Ek ghareeb beta apni beemar maa ko le kar sarkari hospital jaata hai, lekin raat ke waqt doctor farz se mooh modh kar aaram kar raha hota hai. Maa ki halat kharab hoti jaati hai, aur doctor ke aane se pehle hi maa is duniya se chali jaati hai. Beta sirf ek hi baat kehta hai: "Kash log apna kaam imandari se karte, to kisi bete ke samne uski maa na marti..." Yeh kahani sirf ek kahani nahi, ek sachai hai jo har roz kisi na kisi ke saath hoti hai. Is video ko dekhiye, sochiye, aur share kijiye taki har koi apne farz ko samjhe.