Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Dastan e - Hamil Al Quran | Waseem Badami | 28 March 2025
ARY Digital
Follow
3/27/2025
Dastane e - Hamil Al Quran | Waseem Badami | 28 March 2025
#waseembadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #shaneramazan2025
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
The mercy of the mind has been overshadowed again.
00:05
How do I face you?
00:10
I am falling, just hold me.
00:13
In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.
00:15
O Allah, ease my heart and ease my life.
00:18
And make my speech easy.
00:21
Our segment of the story is daily at dawn.
00:23
At Iftar, Quran Science.
00:25
But today is the night of the revelation of the Quran.
00:27
Today is a possible night of Qadr.
00:29
It is the night of Qadr.
00:31
Let's listen to the story of the carrier of the Quran,
00:34
Shahan-e-Ramazan.
00:36
That this Quran has reached us.
00:38
We hear from the scholars that today's night is very important.
00:41
How much has been advised to read this Quran.
00:45
But this matter did not happen very easily.
00:48
Me and your master, S.A.W.
00:51
Whom we just celebrated Milad.
00:53
What all did he not endure in his life,
00:56
To convey this message to us.
00:58
As I said, today's message is a collection.
01:00
We will try to present all kinds of colors in front of you.
01:03
That is why Al-Widah happened in the month of Ramadan.
01:05
Munajat also happened.
01:06
Asma-ul-Usna also happened.
01:07
The mention of the government was done in the form of Milad.
01:09
Now look at this aspect of the government's life.
01:11
Come, listen.
01:13
The story of Taif.
01:15
What all has been done by me and your master,
01:18
Ahmed-e-Mustafa.
01:20
Muhammad-e-Mustafa.
01:21
S.A.W.
01:23
For me and you.
01:26
So the matter is that,
01:28
Muslims were being crushed by the mountains of oppression and oppression in Mecca.
01:36
And it was a very hard time.
01:39
So the state of Mecca was that,
01:41
Now from Mecca,
01:42
By the command of S.A.W.
01:45
A large number,
01:46
Had moved to Habsha.
01:48
Had migrated to Habsha.
01:50
There was Tabligh-e-Islam, Tarweej-e-Islam,
01:52
And the situation of Mecca was also like this.
01:55
And the government of S.A.W.
01:57
And the mountains of grief and sorrow,
02:04
Why was that?
02:05
S.A.W. had passed away.
02:08
S.A.W. is no longer in this world.
02:11
S.Abdullah left this world before you came.
02:14
S.A.W. is no more.
02:16
And the oppression on him is that,
02:18
For more than ten years,
02:21
The people of Mecca were not so fortunate,
02:27
That they were able to migrate.
02:29
In such a situation,
02:31
S.A.W. chose a city,
02:35
It's name is Ta'if.
02:37
Even today, if you leave Mecca,
02:39
On a one and a quarter hour drive,
02:41
It's a city.
02:42
It's a mountainous area of Ta'if.
02:46
Something like this,
02:47
You understand,
02:48
An imaginary picture.
02:49
You have a companion,
02:51
His name is Hazrat Zain bin Harith.
02:54
You have reached Ta'if with him.
02:56
Look at this,
02:57
It's the night of the revelation of the Qur'an,
02:58
S.A.W. has said a lot.
03:00
Now in Ta'if,
03:01
There were three leaders,
03:03
Who were the rulers of the brothers.
03:05
Rasool Allah went,
03:06
He invited them.
03:07
Now look at their reaction.
03:10
One said,
03:11
I can't even repeat those words,
03:13
I will only take the support of hidden words.
03:16
My tongue will not allow me to repeat those words.
03:18
I will only take the support of hidden words.
03:19
One was in a state of anger,
03:21
He said,
03:22
If Allah has made you a prophet,
03:24
If Allah has made you a prophet,
03:27
If Allah has made you a prophet,
03:29
Then the Ka'bah should be turned upside down.
03:33
The second one said,
03:34
It's amazing,
03:35
It's amazing,
03:36
In the presence of us,
03:37
S.A.W. in the presence of us,
03:40
Allah didn't find any other prophet other than you.
03:43
S.A.W. is listening.
03:46
The third one said,
03:48
If you are a prophet,
03:50
If your status is very high,
03:55
I will prefer not to talk to you.
03:58
Because your status is very high,
04:00
So I will not talk to you.
04:02
The mumin of Fida,
04:04
O Rasool Allah,
04:05
S.A.W.
04:07
Now you hear from here,
04:08
In the form of a poem and a Nasr,
04:10
What is the story of Ta'if?
