Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
"Mohabbat-e-Rabb | Mufti Mohammad Ahsen Naveed Niazi | 28 March 2025
ARY Digital
Follow
3/27/2025
"Mohabbat-e-Rabb | Mufti Mohammad Ahsen Naveed Niazi | 28 March 2025
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
As-salāmu ʿalaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.
00:07
Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:09
Alhamdulillāhi fil-ardhi wa-ssamā'u wa-salātu wa-salāmu alā
00:13
karamil-quramā wa-alā ālihi wa-sahbihi wa-l-ayammati wa-l-'ulamā.
00:17
Amma ba'ad fa-awwudu billāhi mina sh-shayṭāni r-rajīm.
00:20
Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:22
Walladhīna āmanū ashadduhu hubbal lillāhi.
00:25
Sadaqallāhu mawlānā l-'alīyil-'azīm.
00:27
Wa nahnu ʿalā dhālikā lamina sh-shāhidīn.
00:30
Qāl Allāhu tawāraka wa-taʿalā fī shā'n-e-ḥabībihi mukhbiran wa-āmirā.
00:34
Inna Allāha wa-malā'ikatahu yusallūna ʿalāl-nabī.
00:38
Yā ayyuhal-ladhīna āmanū sallu ʿalayhi wa-sallimū taslīmā.
00:42
Allāhumma salli ʿalā Sayyidinā wa-mawlānā Muḥammadin
00:45
maʿādinil-jūdhi wa-l-karam wa ʿalā ālihi wa-sahbihi wa-bārik wa-sallim.
00:50
Allāhu rabbul-'ālamīn, Jalla wa-'alā,
00:52
ne Qur'ān-e-Majeed, Furqān-e-Hameed, Qur'ān-e-Rashid
00:54
me rishāt formāyā.
00:55
Aur wo jo īmān wāli hain,
00:57
wo sabse badkar Allāh se mahabbat karte hain.
01:01
Allāhu rabbul-'ālamīn se mahabbat karnā
01:04
hamāre īmān ka taqādah hain.
01:06
Allāh hamāra khālik hain, hamāra mālik hain, hamāra rāzik hain,
01:10
hamāra maqsūd hain, hamāra matlūb hain,
01:13
hamāra mahbūb-e-haqīqi hain.
01:15
Wo iss baat ka sabse badkar mustahik hain
01:18
ki sabse badkar mahabbat ki jaye.
01:21
Jab insaan kisi se mahabbat karta hain
01:24
toh uss mahabbat ke kuch asbaab hote hain.
01:26
Teen bunyādi asbaab hain,
01:28
three reasons hain kisi se bhi
01:30
piyaar karne ki, mahabbat karne ki.
01:32
Ek sabab hain jamāl, husn-o-jamāl.
01:35
Doosra sabab hain kamāl.
01:37
Teesra sabab hain jūd-o-nawāl,
01:39
yaani sakhāwat karnā.
01:41
Toh ab ham in teeno paimāno par dekhe hain
01:43
toh Allāh ta'bārak wa ta'alā
01:45
in teeno paimāno ke mutābik
01:47
sabse badkar iss baat ka mustahik hain
01:49
ki Allāh se sabse badkar mahabbat ki jaye.
01:52
Ab husn-o-jamāl ko dekhe hain
01:54
toh Huzur jān-e-ālam sallallāhu ta'alā
01:56
alayhi wa alihi wa sallamā ne irshād farmāyā
01:58
inna Allāha jameel, yuhibbul jamāl.
02:01
Beshak Allāh jameel hain
02:03
aur jamāl se mahabbat farmātā hain,
02:05
jamāl ko pasand farmātā hain.
02:07
Balke iss kāināt mein,
02:09
iss ālam-e-rang-o-bū mein
02:11
jisne bhi husn-o-jamāl ke jalwain hain
02:13
wo sab Allāh rabbul-'ālamīn
02:15
ta'bārak wa ta'alā hi ke jalwain hain
02:17
wo Allāh hi ki tajalliyāt hain
02:19
yeh bahr-o-barr, yeh khushk-o-tarr,
02:21
yeh zameen-o-falak,
02:23
yeh samāk-o-samak
02:25
yeh sab gawāhi de rahein hain
02:27
Allāh ta'bārak wa ta'alā ki takhliq ki
02:29
aur Allāh ta'bārak wa ta'alā ke jamāl ki.
