Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 5/21/2025
Roshni Sab Kay Liye

Topic: Tareekh e Hajj Aur Hazrat Ibrahim AS

Host: Syed Adnan Khalid

Guest: Allama Liaquat Hussain, Allama Hafiz Owais Ahmed

#RoshniSabKayLiye #islamicinformation #ARYQtv

A Live Program Carrying the Tag Line of Ary Qtv as Its Title and Covering a Vast Range of Topics Related to Islam with Support of Quran and Sunnah, The Core Purpose of Program Is to Gather Our Mainstream and Renowned Ulemas, Mufties and Scholars Under One Title, On One Time Slot, Making It Simple and Convenient for Our Viewers to Get Interacted with Ary Qtv Through This Platform.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu, aap mulahiza firma rahe hain, program Roshni
00:23sab ke liye apne maizbaan Syed Adnan Khalid ke saath aur hum aapki khidmat mein aaj ek
00:29martaba phir is paigaam ke saath haazir hain, ki Roshni baad do sab ke liye, Roshni baad
00:35do sab ke liye, iss se pehle ke raat ho jaye.
00:39Nazeen-e-Qarami-e-Qadar, aap jaante hain ki hum guzishta se pehwasta mauzoo ke saath aapke
00:44saamne darda badarja is program mein guftagu karne ki saadat haasil kar rahe hain, taarikh-e-hajj
00:52aur falsafa-e-qurbani ke hawale se aur Hazrat-e-Ibraheem alaihi salam ki shaksiyat ke hawale se aur
00:58Hazrat-e-Ibraheem alaihi salam ki shaksiyat, wo shaksiyat hain ke jisse bayak waqt teen
01:04mazahib mein, yaani mazhab-e-Islam, mazhab-e-isaiyyat aur yahoodiyat mein, wo ala maqam haasil hain
01:11ke jisse ye teen-o mazahib muttafiqa alaihtaur par aapki shaksiyat ko bulandarja par maante
01:17hain aur aapki shaksiyat ke motarif nazar aate hain.
01:20Nazeen-e-Qarami-e-Qadar, aaj hum jis mauzoo par aapke saamne silsila-e-kalaam ko aage
01:25badha rahe hain, wo taarikh-e-haj hain aur Hazrat-e-Ibraheem alaihi salam ki zaat-e-baabarkat
01:30hain.
01:31Nazeen-e-Muhtaram, mere saath, mere daain jaanib, tasheef farma hain, intihai muhtaram
01:35o mukarram, aalim-e-deen, intihai maaroof o mautabar, shaksiyat aur aapki guftagooz se
01:41humare jitne dekhnewale nazareen hain, har program mein, ikhtisab-e-faiz karne ki had
01:45darja koshish karte hain.
01:47Mera saath, mere daain jaanib, tasheef farma hain, mautabar-e-maaroof, aalim-e-deen, Hazrat-e-Allama
01:52Maulana Liaqat Hussain Azhari, daamat-e-barakatuhum, wafi huzoor-e-Mulaliya, Allama sahib, aapka
01:56khair makdam karta hun huzoor, tasheef-e-aabari par aaj, iss nashis mein, jazakallah, aur
02:01saath hi, mere doos-e-jaanib, tasheef farma hain, humare intihai maqdoom-e-muhtaram, bahut-hi
02:06khubsoorat lab-ul-lahje ki haamir shaksiyat aur bahut-hi nafasat aur nafees andaas ke saath
02:11apni baat ko sunne walon tak ponchana, Hazrat-e-wala ka khaasa hain, Janab-e-Hazrat-e-Allama
02:16Maulana Mufti Muhammad Ubaid sahib, daamat-e-barakatuhum, Allama sahib, aapka bhi khair makdam karta
02:21hun, aaj tasheef-e-aabari par, inshaAllah, humare dekhnewale nazareen, in dono ahbab
02:26ki, in dono shaksiyat ki guftagu se, jis qadar ho sakega, inshaAllah, hum sab ikhtisab-e-faiz
02:33karne ki koshish karenge, aghaaz-e-guftagu karta hun, Allama sahib, kya irshaad firmaayenge
02:38Hazrat-e-Bibi Hajira ki wo be-karari, aur aapka wo daur lagana, aur iska Allah Rabb-ul-Aalameen
02:46ka qayamat tak ke liye, is amal ka daurai jana lazima malzoom karar dena Ummat-e-Muslima
02:52par, yeh manzar kaise dekhte hain, kya irshaad firmaayenge, aur iski kya hikmat hain?
02:57Boh shukriya Hisham sahib, aapne bohot khubsurat andaas ke saath program ka aghaaz kiya,
03:03Aal-e-Ibraheem ka zikr kiya, Ibraheem A.S. ka zikr kiya, Ibraheem A.S. ko Allah Ta'ala
03:09ne bada maqam ata firmaaya, firmaaya ki Ibraheem A.S. ko Allah Ta'ala ne apna khaleer balaya,
03:17Ibraheem A.S. ko Allah Ta'ala ne itni izzate ata firmaayeen ki unke liye naar ko gulzaar
03:24kar diya. Lekin firmaaya, jaise aapne mukhlib mazaahib ka zikr kiya, ki har ek unko kahta
03:30tha wo hamara hai. Lekin Quran ne ka maa kaana Ibraheem-e-Yahoodiyoon, wala Nasraaniyoon,
03:35wala kin kaana Haneef-e-Muslima, Allah-u-Akbar. Firmaaya naa wo Yahoodi the, naa Nasraani
03:41the, wo deen-e-Haneef par the, deen-e-Haq par the, Allah-u-Akbar. Unki aal aur unki
03:47khaandaan ke zikr hai, Syeda Hajra, aapki zohja-e-Mubarakah hain. Aur Azad-e-Ibraheem
03:53A.S. wa-Salaam Allah ki barakah ke andar duaa-e-maang rahein, Rabb-e-Habli min-as-Saliheen,
03:58Rabb-e-Habli min-as-Saliheen, Khudaya, saleh aulad ata firmaadein, Rabb-ta'ala ne basharat
04:02ata firmaayeen, fa bashar naahu bi ghulam-e-Haleem. Ek hilm wala bachaa ata firmaaya. Lekin us
04:08bachay ko fir hukum hua, kitni badi aasmaayish hai, kitna bada imtihaan hai, ki is bachay
04:13ko lekar, inki walida ko lekar jo hai, wo haram ke andar chhod de. Aur ek aisi wadi ke andar
04:20ke koi zaraat nahi, koi drakht nahi, koi paani nahi, koi insaan nahi, kuch bhi nahi hai.
