00:00 Missing persons, not really, gumshudgi ka case, lapata afraat karte hain. Ittizad Ahsan saab ki petition thi, Latif Khosa saab mein aana tha.
00:08 Now, adalat ke upar bahut badi zimmedaari hai yeh aane wale dino mein, mahina, derh meena raahega election se pehle.
00:14 Mujhe yeh lag raha hai adalat ko dekh kar, "Bas, in nahi hai. Jau, election lado. You just go and have elections, contest elections."
00:25 Aapko bhi yeh lag raha hai?
00:27 Dekhein, Kashif bhai, ek to, is waqt do subo mein, takreeban saal hone ko aaya hai, hakumtein baithi mi hai, apne 90 rows ke mandate se upar.
00:39 Koi tasawwur hi nahi tha, ka 90 rows se upar hakumtein baith sakti hain.
00:43 Court ka jo yeh view hai, ki elections waqt par hone chahiyein. 8 February ko elections pathar pe laki rahein.
00:50 Yeh aayeen ki spirit ke mutaabik hai. Yeh hamara jo scheme of things hai, jiske taheth humne mulk ko chalana hai, nizam ko chalana hai, uske mutaabik hai.
00:58 Lekin sir, spirit to yeh hai na, ki elections should be free and fair also.
01:02 Abhi us taraf bhi aatein. Agar elections free and fair nahi ho rahein, uske upar sawalat hain, uske upar sawalat hain, to elections hi nahi karahein.
01:11 Yeh to nahi ho sakta na.
01:13 To elections to nahi ho rahein.
01:14 So aapke khayal mein, do raastein hai.
01:16 Ya na karahein, ya jisra ho rahein, waise kar rahein.
01:19 Mere khayal mein, raasta ek hi hai, ki elections hone chahiyein, bahar surat hone chahiyein, aur elections free and fair hone chahiyein.
01:25 Sir, nahi nahi. Let me say what I want to say on this.
01:28 Aap jab yeh baat kar rahein na, ki unke paas kya karein, election na karahein, main yeh ghar rahein, Supreme Court ko pada baayar kya ho raha hai.
01:34 Kitna muskil kaam hai unke liye, enforce karna cheezon ko.
01:37 Un agar piche aat jane de phir, to unna di marzi hai na, chisaiyan di marzi hai, ke ne, which panna chahane.