ARY News 9 PM Headlines | 13th August 2024 | Prime Time Headlines
#petroldieselprice #14thaugustcelebration #pmlngovt #headlines
Former DG ISI Faiz Hameed to face trial by court-martial
Israel PM and defence minister clash over Gaza hostage deal
PM Shehbaz condemns attack on DC Panjgur
Heat killed nearly 50,000 in Europe in 2023: study
seven-year-old girl found dead in Gilgit
Hafiz Naeem warns of another sit-in if govt violates agreement
‘Faiz Hameed was interfering in political matters even after retirement’
PTI and its founder will now get on back foot: Faisal Vawda
Major reshuffle in Punjab bureaucracy
Petrol price to see another massive decrease
NAB withdraws PSO appointment reference against ex-PM, others
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Former DG ISI Faiz Hameed to face trial by court-martial
Israel PM and defence minister clash over Gaza hostage deal
PM Shehbaz condemns attack on DC Panjgur
Heat killed nearly 50,000 in Europe in 2023: study
seven-year-old girl found dead in Gilgit
Hafiz Naeem warns of another sit-in if govt violates agreement
‘Faiz Hameed was interfering in political matters even after retirement’
PTI and its founder will now get on back foot: Faisal Vawda
Major reshuffle in Punjab bureaucracy
Petrol price to see another massive decrease
NAB withdraws PSO appointment reference against ex-PM, others
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Arshad Nadeem ki kamrani, Qaum ne ki kadardani, Fakhr-e-Pakistan, aaj bane hain Wazir-e-Azam
00:09ke mehman.
00:10PM House me Arshad Nadeem ki azaaz mein ishaya, Olympics gold medalist khususi tayyare mein,
00:15Ahle Khana ke saath Islamabad pounche.
00:18Wifaqi Waziroon ne istagbaal kiya, Arshad Nadeem ko estate protocol me hotel laaya gaya,
00:23jaha Amla Qaumi hero ke istagbaal ke liye maujood tha.
00:25Wazir-e-Azam ke khususi hidayat par Arshad Nadeem ko estate guest ka darja diya gaya.
00:30Wazir-e-Azam ne Qaumi hero ko khiraj-e-tahseen pesh karte hui kaha, Arshad ne din raat mehnat
00:35ki, himmat nahi haari, jashn-e-azadi ki khushi dubaala kar di.
00:40Arshad Nadeem bhi khush, kaha, jahan bhi gaya Qaum ne sar aankhon par bithaya.
00:44Yaum-e-Azadi ki marqazi takreeb me Wazir-e-Azam Shahbaz Shareef aur Arshad Nadeem milkar
00:50parcham kushai karenge.
00:55Wazir-e-Ala Punjab, Mariam Nawaz ki Olympic gold medalist Arshad Nadeem ke ghar aamad,
01:03Arshad Nadeem ki waleda ko gale lagaya, shandaar kaamiyaabi par mubarak baat di, gold medalist
01:09athlete ko 10 crore rupaih ka cheque aur gari ka tohfa diya.
01:13Wazir-e-Ala Punjab ki jaanab se di gayi gari ka number PAK 92.97 hai.
01:19Wazir-e-Ala Punjab ka Arshad Nadeem ke gaon me gas, sewage nizam aur sarken banane ka
01:24ailaan.
01:25Yaadgaar mauke par kaha, Arshad Nadeem ne qaum ko bemisaal khushi di hai, Mariam Nawaz
01:30ne Arshad Nadeem ke coach ko bhi 50 lakh ka cheque diya.
01:36Islamabad me opposition jamaaton ki koofiya baithak footage saamne aagayi.
01:40Mushtarka platform par hukumat ke qilaag tahreek chalane par ittifaq.
01:43Sabik Wazir Muhammad Ali Durrani ki bulai baithak me, Chairman PTI Barrister Gauhar,
01:48DUI Sarbara Maulana Fazur Rehman, Pakhtunkhwa Milli Party ke Sarbara Mehmood Achakzai, Asad
01:54Umar, Umar Ayub, Shibli Faraz, Maulana Abdul Ghafoor Haidri, Barrister Saif aur Jamaat-e-Islami
02:00ke ameer-ul-azim shariq hua.