04:26Allahu Akbar. Aapne diya, aur lekar wahaan par chhod diya. Rabb-ta'ala Quran-e-Majeed
04:32ke andar firmaata hai, ki jab Hazrat-e-Ibraheem A.S. wa-Salaam ne wahaan par chhod, aulad
04:37to aulad hoti hai nahi. Insaan kitna bhi bada ho, lekin aulad ki muhabbat, Allah ne
04:42insaan ki jibillat pe rakhi hai. Aur fir wo aulad ki jisko Allah se maang maang kar liya
04:48ho, duaun aur tamannaun ke saath, Allah ki baargaah ke andar. Jab chhoda to, chhod ke
04:53peechi hatte. Syeda Hajra baar baar pooch rahi hai, ki aap yaha hume kis ki aasre chhod
05:00ke jaa rahe hain. Nahi yaha koi zaraat hai, nahi kheet hai, nahi drakht hai, nahi paani
05:05hai, nahi insaan hai. Aap jawab nahi de rahe hai. Aapka yeh dekhein ki us khullat
05:10ke maqam par faiz hai, us tawakul ke maqam par. Aap jawab nahi de rahe hai. Fir Syeda
05:15Hajra ne khud swaal kiya, kya yeh Allah tabarak wa ta'ala ke hukum se chhod ke jaa rahe hai.
05:21Rab ka hukum hai. Aapne sar hila hai. Farbaaye bas. Allah urbaan jaye Syeda Hajra. Aapne
05:27farbaaye bas. Agar Rab tabarak wa ta'ala ne hukum diya hai hume yaha par chhodne ka,
05:32to wo malik o maula hume zaya nahi karega. Allahu Akbar. Kya yaqeen hai. Itni badi baat.
05:35Subhanallah. Lekin Hazrat Ibrahim A.S. jab unko chhoda to peeche thoda se hadd ke Allah
05:40ki barakah ke andar, dua ke liye badi, ajzeen ki saari ki sath ilteja ki, ki Khudaya,
05:46main apni zurriyat ko, ahlaat ko chhod ke jaa raha hu. Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed,
05:50rab ta'ala ne us dua ko zikr firma hai. Rabbana inni ashkantu min zurriyati biwadin ghayri
05:57zi zara'in. Subhanallah. Inda baitikal muharram. Khudaya ek aisi wadi ke andar apni zurriyat
06:03ko chhod ke jaa raha hu, jis wadi ke andar biwadin ghayri zi zara'in. Koi zaraat nahi.
06:08Koi kuch nahi. Lekin Khudaya, ek ummeed hai ki inda baitikal muharram. Kera hurmat wala
06:14ghar toh mujood hai. Kera mubarak ghar toh mujood hai. Khudaya, yeh sabse badi ummeed
06:19hai. Eh Khudaya, tu karam firma dena, mehrbani firma dena. Rabbana yuqeemus salata. Khudaya,
06:25inko namaz ki tofeeq dena. Faj'al af'idatam minan nasi tahvee ilayhim. Inko akele hain,
06:32toh marje khala'ik bana dena, saari insaniyat ke dil phire hu idhar aa jayen.
06:37Aur teesra firmaaya, warzuq hum minas samaraat ila Allah hum yashkurun. Khudaya,
06:42inko phalun se rozi dena, aur us rozi kha ko teri bargah ke andar shukar guzari bi bhajaan hain.
06:48Subhanallah.
06:49Ab Sangeeta Hajra ke paas jo hai wo, thoda sa jo tosha tha,
06:54wo thoda sa jo paani tha, wo tosha bhi khatam ho gaya, paani bhi khatam ho gaya.
06:58Ab chota nanna Ismail, Allah tabarak wa ta'ala ke khadir alaihi salatu wasalam ke wo pyaare
07:03sahabzade, aap tarapne lage, rohne lage, aur aapne jab unki tarap ko aur beqarari ko,
07:10jo apke swaal ke andar markazi jumla hai, hai hai hai hai. Wo jo beqarari aur unka wo jo
07:15tarapna, jab usko dekha toh Syeda Hajra utkar dodh padi. Syeda kahan ja rahi hain, yahan toh
07:22na insaan hai, na koi zaraat hai, na paani hai. Warabahein bas main utkar apne, mujhe mere
07:28Ismail ki beqarari dekhi nahi jaari. Aap jo hai utkar dodhna shuru karte hain, aur paani ke
07:34talaash mein nikalte hain. Darmiyan mein ek jagah aati hain, ki jahan Hazrat-e-Ismail alaihi
07:38salatu wasalam nazar nahi aa rahe hain, wahan kadmu ko tez kar diya.
07:42Allahu Akbar.
07:42Kadmu ko tez kar diya aapne. Aap wahan se dodhiye, safa se marwa, marwa se safa,
07:48safa se marwa, marwa se safa. Aur phir karte karte wo manzar aa gaya, ki Allah tabarak wa ta'ala
07:53ne unki is dodh par, aur Syeda Ismail alaihi salatu wasalam ke kadmu ki barkat se maah-e-Zamzam
08:00ata fata.
08:00Subhanallah. Zamzam ko Allah tabarak wa ta'ala ne jaari wa saari firma diya. Aur main chahunga
08:06ke is hawale se Allama Muhammad Hafeez sahab is hawale se kya ishaat firmaayenge? Zamzam ki
08:12ahmiyat aur is ki ta'a qayamat jo jaari wa saari rehne wali jo barkate hain, us hawale se kya
08:18aap roshi daalenge? Kya ishaat firmaayenge?
08:19Bismillahir Rahmanir Rahim. Allama sahab ne badi khubsurti se iska jo pas-e-manzar tha,
08:24zamzam ke nikalne ka, aur uski jo hikmat thi, usko bayan kiya. Aur yeh Allah paak ne jo
08:31Hazrat Ibrahim alaihi salam ki dua qabool firmaayi, ke wadi-e-ghair-e-zee-zara jahan
08:37koi aabadi nahi hai, ya Allah yahan aabad kar. Aur aabadi ka sabse pehla jo unsar hota hai,
08:43wo paani hota hai. Kisi sehra mein paani dekh ke parinde wahan pohuchte hain,
08:49insaan wahan pohuchte hain. Toh phir Allah ne kahe,
08:52ay Ibrahim tumhari dua aise qabool karunga, ke duniya ko zamzam ata karunga.
08:57Allahu Akbar. SubhanAllah.
