Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 6/13/2024
Transcript
00:00Shreeman PP, Bilawal Bhutto Zardari ki aaham mulaqate, Shreeman People's Party, Bilawal
00:08Bhutto se, Wazir Zakla, Mohsin Naqvi ki mulaqat, Zaraay ka kehna hai Bilawal Bhutto se, Mohsin
00:13Naqvi ki mulaqat der ghante se zayn jaari rahi.
00:16Humdan walon par zyada tax ka nifas, I don't think isme kisi ko koi bhajaga hona chahiye.
00:25Wazir-e-Khazana ke liye apne budget ka difaan mushkil ho gaya, Mohammad Aurangzeb sahafiyon
00:44ke sakh sawalon ka jawab dene me na kaam.
00:47Wazir-e-Khazana ne daawa kiya, itihadiyon ko budget par itamaab me liya tha, zyada aamdan
00:51walon par zyada tax par itaraaz nahi banta.
00:54Wazir-e-Mumlikat Ali Parvez Malik bole, Wazir-e-Azam chahate the awaam ko 100% relief mile, hum
00:59shayad tawakwaad par poora na utre.
01:01Wazir-e-Khazana ne mini-budget se mutaalik sawal ka bhi jawab na diya, sahafiyon ke sakh
01:06sawal par bas itna kaha, aap durst kehte hain.
01:09Pakistan ke aam shehriyon ko budget se sakh mayusi, bhengai se pise shehri kehte hain,
01:24budget ne toh bilkul surma nikal diya, tax lagane walon ko sochna chahiye tha, aam aadmi
01:30ko kaise relief de, tax dahinda aur na dahinda se yaksa sulukh ho raha hai, tankha daar tabke
01:36se sakh zyaati ki gayi, Wazir-e-Khazana ki post-budget press conference me sahafi ke
01:41sakh sawal, kaha 45,000 tankha wale ki sim bandh kar di, arbo ki property wale se aap
01:47sawal nahi kar sakte, tankha daar par churi chala di, qaumi assembly, senate aur Wazir-e-Azam
01:53house ka budget badha diya, elite class ko bijli, gas aur fuel muft de rahe hain, apne
01:58ekrajaat kam nahi kar rahe hain, gharib par bosh daal rahe hain, aap sirf baate karte
02:03hain, system theek karna hi nahi chahte.
03:03Budget ki tayyari ke dauran waze hidayat di ki Ashrafiya ko tax dena hi hoga, Wazir-e-Azam
03:17kehte hain, hukumat ne haaliya budget me gharib aur mutawasit tabke par kam se kam tax aayit
03:22kiya, Islamabad me ishlaas se khitab me, Wazir-e-Azam ka kehna tha, tax choro aur unke madadgaro
03:28ka sadde baap karke chodenge, awaleen tarji tax ki sharaak kam, jabke tax zahindigat ki
03:34taadaad me izzaafa hain, Wazir-e-Azam Shibaz Sharif ka kal qaum se khitab ka imkaan, hukumat
03:40ki 100 dino ki kaar kardagi par izhaar-e-khayal karenge.
03:43Budget par People's Party aur hukumat me deadlock, People's Party aur Noom League ke
03:53darmian muzaakaraat ka doosra daur, budget se mutaalik amood par taba dekha, People's
03:57Party ne mutaalbaat se peeche na hatne ka faisla kar liya, Bilawal Bhutto Zardari ne
04:02muzaakraati waqt ko mukamal ikhtyaaraat saunk liye, zaraay ke mutaab Bilawal Bhutto hukum
04:07ki rawaye se intihai dil bardaash tha, Bilawal ki muzaakraati waqt ko mutaalbaat se ek inch
04:12bhi peeche na hatni ki hidayat, budget session aur voting ke boycott par bhi ghor, Noom League
04:17aur PP muzaakraat ki anrooni kahani saamne aagayi, Noom League hukumat ka hisa banne
04:22wale moide par amal nahi kar rahi, People's Party ka shikwa, mukamati moide par amal daramad
04:27yaqeeni banane ka mutaalba.
04:57Budget awaam ke liye moashi qatl hai, isme hukumat ki koi mansha shamil nahi, ye IMF
05:02budget hai, league senator Irfan Siddiqui bole, budget ke naam par siyasat siyasat
05:07khelna theek nahi, hum par corruption ke ishtumai cases 10 arab ke the, aap logon ka
05:12ek case 60 arab ka hai, baatjeet ho sakti hai, lekin is zamaat wapas lein, Taj Haider
05:19ne kaha, budget me koi awaam dos policy nahi, ye dastavez bas IMF ke gun ga raha hai.
05:27Punjab ka 5,444 arab rupaih ka budget assembly mein pesh, grade 1 se 16 tak, tankhon mein
05:3725 aur 17 se 21 grade tak, 20 visat azaafe ka ailaan, Wazir-e-Khazana Punjab Mujtaba
05:43Shuja Rehman ne budget pesh kar diya, kaha pehla baazab ka tax free budget pesh kiya
05:47jaa raha hai, hukumati kharajat mein khaterfa kam hi nahi hai, mehngai ki shara 11.8 visat
05:53tak le aaye, 10 arab ki lagat se apni chhat apna ghar faraham kar rahe hain, Punjab kisan
05:59program ka aagaz, 5 lakh kisan program se mustafeed honge, talim ke shobay ke liye 69
06:05arab 74 crore rupaih rakne ki tachreej, Punjab mein kai maqamat par muft wifi de rahi hain,
06:09budget takhreer ke dauran, sunni itihaad council ke arkaan assembly ka shadeed ehtajaj, shor
06:15sharaba, kaali patiyaan baang kar ajlaas mein shirkat, people's party ke sirf 2 arkaan
06:19alamti taur par maujood.