02:01Zaraay ne bataya, mulaqat me ittifaq kiya gaya ki ek mushtarka opposition ilaag bana
02:06kar hukumat ke qilaag tahreek chalayegi.
02:08Bani PTI samit deegar siyasi qaidiyon ki rehai ke liye jadd-o-jahad ki jayegi.
02:12Aane wale dino me in jamaaton ki mazeed mulaqaton me alliance ka naam aur deegar muamlaat
02:17final kiye jaane ka imkaan hai.
02:24Shand judgeon aur journalon ne ek anari mulaq par musallat kiya, ek ka naam kal TV par
02:36nashar hota raha.
02:37Rifaqi Wazeer Ahsan Iqbal ka takreeb se khitab kaha, shayad in logon ne beevi bachon ke asar
02:42me dimaag par taale daal liye.
02:44Aitmi taqat ki tabiyan aise shaks ko deen jisne kabhi UC nahi chalayi.
02:49CPAC jaise mansoobe ka kabara kar diya gaya, maishat crash kar gayi.
02:53Aaj tak mehngi bijli aur mehngai bhugat rahe hain.
03:00500 arab arbaig ki saal ki bijli chori hoti aur yeh saari mili bhagat hai bilkul.
03:05Kis tariqe se bilon me hira phiri ki jaati hai, kis tariqe se ek ka bil doosre me daal diya
03:10jaata hai aur khaana phuri ki jaati hai, yeh aapke liye sabse bada challenge hoga.
03:17Har saal 500 arab ki bijli chori hoti hai, bilon me hira phiri ki jaati hai, yeh saab
03:21mili bhagat se hota hai.
03:23Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka Bijli ki takseem kaar companies ke chairman aur board arkaan
03:27se khitab, bole bijli ka gardishi karza 2300 arab tak pahunj gaya, kya karz ke bhaari bharkam
03:33boj ke saath mult chal sakte hain?
03:35Mulki jadon ko khokla karne wale nizam ko milkar badalna hoga.
03:39Hukumat, SIFC aur tamam idaare bijli ki keemton ko kam karne ke liye masroob hain.
03:44Kabina Ijlaas me izhara khayal karte hui kaha, sanat aur tijara zaraat ko parogh dena
03:49hai to pehdawari lagat pe kam hi lana hogi.
03:51Aur bijli ki keemat ka bada khirdaar.
03:54Power division ki mehnat ka qaum ko fayda pohnchega.
03:59Pakistan ne apne darwaze duniya ke liye khol diye.
04:02Ghair mulki sayyahon ke liye Pakistan aamad mazeed aasaan.
04:05126 mulko se Pakistan aane wale sayyahon ke liye visa fees khatam kar di gayi.
04:10Wifaqi Wazir-e-Tilat Atta Tarar ka kehna hai, Khaliji mulko ki rehaishi sirf passport
04:15lekar Pakistan aayenge to fori visa jari kar diya jaayega.
04:19E-visa policy bhi mutarif kar wahi hai, yeh aaj raat se naafiz ul aamal hogi.
04:24Sayyahon ki security ke liye behtireen intizamat kar rahe hain.
04:34Kyaum-e-azadi ki chand raas, shahar shahar tayyariya, imaarte sabz roshniyon me dhaa gayi.
04:39Teen ghante baad mulghar me jashan ka aagaz hoga.
04:42Khaumi, Parcham, Jhandi aur Bajaj ki paro khurus par pahunch gayi.
04:45Bachhe, bade, sab azadi ke 77 saal bharpoor andaas me manaayenge.
04:49Ghar sajha diye, paude bhi lagaayenge.
04:52Is jashn-e-azadi me shehriyon ka mulk ko sarsabz banane ka mission.
04:56Shahar shahar shajar kaari mohim jari, log jashan manane ke samaan ke saath paude bhi kareed rahe hain.
05:0214 August par ARY News ka hum marzino ke liye peghaam,
05:05Tarak lagaayen, mulk sarsabz banaayen, Green Pakistan mohim ka hissa banein.
05:13Pakistan ki tariq ka sabse bada firework karne jaare hain.
05:18Arshad Nadeem 14 August ko Governor House me awaam ke darmian honge.