08:58Toh phir duniya ko zamzam ata hua, wo fazilat wala paani, azmat wala paani,
09:05jo us wakat sabse pehle ek nabi ki piyaas ko bujhane ka zariya bana,
09:10phir hammesha se Allah paak ne uske chashme ko wahan pe jari kar diya.
09:16Wo nabiyun ka pasandida paani hai hatta ki Imam-ul-Anbiya Hazrat Muhammad-e-Mustafa
09:21sallallahu alaihi wasallam ka pasandida paani hai. Aap sallallahu alaihi wasallam
09:27Madinah se usse matkaun mein bharke le jaya karte the. Mareezun ko pilate the. Khud peete the.
09:34Aur Syed Ayesha Siddiqa radiyallahu ta'ala naa kahti hain main kyun na yahan se paani
09:38le kar jaun ki ye mere Rasool ki sunnat hai. Waise paani ka bojh koi uthata nahi hai safar mein.
09:44Lakin zamzam aisi cheez hai ki uska bojh uthaya jata hai uski barkat ki wajah se.
09:49Uski azmat ki.
09:50Har shaks ki yeh koshish hoti hai ki agar jaye Haram-e-Nabwi.
09:54Aur agar Haram-e-Nabwi mein jaye toh wahan isse badkar koi tohfa nahi.
09:58SubhanAllah.
09:58Yani aap aur koi bhi cheez hai duniya ke kisi hisse mein bhi mil jayegi.
10:02Bekul hazur.
10:03Lakin yeh paani hai jo wahan ka tohfa hai, wahi se milega.
10:06Jihaan.
10:07Aur aap sallallahu alaihi wasallam ne irshaad firmaaya ke maa-u-zamzam limaa shuriba lah.
10:13Maa-e-zamzam jis niyyat se piya jaye, Allah poori kar deta hai.
10:18SubhanAllah.
10:19Waw, waw, subhanAllah.
10:20Jis niyyat se piya jaye, ismein koi qaid nahi hai ke wo koi duniyawi gharz ho, deeni gharz ho.
10:27Balki Hazrat Abdullah ibn-e-Abbas radiyallahu ta'ala anhu toh kehte the ke jab mere Rasool
10:31ne kahe hai ke har cheez ke liye hai, toh aap dua karte the ya Allah main zamzam is
10:36niyyat se piya rahun, meri qiyamat ke din ki pyaas bujha dena.
10:40Allahu Akbar.
10:40Yani aakhirat bhi apni maangte the sahaba-e-kiram, zamzam ki barkat.
10:45Kya kehne, kya kehne.
10:46Aur aap sallallahu alaihi wasallam ne irshaad firmaaya ke baitullah ki taraf rukh kar,
10:52teen saanson mein isse khade hokar pi, aur jee bhar ke pi.
10:57SubhanAllah.
10:58Aur huzoor firmaate the, momin aur munafiq ke darmian farq ye hai,
11:03ke munafiq zamzam peyt bharke ni peeta.
11:06Oho, kya baat hai.
11:08Momin zamzam ko peyt bharke peeta hai.
11:10SubhanAllah, subhanAllah.
11:11Ye iska ek momin se taaluk hai, toh ye iski azmat hai, ehmiyat hai,
11:16aur sahaba-e-kiram isko bimariyon ki shifa ke liye peeta hai.
11:20Isme jo aap dua karte hain, jis dua ke liye bhi aap Allah ki bargah mein hazir hon,
11:24wo qabool hoti hai.
11:25Wah.
11:25Imam-e-Azam Abu Hanifa Rehmatullahi ke baare mein aata hai,
11:29aapne zamzam piya, toh kaha, ya Allah mujhe zamzam ki barkat se aalam-ul-ulama bana de.
11:35Oho, oho, oho.
11:37Aur jab wo dua qabool hui, toh Imam Shafi jaisa shakhs bhi kahta tha,
11:41ke hum mein agar koi aalam-ul-ulama hai, toh wo Abu Hanifa hai.
11:45Kya kahne?
11:46Yani unki ye dua qabool hui.
11:47Yani aap iske zariye ilm maang sakte hain, rizq maang sakte hain,
11:52shifa maang sakte hain, jannat maang sakte hain, duniya maang sakte hain, aakhirat maang sakte hain.
12:00Ye ek aisa tohfa hai, jo Allah Paak ne, ek nabi ke qadmon ke waseela se.
12:06Aap dekhe na, iska pas-e-manzar aap dekhe.
12:08Toh nabiyon ki nisbat se jude bagahir duniya mein kuch bhi nahi hai.
12:13Aap dekhe na, ke wo paani jo Huzoor-e-Salaam ki ungliyon se jari ho gaya tha.
12:18Toh Imam Ahmed Raza Khan Fazal-e-Bareli Rahimahullah kahte hain, wo zamzam se bhi awzal hai.
12:24Ki wo Huzoor ki ungliyon se jari ho.
12:27Toh nabiyon ki nisbat se hi Allah Paak ne,
12:30aap Hazrat Moosa A.S. ko dekhen ke unhone asa maara tha, toh baara chashmein nikal aaye the.
12:35Toh ye nabiyon ki jo nisbaten hain, ye paaniyon mein wase hi hasil hain.
12:39Lakin zamzam ka paani, jo Allah Paak ne is poori duniya ko ata farmaya,
12:44har lamhe wo nikal raha hai,
12:46karodon gallon nikal rahein,
12:48karodon log pee rahein,
12:50jaise jaise log usko peete jaate hain,
12:53uski raftaar badhi jaate hain, uski barkatin badhi jaate hain.
12:57Aur jis tarah se Allama sahab ne guftagu farmayi,
13:00nazi ne garami ek qadar yaqeen jaaniye,
13:02ke ye wo saadat hai, saadat-e-uzma hai,
13:06ke jisse Allah Tabarak wa ta'ala ata farma de.
13:08Aur aap jaante hain ke Hajj-e-Baitullah ki saadat hasil karne ke liye,
13:12puri duniya se is waqt Musalmanan-e-Aalam,
13:15Kaabatullah ki jaanib rukh kar rahe hain,
13:17aur sab ki manzil, wo paak manzil hai,
13:19har insan ye chahta hai,
13:21ke uski haziri is maukai par Allah Rabb-ul-Aalameen ki baarga mein ho,
13:25aur uske mehboob-e-karim,
13:27Sallallahu alaihi wa sallam ki zaat-e-baabarkat ke huzoor hazir hokar salam arz kiya jaaye.
