Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
"Justice Faiz Isa should not be in Pakistan on the evening of October 25 " Hassan Ayub's Reveals
ARY NEWS
Follow
10/21/2024
#qazifaezisa #cjp #supremecourt #constitutionalamendment #nationalassembly
"Justice Faiz Isa should not be in Pakistan on the evening of October 25 " Hassan Ayub's Reveals
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Kufr toota khuda khuda karke 26 vi ayni tarmeem paas ho gayi hai, achand ek haqaik jo is
00:08
26 vi ayni tarmeem paas hone ke baad waze ho gaye hain, number one, Qazi Faiz Issa sahab,
00:16
justice, Qazi Faiz Issa sahab, mujooda chief justice sahab, 25 tarikh ko retire ho jayenge,
00:21
na unko extension mil rahi hai, aur na hi wo constitutional bench ka hisa ban sakenge,
00:26
kyun ke unki age 65 year ho gayi hai, nazareen, jo 26 vi ayni tarmeem paas ho gayi hai, uske
00:34
ek sabse badi haqiqat, senate ke andar haqommat, haqommati ittihad ne apne 64 log saabd ki
00:41
hai, senators, 65 total taadaat unhone baah pe saabd kar di, aur national assembly ke
00:46
andar 224 ki zurat thi, aur waha pe bhi matluba taadaat unhone apni puri kar di, iske saath
00:53
jo ek aur badi haqiqat is 26 vi ayni tarmeem ke baad waze ho gayi hai, ki ab judges ki
01:00
tayinati ke hawale se, jo asr aur sookh istamaal ho ga, wo haqommate waqt ka ho ga, majority
01:07
party, wo kisi bhi haqommat ki jab ho gayi, to wo judges ko, khaas aur par supreme court
01:13
ke chief justice ko, aur jo constitutional bench banna hai, uske upar uska jo hai asar
01:19
ho ga, wo apni marzi se yeh saara kaam karegi, yeh saari tafsilat program mein ab aisa aisa
01:24
jo aage badenge, to wo rakhenge, ek aur jo badi haqiqat hai, unprecedented hai 26 vi ayni
01:31
tarmeem ke hawale se, nazareen, isse pehle ayne Pakistan, 1973 ka jo ayin hai, usme 25
01:38
tarameem hui hai, wo tamaam ki tamaam tarameem, it is part of the record, Pakistan ki, jo
01:45
hai parliamani taarikh ka, ke saari mutafakka taur par paas hui hai, 26 vi ayni tarmeem,
01:51
ek taraf, jo adliya ki azadi ke hawale se, kaafi zyada iske upar criticism ho raha hai,
01:57
iske saas saath yeh, ayin-e-pakistan ki, mutnaza, taareen, jo hai, tarameen ke taur par jaani
02:04
jaayegi, uski wajah, aapne dekha, kis andaaz se, jo hai, yeh paas hui, kis andaaz se,
02:10
yeh logon ka vote liya gaya, it is all part of the record, wo aapne over the weekend,
02:15
yeh saare ka saara, jo hai, mahaul, jo ke National Assembly ke andar, parliament ke andar,
02:20
jo waqiat hui, wo aapke saamne hain, program shuru karte hain, nazareen, iske upar, tarameem
02:26
hone ke baad, mukhthalif tabsere, tajziye aa rahe hain, uske upar jaate hain, lekin
02:31
sabse pehle, main, Hassan Ayub sahab se ijaz liya, aaj ka program karne ka, kyonke 26
02:36
ayani tarameem ke hawale se, unhone chand ek stories bataayi thi, nazareen, zahira,
02:42