02:31
Wo kitna jameel hoga
02:33
jisne inn sab husn-o-jamāl wāli ashiyā ko
02:37
inn haseen ashiyā ko takhliq firmāyā hain
02:39
to yeh jo jamāliyāt hain
02:41
aesthetics hain
02:43
inn jamāliyāt ki takhliq karnewāla
02:45
bhi Allāh rabbul-'ālamīn hain
02:47
aur yeh jo zauq-e-jamāl
02:49
insān-o-mein dālnewāla
02:51
apni makhluq-mein dālnewāla
02:53
yeh bhi Allāh hain
02:55
to husn-o-jamāl ke to uske jalwain
02:57
bikhra hua hain iss kāināt ki andar
02:59
to issko dekhkar hi andaza lagā lijiye
03:01
ke Allāh rabbul-'ālamīn kaisa jameel hoga
03:03
jamāl ke paymāne par parkhain
03:05
to Allāh rabbul-'ālamīn sabse badkar
03:07
iska mustahik hain ke Allāhi se
03:09
mahabbat ki jaye sabse badkar
03:11
dūse paymāne ki taraf āyiye
03:13
dūsra paymāna hai kamāl
03:15
kamāl ko dekhain
03:17
to alam ta'alamanna Allāha
03:19
alā kulli shayin qadīr
03:21
kya tum nahin jaante ke Allāh har shay
03:23
par qādir hain
03:25
to yeh har shay par qādir hona
03:27
yeh fakat usi ki sifat hain
03:29
yeh fakat usi ka kamāl hain
03:31
to yeh har shay par qādir hain
03:33
kamāl uska aisa hain
03:35
logon ke paas kamāl hota hain
03:37
ya kisi makhloog ke paas koi kamāl hota hain
03:39
wo juzwi kamāl hota hain
03:41
kulli kamāl wo Allāh rabbul-'ālamīn hi ke paas hain
03:43
balke al-kamālu lillāhi wahda
03:45
kamāl-e-mutlaq to sirf Allāhi
03:47
ko zeba hain
03:49
yaani kamāl ki tamām
03:51
anwā pay jayein
03:53
aur apne kamāl par pay jayein
03:55
yeh Allāh rabbul-'ālamīn hi ka khāsa hain
03:57
balke jab kutub ke andar
03:59
describe kiya jāta hain
04:01
tashree ki jāti hain lafze Allāh ki
04:03
isme jalālat ki
04:05
to batāya jāta hain ke lafze Allāh
04:07
yeh ālam hain yeh nām hain
04:09
us zaate wājib ul-wujūd ka
04:11
jo tamām sifāt-e-kamāliyā
04:13
ki jāme aur
04:15
tamām naqāis se uyūb
04:17
se munazza hain
04:19
to aisa kamāl ke har kisam ke
04:21
aib se pāk hona
04:23
har kisam ke naqs se pāk hona
04:25
munazza hona
04:27
yeh Allāh rabbul-'ālamīn hi ka khāsa hain
04:29
Allāh ki siwā kisi ko yeh sharaf hāsil nain
04:31
ke wo har kisam ke aib se pāk hon
04:33
yeh wo tamām sifāt-e-kamāliyā
04:35
ka jāme hon
04:37
yeh fakat Allāh rabbul-'ālamīn hi hain
04:39
jo tamām sifāt-e-kamāliyā ka jāme hain
04:41
aur jo tamām uyūb se aur
04:43
naqāis se munazza hain
04:45
to is kamāl ko dekh kar bhi
04:47
banda yehi besākhta pukār uttā hain
04:49
ki is pehmāne par dekhein
04:51
is zāwiyah se dekhein
04:53
is angle se dekhein
04:55
ki sabse badkar iska mustahik hain
04:57
ki Allāhi se pyār kiya jāi
04:59
sabse badkar
05:01
Allāhi se mahabbat ki jāi
05:03
teesra pehmāne ki taraf aayiye
05:05
teesra pehmāne hai jūd-o-nawāl
05:07
sakhāwat, sakhāwat ki to kya bāt hain
05:09
Allāh ka jūd-o-nawāl
05:11
Allāh Allāh
05:13
Allāh tawārak wa ta'alā ne firmāya
05:15
wa mā bikum min ni'matin fa min Allāh
05:17
aur jo ni'mat bhi tumhāre pās hain
05:19
wo Allāhi ki taraf se hain
05:21
wa in ta'uddu ni'mat Allāhi
05:23
wa in ta'uddu ni'mat Allāhi
05:25
aur agar tum Allāhi ki ni'matin
05:27
shumār karna chāho
05:29
to shumār na kar pāoge, gin na pāoge
05:31
itni ni'matin usne aṭā farmāyeen
05:33
itni ehsān Allāh arbal-ālamīn
05:35
ne ham par farmāye hain
05:37
phir in ehsānāt ki alāwā aap dekhiye
05:39
Allāh tawārak wa ta'alā khud ye bāt
05:41
jatāta hain sūrah-e-rahmān ke andar
05:43
fabi ayy-yāllāhi rabbikumā tuqazzibān
05:45
ayy-yāllāhi rabbikumā tuqazzibān
05:47
ayy-yāllāhi rabbikumā tuqazzibān
05:49
kaun kaun si ni'matin jhutlāoge
05:51
itni ni'matin usne aṭā farmāyeen
05:53
itni ehsān hain uske itni ehsān hain
05:55
ye ham un ehsānāt ka badlā chukāna
05:57
dūr ki bāt
05:59
un ni'maton ka shukr adā karna
06:01
dūr ki bāt ham unhe shumār hi nahi kar sakte
06:03
amāre liye unhe shumār