05:23Aur iske saath saath Atif Aslam hain.
05:26Woh Alhamdulillah humare paas kal yahaan perform karenge.
05:30Governor House me aaj raat se hoga azadi ka jashan.
05:34Raat baara bache hi aatish bazi ka shandaar muzahira hoga.
05:38Governor Singh Kamran Tissori ka kehna hain.
05:40Kal aazadi festival me Atif Aslam samein deegar fankaar perform karenge.
05:44Pehli baat jashan-e-aazadi ke mauke par Atif Aslam sirf awaam ke liye perform karenge.
05:49Humne sirf awaam ke liye yeh sab kiya.
05:52Security khadishat ke baa wajood yeh ihtimam kiya.
05:55Gold Medalist Arshad Nadeem bhi kal khususi daawat par Governor House aayenge.
05:59Governor House ke tamaam darwaze khule honge.
06:025 lakh afraad ki shirkat mutabaqay hain.
06:06Yeh aazadi hume kurbaniya de kar mili hain.
06:09Ismulk ko aazad rakhne ke liye aaj bhi jawan jaanon ka nazrana de rahe hain.
06:13Qaum-e-aazadi par Shodha ke aile khana ka paigam kaha.
06:16Aaj agar hum khuli fiza mein saans le rahe hain.
06:19Toh ismein bahot bada kirdaar un jawanon ka hain.
06:21Jo saradon par hamari khatir apne gharon se door hain.
06:24Aqliyati baradri ne paigam mein kaha.
06:26Pakistan wo neemat hain.
06:28Jismein har rangon nasal aur mazab ke log ek guldaste ki tarah reh rahe hain.
06:32Aaj mulk ko fitnal khawarij ka saamna hain.
06:34Aqliyati baradri afwaje Pakistan ke shaana bashaana khari hain.
06:38Talba ne paigam diya Allama Iqbal ke khaab ki tabir aur Qaid-e-Azam ke azam ki takmeel ka naam Pakistan hain.
06:44Paak pojh ke jabaro ne is watan ki mitti ke liye laazawaal kurbaniya diye hain.
06:48Hume aazadi ki qadar karni chahiye.
06:58Yawm-e-aazadi par Pakistan Military Academy Kakul mein aazadi night parade aaj hogi.
07:03Army Chief General Syed Asim Munir mehman-e-khususi honge.
07:06Carats makhsoos andaaz mein drill parade ka shaandaar muzahira karenge.
07:10Madar-e-watan ke shohada ko khiraj-e-aqeedat peshkiya jaayega.
07:13Yeh takreeb is haqiqat ka walehana izhaar hogi ki Paakistani qaum zinda dil qaum hain.
07:22Qaum ko jashn-e-aazadi par tofa milne ka imkaan petroleum masnawaat ki keemto mein aaj raat se kabhi hogi.
07:28Petrol ki fee litre keemat 11 rupay tak kaam ho sakti hain.
07:32Zaraay ke mutaabik diesel ki keemat mein 7 rupay tak kaam hi ka imkaan hain.
07:42Bharat mein juhri taapkaar mawaad ki ghair qaanooni farookh par Pakistan ka izhaar-e-tashreesh.
07:46Tarjuman daftar-e-khaarija ka kehna hain.
07:49Intihai taapkaar aur zehreela maada ek gang ke qabze mein paya gaya.
07:53Mawaad ki maaliyat 100 million dollar hain.
07:562021 mein bhi bharat mein taapkaari mawaad ki chori ke 3 waqiat report hua the.
08:00Waqiat Nahi Delhi ki taraf se kiye gaye haifazati ikdamaat par sawaliya nishan hain.
08:05Bharat mein hassas mawaad ka ghalat haaton mein jaana khatarnak hain.
08:09Waqiat ki mukam hain.
08:10Saabe ka aisa achieve phai.
08:12Sameet ke khilaf idara karwai kar raha hain.
08:14Report aayegi to sab cheeze saamne aaj aayengi.
08:16Sindh ke senior wazir Sh. Jiriram Memon kahte hain.
08:19Sadr Asif Zardari aur Bilawal Bhutto ne Bijli ke bilo ka muaamla Bipak se utha diya hain.
