• last year
#sheikhhasina #usa #uk #bangladesh #headlines

Paris Olympics: Arshad Nadeem qualifies for javelin final

PTI to challenge election law amend in SC: Barrister Gohar

FPCCI pleads Supreme Court to order forensic audit of IPPs

PTI’s Raoof Hasan gets bail in terrorism case

Hong Kong Cricket Sixes tournament returns after seven years

OpenAI co-founder quits, joins rival company

Delay in Pakistani passport issuance echoes in National Assembly

Paris Olympics: When will Arshad Nadeem be in action? check date, time

IHC seeks report on facilities being provided to PTI founder in Adiala Jail

Bangladesh Parliament dissolved, president’s office says

NA passes Election Act Amendment Bill 2024

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Election Act Tirmimi Bill 2024 Senate se bhi manzoor, Bill ki Senate pe shikwaar manzoori
00:07di gayi, Election Act Tirmimi Bill Kaumi Assembly se pehle hi manzoor ho chuka.
00:11Opposition ki shadeed mukhalfat, na manzoor, na manzoor ke nare, agenda ki kopiyan phaad
00:16di.
00:17Talaba Tehreek ka ek aur mutaliba maan diya gaya.
00:25Bangladesh ki Parliament tehli talaba ne Fauj ki himayat yaafta hukumat maanne se inkaar
00:29kar diya.
00:30Kaha, nai uburi hukumat ka haqa hum denge, hukumat ke chief advisor ke liye Nobel inaam
00:35yaafta Dr. Yunus ka naam de diya gaya.
00:38Sahib-e-Qazir-e-Azam Khalida Zia ko 13 saal baad qaid se reha kar diya gaya.
00:44Aur Tarjuman PTI Rauf Hassan ki rehai, Raubkaar Adiala Jail Intizamiya ko mausoon, Rauf Hassan
00:49ko lene Aziz-e-Aqara padiala jail pohaj gaye.
00:51ATC Islamabad ne Rauf Hassan ko reha karne ke haqamaat jaari kar rakhe hain.
00:57Aur YouTuber aur host Umar Adil ko FIA Cybercrime ne ghariftar kar liya.
01:01Umar Adil ko anchor Gharida Faruqi ki jaanib se darj mukadme mein ghariftar kiya gaya.
01:05Muzlim ne Gharida Faruqi samayet kai khawateen par fahash, jhoot ilzamat lagayi the.
01:10America ne Sheikh Hasina Wajid ka visa mansookh kar diya.
01:13Bharti media ka daawa, kaha saabik Bangladeshi Wazir-e-Azam ko Bharat mein mehfooz, kufiya
01:18maqam par rehash di gayi hai.
01:19Hasina Wajid, Britannia mein siyasi panah ki khahishmand hai.
01:23Britandi home office ke mutaabik immigration qawaneen waze hain.
01:27Britannia panah ki mutalashi afraat ko mulk mein daakle ki ajazat nahi deta.
01:31Jho log ban-e-lakwami tahakus ki mutalashi hain, unhe pehle iss mulk mein pohnchna hoga
01:35jahan wo panah lena chahate hain.
01:37Darjawan Ameriki Mehkmeh Kharja Matthew Muller ka kehna hai, America Bangladeshi ki awaam
01:41ke saath khada hai.
01:42Ugoori hukumat ke qayam kiye ailaan ka khair makdam karte hain.
01:46Fariqa in tashaddur se gurez aur tahammul se kaam nahi.
01:49IMF ka Bangladeshi awaam se taawun jaari rakne ka ailaan, kaha moshi istihqaam aur taraqe
01:54ke liye koshishon ki himayat jaari rakhenge.
02:19Khawmi Assamli mein election act tarbibi bil 2024 ka sartar aaye se manzoor, bil le
02:29ki rukmi Assamli Bilal Azhar Qayyani ne pesh liya, opposition ki shadeed mukhalfat, na
02:34manzoor na manzoor ke naare, agenda ki kaupiyan phaar di, Ali Muhammad Khan aur sahabzada
02:39Sabgatullah ki tarmeen ko mustrat kar diya gaya.
02:42Bil ke mutaabin jo shaks teen din mein kisi jamaat mein shamil hu, toh wo kisi aur jamaat
02:45mein nahi jaasakta.
02:46Jis jamaat ki koi seat nahi, wo maqsoos taziste nahi le sakti.