13:32Allah Rabb-ul-Aalameen, tamam Musalmanan-e-Aalam ko ye saadat naseeb farmaye,
13:36aur jis tarah har saal, kamu besh,
13:39ek muhtaat andaze ke mutaabik, kamu besh 20 lakh afraad,
13:42is fareeze se, iski sar-anjam dahi se faizyab hote hain,
13:47toh un laakhon afraad mein hamara bhi naam lik diya jaaye,
13:50ay kash ki hamari bhi haziri ho.
13:52Nazeen-e-Garami-e-Qadar, ek muhtasar sa waqfa le raha hain,
13:54is yaqeen ke saad, ki aap hamare saad rahenge, stay with us.
13:57Nazeen-e-Garami-e-Qadar, waqfe ke baad,
13:59aap tamam ka khair magdam hai,
14:01aap dekh rahe hain, program Roshni,
14:02apne mehzbaan Syed Adnan Khalid ke saad,
14:05aur Nazeen-e-Garami-e-Qadar,
14:07aaj hamara jo mauzoo hai,
14:08wo hai taarikh-e-Hajj,
14:10aur Hazrat-e-Ibraheem alaih-e-Salaam ki zaat-e-baab-ar-qat.
14:13Is hawaale se ham, mufassal andaas ke saad,
14:16apne saad maujood ulama-e-Ikram ke panel se guftagu kar rahe hain,
14:20aur jis taur par wo paara hai,
14:22aaj ham is wasi mauzoo par guftagu ke zariye,
14:25apne poori duniya me dekhne wale nazareen tak,
14:27aagahi faraam karne ki koshish kar rahe hain,
14:30aur is waqee mauzoo par roshni daalne ki saadat hasil kar rahe hain,
14:33humare ulama-e-Ikram.
14:34Mere saath, mere daai jaanib tashreef farma hain,
14:36Hazrat-e-Allama Maulana Liaqat Hussain Azari sahab,
14:40damazillahu hazrat,
14:41kya irshaad farmayenge,
14:42ke safa-o-marwa ko,
14:44Allah tabarak-wa-ta'ala ne,
14:46Quran-e-Majeed ke zariye,
14:47shair-e-Allah karar diya.
14:49Hazrat, yahan iski wazaad farmayega,
14:50ke shair-e-Allah se kya murad hai,
14:53is hawaale se roshni daaliye.
14:54Shair-e-Allah jo hai,
14:56yeh shaira ki jama hai,
14:57aur shaira kahte hain nishani ko.
14:59Pehsi toh Rab-tabarak-wa-ta'ala ki kudrat ki sari nishania hain,
15:03yeh zameen-o-aasman,
15:04yeh Pakistan ke pahad bhi sab Allah ki kudrat pehda ki hain.
15:08Lekin yeh khaas thor par,
15:10yeh jo Allama sahab ne ek buniyat rakhi na,
15:12ki yeh jo nispat hoti hain,
15:13Khalid sahab,
15:14yeh badi cheez hoti hain.
15:15Acha pahad toh yeh pehle se wahaan maujood the,
15:18pehle se do pahad wahaan par maujood the,
15:20lekin firmaaya,
15:24aur marwa se safa dodi,
15:27yeh jo Allah ki ek bandi ke mubarak qadam lag gaye.
15:31Aaghaas ke andar aapne ek badi pyaari baat firmaayi thi ki,
15:34yeh dikhein yeh sara ka sara haaj aur yeh qurbani,
15:36yeh sab nispat hain.
15:38Azad-e-Ibrahim a.s.w.w aur aal-e-Ibrahim,
15:41qurbani ke baare mein huzoor ne firmaaya na,
15:42sunnatu abikum Ibrahim,
15:44wa tarakhna aali fil aakhirin quran ne ka.
15:46Isi tarah yeh safa marwa pahadi hain,
15:48jaise aam pahadiyan hoti hain,
15:50lekin firmaaya ke Allah ki ek nek bandi ke qadam lag gaye,
15:53Allahu Akbar.
15:55Allama sahab ne zikr firmaaya ke wahaan se zam zam nikla,
15:57to firmaa inna safa wal marwata min sha'a idilla,
16:01aur bhai safa aur marwa Allah ke nishaniyon mein se ke nishaniyon.
16:05To buniyaad wohi hain ke jab nispat,
16:07ab dekhein ek jaanwar hain,
16:10woh mandi ke andar khada hain,
16:11jaanwar hain,
16:12koi paal raha hain jaanwar hain,
16:13jaise uska soda hua,
16:15woh mansoob ho gaya qurbani ki tarah,
16:17firmaa ab yeh aam jaanwar nahin hain,
16:19zara iski takreem karna,
16:21wal budna ja'alna halakum min sha'a idilla,
16:24yahan bhi sha'a idilla firmaaya.
16:25Subhanallah, subhanallah.
16:26Ab yeh qurbani ke jaanwar,
16:28Allah ke nishaniyon mein se nishaniyon bange,
16:30kapde ke thaan hain,
16:31dukaanon par phenk rahein,
16:33factory mein ban rahein,
16:34idhar phenk rahein,
16:34udhar phenk rahein,
16:35dukaan pe thaan,
16:36ab ek usmein se nikaala,
16:38aur woh quran ka ghilab bana liya,
16:40ab jab quran ko chumne lagenge,
16:42to usko bhi chumenge,
16:43Ghulam bhai, iski nismat ab quran ke saath ho gaye hain,
16:46ab iska taalluk quran ke saath ho gaye hain,
16:48to har woh cheez,
16:49jo Allama sahab ne bohot khubsurat buniyat bandi,
16:51ki anbiya-e-kiram,
16:52anbiya ki aal ke saath jo mansoob,
16:55ab dekhi yeh patthar hain,
16:57jis patthar par khade ho kar
16:58Hazrat Ibrahim a.s. ne khaana kaaba ko taameer kiya,
17:01wahi diya rafa'u Ibrahimul qawa'ida minal baithi wa Ismail,
17:04uska zikr kiya gaya,
17:05firmaaya ke Allah ke ghar ke andar kai nishaniyon hain,
17:09feehi aayatum bayyinatum maqam-u-Ibraheem,
17:13bhai yeh toh patthar hain,
17:15ab ne patthar nahi hain sirf,
17:16jis patthar par Allah ke khaleer ke qadam manqoosh hain,
17:20firmaa khaana kaaba mein jaan bhi namaz padoge,
17:22Rab tabarak wa ta'ala qaboolu manzoor firmaayega,
17:24lekin wattakhidu min maqam-i-Ibraheema musalla,
17:27maqam-i-Ibraheem ko musalla banao,
17:29jaaye namaz banao,
17:30wahaan par namaz pado,
17:32isi itara firmaaya ki har woh cheez,
17:34hazrat-e-Musa alaihissalatu wasallam
17:36aur aapki aal ki tarb mansoob jo cheezein hain,
17:39baqiyatum mimma taraka aal-u-Musa wa aal-u-Haroon,
17:42tahmiluhu-l-mulaaika,
17:44inna fee dhalika la-aayatal lakum in kuntum momineen,
17:47yeh bhi Allah ke nishaniyon meise nishaniyon,
17:50quran ke andar sha'airullah aur aayat,
17:53yeh nishaniyon kari istimad,
17:55woh jo taboot-e-sakeena hain,
17:57uske andar kya tha,
17:58hazrat-e-Musa alaihissalatu wasallam ka asa mubarak,
18:00aapka pyaala mubarak,
18:01aapki jisam ke kuch kapde,
18:03usko Allah tabarak wa ta'ala firmaara hai,
18:05yeh Allah ke nishaniyon meise nishaniyon,
18:08hazrat-e-Yusuf alaihissalatu wasallam ko jab pata chada,
18:10unke walid ka,
18:11aapne firmaaya ki yeh meri kabeez le jao,
18:14izhabu bi qameesi haaza,
18:16fa alquhu ala wajhi abiyati basira,
18:20jaakar meri walid-e-garami ke chehre par daalna,
18:23woh jo unke aankhun ki basarat chari gayi hain,
18:25firmaaya is kabeez ki barkat se Allah unke basarat ko lota deka,
18:29yeh mere quran padha hai sir,
18:31kare ka sara quran badha hai,
18:33yeh hain nisbatein,
18:35yeh hain taaluk un nisbaton meise ek hai,
18:37inna safa wal marwatha min shumaa ila Allah.
