti rahi
16:53 maulana ne ispe shara likhi hai. Mulla Ali Qari rahi maulana ne ispe shara likhi hai.
16:57 Allama Meerak Shah rahi maulana ne ispe shara likhi hai. Allama Munawi rahi maulana ne
17:00 ispe shara likhi hai. Allama Ibrahim Bajuri rahi maulana ne ispe shara likhi hai. Pher
17:04 aapki intihai shandaar kitab jo hai Al-Jame Tirmizi ke naam se moshoor hai. Isse bhi log
17:09 galataur pe jamea jamea kehte rehti hai. Jamea nahi hai, yeh jamea hai. Meme ke neeche
17:14 zehir aur aayin jo hai, woh saakin. To yeh Jame Tirmizi jiska asal naam hai. Al-Jame
17:18 ul muqtasaru minas sunani an rasoolillahi sallallahu li wa sallamah. Amarifatis sahihi
17:24 wal ma'aluli wa ma'alaihil amal. Yeh iska poora naam hai. Aur ichtisaran isse Jame
17:29 Tirmizi kaha jaate hai aur Sunan Tirmizi bhi kaha jaate hai. Kutub-e-Sitah ke andar yeh
17:34 shamil hai. Isme takreeban 4000 ahadees maujood hai. Shandaar kitab hai. Is kitab ko deegar
17:39 kitabon par bahot saare edges hasil hai. Edges hai, iske bahot saare advantages hai. Yani
17:43 is kitab ke andar Imam Tirmizi rahi maulana jo madahib-e-fiqhiyah ke bayan ka iltizam
17:48 farmate hai. Deegar kutub ke andar aapko is tara nadar nahi aayega. Aur bhi iske bahot
17:53 saare fawaid hai. Baaz ne kaha 40 ilm aur baaz ne kaha ke 30 uloom-e-hadees. 30 anawaay
17:58 uloom-e-hadees ke hawaale se yeh kitab aisi hai. Fihi ma laisa fi ghairihi. Jo isme hai
18:04 wo iske ghair mein nahi. Ispe bhi ulama ne bahot kaam kiya hai. Iske bhi bahot umdah
18:08 shuru likhi gayi hai. Chand ek main ichtisar ke saad naam se kar kar deta hoon. Ek Allah
18:12 Qadi bin Rabi Maliki rahi maulana ki aaridatul ahwazi hai. Allama Ibn Sayyid-e-Nas ki
18:16 an-nafsh-shazi hai. Isi tarah Allama Jadud-e-Siyuti rahi maulana ki qutul muqtazi. Muqtazi
18:22 kehte hai ghiza lene wala aur qut kehte hai ghiza ko. Isper bahot se ulama ne kaam kiya
18:28 hai. Muqtasaraat bhi bahot saar likhi gaya hai. Iske hawaale se teen kitabon ka batore
18:31 khaat zikar karunga. Jiska mutala zaroor karna chahiye. Ek Sheikh Nooruddin Ittur Rahim
18:35 Allah ki kitab hai. Al-imam-ud-tirmizi wal-mawadana baina jamihi wa baina sahihaan. Bahot shandaar
18:40 kitab. Umdah andaaz mein kalam firmaaya hai. Dusi kitab hai. Doktor Adab Mahmood Hamsh
18:45 ki. Woh hai al-imam-ud-tirmizi wa man hajuhu fi kitab-e-hil-jami. Bahot shandaar kitab.
18:52 Laike mutala hai. Isi tarah is kitab pe fiqh-e-hanafi ke hawaale se kaam kiya gaya. Latest yeh
18:56 kitab chhapi hai. Al-jami-ud-tirmizi wal-madhab-ul-hanafi. Is naam se. Bahot shandaar kitab hai. Madhab-e-hanafi
19:01 aur jami-ud-tirmizi ka jo link hai. Is kitab ke indar zikar kiya gaya. Jahan jaan imam-ud-tirmizi
19:05 ne mazaahib beyan kiya hai. Toh wahan wahan ahnaaf ki, Hanafiya ki kutub se, ummahaat
19:10 kutub se, ummaasaail zikar kar ke Hanafiya ke mawkif ko waadi kar diya gaya. Aur ek kitab
19:15 aapki aakhri jeh hai, woh al-ilal. Ilal ke naam se do kitab hai. Ek al-ilal-us-sagheer
19:19 kehlaati hai. Ek al-ilal-ul-kabeer kehlaati hai. Jo al-ilal-ul-kabeer aapki kitab hai,
19:23 yeh kitab asal haalat me toh maujood nahi lekin, qazi Abu Talib Mahmood bin Ali Shafi'i ki
19:28 tarteep ke saa jo kitab hai, yeh chhapi hui hain. Aam-dastiyab hai se, al-ilal-ul-kabeer
19:32 bhi kaha jaata hai, ilal-ul-tirmzi-al-kabeer bhi kaha jaata hai, aur al-ilal-ul-mufrad
19:36 bhi kaha jaata hai. Doosri al-ilal hai, usi al-ilal-us-sagheer kaha jaata hai, yeh jam-e-tirmzi
19:40 ke aakhir me lagi hui hai. Alak se bhi chhapi hai, aur aakhir me bhi lagi hui hai. Allama
19:44 bin Rajab Hamli Rahimullah ne iski sharah likhi hai, shar-ul-ilal-ul-tirmzi ke naam se
19:47 bohot shandaar sharah hai, laayik-e-mutaala hai. Allah tabarak wa ta'ala Imam Tirmzi
19:51 Rahimullah ke darajaat baland farmaye, hame unke fooz-o-barakaat se hazze waafir ata
19:56 farmaye, wa aakhir-udabana anil hamdu lillahi rabbil 'aalameen.
19:59 Al-Fatiha.
20:00 Al-Fatiha.
20:01 [BLANK_AUDIO]

Recommended