Milad Tha Milad Hai Milad Rahy Ga | Rabi ul Awal 2021| Hafiz Tahir Qadri
میلاد پہ ہر سال یہی نعرہ لگے گا۔۔۔۔۔۔۔میلاد تھا،میلاد ہے،میلاد رہے گا!
Assalam o Alaykum! On the happy occasion of Eid Milad-un-Nabi celebration Here's The Most Awaited 2021/1443 Milad Title Kalam of Hafiz Tahir Qadr Ghaliya Bazaar Saje Masjid Minaar Saje Aashiqo Ke Ghar Hai Saje Ghar Bhi Saje Dil Bhi Saje Ishq Me Milaad Kahega
Aagae Aagae Aae Mere Mustafa Milad Tha - Milad Hai - Milad Rahega
Duniya Me Tou Milad Manate Hi Rahengay Zikr e Rasool e Paak Sunate Hi Rahengay Jashan e Nabi Ka Hashr Me Bhi Danka Bajega
Falak Ke Nazaro Zameen Ke Baharo Sab Eid e Manao Huzoor Agaye Hai Utho Gham Ke Maaro Chalo Be Saharo Khabar Yeh Sunao Huzoor Agaye Hai
Anokha Niraala Woh Zeeshaan Ayaa, Woh Saray Rasoolo Ka Sultan Ayaa, Aray Kaj Kula’ho, Aray Baadshaho Nigahein Jhukao Huzoor Agaye Hain.
Huwa Chaar So Rahmato Ka Basera Ujala Ujala Sawera Sawera Haleema Ko Pohnchi Khabar Aamina Ki Mere Ghar Me Aao Huzoor Agaye Hain
Aagae Sarkar Mere Marhaba Yaa Mustafa Aagae Dildar Mere Marhaba Yaa Mustafa Sayidus Sardar Mere Marhaba Yaa Mustafa Aagae Ghamkhar Mere Marhaba Yaa Mustafa Aap Meri Shaan Hai Marhaba Yaa Mustafa Aap Hi Pehchaan Hai Marhaba Yaa Mustafa Aap Meri Aan Hai Marhaba Yaa Mustafa Momino Ki Jaan Hai Marhaba Yaa Mustafa Wallah Imaan Hai Marhaba Yaa Mustafa
Mere Sarkar Aae Marhaba Mere Dildar Aae Marhaba
Naseeb Chamke Hein Farshiyon Ke Ke Arsh Ke Chand Aa Rahe Hein Jhalak Se Jinki Falak Hai Roshan Woh Shams Tashareef La Rahe Hein Zamana Palta Hai Rukh Bhi Badli Falak Pe Chahi Huwi Hai Badli Tamaam Jangal Barhe Hai Jhalthal Har Aik Chaman Leh Laha Rahe Hai
Nisar Teri Chahal Pehal Ke Hazaron Eiden Rabi Ul Awwal Siwa-E-Iblees Ke Jahan Me Sabhi To Khushiyan Mana Rahe Hein
Shab E Viladat Me Sab Muslama Na Kyon Karey Jaan O Maal Qurban Abu Lahab Jaise Sakht Kaafir Khushi Me Jab Faiz Par Rahe Hein
Zamane Bhar Ka Yeh Qaaida Hai Ke Jiska Khana Usi Ka Gana Tera Khawa Main Tere Geet Gawan Ya Rasoolallah Tera Milaad Mein Kyun Na Manawaan Ya Rasolallah.
Halima Kar Qadi Vekhay Kadi Sarkaar Nu Wakhay Main Keri Sej Tere Lai Sajawan Ya Rasoolallah
Milad Tha - Milad Hai - Milad Rahega
Hum Ishq Me Jeete Bhi Hai Marte Bhi Hai Sunlo Koi Bhi Rukawat Ho Ae Shaitaan Ke Yaaro Har Haal Me Ghar Ghar Me Yeh Milad Saje Ga
Hai Kol e Sahaba Isse Hum Zinda Rakengay Milad Pe Har Saal Julooso Me Chalengay Firdous Me Bhi Silsila Yeh Jaari Rahega
Mehfil Hai Saji Chaaro Taraf Jashan Nabi Ki Iss Jashan Me Dawat Hai Bas Ushaaq e Nabi Ki Milaad Ka Munkir Tou Kabhi Aa Na Sakega
Ghar Baar Mahale Ko Sajaengay Hamesha Youn Mehfil e Milaad Manaengay Hamesha Jo Jhalta Hai iss se Woh hamesha jalega
Ushaaq Nikal Jae Agar apne gharo se Gairo ko hata dengay agar apni saffo se Konain me Har simt yehi gounj utega
Tafseer yehi waqt hai Takdeer Jaga Le Sarkar ka Milaad Hai Parcham ko Utha Le Iss Me Hi