18:39Subhanallah, subhanallah.
18:40Allama sahab,
18:41janaab Muhammad Owais sahab,
18:43Hafiz sahab,
18:44kya irshaat firmaayenge is hawaali se,
18:46bil khusus jab hum tarikh-e-Islam ka mutaala kartein,
18:49toh hum dekhteyin,
18:49ke safa marwa ke mutaalik,
18:51usse daur mein,
18:53ek gumraahiyat phail gayi,
18:54aur baddaqeedgi logon ke darmian payi jaati thi,
18:57is hawaali se aap kya irshaat firmaayenge,
18:59yeh kya daur tha,
19:01aur kya marhaala tha is hawaali se.
19:03Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim,
19:05safa jo pahadi ka hissa tha,
19:07uspar mushrikeen-e-Makkah ne,
19:09Usaaf naami ek buddh rak diya tha,
19:11ab wo wahan par aate the,
19:13toh budd ki ibadat karte the,
19:15aur jo marwa ki pahadi ka jo hissa tha,
19:17uspar unhone apna ek buddh rak diya tha,
19:19usko kahte the naaila,
19:21toh Usaaf aur naaila,
19:23buddhon ki liye,
19:25toh Usaaf aur naaila,
19:27buddhon ki jo ibadat thi,
19:29us zamane mein,
19:31wo yeh kiya karte the,
19:33mushrikeen-e-Makkah,
19:35safa marwa pe jaana,
19:37is baat ki alamat hota tha,
19:39ke Usaaf aur naaila ke charnon mein ja rahein,
19:41yeh inhone isko begaad diya tha.
19:43Huzoor-e-Salaam aaye,
19:45toh aap toh fir,
19:47buddh shikan the,
19:49Ibrahim ke bete the,
19:51toh aap ne,
19:53Abdullah ke buddh bhi todhe,
19:55yahan ke buddh bhi giraaye,
19:57ab logon ke liye,
19:59musalmanon ke liye,
20:01us jagah pe jaana,
20:03us wahm aur us purani nisbat se,
20:05mashkook ho gaya tha,
20:07ke bhai wahan aap jayein,
20:09toh yeh toh Usaaf naaila ke paas jaana hua,
20:11ya us jagah pe jaana,
20:13ab mushrikeen ka tareeka ho gaya hai,
20:15toh Quran-e-Karim ki aayat utri,
20:17allama sahab ne jaise usko tilawat kiya,
20:19inna safa wal marwat,
20:21min sha'a irillah,
20:23yahan buton ke aajaane se,
20:25hajra ki nisbat ni mit sakti,
20:27hoi hoi hoi,
20:29kya kain hai, kya baat hai,
20:31kya bada jumla hai, subhanallah,
20:33safa marwat meri nishaniyan thi,
20:35meri nishaniyan hain,
20:37aur meri nishaniyan rehenge,
20:39subhanallah,
20:41ab jo mere peghambar aur unke manne wale aaye hain,
20:43toh sun le,
20:45faman hajjal baita,
20:47avyaan tamara,
20:49fala junaha alaihi
20:51ayyattu wafa bihima,
20:53jo aakar baitullah ka
20:55tawaf karega,
20:57jo aakar baitullah ke ird gird
20:59ghumega, wo sun le,
21:01ke wo aake safa marwa ke bhi
21:03chakkar lagayega, subhanallah,
21:05yahan bhi aayega bhai,
21:07yahan aana choot nahi sakta,
21:09buton ko minha kiya,
21:11buton ka inkaar kiya,
21:13tazeem ko qaim kiya,
21:15inna safa wal marwata,
21:17wa ma yu anzim shahair Allah,
21:19fa innaha min taqwal hu,
21:21aapne jo poocha tha,
21:23wo baat poori hui,
21:25allama sahab ne jo firmaaya tha,
21:27usse aur apni baat ko jod kar,
21:29ek nateeja mein ummat ko dena chahata hu,
21:31apne sunne walon ko,
21:33mere bhaiyo,
21:35tazeem aur shirk mein farqh hota hai,
21:37is nisbat se yahan samjhena,
21:39ye ye moqa hai,
21:41dekhen yahan but aaye,
21:43toh unko hataya gaya,
21:45magar iski tazeem
21:47nahi khatam hui,
21:49aaj log kya kartein,
21:51tazeem ko shirk keh detein,
21:53lakin shirk aur tazeem
21:55mein jo farqh hai,
21:57agar wo aap qaim nahi karenge,
21:59toh aap
22:01ehle tauheed par wo aayatein
22:03padhenge, jo buton pe naazil hui,
22:05jo aaj log kartein,
22:07aur joh hai na,
22:09wo ye samjhtein,
22:11ke tumne,
22:13ye mazaar pe jaake fatiha padhi,
22:15haath uthaake dua kiye,
22:17toh shirk kiya,
22:19tumne mix kaise kardiya cheezon ko bhai,
22:21huzoor ki bargah
22:23mein koi gaya hai,
22:25muajja sharif pe khade hoke,
22:27koi haath uthaake dua kar raha hai,
22:29tumne kaise shirk kaha usko bhai,
22:31agar usne huzoor ki tazeemi ki,
22:33huzoor se dua toh nahi maangi,
22:35dua toh Allah se maangi usne,
22:37dekhen apna seena,
22:39apne aaka ki taraf kiya,
22:41nauzubillah, aisa toh bilkul aisa nahi hai,
22:43safa marwa ke chakkar lagana,
22:45agar shirk nahi hai,
22:47toh muajja sharif pe khade hona bhi,
22:49shirk nahi hai,
22:51aur wahan khuda se dua karna,
22:53shirk nahi hai,
22:55ye bimaari aur ye jo zain ke andar,
22:57ek khalal peyda ho gaya hai na,
22:59logon ke, ye nikalna padega,
23:01aur Quran-e-Karim ne isko,
23:03bade waze andaz mein,
23:05tazeem aur shirk ke farq ke lihaaz se,
23:07Quran-e-Karim ne bayan kiya hai,
23:09jis patthar par Ibrahim khade hua the,
23:11paun laga the,
23:13uski kyun tazeem hai,
23:15aap mujhe bataye,
23:17nabi ki nisbat se,
23:19toh tazeem Islam mein sabit hai,
23:21jo poori fairis mere bhai ne pardhi,
23:23Allah inko salamat rakhe,
23:25poori taarikh ki nisbat,
23:27aapke saamne rak di,
23:29hazrat-e-Yusuf ne,
23:31hazrat-e-Yaqub ne toh nahi kaha tha,
23:33ke mere liye kameez bhejne wala,
23:35shifa toh Allah deta hai,
23:37MashaAllah shukriya,
23:39aur is sawale se mazeed bhi kuftuku karenge,