04:12
So, what is the meaning of this verse, the meaning of this verse is that, that Hadee
04:19
who could not have been afraid of anyone other than Allah, one day he left Makkah and went
04:24
to Ta'if.
04:25
He gave the message of Haqq to the leaders of Ta'if.
04:28
He showed them the spirit of Jinn.
04:30
He showed them the spirit of Jinn.
04:32
He showed them the Kameens, the Khasees.
05:05
He showed them the spirit of Jinn.
05:14
He showed them the spirit of Jinn.
05:26
Tane sooqiya sunke bhi haadi, tane sooqiyana sunke bhi haadi na ghabraaya, uthaa aur uthke
05:34
itminano aazadi se firmaaya.
05:37
Ab Rasoolullah ka response kya tha?
05:39
Ke haq per din nahi jamta, to achhaa khair jaane do, yeh peghame hidayat shherwalon ko
05:48
sunane do.
05:49
Ke agar tumhe samandh mein nahi aati meri baat, to main chala jaata hoon.
05:53
Ab kya kiya, tab unn shariron ne shher ke awaash aur awara ladko ko Rasoolullah ke peeche
06:05
lagaya.
06:06
Aur unhone kya kiya, main kis zamaan se bataunga kya kiya?
06:14
Unhone Sarkar-e-Dawlam Sallallahu Alaihi Wasallam par patthar barsaaye.
06:18
Abhi tak to baat taano tak theen, ab patthar baras rahe hain mero aur aapke Rasool par.
06:24
Aur itne patthar barsaaye, itne patthar barsaaye, ki Rasoolullah ka jisme athar zakhmi hogaya.
06:33
Aur itna zakhmi hua, ke aapki nalain-e-mubarak khoon se tar hogaya, wo nalain jiska aap bahot
06:41
se.
06:42
Ab koi surat nazar nahi aaye rahi, nijaat ki mazaayen.
06:51
Yaha takke Hazrat-e-Zaid, jo saath chale the, unhone apne jisme par patthar khaake Rasoolullah
06:56
ko tayif se nikalne mein, wo badi mushkil se kamyam hua hain.
07:00
Ab aap sunen, ash'aar ki surat mein, yeh kehkar, shher ki jaanib chala, Islam ka hadi, sunaya
07:08
qaidiyan-e-laat ko peghaam-e-aaza di, magar bhadka diya logon ko, in teeno shaheeron
07:16
ne, dikhai shaitanat, shaitaan ke sach-e-mushheeron ne, ya Rasoolullah, bade amboh dar amboh
07:24
patthar leke deewan-e, Rasoolullah ki taraf bade patthar leke, bade amboh dar amboh patthar
07:30
leke deewan-e, lagemi pattharon ka rahmat-e-aalam pe barsaane, wo abr-e-luth, jiske saaih
07:38
ko gulshan taraste the, yaha taaif mein uske jisam pe patthar baraste the, dekhiye mein
07:48
aur aap kehte hain, fidaa kabhi wa-ummiya Rasoolullah, humare imaan ka aisa hai, hume
07:51
apne maabab se zyada pyaar hai Rasoolullah, ab aap ek lambe ko bhi sochiyega, hala ke
07:55
koi mukaabla nahi hai, ki mere aur aapka koi azeez, is aalam mein ho, kya kaifiyat
07:59
hoga hai humare dil ke, yeh Rasoolullah ke saath hora hai, wo abr-e-luth, jiske saaih
08:04
ko gulshan taraste the, yaha taaif mein uske jisam pe patthar baraste the, wo baazon jo
08:13
gareemo ko sahara dete rehte the, pyaar pe aane wale pattharon ki chot sehte the, wo
08:20
seena jiske andar noor-e-haq mastoor rehta tha, wo hi ab shak hua jaata tha, wo hi ab
08:29
shak hua jaata tha, usse khoon behta tha, farishthe jinpe aa-aakar jabeen-e-shaukh
08:37
rakhte the, wo paaye nazni, zakhmon ki lazzat aa chakte the, jaga dete the, jinko haamilaan-e-har
08:46
shankhon par, wo naalain-e-mubarak khaak-o-khoo se bhar gayi yaksar, bashar ki ayab poshi
08:53
ke liye jinko utara tha, bashar ki cheera dasti se wo daaman paara-paara tha, zameen
09:00
ka seena shak tha, aur falak ka rang-e-rukh faqh tha, ki saari umr ka hasil shikare jaur-e-nahaq