zahira, jiska creditor usko dena chahiye, unhone yeh kahta hai, ki Justice Qazi Faiz
02:46
Issa, jo hai, wo extension nahin denge, naahin unke koi sawale se irada hai, nazareen, yeh
02:52
saabat ho gaya, Hassan Ayub ka yeh bhi khayal tha, khayal nahin, unhone kahta hai, I doubt,
02:58
mujhe achi tarah yaad hai, ek se zeda program mein, chunke, maine inse baad poochi, ki
03:03
aayinda, jo Chief Justice banenge, farz karein, ban bhi jaate hain, Chief Justice Mansoor Ali
03:09
Shah saab, jo mujhuda Senior Penal Judge hain, wo teen, jo top three judges mein aate hain,
03:14
toh agar wo ban bhi jaate hain, toh wo utne baag tyaar hunge, jitne mujhuda Chief Justice
03:19
hain, yeh bhi haqiqat, jo hai, wo humare saamne aagayi hai, because of this 26 mi ayani tarameem,
03:26
aur iske saath-saath unhone yeh bhi firmaaya tha, ke belakhir, aap dekhenge, ke Maulana
03:31
Fazl-ur-Rehman saab, jo hai, ek bade siyasatdaan ke taur par, saamne aayenge, aur wo haqommat
03:37
ka saath nahin chhodenge, unke daayen-baayen, unhone yeh bhi firmaaya tha, ek taraf Shahbaz
03:42
Sharif hunge, aur ek taraf Bilawal Bhutto Zardari saab hunge, yeh bhi unki, jo hai,
03:46
peshgoi, theek saabat ho gayi, doosri taraf, zahir hai, Chaudhry Ghulam Hussain saab ki
03:52
apne rai, rai thi, abhi bhi wo apni rai ke upar qaim hai, ki yeh jo saara mahal banaya
03:57
gaya hai, yeh saara house of cards banani ki koshish ki jaari hai, yeh iss andaas se
04:04
banaya gaya hai, ki yeh saara house of cards gir jayega kisi din.
04:08
Hassan Yu, pehle main aapke paas aata hu, aisa-aisa aagey badhte hain, iske upar tankeed
04:12
ho, jee joi saab, please go ahead, yeh constitutional code banni thi, unhone bata diya tha, koi
04:18
in-between hai, toh wo bhi bilkul, yeh aap, achha ki aapne, aapne iske correction kar di,
04:23
achha Hassan Yu, saabse pehle aapka reaction, yeh usse din, bala, kaafi zor lagaya gaya,
04:31
kya zor lagaya gaya, nahi, badhi smooth sitting thi jee, kisi kisam ki, yaani, aap dekhne ke,
04:37
smooth as silk, smooth as silk, as smooth as velvet, I must say, achha, haan, it was
04:43
as smooth, velvet, silk zyada, as soft as velvet kar de, soft, thek hai, velvet, winters
04:50
aa rahi hain, toh silk, silk, toh aapka, velvet, juhuan phaziyon nahi hain, achha,
04:53
anyways, aagay pehle, achha, pata nahi, sir, juhuan ko pata nahi, pata nahi, itne, koi
04:55
zyada, usse baare mein nahi hain, aagay pehle, dekhe, baat jee hai, ke, haqoomat ne, yaani,
05:01
floor-crossing nahi kar bhai, floor-crossing, yaani ki, ek siyasi jamaat ka, agar aap baat
05:05
kar rahe hain, toh jo independent hai, woh toh independent hai, jinn ke baare mein,
05:09
ke log National Assembly ke baat karene, toh Senate of Pakistan ki baat karene, toh BNP
05:14
ke doh Senators hain, woh doh hi poori parlimani party hai, yaani, Qasim Ranjot sahab aur woh
05:19
jo khatoon mein naam unka, mein zain mein nahi hain, unnase leader kaun hai parlimani party?