23:41Allama Laiqat Hussain Hazari sahab,
23:43main is sawale se aap se chahunga,
23:45irshaad firmahiye ga,
23:47hazrat-e-Ibrahim a.s. ne sarzameen-e-Makkah ke liye,
23:49jo rizq ki kushadgi ke hawale se,
23:51aur jo barkat ke liye,
23:53aur jo amn us sarzameen par qaim hu,
23:55is hawale se khususi dua firmahi thi,
23:57is hawale se aapke irshaad firmahenge,
23:59aur is dua ki tafseelat,
24:01main chahunga.
24:03Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed,
24:05Ishaal-e-Ibraheem-o-Rabbi ja'al
24:07haadha baladan aamina,
24:09warzuqa lahum min-al-thamaraat.
24:11Vermaaya,
24:13Ibraheem a.s. ne,
24:15ki khudaya ish shahir ko amn wala shahir banade,
24:17aur firmaaya,
24:19ki yahaan ke rehne walon ko faloon se rozi ata firma,
24:21toh pehle amn maanga,
24:23aur phir rozi mangi,
24:25rozi ki ambar lageve ho,
24:27lekin amn na ho, sukoon na ho,
24:29isi ke paas bahut maal-o-dolat ho,
24:31sona ho,
24:33lekin ghar ke andar tension ho,
24:35family ke andar tension ho,
24:37toh pata chala,
24:39ki kuch bhi istimaal nahi kar sakega,
24:41usko, jisko aaj ki zaman mein hamare kahte hain,
24:43ki us life ko chill nahi kar sakega,
24:45un pehsoon se enjoy nahi kar sakega,
24:47pehle amn hai, ghar mein bhi amn,
24:49zindagi mein amn, dil mein amn,
24:51aur firmaaya, ki khudaya ish shahir ko amn ata firma,
24:53yahaan ke rehne walon ko faloon,
24:55acha phir rozi bhi kaisi mangi aap,
24:57yeh dikhi aap,
24:59ala darje ki rozi,
25:01ala hum minas samaraat,
25:03yeh ek toh anaaj hota hai na,
25:05ham roti baka ke gandum kha le,
25:07phal khaate hain, jinn ke paas bahut
25:09hi-fi kisam ka hota hain,
25:11baadishahun ka aur umara ka aur
25:13bade bade logon ka,
25:15lekin Allah tabarak wa ta'ala se jab mange,
25:17toh hi-fi mange na,
25:19Allah tabarak wa ta'ala ata firmaan hai,
25:21Allah ke khaleel,
25:23jinnon ne apna sab kush kurbaan kar diya,
25:25lekin jab aal-e-Makkah ke liye manga,
25:27jab apni aulad ke liye manga,
25:29an-ni-askanto jo maine padhi surah-e-Ibraheem,
25:31ki warzuq ala hum minas samaraat,
25:33ila allam yashkur, wahan bhi yeh lafz hain,
25:35toh kya manga, ala darje ke ham bhi
25:37apni aulad ke liye mange,
25:39apne doston ke liye mange, toh aada mange,
25:41lekin ek cheez hai, jais aapne dua ka firmaaya,
25:43Ibraheem a.s.a.w. ne pehle dua yeh mangi,
25:45ki rabbi ja'alni muqeem-us-salati
25:47wa min zurriyati,
25:49rabbana ri-uqeem-us-salata,
25:51khudaya mujhe meri zurriyat ko,
25:53meri zurriyat ko, meri aal-e-Makkah ko,
25:55sab ko khudaya, namaz ki taufiq
25:57ataa firmaana,
25:59imaan par meri zurriyat mese logon ko rakhna,
26:01acha rozi ka bhi yaha par jo firmaaya hai,
26:03aapki baat se mujhe yaad aaya hai,
26:05quran subhanallah pardte hui,
26:07warzuq ala hum minas samaraati,
26:09man aamana minhum billahi wali-yaum mil-aakhir,
26:11khudaya usko dena,
26:13ki jo tujh par imaan laaye,
26:15aakhirat par imaan laaye,
26:17yaha rabbi ta'ala na firmaaya ki mere khalil,
26:19thodasa concession de do,
26:21aise nahi karo,
26:23qala wa man kafara,
26:25fa ummatia'uhu qaleela,
26:27parbaat do cheeze,
26:29aakhirat ka mamla hai,
26:31duniya ka mamla hai,
26:33duniya ka kya hai,
26:35jo duniya ke indar meinat kare,
26:37wo apna ho, ghair ho,
26:39rab ko rab nahi bhi maanta hai,
26:41yahudi hai, nasrani hai,
26:43butoon ko sajda karta hai,
26:45daay ko mata maane,
26:47jo marji,
26:50lekin Allah ke khalil ne Allah,
26:52firmaaya wa man kafara,
26:54fa ummatia'uhu qaleela,
26:56thumma atarruhu ila azaab bin naar,
26:58aakhirat ke indar azaab doonga,
27:00lekin raha duniya ka mamla,
27:02to firmaaya duniya ke indar jo,
27:04ab ye dekhey aap,
27:06duniya ke jitri qaum hain,
27:08ab yahudi ho dekhey,
27:10ab ye baniya ho dekhey,
27:12wo business ke indar kitne aagey,
27:14karbaar ke indar kitne aagey,
27:16ye mere rab ka karam hai,
27:19lekin main ek jumla kahoon aakhir ke indar,
27:21Ibrahim a.s. ne dua maangi,
27:23ke khudaa-e-shehru ka amanwala shehr bana,
27:25rozi mein barkat-e-ata-afarma,
27:27huzoor ne bhi Madina Munawwara kari dua maangi,
27:29khudaa-e-jo dua Ibrahim a.s. ne maangi,
27:31to Madina ko bhi ata-afarma,
27:33dugni ata-afarma,
27:35iske shehr mein barkat-e-ata-afarma,
27:37iske mudh mein barkat-e-ata-afarma,
27:39saah mein barkat-e-ata-afarma,
27:41firmaaye mere Madina ko dugni
27:43barkat-e-ata-afarma,
27:46kya kehne, kya kehne,
27:48nazirin-e-girami-e-qadr, aap dekh rahe hain,
27:50program roshni, aur hum is waqt baut hi,
27:52ahim mauzoo par aapke saamne,
27:54apne ulama-e-ikram ke zariye se
27:56hum kalam hain, aur aap mulahiza
27:58firma rahe hain, azaat-e-wala ki khubsurat guftagu ko,
28:00ek muqtasa sa waqfa, hum yahan leh rahe hain,
28:02is yateen ke saath, ke aap hamare saath rahe hain,
28:04dekhte rahe hain, program roshni.