06:38Sindh ka 3,000 arab rupaih ka budget kal pesh hoga, naye tarakyati mansoobe shamil na karne
06:44ka faisla, budget dastavez ke mutaabik naye tarakyati mansoobe shamil nahi hain, chairman
06:50people's party Bilawal Bhutto ki tarakyati mansoobe rava saal mukammal karne ki hidayat.
06:57Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki Maulana Fazlur Rehman se unke ghar jaakar mulaqat.
07:02Wazir-e-Azam ne kaha, Maulana Fazlur Rehman ne hamesha Jamhoori ikdaar ki hifazat ke liye
07:06puram judd-o-juhad ko farokh diya.
07:08Shahbaz Sharif ne siyasi masayal ke hal ke liye kameti banane ki tajweez pesh kar di.
07:12Maulana Fazlur Rehman ki deeni khidmat ki bhi daarif ki.
07:15Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki Maulana Fazlur Rehman se unke ghar jaakar mulaqat.
07:16Wazir-e-Azam ne siyasi masayal ke hal ke liye puram judd-o-juhad ko farokh di.
07:17Maulana Fazlur Rehman ki deeni khidmat ki bhi daarif ki.
07:21Damada muskala dharam karenge, aa jaye phir, phir hum dekhte hain.
07:24Hum log tehreek bhi chalayenge, is haqoomat ke peeche lage rehenge.
07:28Maulana Fazlur Rehman sahab ka apna parallel track hain, hamara apna track hain.
07:32Manzlein ek hain, ki Pakistan mein ayin aur qanun ki baala dasti honi chahiye.
07:37Hukumat muzakarat nahi chahati toh phir hamari taraf se bhi ailane jang hai.
07:41Maulana Fazlur Rehman bhi ayin ki baala dasti chahate hain.
07:44Ba-maksat muzakarat uss waqt honge, jab siyasi aseeran ki rehai hogi.
07:49Siyasi mukadmat ka khatma hoga.
07:51PTI Rehruma Umar Ayub ki program Off The Record mein guftagu,
07:55kaha Sharif Brajwan ke liye ghar se khaana aata tha,
07:58jail mein buffet lagte the,
08:00baani PTI ko jail ka kaidi khaana bana kar deta hai.
08:03Nawaz Shahbaz se ek din mein 60-60 mulaqati aate the,
08:07ham ghanto jail ke bahar baithe rehte hain,
08:09baani se mulaqat nahi karne dete.
08:11Family aur bukla ki mulaqat ke dauran, police wale maujood hote hain.
08:24Saifur case mein wifa ki hukumat ne,
08:26baani PTI ki bariat ka faisla Supreme Court mein challenge kar diya.
08:30Sabik Wazir-e-Kharja Shah Mehmood Qureshi ki bariat ka faisla bhi challenge.
08:34Bazarat-e-Dakhla ke zaraaye High Court faisla ke khilaf apeele daayar ki gayi hain.
08:39Supreme Court se apeele manzoor karke bariat ka faisla qaladam karar deni ki istida.
08:49Nikah case mein saza-e-mautili ki darkhas par 10 roz mein faisla kiya jaye.
08:54Islamabad High Court ka hukum,
08:56Session Court ko Bushra Bibi ki apeelo par ek maa mein faisla karne ki hidayat,
09:00Session Adalat mein Bushra Bibi ki darkhas par samaat.
09:03Judge Afzal Majooka ne remarks diye,
09:05Eid se pehle darkhas par faisla se ittifaq karta hu,
09:09Tehriri order aajaata ya High Court se aaga kar diya jaata,
09:12to case ko abhi sun lete.
09:14Waqeel Usman Gill ne kaha,
09:16Darkhas ko kal mukarrar karne.
09:18Judge ne jawab diya,
09:19Kal mujhe Adiala Jail jaana hain.
09:21Adalat mein baitha hu,
09:23High Court ka faisla ajaaye to le aaye.
09:26BUDGET
09:28BUDGET
09:30BUDGET
09:32BUDGET
09:34BUDGET
09:36BUDGET
09:38BUDGET
09:40BUDGET
09:42BUDGET
09:44BUDGET
09:46BUDGET
09:48BUDGET
09:50BUDGET
09:52BUDGET
09:54BUDGET
09:56BUDGET
09:58BUDGET
10:00BUDGET
10:02BUDGET
10:04BUDGET
10:06BUDGET
10:08BUDGET
10:10BUDGET
10:12BUDGET
10:14BUDGET
10:16BUDGET
10:18BUDGET
10:20BUDGET
10:22BUDGET
10:24BUDGET
10:26BUDGET
10:28BUDGET
10:30BUDGET
10:32BUDGET
10:34BUDGET
10:36BUDGET
10:38BUDGET
10:40BUDGET
10:42BUDGET
10:44BUDGET
10:46BUDGET
10:48BUDGET
10:50BUDGET
10:52BUDGET
10:54BUDGET
10:56BUDGET
10:58BUDGET
11:00BUDGET
11:02BUDGET
11:04BUDGET
11:06BUDGET
11:08BUDGET
11:10BUDGET
11:12BUDGET
11:14BUDGET
11:16BUDGET
11:18BUDGET
11:20BUDGET
11:22BUDGET
11:24BUDGET
11:26BUDGET
11:28BUDGET
11:30BUDGET
11:32BUDGET
11:34BUDGET
11:36BUDGET
11:38BUDGET
11:40BUDGET
11:42BUDGET
11:44BUDGET

Recommended