02:50Bilal Azhar Qayyani kehte hain, umeed hain senate se bhi yeh bil manzoor hokar qanoon
02:54man jaayega.
02:55Tehreek-e-Insaaf ne election act tarbibi bil ki manzoori ke khilaf adalat jaane ka ailaan
03:05kar diya.
03:06Chairman PTI Barista Gauhar kehte hain, yeh Supreme Court par hamla karne wale hain.
03:10Kya aayeen se mutasazam qanoon saazi ka bil pesh kiya jaasakta hai?
03:14Kal aapne awaam ka jamm-e-ghapeer dekh liya, yeh hukumat ke liye nishan-e-ibarat hai.
03:18Shahbaz Sharif, Haseena Wajid se raasta pooch lein, jaana kis tariqaise hai?
03:22Siyasi jamaat ko space nahi denge, toh Bangladesh jaisa haal hoga.
03:26Ali Muhammad Khan bole, election act tarbibi bil siyasi maqasid ke liye laya gaya.
03:30Maqsoos naqshiston ka haq hamein Supreme Court se mila hai.
03:33Qanoon saazi aayeen ki rooh ke mutaabik hai, maqsoos naqshiston se mutaal-e-qanoon waazik
03:48rahi hain.
03:49Mazir-e-Qanoon Azam Aziz Tariqa opposition ko jawab, kahaan inke 88 logon ne halaf nama
03:54jamaah kar aaya, ki inka taaluk PTI se nahi, Sunni Ijtihad Council se hai.
03:58Aayeen ke tahir, jis jamaat ne election mein hisa nahi liya, unko maqsoos naqshiston nahi
04:03di jaa sakti.
04:04PP Rahnawaaz Shazia Murry kehti hain, election act se mutaal-e-qanoon ghalat taasur diya jaa
04:08raha hai.
04:09Ye tarbibi bil Supreme Court ke faisle ke khairaq nahi, inka roona-dhoona band nahi
04:13hota.
04:14Ab hum digital daishatgardi bardaash nahi karenge.
04:17Ye humara internal maamila hai, internal hi raha hai, ye satisfied hai, main satisfied
04:27hai.
04:28Main Marwat se khushi hai, mujhse khushi hai, ye party se khushi hai, ye humara internal
04:31maamila hai.
04:32Hum party ke internal maamilaat pe, public pe koi baat nahi kar rahe hain.
04:36Barrister Gauhar ki Sher Afzal Marwat ko Bani PTI se mulaqat karne ki daawat kaha, Sher
04:41Afzal Marwat abhi chale.
04:43Bunyadi rukniyat ka notification jaari hona ghalat fahmi hai, yaha toh ayni tarah meme
04:47badal jati hai, ye toh phir ek notification hai.
04:50Sher Afzal Marwat ne kaha, mujhe Barrister Gauhar aur Bani PTI par poora bharosa hai.
04:57Bani PTI aur Bushra BB ke khilaf Tosha Khana ke nai reference ki tafteesh, NAB ki doosi
05:09tafteeshi team Adiala Jail me maudhu.
05:12NAB ki ek team pehle se Assistant Director ki Sabrahi me Adiala Jail me hai.
05:16NAB ne High Court me zire sama Tosha Khana NAB cases ke liye, nai prosecution team tashkeel
05:52ke liye.
05:53Fawad Chaudhry kehte hai, Tehreek-e-Insaf ko khatam karne ki kosheshe naakam hongi, hume
05:58tajroobat chodkar awam se rujoo karke aage barna hoga.
06:02Yaqeen dilana chahiye, jo fastaaiye PTI ke saath hui, wo ab nahi karenge.
06:06Poora Pakistan Bani PTI ke saath hai.
06:10Jumuriyat jaisi bhi ho, kamzor ho, uske upar itirazaat bhi ho, jumuriyat jo aamriyat se
06:33phir bhi betar hoti.
06:37Idaare ek doosr ke kaam me mudaqat karenge to jumuriyat kamzor hogi.
06:42Wazir-e-Defa Khawaja sirf kehte hai, koi Assembly ayni qarooni tariqah se rukhsat nahi hui.
06:472008 ke baad is tasalsul ko toda gaya.
06:50Mehmood Khan Achukzai ka maukif mujhe 35 saal se pata hai.
06:53Siyasi aur ayni maukif ki wajah se idaaro par hamla nahi hona chahiye.
06:57Baar baar kehta hu yeh mulk khairat se nahi chal sakta.
07:05We have to bring taxes and bring our tax to GDP ki 13% plus.
07:12Ab yeh jo distribution companies ke saare boards hain pe koi government nominees nahi