05:22
Qasim Ranjot sahab jee hai, achha, toh woh apna, unka apna faisla hai, toh ab, akhtar
05:27
Mengal sahab ne, badi, jo hai, woh kaafi duaiyein dete rahein, juhudar takreer karte
05:30
gaye, woh baithe, pata nahi, unke, guest, guest gallery ke andar maujood hai, woh wahan
05:34
se bhi unko, woh bata rahein, mujhe nikaal diya hai, aaj aap baraat ke nahi hain, nahi,
05:37
woh guest gallery ke andar jab aap baithe hote hain, toh jab unhone kaha jee, ke aap tamam
05:42
galleries ko aur lobbies ko clear karein, toh usmein phir aap stuck ho jate hain, yaani,
05:47
jo log, hum, even ke press gallery bhi lock hogi thi, kahl hum press gallery se, bohut
05:51
se journalist ne baaye nikalne kushki, Senate of Pakistan se, toh they were not allowed,
05:55
toh yeh, ussi ki gharbaat, Senate ki baat kar rahein hain, toh wahan par yeh cheez hui,
05:58
lekin, dekhein, ab aane wala jo, waqt hai, usmein main samjhta hu, ke Pakistan mein,
06:04
haqqi ki taur par, jo ke judicial activism ka daur tha, wo khatam ho chuke hai, 2013
06:07
se start hua hai, aur yeh Iqtikhar Mohammad Chaudhry sahab ne iska aghaaz kiya tha, aur
06:11
iktaam iska Qazi Faiz Ishaq sahab ne, jaane se bhale kar diya, toh yeh toh credit jata
06:17
hai, Chief Justice Qazi Faiz Ishaq ko, and, iske upar program, phir bhi baat kar rahein
06:20
hain, accha, dosi ek baat pata do, woh 25 ki shaam ko hi, unhone Pakistan mein nahi
06:26
maujood hona, woh raat ko unki travelling hai, woh chaar mulko mein jaa rahein hain,
06:30
aur apni zindagi retirement enjoy karenge, aur yeh unka yeh maukaf hai, aur shayad umrah
06:35
karne ka bhi unka iraad hai.
Recommended
40:41
|
Up next
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 13th September 2024
ARY NEWS
9/13/2024
42:01
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 9th October 2024
ARY NEWS
10/9/2024
38:25
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 21st October 2024
ARY NEWS
10/21/2024
28:48
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 11th October 2024
ARY NEWS
10/11/2024
44:47
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 12th July 2024
ARY NEWS
7/12/2024
5:50
Constitutional Amendment | Heated Debate Between Hassan Ayub And Fawad Chaudhry | Breaking News
ARY NEWS
10/2/2024
3:28
Hassan Ayub's Meeting with Bilawal Bhutto Zardari | Inside News
ARY NEWS
10/2/2024
3:54
Bill seeking increase in number of SC Judges | Hassan Ayub Break Big News
ARY NEWS
8/29/2024
5:03
Heated Debate Between Hassan Ayub & Chaudhry Ghulam Hussain's
ARY NEWS
9/11/2024
36:31
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 20th September 2024
ARY NEWS
9/20/2024
6:47
"We're not Progressing because we're not Promoting The Tight Talent" Haider Naqvi's Statement
ARY NEWS
8/29/2024
42:23
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 20th December 2024
ARY NEWS
12/20/2024
43:52
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 24th June 2024
ARY NEWS
6/24/2024
37:02
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 11th December 2024
ARY NEWS
12/11/2024
42:10
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 17th September 2024
ARY NEWS
9/17/2024
9:30
"Govt ka Pas National Assembly Main 225 Say Ziyada Member Hain..."Hassan Ayub's Breaks Big News
ARY NEWS
10/10/2024
6:16
Rana Sanaullah Huge Statement Regarding PTI Chief | Hassan Ayub's Analysis
ARY NEWS
3/22/2024
3:23
Lawyers urge superior judges to reject proposed court | Experts Opinion
ARY NEWS
9/30/2024
5:34
"I support the constitutional court, and Pakistan Bar's also in support of it "Farooq H. Naik's
ARY NEWS
9/25/2024
38:09
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 29th August 2024
ARY NEWS
8/29/2024
5:49
"PPP Ka Draft Hi Government ka Draft Hai..." Hassan Ayub's Analysis on Constitutional Amendment
ARY NEWS
10/11/2024
9:06
Why Justice Munib's walks out of Meeting of Judicial Commission?| Raja Mohsin & Hassan Ayub's Analysis
ARY NEWS
9/13/2024
33:34
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 14th January 2025
ARY NEWS
1/14/2025
35:26
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 7th March 2025
ARY NEWS
3/7/2025
44:27
The Reporters | Khawar Ghumman, Hassan Ayub & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 12th Oct 2023
ARY NEWS
10/12/2023