06:05
karna mumkin nahi
06:07
tu iss jūd-un-nawāl ke zāwiyah se dekhā jāye
06:09
iss pehmāne par dekhā jāye
06:11
tu abhi Allāh arbal-ālamīn hi
06:13
sabse badkar iska mustahik hain
06:15
usse sabse badkar
06:17
badkar muhabbat ki jāye
06:19
sabse badkar usi se pyār ki jāye
06:21
tu abhi ye dekhiye ki ye jo teen
06:23
pehmāne maine aapko batāye
06:25
husn-o-jamāl, kamāl, jūd-o-nawāl
06:27
inme se koi ek pehmāne par bhi
06:29
koi pūrā utar rāha ho
06:31
to wo muhabbat ka mustahik hotā hain
06:33
Allāh arbal-ālamīn
06:35
tu inn teeno pehmāno pe
06:37
inn teeno zāwiyon se Allāh ki zāt
06:39
sabse badkar mustahik banti hain
06:41
sabse badkar Allāh hi se
06:43
pyār ki jāye
06:45
tāri bāt barādar-e-Allāh hazrat ne ki
06:47
har shay se hain ayaan
06:49
mere sāne ki sanātein
06:51
ālam sab āyino me hain
06:53
āyina sāz ka
06:55
hartarab usi ke jalwe bikhre huen hain
06:57
to hame sabse badkar Allāh hi
06:59
se pyār karna hain
07:01
ab jab sabse badkar Allāh hi se pyār karna hain
07:03
tu Allāh se pyār ka
07:05
Allāh se muhabbat ka kya takāza hain
07:07
tu Allāh se muhabbat ka takāza
07:09
ye hain ki Allāh ki
07:11
itāat ki jāye
07:13
jāse ham Allāh ko
07:15
maante hain to isi tarah Allāh ki
07:17
bhi maanein Allāh ki bāt
07:19
maanna bi hampar lādim hain
07:21
jāse Allāh ki muhabbat hampar lādim hain
07:23
aise hi Allāh ki bāt maanna bi hampar
07:25
lādim hain
07:27
law kāna hubbu ka sādikan
07:29
la'atātahu
07:31
innal muhibba limay yuhibbu mutī'ū
07:33
agar teri muhabbat sachhi hoti
07:35
to tu zarūr uski itāat
07:37
karta kyunke jo muhabbat
07:39
karne wāla hain wo apne mahbūb ka
07:41
itāat guzār hota hain uska
07:43
obedient hota hain uska firmā pardār hota hain
07:45
tu Allāh se muhabbat ka
07:47
zabāni kalāmi dāwah sirf nahi karna
07:49
falke Allāh se muhabbat ke
07:51
takāze par pūrā utarna hain aur Allāh se
07:53
muhabbat ka sabse bada takāza ye hain
07:55
ki Allāh ki itāat
07:57
karni hain aur Allāh ki itāat
07:59
karni hain Allāh ki mahbūb ki itāat
08:01
karni hain. Allāh arbū l-'alameen jalla
08:03
wa-'alā ne firmāya qul in kuntum
08:05
tuhibbūn Allāha fattabi'ūnī
08:07
yuhbibkum Allāh
08:09
piyāre firmādo in logon se
08:11
ki ay logon agar tum Allāh se
08:13
piyār karte ho Allāh se muhabbat
08:15
karte ho tu meri itibā karo
08:17
Allāh tum se muhabbat
08:19
karega Allāh tum se piyār karega
08:21
tu Allāh ki itāat karni hain
08:23
Allāh ki rasūl ki itāat
08:25
karni hain ye Allāh se muhabbat ka
08:27
sabse bada takāza hain. Dusra takāza
08:29
Allāh se muhabbat ka ye hain
08:31
ki kasrat se Allāh ka
08:33
zikr karna hain man ahabba
08:35
shay'an akhtara min zikri
08:37
jo jisse muhabbat karta hain
08:39
kasrat se uska zikr karta hain
08:41
uski zabaan
08:43
tar rehti hai uske zikr se
08:45
ratbul lisaan rehta hai banda uske zikr se
08:47
jisse piyār kar raha hota hai
08:49
tu Allāh se piyār ka takāza
08:51
Allāh se muhabbat ka takāza ye hain
08:53
ki humne kasrat se Allāh ka zikr karna
08:55
hain. Aur ye Qur'ān me hamse
08:57
mutalba bhi kiya gaya hain. Allāh
08:59
abū l-ʿAlamīn ne Qur'ān me firmāya
09:01
yā ayyuhallazeena man udkurullāha
09:03
zikran kafīrā
09:05
ki ya waalū kasrat se Allāh
09:07
ka zikr karo. Sayyidunā Abdullāh
09:09
bīn Abās radhī Allāhu ta'ala nūmā
09:11
ka irshād mankūl hai, kutub-e-tafsīr
09:13
ki andar ki Allāh ne har ibadat
09:15
ka koi na koi dekoram rakhā hai
09:17
uska time cable hai, uska time period
09:19
hai, uska tenure hai, uska ek
09:21
waqt hai, us waqt me ibadat karnī
09:23
hai, siwa apne zikr ke
09:25
ki ye wo ibadat hain jiske bāre mein Allāh
09:27
ne Qur'ān me firmāya ki Allāh ka zikr
09:29
kasrat se karo. Ye wahid
09:31
It is a worship that has been ordained by Allah to be done in abundance.