07:16hain, political appointees nahi hain.
07:18Mulk khairat par nahi chal sakta, humein taxes mein izzaafa karna padega.
07:22Wazir-e-Khazana Mohammad Aurangzeb kehte hai, tax ko GDP ke 13% par lana hoga.
07:27Hukumat ko kaarobar se door rakhna hoga.
07:30Hum kaarobar mein aasaniya paida karne ke liye regulation ko kam karenge.
07:34Hukumati idaaro ki nijkaari ke liye bhi humein sakht mehnat karni hoga.
07:38Hukumati idaaro ki nijkaari ke liye bhi humein sakht mehnat karni hoga.
08:04Jamaat-e-Islami ne mehngi bitli aur tax home ke khilab dharne ko march mein badal
08:07ne ka ilan kar diya.
08:09Rawalpindi mein khitab karte huye Hafiz Nehmer Rehman ne kaha,
08:12hukumat muzaakaraat ke liye sanjeeda nahi, muzaakaraati committee faraar hai.
08:168 August ko Murree Road par puram march hoga.
08:19Aage ki taraf badhenge, 11 August ko Lahore, 12 August ko Peshawar mein tariqhi dharna diya jayega.
08:2414 August ke baad tazaroon ke saath milkar shut-down hattaal karenge.
08:28Jamaat-e-Islami ka Karachi mein Governor House ke bahar bhi dharna jaari.
08:379 August 1994-2002
08:43IPPs ke khilab Supreme Court se rujoo kar liya,
08:46IPPs ke forensic audit ki istada,
08:48darkhaast mein muaqab apnaaya.
08:501994-2002 aur 2015 ki policies kal-adam,
08:54IPPs ko diya gaya zahid munafa recover karne ka hukum diya jaye.
08:58Supreme Court yeh karar de,
09:00ki hukumat bijli jaisi bunyadi zarurat se munafa nahi kama sakti.
09:03Arshad Nadeem
09:08Shabash Arshad Nadeem, shabash.
09:10Pakistani athlete Arshad Nadeem ne
09:12Paris Olympics mein javelin throw ke final round ke liye qualify kar liya.
09:16Arshad Nadeem ne 86.59 ki throw ki.
09:19Javelin throw ka final Jumirat ko hoga.
09:21Muzeen-e-Azam Shahbaz Sharif ki Arshad Nadeem ko mubarak baat.
09:25Kaha aapki mehnat aur lagan, naujawaanon ke liye mashallah rahe hain.
09:28Pakistan mein bepanah talent hain,
09:30isse mazeed nikhaarne ki zarurat hain.
09:32Event dekhiye A-Sports aur A-R-Y-Z-A-R-P-R-B-R-A-H-I-R-A-F-T.
09:47Baarish ke baad darya bephar gaye,
09:49paani ki setah mein izafa,
09:51court addu ke qareeb darya-e-sendh se muttasal,
09:53kai bastiyan, fast lane aur maqanat paani ki nazar.
09:57Dadu mein nashib ilaake zere aap,
09:59Mausta Mohammad mein naale obal pade,
10:01sivraj ka nizam darham-barham,
10:03Karachi ki tabahal,
10:04sarki baarish ke baad mazeed barbaad ho gaye.
10:06Jaga-jaga gadhe pad gaye,
10:08shahre qaid mein baadaron ka raaj,
10:10mehkub-e-maustamaat ne mulk bhar mein mazeed baarishon ka imkaan zahir kar diya.
10:21Chief Justice Qazi Faiz Issa Aur Khandaan ne
10:2331,680 murabbaqat zameen hukumat ko waqf kar di.
10:28Satadvi jashan-e-azadi ke maukat par
10:30Qazi family ne apni zameen qaum ke liye waqf ki.
10:32Ziyarat mein Qaid-e-Azam Residency se munsalik
10:34Arazi Environmental Centre ko di gayi.
10:36Arazi hukumat ko dene ke liye
10:38Balochistan hukumat ko khat lik diya.
10:40Music
10:49Wifaqi Wazir-e-Daqla Maus-e-Naqvi se
10:51Chini Council General ki sabarahi mein
10:53business community ki mulaqat.
10:55Waqf ne security plant par tajaweez di.
10:57Wazir-e-Daqla ne khabil-e-amal tajaweez par
10:59amal dharamat ki yaqeen dihani kara di.
11:01Kaha Chini shehriyon ki ifaazat tabwaleen tarji hai.
11:04Kaarobar ke liye har mumkin sahoolat denge.
11:0614 August se Chini shehriyon ke liye
11:08online visa service churu hogi.
11:10Kaarobari shakhsiyat ko Pakistan aane mein
