Jab Qaid Hui Shaam Ke Zindan May Sakina | Shayar: Ashraf | Nohaqan: Tableeq e Imamia (Nazim Hussain)

  • 2 years ago
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Gift for All Momineens
--------------------------
Video Details!
Recited |
Manqabat Title |
Poetry |
Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari
#noha #nohay #oldNoha #puranenohay #manqbat #shayari #azadari #Comment & #Share To All Momineen.
------------------------
LYRICS
Noha - Jab Qaid Hui Shaam Ke Zindan May Sakina
Shayar: Ashraf
Nohaqan: Tableeq e Imamia (Nazim Hussain)
.
jab qaid hui shaam ke zindan may sakina
kehti thi ye rokar mere baba mere baba

lo jald khabar aan ke dum ghut-ta hai mera
is shaam ke zindan may bala ka hai andhera
mar jaye na is aalame ghurbat may sakina
jab qaid hui....

ye haal sakina ka huwa zulm o sitam se
kano se lahoo behta hai ruksaar hai neele
mar jaye na is aalame ghurbat may sakina
jab qaid hui....

is darja andhera hai koi shamma jalade
jaakar koi abbas e dilawar ko bulaade
mar jaye na is aalame ghurbat may sakina
jab qaid hui....

kyun ghurkiyan dete hai mujhe aan ke aada
kuch dayr ko aajaiye waare mere baba
mar jaye na is aalame ghurbat may sakina
jab qaid hui....

is darja sitamgaron ne bachi ko sataya
us sham ke zindan may dam ghutgaya uska
ab khaak pe zindan may soti hai sakina
jab qaid hui....

yun sayyede sajjad ka dil kaamp raha hai
laasha jo sakina ka andhere may rakha hai
ab khaak pe zindan may soti hai sakina
jab qaid hui....

mai kaise kahoo gham se jigar phat ta hai mere
kurta jo badan pe tha wohi uska kafan tha
ab khaak pe zindan may soti hai sakina
jab qaid hui....

kuch bhi na mayassar tha wahan ghusl o kafan ko
kurte may hi dafna diya bhai ne behen ko
ab khaak pe zindan may soti hai sakina
jab qaid hui....

jab ahle haram laut ke hai aagaye ashraf
sajjad basad aaho fughan kehte thay ashraf
ab khaak pe zindan may soti hai sakina
jab qaid hui....
--------------------------

Please Share Your Suggestions In Comments
--------------------------
Follow US On Our Social Media Channels :
FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari
INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari
YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ
TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230
DAILYMOTION : https://www.dailymotion.com/VasimHaider
--------------------------
Allah jjh
Muhammad saw.
Ali a.s Fatima a.s
Hasan a.s
Hussain a.s.
Zainab a.s
Abbas a.s
Syed nadeem sarwar
Irfan haider
Farhan Aliwaris
Mir hassan Mir
Ali jee
Ali shanawar
Noha Nouha
Nowha
Nohey
Latmiya
Marsiya
Soz
Salaam
Naat
Qasida
Shayari
Muharram
Azadari
Manqabat
Wiladate
Shahadat