08:24Umeed hain bahut jalad awaam ko khushqabri milegi.
08:34Muslim League Noon aur People's Party ikhtiyaraat par naag band kar baith jaate hain.
08:38Hafiz Naeem ur Rehman kahte hain, hukmarano ko ayyashiyon ke liye maraat hasil hain.
08:42Awaam par taxon ka boj, Bijli aur gas ke bil mehngi, petrol par levy lagi hain.
08:48FBR ko NAB jaisi taqat de rahe hain, isse baramdaat mutasir hongi.
08:52Awaam se waada hai, hukumat se muaahede par amal zarur karwaayenge.
08:56Hafiz Naeem ur Rehman ka solo flight ka ayalaan bole, aayinda kisi siyasi alliance ka hisa nahi banenge.
09:02MQM ko Karachi walon ne mustarad kiya, unhe zabardasti musallat kiya gaya.
09:16Bijli below way relief ke liye Wazir Allah Punjab ke hum faisle.
09:20Punjab bhar mein 100 unit tak protected sarfeen ko solar home solution param kiya jaayega.
09:25Kabina Ijlaas mein Mariam Nawaz ne kaha, aayinda 2 maa mein awaam ko Bijli ke bilon me relief dene ke liye,
09:31ek aur bahot bada project la rahe hain.
09:33Ijlaas mein Chief Minister, Roshan Gharana Programme, Apna ghar apni chhat ke model ki manzoori.
09:39Shehar mein 5 barle aur dehaat mein 10 barle tak plot par ghar banane ke liye 15 lakh rupey milenge.
09:50Pakistan mein internet service mutaqsir, sarfeen ke shikayat,
09:55kahi roz se online karobar karne walon ko bhi mushkilat,
09:58WhatsApp par rabita bhi mushkil ho gaya, online kharidari mein bhi rukawat,
10:03internet service provider se shikayat karen toh kehte hain hamari taraf se sab theek hai.
10:09Sarkari aur awaami muqamat par sign boards aur ishtaharaat lagane ka case,
10:14Supreme Court ke ahkamat par amal dharamat na karne par Sindh High Court Mayor Karachi Murtaza Wahab par barham.
10:19KMC, KDA aur zeegar ko shehar bhar se sign boards utane ka hukum,
10:23Adalati ahkamat par amal dharamat karke report pesh karne ki hidayat remarks diye,
10:274 hafton mein amal dharamat na kiya gaya toh Mayor Karachi, DGKD,
10:33aur deegar ke khilaf tauhin-e-adalat ki karwai ki jayegi.
10:36Adalat ka ghair kaanuni sign boards lagane walon ke khilaf muqadmat darj karane ka hukum.
10:48Punjab mein monsoon baarishon ka naiya isfail,
10:51kal shaam aur Balochistan mein 15 August se shuru hoga.
10:54Baarishon ka salsila 18 August tak jaari rehne ka imkaan hai.
10:57Quetta, Punjab, Punjab, Punjab, Punjab, Punjab, Punjab, Punjab,
11:02Quetta, Khuzdar, Qalat, Masnoong aur deegar shehro mein moonsaladhaar baarish ki tawakko.
11:07Karachi mein 16-19 August ta kandhi aur garak chamak ke saath baarish ka imkaan.
11:12Agle teen roz mein Karachi mein moonsaladhaar baarish aur boondabandi ho sakti hai.
11:19Karachi bai PP Rehraba, Dr. Asim ki ahalya, Dr. Samreen ki gadi par Aurangi town bhi firing.
11:24Dr. Samreen mehfooj rahi.
11:26SSP West kehte hai, Dr. Samreen Girls College ki takreer mein shirkat ke baad wapas jaa rahi thi,
11:30qawamla street crime ka nahi, kehkikat kar rahe hain.
11:36Islamabad High Court ne Azhar Mashwani ke bhaiyon ki waziyabi ke liye dair darkhas par tehreeri hukumnama jaari kar diya.
11:42Secretary Dakhla, Secretary Diffa, IG Islamabad aur DGFIA ko tauheen-e-adalat ka show cause notice.
11:49Hukumnama mein kaha gaya, fariqain 15 August ko zaati haisiyat mein adalat mein pesh hoon aur batayen
11:54ke unke khilaf kyun tauheen-e-adalat ki kaarrawayi shuru na ki jaye.