11:12aasani hogi. Chini Council General bole
11:14Pakistan se misali taluqat hain.
11:16Umeed hai is mulaqat ki musbit nataeaj
11:18saamne aayenge.
11:20Music
11:27Molk bhar mein 14 August shayan-e-shaan
11:29tariqe se manane ke liye tayyariyan jaari.
11:31Sheh-e-sheh, sabz-parchamon ki bahar.
11:33Hard taraf milli josh-o-jasba
11:35Urooj par.
11:37Music
11:42Street crime ne shehriyon ki zindagi
11:44ajeeran bana di. Karachi mein
11:46police ghasht, naakha bandi aur snap-checking
11:48badhai jaaye. Governor Sindh,
11:50Kamran Tesori ki additional IG, Javed Alam
11:52Odho ko hidayat. Governor Sindh se
11:54FIASM ke director, Noman Siddique ki
11:56mulaqat. Kamran Tesori ne kaha
11:58cybercrimes ki rokhtam ke liye
12:00jadeed technology ka husool khushaayin hai.
12:02Music
12:08Sindh hukumat ki jaanib se Karachi ke
12:10awaam aur musaafron ke liye khushhabri.
12:12Bus addo ko Karachi se bahar muntakal karne
12:14aur musaafron ko muft shuttle
12:16service dene ka faisla. Senior Subbaay
12:18Wazir Sharjeel Mewan kehti hain, Kent Station,
12:20Sakhari Chahid Road, M.A. Jinnah Road
12:22aur Alkarim Square se har 10 minute
12:24baad shuttle chalegi. Purane bus
12:26addo se muft shuttle service ka aghaaz
12:2814 August se hoga. Badi
12:30gaadiyon ki wajah se shairiyon ko takaleeb
12:32ka saamna karna padta hai. Sadko par
12:34dabaab badta hai. Badi buson ko
12:36shair mein daakhil nahi hona padega to
12:38transporter ko bachat hogi. Musaafron ko bhi
12:40relief mirega.
12:42Music
12:52Karachi ke ilaqe
12:54Kaurangi me heavy generator ki daketi
12:56mulziman ne driver ko utarne ke baad
12:58gaadi ko markazi sadak par roka
13:00crane ke zariye generator ko
13:02rakha. Police te mulzim ko
13:04giraftar aur heavy generator baramat kar liya.
13:06Music
13:10Islamabad me 1 crore ki
13:12bank daketi ka muqadma bank manager
13:14ki zarqaas par darj. Muqadme
13:16mein kaha gaya hai ke 5 se 6 daakon
13:18ne bank amle ko raghawal banaya.
13:20Security guard se asliya cheena aur cash
13:22counter se thele, paison se bhar kar farar ho gaye.
13:24Music
13:26Britannia me hangamon
13:28me mulawas 378 afraat
13:30ko giraftar kiya gaya. Home security
13:32ka kehna hai. Rondrum me hotel
13:34par hamle ke ilzaam me 6 afraat ko charge
13:36kiya gaya. Mutaadat giraftar afraat
13:38ko adalaton me pesh karke charge kiya
13:40jaayega. Adalate foreen saaf
13:42ke liye balkul tayyar hai. Britanbi wazir
13:44azam Sir Keir Stammer ka fasadiyon se
13:46nimitne ke liye paunch ko tayyar rehne
13:48ka hukum. Kaha mujahereen ehtijaj
13:50nahi, munazam tashaddud me mulawas
13:52hai.
13:54News
13:56News
13:58News
14:00News
14:02News
14:04News
14:06News
14:08News
14:10News
14:12News
14:14News
14:16News
14:18News
14:20News
14:22News
14:24News
14:26News
14:28News
14:30News
14:32News
14:34News
14:36News
14:38News
14:40News
14:42News
14:44News
14:46News
14:48News
14:50The U.S. presidential candidate Trump's election campaign has failed to gain judicial relief.
14:55The Supreme Court has imposed a ban on Trump's Hush Money case.
15:00According to the American media, Trump wants to stop the New York court's punishment until the presidential election.
15:11After the sea storm hit Debbie, North Florida, Georgia and Carolina began to move.
15:17The coastal areas of Florida were hit by a back band and many areas were flooded.
15:21The transportation system is badly affected.

Recommended