Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 20 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
Follow
3/20/2025
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 11 March 2025 | ARY Digital
Guest: Allama Kumail Mehdavi , Mufti Muhammad Amir , Mufti Muhammad Sohail Raza Amjadi ,Molana Imran Bashir
#WaseemBadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #ShaneRamazan #ShaneSehr
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
Azaan yun aagaya
00:04
Man ke rahmat yeh phir chha gaya
00:09
Kaise tujhse karu saamna
00:14
Gir raha hun zaraa thaamna
00:17
Janab-e-Aliya, Khusham Deed kehte hain.
00:19
Ek baar phir, mauzoo aaj ka hasad hai.
00:22
Segment ko kham bhot kham hota hai.
00:24
Bas main seeda mauzoo par aata hu.
00:25
Imran Bashir sahab aagas karte hain hasad ka anwaaz se.
00:28
Allah Rahman-e-Rahim.
00:30
Quran-e-Paqm Allah Ta'ala firmaate hain
00:32
Wa min sharri hasidin nidaa hasad.
00:34
Jab hasad karne wala hasad pe aaje to ab iska hal koi nahi hai.
00:38
Yeh ke Allah se darkhas ki jaye,
00:40
Yeh Allah mujhe isse bacha le.
00:42
Ek sahabi hain,
00:43
Aqa Karim alaihi salatu wa salam ki baarga mein hazir huye.
00:47
To aap ne firmaaye sahaba se ke,
00:49
Dekho jannat hi aa raha hai.
00:52
To sare sahaba ne yun mur ke dekha,
00:55
To waqat ta'allaqan alaihi biyadihi shimal bain,
00:58
Haat mein juta pakda hua,
01:00
Aur daadi se paani tapak raha hai.
01:02
Doose din fir aapne yehi alfas dooraaye,
01:05
Teese din fir yehi alfas dooraaye,
01:07
Ke dekho wo jannat hi aa raha hai.
01:09
Abdullah bin Amr bin Aas R.A.
01:12
Bohot bade abid sahabi the,
01:14
Bohot zyada ibadat.
01:16
To yeh teen din unke ghar mein jaake,
01:19
Kisi bahane se thayar gaye,
01:20
Ki main dekho amal kya karte hain.
01:22
To teeno din dekha,
01:23
To teeno din dekha,
01:24
Ke khaas,
01:25
Jaise unke zain mein tha,
01:26
Lambi tahajjud,
01:27
Lambe nawafil,
01:28
Woh koi nahi.
01:29
Teen din ke baad,
01:30
Ke jai,
01:31
Main iss gharas se aaya tha,
01:32
Ke main aake dekho,
01:33
Mujhe toh kuch cheez,
01:34
Aisi khaas nazar nahi aayi.
01:35
To jinn ke palle,
01:36
Wasim bhai kuch hota hai,
01:37
Woh yehi kah rahe hain,
01:38
Ki mere paas toh kuch nahi hain.
01:39
Lekin jab jaayne leke,
01:40
Toh kande pe aat rakhe,
01:41
Kaha,
01:42
Ke beta baat yeh hai,
01:43
Ki mere dil mein,
01:45
Wala aajidu fee qalbi ghishal li ahad,
01:48
Kisi bhi insaan ke liye,
01:50
Hassad nahi hain,
01:51
Bughaz nahi hain,
01:52
Nafrat nahi hain.
01:53
Aur yehi waqia,
01:54
Abu Dujana R.A.
01:55
Jinno ne,
01:56
Tamaam ghazawat mein,
01:57
Aqa Kareem ke saa,
01:58
Shirkat ki,
01:59
Jab unke paas log aatein,
02:00
Koi nasihat firma dein,
02:01
Aapke kaagazon mein,
02:02
Kons aamal sabse uncha hai,
02:03
Toh firmaate,
02:04
Inna arja aamali indi,
02:05
Mere kaagazon mein,
02:06
Do aamal sabse unche hain,
02:07
Ma aadaytu ahadam bilisani,
02:14
Anzalli zaban se kisi ko takleef nahi ponchi,
02:16
Wala aajidu fee qalbi ghishal li ahad,
02:18
Aur mere dil mein kisi ke nafrat,
02:44
Hassad na jaiz hai, haram hai.
02:46
Wala tatamannau ma faddalallahu bihi ba'dakum ala ba'd.
02:50
Surah Nisaam, Allah rabbul Aalameen ne formaein ke
02:53
jo Allah rabbul Aalameen ne tummise baaz ko baaz par neematon ki zariye fazeelat bakhshi
02:58
to uski tamanna na karo.
03:00
Iska matlab kya hai ki hasad karne wala
03:03
hasad karne wala Allah taala ki taqseem par itraas karta hai.
