ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll Gift for All Momineens -------------------------- Video Details! Noha - Hussain Hussain Hussain Nohaqan: Ali Zia Rizvi Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari #noha #Nohay #manqbat #shayari #Like #Comment & #Share To All Momineen. --------------------------
Please Share Your Suggestions In Comments -------------------------- Follow US On Our Social Media Channels :- FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230
-------------------------- LYRICS Noha - Hussain Hussain Hussain
Nohaqan: Ali Zia Rizvi
jangal pahaad karte hai nad-e-ali ali mushkil ko meri hal karo mushkil kusha ali hussain hussain hussain
ruksat ko ahlebait-e-nabi may gaye imam qadmo pe lotne lagi saydaniya tamam wo shor al-firaaq ka wo yaas ke kalaam bache bhi sar patak- te thay le le ke sheh ka naam rote thay yun to lipte hue sab hussain se lekin kaleje phat-te thay zainab ke bain se hussain hussain hussain
us waqt tha ajab sheh-e-deen par hoojume yaad dhalna wo do pahar ka hua nim loo o pyaas laashe pare hue thay azeezo ke aas paas rokar falak ko dekhte thay shah-e-haq janas ut-ta tha darde dil to qadam larkharate thay farmake ya-ali-e-wali baith jaate thay hussain hussain hussain
bhai ke sar ko chati se lipta ke ye kaha batlao kya irada hai ay mere mehlekha daste adab ko jodke bola wo bawafa pyasi sakina marti hai ya shah-e-karbala guzre hai teen din yuhin is pusht pa par gar izn ho to pani ko jaun faraat par hussain hussain hussain
ya cha chuke thay ghore pe abbas-e-haq shanaas aaye sada bhatiji ki sunte hi dar ke paas boli ye mashq deke sakina ba dard-o-yaas qurban ammu jaan bujhado hamari pyaas phat-ta hai dil atash se kaleja kabab hai sakh-khayi kijiye ke ye kaare sawab hai hussain hussain hussain
abbas ne kaha ke mera faqr hai ye kaam bibi tumhare baap ka adna hai ye ghulam di tumne aabru mujhe ay dukhtare imam ab hogaya jahan may bahishti hamara naam kausar mai samjhu dosh pe gar mashke aab ho tum bhi due karo ke chacha kamiyab ho hussain hussain hussain
chaati tak usne pani ko dekha jo ek baar ghode ka dil hua sifat-e-mauje beqaraar hasrat se moo phira ke nazar ki suye sawaar bole ye baat jod ke abbase naamdar tu pile ay faraz ke bahot tishna-kaam hai hampar to be-hussain ye pani haram hai hussain hussain hussain
bouchaar yek-bayak hui teero ki hai ghazab tayghe chali aqab se shareero ki hai ghazab ye shakl do jahan ke ameero ki hai ghazab bujhne na paayi pyaas sagheero ki hai ghazab naize thay aur chand se pehlu diler ke teero ne chaan dala safeene ko sher ke hussain hussain hussain
shane se yu ubal ke baha khoon ke al-amaan thirra ke jhoomne lage abbas-e-nowjawan machli ki tarha haath to reti pe tha tapan' lekin juda na hoti thi