Eid ul Adha par ek ghar me qurbani hoti hai. Ghar ki malkin apne nokar se kehti hai ke acha acha gosht freezer me rakh do, aur bacha khucha dosron ko de do. Lekin malkin ke devar (husband ke bhai) yeh baat sun lete hain, aur apne bhai ko samjhate hain ke rab gosht ka wazan nahi, niyyat ka wazan dekhta hai. Phir bhai sab sara gosht barabar mix karke logon me baant dete hain. Yeh choti si kahani ek gehri baat samjhati hai: Allah humare iradon aur dilon ko dekhta hai, na ke sirf zahiri amal ko.
✨ Zaroor dekhiye aur share kijiye agar yeh kahani aapko pasand aaye. 🎙️ Voice-over & Concept by Ayad 📺 Subscribe for more meaningful short stories in Urdu!