28:06nazirin-e-girami-e-qadr,
28:08waqfe ke baad, aap tamaam ka khair magdam hai,
28:10poori duniya mein is waqt jaha jaha
28:12roshni dekha jaa raha hai,
28:14tamaam dekhne walon ka khair magdam karta hua,
28:16nazirin-e-girami-e-qadr, aaj hum
28:18jis mauzoo par guftagu kar rahe hain,
28:20aapke saamne, wo hai taarikh-e-hajj, aur
28:22hazaat-e-ibraheem alaihi salam ki
28:24zaat-e-waabarkat ke hawale se,
28:26aur alhamdulillah, jis tarah aap jaante hain,
28:28ke ab wo saaatein badi qareeb hain,
28:30ke log hajj-e-baitullah ki saadat
28:32an-qareeb hasil karenge,
28:34poori duniya se aazmeen-e-hajj,
28:36jaanib-e-hijaz,
28:38is waqt rawa-dhawa hain,
28:40aur jis-jis ki haazri, ummat-e-muhammadiyah,
28:42sallallahu alaihi waalihi wa sallam mein,
28:44Allah tabarak wa ta'ala ne muqaddar farma di hai,
28:46wo tamaam log haazir honge,
28:48hum yaha is waqt dua go hain,
28:50ke Rabb-ul-alameen, un makbool-e-bargah,
28:52logon ke sadq-e-ham sab ki bhi haazri,
28:54apni paak-e-bargah mein farmaaye,
28:56mere saath, mere baay-e-jaanib
28:58Allama Hafiz Muhammad Uwais sahab,
29:00Allama sahab,
29:02sar-zameen-e-Makkah ko
29:04haram-e-paak kaha jaata hai,
29:06is hawalay se kya ishaat farmaayenge,
29:08is ki kya hikmat hai,
29:10aur kyun haram-e-paak kaha jaata hai,
29:12kyun mausum kiya gaya hai?
29:14Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim,
29:16dekhein yeh bahut badi ek haqiqat hai,
29:18laakon, karoron log,
29:20Quran kahta hai,
29:22min kulli fajj-e-nameeq,
29:24toor-daraz ki ghaatiyon se,
29:26wadiyon se,
29:28shehron se, muhallon se,
29:30mulkon se,
29:32kashan-kashan log aatein,
29:34is sar-zameen ki taraf,
29:36agar niyyat ek hoti hai,
29:38ki hum paak ho jayein,
29:40jis ghar mein pohonch ke log
29:42paak ho jayein,
29:44us haram ki paaki ka kya alam ho,
29:46jis mein hajr-e-aswad hai,
29:48log agar usse choom lein,
29:50us saare guna mit jatein,
29:52us sar-zameen mein
29:54aa ke kuch
29:56activities kar lein,
29:58toh aise paak ho jatein,
30:00jise aaj maa ke peht se
30:02niklein ho,
30:04yis haram
30:06aisi zameen hai,
30:08ki yeh iski fizaayin
30:10munawwar hain,
30:12iski zameen munawwar hai,
30:14iske drakht munawwar hain,
30:16iske ghaas munawwar hain,
30:18huzoor ne firmaaya,
30:20laa yu'udadu shauku,
30:22laa yu'udadu shauku
30:24laa yu'udadu shauku
30:26laa yu'udadu shauku
30:28laa yu'udadu shauku
30:30laa yu'udadu shauku
30:32laa yu'udadu shauku
30:34laa yu'udadu shauku
30:36laa yu'udadu shauku
30:38laa yu'udadu shauku
30:40laa yu'udadu shauku
30:42laa yu'udadu shauku
30:44laa yu'udadu shauku
30:46laa yu'udadu shauku
30:48laa yu'udadu shauku
30:50subhanallah
30:52yeh iski yeh saari cheezein
30:54chunke yeh quran kehte hai na
30:56inna awwala baytiun
30:58wudia lil naas
31:00lallazi bi bakkata mubarakan
31:02humne jo sabse pehla
31:04ghar banaya hai
31:06wo banaya hi barkat wala hai
31:08subhanallah
31:10udallil aalameen
31:12saari jahanu ki hidayat ke liye banaya hai
31:14feehi aayatun
31:16bayinatun
31:18subhanallah
31:20subhanallah
31:22subhanallah
31:24subhanallah
31:26subhanallah
31:28subhanallah
31:30subhanallah
31:32subhanallah
31:34subhanallah
31:36subhanallah
31:38subhanallah
31:40subhanallah
31:42subhanallah
31:44subhanallah
31:46feehi aayatun
31:48bayinatun maqamu ibraheem
31:50waman dakhalahu
31:52kana aamina
31:54jo iski fizaoon mein aayega
31:56aman wala ho jahega
31:58watteeni wazzaitoon
32:00watoorisineen
32:02wahadhal baladil ameen
32:04laa uqsimu bi hadhal balad
32:06wa anta hillun
32:08bi hadhal balad
32:10maine issar zameen par
32:12sabse paak banda naazil kia hai
32:14wa anta hillun
32:16aur jo zameen hai wo bhi
32:18sabse zyada paakizan
32:20wa iz jaalnal bayta
32:22masabatal lil naasi
32:24wa amna hamne isko masabatal lil naas
32:26banaya hai
32:28logon ke liye aman wala banaya hai
32:30aur fir aap sallallahu alayhi wa sallam ki
32:32iss se muhabbat
32:34ki aap sallallahu alayhi wa sallam kehte the
32:36mujhe sabse zyada mahboob mecca hai
32:38ki huzoor ka mahboob hai
32:40aur ek ek lafz aisa lag raha hai