11:58Assistant Attorney General, Law Officer, Wizaarat-e-Diffa aur Law Officer, Islamabad Police pesh hui.
12:04Teeno ne yaksan jawab diya ke unhe maghreeyon ke hawale se ilm nahi.
12:08Fariqain ne aisa koi suboot nahi diya jis se zahir ho maghreeyon ki waziyabi ki koshish ki gayi.
12:13Baadi-un-nazar mein yeh adalati ahkaamat ki sarihan khilaf farzi hai.
12:22Iran ne Israel ke qalaab jawabi kaarwayi rokne ke maghrebi butaalbaat mustarad kar diye.
12:27Tarjumaan Irani Wizaarat-e-Kharjah Nasir Kanani ka kehna hai hairat hai.
12:31Birtaniya, France, Germany ne sahooni jaraim par koi aitraaz nahi kiya.
12:35Maghrebi mulko ka mutaalba bainal-aqwami kanoon ke usoolo aur qawabat ke khawait ke khilaf hai.
12:40Paris, Berlin aur London se kehte hain Israeli jahariyat ke qalaab bhi baat karein.
12:44Isse pehle Birtanvi Wazir-e-Azam ne Irani sadas-e-telephone par guftagu ki.
12:48Kirstambar ne kaha, jang kisi ke bhi fayde mein nahi hai.
12:52Iran, Israel par hamle ka irada tark karein.
12:57Israeli forces ki Khan Yunus ke mashriq-e-Iraqon mein bombari, 10 Falestini shaheed.
13:02Sheikh Rodan mein gharon par bomb giraaye gaye, poora alaqa laraz uthaat.
13:06Israeli tayyarun ka al-Maghazi camp par bhi hamlaat.
13:0924 ghanto mein mazeed 32 Falestini shaheed, 9 zakhmi.
13:137 Oktobar ke baad ab tak 29,929 Falestini shaheed ho chuke.
13:18Falestini Sadr Mehmood Abbas ki Mosko me Rusi Sadr Putin se mulaqat.
13:22Sadr Putin ne kaha, Ameri ki dabaw ki wajah se Aqaam-e-Mutahita,
13:26Falestin ko azaad riyaasat taseem karne mein nakaam hai.
13:36Ukraine ne Makribi-Rus mein 28 muqamat par kabza kar liya.
13:39Ukraini commander ka kehna hai, Kursik mein 1000 sq km andar tak daakhil ho gaye.
13:44Rusi Fauj ka Ukraine ke saath hum log ko nakaam banane ka daawa.
13:48Rusi Bazaar-te-Defah ka kehna hai, 24 ghante mein 200 se zyada Ukraini Fauji halaak hua.
13:52Aur 31 bakhtar band gaadiyon ko tabah kar diya gaya.
14:18Bangladesh ki hukumat ke mustaqmil ka faisla Bangladesh ki awaam ko hi karna chahiye.
14:2319th July ko Dhaka mein police ki firing se shehri ki halaakat ka muqaddimah,
14:27Sheikh Hasina Wajid ke khilaf darj kar diya gaya.
14:30Najm-ul-Hassan Shanto ki qiyadat mein Bangladesh cricket team Pakistan pohosh gayi.
14:35Pehla test 21st August se Rawalpindi mein khela jaayega.
14:38Doosra test 30th August se Karachi mein schedule hai.
14:41Pakistan Shaheenz ne Bangladesh ko daboosh liya.
14:44Chaar Roza match ke pehle din mehman team sirf 122 par dher ho gayi.
14:48Mehmood-ul-Hassan Pensa front bana kar namaya rahe.
14:51Australia, Bharat aur New Zealand ki tarah home ground ko apna khila banana chahate hain.
14:55Test team ke kaptaan Shaan Masood ki PCB podcast mein guftagu.
14:58Kaha azeem teamon ka dressing room culture bhi unki kamyabi ka baayaz banta hai.
15:02Comedy Red Ball ko Jason Glipsy bole.
15:04Barone mul khelne se khiladiyon ko maali faida hota hai.
15:07Betar cricketer banne ka bhi mauka milta hai.