03:08
Hassad karne wala poori zindagi hasad ki aag mein jalta reta hai.
03:12
Hassad karne wala poori zindagi musalsal hasad karke
03:18
mukhtalib bimaariyon ki aamaajga ban jata hai jisme
03:22
BP bhi hai, jisme gussa bhi hai, jisme johe wo sugar ki bimaari bhi hai.
03:27
Mukhtalib bimaariya hai, heart patient bhi hai.
03:29
Isi tariqaise Huzoor nabi kareem alaihi salam ne formaya
03:32
ki hasad ya'kulul hasanaat kama ya'kulul hatabannaar.
03:38
Ki hasad nekiyon ko istara kha jata hai
03:41
jis tara aag lakhaniyon ko kha jata hai
03:43
to hasad karne wala hamesha naakam reta hai
03:46
aur jo mahsood hota hai
03:48
yoon samajh le ki uske hisse mein hasad karne wale ki nekiyan dar nekiyan aati reti hai.
03:53
Allah, qibla Mufti Aamir sahab.
03:54
Bismillahir Rahmanir Rahim.
03:56
Waqehi hasad ek itni badi wo musibat hai.
04:00
Aap jaante honge ki duniya ka sabse pehla jurm, guna, wo hasad ki wajah se hua.
04:06
Jo Iblees ne Azad-e-Adam alaihissalaam se kiya.
04:08
Acha wo aaj Ahmedabad habil qabil ka keh raha hai.
04:10
Acha wo jeet kiya jaa.
04:11
Se pehla.
04:12
Sahi, sahi, sahi.
04:13
Isi tara wo bhi jo aap farma rahe hain, wo bhi hasad hi ki buniyat pe hua tha.
04:17
Pir isi tara Azad Sheikh Saadi rahmatullah alaihi wa sallam farmate hain
04:22
ki hasad karne wala aisa hai
04:24
jaise wo apne haat mein angaara rakta hai
04:27
aur samajhta hai ki doosre ka haat jalega.
04:29
Asal mein wo khud jal raha hota hai.
04:32
Biakram sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya
04:35
teen cheezon se bacho jo tumhe halaak karne wali hain.
04:38
Usmein se ek hasad hai, ek hawas hai, ek buqal hai.
04:42
Ye teeno cheezon aap dekh lehen buqal mein bhi kisi doosre ka banda kuch nahi leta.
04:47
Hawas mein bhi kuch nahi leta.
04:49
Hasad mein bhi kuch nahi leta.
04:51
Wo dar asal apne aap ko nukhsaan kar raha hota hai
04:54
aur hasid jo hai wo sabse bada na shukra hota hai.
04:57
Ki wo Allah tabarak wa ta'ala ki na deewi nehmaton ko jo wo khush hota hai
05:02
na apne upar, na doosre ke upar.
05:04
Ki nazar amesha doosre ke upar hoti hai.
05:07
Tabi Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne isse bachne ki ek dua ishaad farmahi.
05:11
Musnad Ahmed bin Hanbal mein hai.
05:13
Allahumma, ye dua istadi ke se la taj'al fi quloobina ghillal lil lazeena mu'mineen.
05:24
Ey Parwardigar, mere dil ko mu'mino ke bugh se bacha.
05:28
Rabbana innaka ra'ufur raheem.
05:30
Ey mere Parwardigar, tu bohot zyada maaf karne wala raham karne wala hai.
05:36
Kabila aakhiri, ek minute.
05:39
Allah ki taqseem par aazi na hone ka naam hasad hai.
05:42
Aur ye diagnose kaise ho, ki mujh mein bhi hasad hai.
05:45
Kabhi insan ko pata bhi nahi chalta, ki wo is maraz mein mutlaa ho gaye.
05:49
Uski pehchaan hadith mein bayan ki gayi hai,
05:51
Agar kisi ki nehmat par dil jalta hai, aur kisi ki nakaami par khush hota hai.
05:58
Iska matlab hai ki mujhe usse hasad hai, chahein main maanu ya na maanu.
06:02
Iska ilaj karna zaruri hai.
06:04
Aur wo ilaj hai ki jab tak dil mein baat hai, toh dil ki baat ki kaifiyat alage.
06:08
Lekin yeh ki jab zabaan se zahar hone lage, toh wo haram bhi ho jata hai.
06:11
Aur dil mein hai, toh kabhi na kabhi zabaan se aa jayega.
06:13
Iska remedy hai, ki uske liye dua karein.
06:16
Uske liye dua karna shuru kardein.
06:18
Khud Allah subhanu wa ta'ala karam farmayega,
06:20
Aur shaitaan ko door kardega, aur wo sharz jo na aapki zindagi se nikal jayega.
06:24
Diagnose iska tarah hoga?