32:42ki motiyun se piroya hua hai
32:44kya nagmagi hai guftagu mein
32:46aur kya dilkashi hai
32:48subhanallah tawarak wa ta'ala
32:50aapke ilm aur hilm me mazeed barkat-e-muswate
32:52naseeb fermaaye
32:54Allama Liaqat Hussain Azari sahab tashreef fermaaye
32:56Allama sahab main chahunga aakhir mein
32:58hazrat ek khusus mehgaam
33:00hamare dekhne walon ko aapke irshaad firmaayenge
33:02ek baat hazrat ne aagaz me irshaad firmaayi
33:04ki jab insaan haj ki saadat hasil kar leta hai
33:06to aisa ho jata hai
33:08jaise abhi maa ke ped se
33:10pehda hua hai
33:12lekin hazrat kuch log haj ki saadat hasil kar
33:14lene ke baad bhi
33:16aise hume nazar aata hai
33:18ki yun mehsoos hota hai ki inki shaksiyat par koi
33:20asar nahi pada hai
33:22wohi gunaon ki aadar
33:24usi me mubtila rehna
33:26kya hazrat iss hawaale se irshaad firmaayenge
33:28Allama sahab ne jo baat ki hi
33:30ye nabi karim sallam ki hadith-e-paak hai
33:32tekin usme Allah ke nabi sallam ne sari sharaayat ko
33:34aur sari cheezon ko zikr firmaaya
33:36fa man haj al-bayta
33:38wa laa rafatha wa laa fusuqa wa laa jidaal fil haj
33:40firmaayenge isne aisa haj kiya
33:42ke koi fosh baat ri ki
33:44koi fisku fujoor ni kiya
33:46koi jidaal ni kiya
33:48yani un tamaam sharaayat-o-ahkamat ke mutaabik
33:50khulusu lillahiyat ke saad
33:52walillahi al-an-naasi haj-ul-bayt
33:54atim-ul haj-a wal-umrat-a-lillah
33:56ki sari sharaayat-o-pura kiya
33:58ahkamat-o-pura kiya
34:00fir huzoor ne firmaaya
34:02raja aaka yaumin wala dath-ul-ummuhu
34:04firmaayenge wo aise lot kar aayega
34:06ki maa ne usko aaj jana hai
34:08yeh sahi firmaa rahe hai aap
34:10duniya ke andar bohot log jaate hai haj karne ke
34:1225 lakh, 30 lakh
34:14balki yeh pehmaana bhi hai
34:16yeh pehmaana bhi hai
34:18kiski labbaayik Allah huma labbaayik
34:20kabulo manzoor kiya
34:22uske kirdar se, uske amal se pata chalega
34:24subhanallah
34:26agar jaisa gaya tha waisa wapas aake
34:28haji sahab wo smuggling karte the
34:30wo ek number se lekar 8 number tak
34:32sode bejte the, wo hi dande karte the
34:34dubaara jaake wo hi dande shuru karne
34:36wo hi logon ka haq marna, wo hi jhoot karna
34:38wo hi fraud karna
34:40to wo hoke to aagaya, lekin
34:42haj-e-mabroor-o-makbool ki
34:44tofeeq naseeb nahi
34:46Allama sahab bohot shukriya, Allama Lyaqat Hussain
34:48Azhari sahab humare sahab tashreef par mar rahe hai
34:50huzoor aapki tashreef-e-abri ka bohot shukriya
34:52aapke saath pehla puram kiya, bohot accha laga
34:54Allama Ubaid sahab, mashallah
34:56mere liye bohot bade azaas ki
34:58inka lehja, inka alfaz, gufta, bohot accha
35:00mashallah
35:02Hafiz Muhammad Ubaid sahab, damat barkatuhum
35:04humare saath tashreef par mar rahe hai
35:06aap dono shaksiyaat ki tashreef-e-abri ka bohot shukriya
35:08aur nazine-e-garami-e-qadr
35:10hum yaha bait kar
35:12is program ke zariye dua go
35:14hain apne un tamam musulmanoon
35:16ke liye, jo is waqt
35:18mukhtalif aazmaishon ka shikaar hain
35:20Allah rabbul alameen ne, jahaan duniya
35:22mein apne un bandon ko
35:24kisi bhi hawale se, agar
35:26kisi bhi tariqah se muhtaaj rakha hua hai
35:28to Allah tabarak wa ta'ala unki muhtaaji
35:30is saal haj karne walon
35:32ke haj karne ke tufail
35:34rabbul alameen, un tamam logon ko bhi
35:36jo maflukul haal hain, pareshaan haal hain
35:38sab ke haal par Allah rabbul alameen
35:40apna khususi fazl-o-karam farmaaye
35:42aur un sab ki haziri
35:44apni paag-e-bargah mein
35:46zaroor bil zaroor sab ko ye haziri ki
35:48saadat-o-taufiq ata ho
35:50aur nazine-e-garami-e-qadr, hum yaha bait kar
35:52yehi paigam sab ko de rahe hain
35:54ki roshni baad do
35:56sab ke liye
35:58zindabad
36:00zindabad
36:02zindabad
36:04zindabad
36:06zindabad
36:08zindabad
36:10zindabad
36:12zindabad
36:14zindabad
36:16zindabad
36:18zindabad
36:20zindabad
36:22zindabad
36:24zindabad
36:26zindabad
36:28zindabad
36:30zindabad
36:32zindabad
36:34zindabad
36:36zindabad
36:38zindabad
36:40zindabad
36:42zindabad
36:44zindabad
36:46zindabad
36:48zindabad
36:50zindabad
36:52zindabad

Recommended