09:36
So Allah has said, O believers, mention Allah in abundance.
09:39
You should mention Allah in abundance.
09:41
Allah has said,
09:42
Arabic
09:45
Listen, in the remembrance of Allah, there is peace in the hearts.
09:50
The hearts find peace in the remembrance of Allah.
09:54
So a great demand of love for Allah is that
09:57
Allah should be mentioned and Allah should be mentioned in abundance.
10:01
The second demand is that Allah's pure word, the Qur'an, should be recited.
10:06
And it should be recited in abundance.
10:09
This is the night of Qadr and the night of Qadr is the night of the Qur'an.
10:12
Arabic
10:14
No doubt we have revealed the Qur'an on this night of Qadr.
10:18
So if we do not recite the Qur'an on this night, when will we do it?
10:21
So the demand of love for Allah is that the Qur'an should be recited on this night as well.
10:26
And our life should be coloured in the colour of the Qur'an.
10:29
Arabic
10:32
Who has a better colour than Allah's colour?
10:36
May Allah enable us all to have complete obedience.
10:40
And may He instil His true love in our hearts.
10:43
Arabic
Recommended
7:34
|
Up next
Shan e Sehr | Shab-e-Rahmat | Mufti Mohammad Akmal | 26 March 2025
ARY Digital
3/25/2025
14:56
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 24 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/24/2025
14:02
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 15 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/15/2025
11:49
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 17 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/17/2025
12:46
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 20 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/20/2025
20:24
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 30 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/30/2025
15:25
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 3 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/3/2025
2:31
Jahan Bhi Jaoun Nazar Mein Rehta Hai Aapka Darbar | Waseem Badami |
ARY Digital
3/13/2025
3:15
Waseem Badami | Madina Dikha Dijiye | Kalam | #shaneramazan2025
ARY Digital
3/22/2025
11:48
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 19 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/19/2025
12:32
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 18 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/18/2025
5:15
Amjad Sabri Aur Junaid Jamshed Ki Shan-e-Ramazan Ki Yaadein
ARY Digital
3/1/2025
11:19
Shan e Sehr | DUA | Mufi Mohammad Sohail Raza Amjadi | ARY Digital
ARY Digital
3/25/2025
2:25
Khula Hai Sabhi Ke Liye Babe Rehmat | Naat | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/16/2025
7:59
Meri Tauba Qabool Ho | Mahmood Ul Hassan Ashrafi | ARY Digital
ARY Digital
3/27/2025
17:32
Dastan e Prophet Muhammad (ﷺ) | PART 6 | Qasas ul islam | Waseem Badami | 30 March 2025
ARY Digital
3/30/2025
13:18
Dastan e Prophet Muhammad (ﷺ) | PART 3 | Qasas ul islam | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/26/2025
1:48
SURAH AN - NAS ( 114 ) MANKIND
ARY Digital
3/13/2025
3:12
Allah Hoo Allah Hoo | NAAT | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/10/2025
14:17
Dastan e Prophet Muhammad (ﷺ) | PART 2 | Qasas ul islam | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/24/2025
3:02
Ae Sabz Gumbad Wale | NAAT | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/25/2025
4:32
Asma ul Husna | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/27/2025
14:26
The Story Behind Surah Al-Fil | PART - 2 | Qasas ul islam | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/20/2025
10:41
Shan-e- Sehr | "DUA " | Mufti Muhammad Sohail Raza Amjadi | ARY Digital
ARY Digital
4/4/2024
10:29
Tauba Qabool Ho Meri Tauba Qabool Ho | Mahmood Ul Hassan Ashrafi
ARY Digital
4/4/2024