Ek darzi kai din se dukaan par akela baitha tha… Na koi grahak, na rozgar. Phir usne Allah se dua ki, aur har raat Surah Waqia ka wazifa shuru kar diya.
Kuch hi dino mein gher sochi rehmat barasne lagi. Allah jab dena chahta hai to sab kuch aasaan ho jata hai.