06:26
La jaisa hoga.
06:26
Jazaakallah.
06:27
Mukhtasir lekin jame baat ho, jazaakallah.
06:29
Bohot shukriya.
06:30
Bhai break letin inshaAllah, azaan-e-fajr ke saath hazir hote hain.
06:59
Main maah-e-ramazan ke qalq-e-ruze ki niyyat karta hun.
07:29
Ashhadu an laa ilaaha illa Allah, wa aakbar Allah, wa aakbar Allah, wa aakbar Allah.
07:57
Ashhadu an laa ilaaha illa Allah.
08:18
Ashhadu anna Muhammadan Rasoolullah.
08:36
Ashhadu anna Muhammadan Rasoolullah.
08:55
Hayaan-e-salaam.
09:13
Hayaan-e-salaam.
09:30
Hayaan-e-salaam.
09:43
Hayaan-e-salaam.
09:53
Hayaan-e-salaam.
10:03
As-salatu khayrun min-an-naam.
10:11
As-salatu khayrun min-an-naam.
10:29
Allahu akbar, Allahu akbar.
10:41
Laa ilaaha illa Allah.
10:57
Allahumma rabba hadihi al-da'wati al-daam.
11:01
Wa al-salatu al-qa'ima.
11:05
Aati sayyidina Muhammadan waseela wa al-fadheela.
11:09
Wa al-daraja al-rafee'a.
11:11
Wa ba'asuhu maqaman mahmudan illa liya u'adda.
11:15
Wa arzuqna shafa'atahu yawman l-qiyama.
11:21
Innaka laa tukhlifu l-mi'aa bi rahmati qayyama.
11:51
Innaka laa tukhlifu l-mi'aa bi rahmati qayyama.
12:11
Innaa laa tukhlifu l-mi'aa bi rahmati qayyama.
12:35
Innaa laa tukhlifu l-mi'aa bi rahmati qayyama.
Recommended
11:48
|
Up next
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 19 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/19/2025
12:32
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 18 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/18/2025
14:56
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 24 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/24/2025
11:49
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 17 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/17/2025
14:02
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 15 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/15/2025
20:24
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 30 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/30/2025
15:25
Sehri Ka Dastarkhwan & Azaan e Fajar | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 3 March 2025 | ARY Digital
ARY Digital
3/3/2025
12:05
Dastan e Prophet Muhammad (ï·º) | PART 3 | Qasas ul islam | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/25/2025
17:32
Dastan e Prophet Muhammad (ï·º) | PART 6 | Qasas ul islam | Waseem Badami | 30 March 2025
ARY Digital
3/30/2025
11:19
Shan e Sehr | DUA | Mufi Mohammad Sohail Raza Amjadi | ARY Digital
ARY Digital
3/25/2025
2:25
Khula Hai Sabhi Ke Liye Babe Rehmat | Naat | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/16/2025
14:17
Dastan e Prophet Muhammad (ï·º) | PART 2 | Qasas ul islam | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/24/2025
7:59
Meri Tauba Qabool Ho | Mahmood Ul Hassan Ashrafi | ARY Digital
ARY Digital
3/27/2025
7:34
Shan e Sehr | Shab-e-Rahmat | Mufti Mohammad Akmal | 26 March 2025
ARY Digital
3/25/2025
10:57
"Mohabbat-e-Rabb | Mufti Mohammad Ahsen Naveed Niazi | 28 March 2025
ARY Digital
3/27/2025
5:15
Amjad Sabri Aur Junaid Jamshed Ki Shan-e-Ramazan Ki Yaadein
ARY Digital
3/1/2025
14:26
The Story Behind Surah Al-Fil | PART - 2 | Qasas ul islam | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/20/2025
4:32
Asma ul Husna | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/27/2025
3:12
Allah Hoo Allah Hoo | NAAT | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/10/2025
3:02
Ae Sabz Gumbad Wale | NAAT | Waseem Badami | ARY Digital
ARY Digital
3/25/2025
3:15
Waseem Badami | Madina Dikha Dijiye | Kalam | #shaneramazan2025
ARY Digital
3/22/2025
1:48
SURAH AN - NAS ( 114 ) MANKIND
ARY Digital
3/13/2025
2:31
Jahan Bhi Jaoun Nazar Mein Rehta Hai Aapka Darbar | Waseem Badami |
ARY Digital
3/13/2025
16:26
Muqabla-e-Naat | EP 02 | Shan-e- Sehr | Waseem Badami | 13 March 2024
ARY Digital
3/12/2024
12:23
Taloot Maqabla Jaloot | Jung Ka Maidaan | Part 2 | Qasas ul Islam | Shan-e- Sehr | 18 March 2024
ARY Digital
3/18/2024