09:09
tha, huzoor is jaur se jab choor hokar baith jaate the, yeh suniyega, ki ab jab bahut patthar
09:16
barse, jab bahut zakhmi hue, jaur se, zulm-o-jaur se, jab thaqe baith jaate the na, toh kya
09:23
hota tha, huzoor is jaur se, jab choor hokar baith jaate the, shakki aate the, bazoo thaam
09:33
kar upar uthaate the, isi mehmaan-nawazi ka namuna phir dikhaate the, khuda-e-kaahir-o-kaahar
09:41
ka sab-r-aaz-maate the, is gharane ne kya kya museebat-e-nahi sahiye, Muhammad-o-aal-e-Muhammad
09:46
ne, yeh jismani-aqubat, uspe turra ranj-e-roohani, ek tarab yeh jismani-aaziyat hai, phir roohani-aaziyat
09:55
bhi hai, roohani-aaziyat kya thi, yeh jismani-aqubat, uspe turra ranj-e-roohani, khuda-ka muzhika
10:03
karte the, yeh bidaat ke baaniyaan, Allah-taala ka mazaak wadaate the, koi kehta tha, main
10:08
aise khuda se dar nahi sakta, ki jo apne payambar ki hifazat kar nahi sakta, gharas, yeh baaniyaan-e-shar
10:16
yeh farzandaan-e-taari ki, nabi par mashk karte jaa rahe the, sang baari ki, magar is rang
10:24
me jab tak zabaan deti rahi yaara, dua-e-khair hi karta raha, Allah-ka piyaara, is aalam
10:31
me bhi dua-e-khair karte raha hai, bil aakhir jaan kar, be jaan, un logon ne mooh moda, lahoo
10:37
me us wujood-e-paak ko lithada hua chhoda, aage badte hain, ghulam-e-baab-aqaar, zaid-ibn-e-hariz
10:47
dhoomte hain, ya Rasool-Allah, mata-e-noor ko taayir se kandhoon par uthaala hai, ab jab
10:53
zakhmi haalat mein Rasool-Allah, Makkah ke kareeb ek baag mein pohache, tab us shikasta
10:57
haalat mein Allah-taala ne pahaado ke farishto ko bheja, jinnon aakar Rasool-Allah se kaha
11:02
ki agar aap hukam karein, yeh taayir jinn do pahaado ke darmianin inko milaakar is
11:06
qaum ko khatam kar de bhi, kuch aisi darkhaaz Hazrat-e-Zaid ne bhi ki, lekin Rasool-Allah
11:14
ne firmaaya, main qaumon ko azaab dene aur unko tabah karne ke liye nahi bheja gaya
11:18
hu, yeh naadaan log hai, apni jahalat ki wajah se deen-e-haq se munkir hai, mujhe
11:25
ummeed hai, yeh nahi toh inki aanewali nasil imaan liyaayegi, Allah-o-Immar.
11:29
Sab suniye, hadde naqlaa mein aap pohache, ba haale khastao ghamgee, wahaan chashme
11:37
pe laakar zakhm dhoey, pattiyan baandhee, kaha sarkaar in logon ke haq mein baddua
11:43
kijiye, shikayat is jafao jor ki peshe khuda kijiye, zamee ko hukam dijiye, in
11:50
laeeno ko harab kar le, isi ka bojh hai yeh log, inko peht mein bhar le, falak
11:56
ko hukam dijiye, phat padein keena kaaro par, bajaye aap barse aag, taif ke
12:02
pahaaro par, janaab-e-rahmat-ul-lil-alameen-e-haske firmaaya, ki main
12:09
is dehir mein gair-o-ghazab bankar nahi aaya, agar kuch log aaj Islam par imaan
12:16
nahi laate, khuda-e-paak ke daaman-e-wahdat mein nahi aate, magar nasle zaroor
12:22
unki, isse pehchaan jaayenge, dar-e-tauheed par ik roz aakar sar jukaayenge, main
12:29
inke haq mein kyun kehre-ilahi ki dua maangu, bashar hain, bekhabar hain, kyun
12:36
tabahi ki dua maangu, aagey bartein, yeh firmaakar nabi ne haath uthaakar ik
12:43
dua maangi, aap andaaza kar sakte hain, aur again yeh isi gharane ki aazmat hain,
12:48
ki aap yaha jaayiye waqe-e-karbala bhi jahan zulm-e-sitam ki intihad nahi kabhi
12:52
baddua ke liye haath bulat nahi hua hain, kyunki Muhammad ki nasl hain, Muhammad
12:56
ki aal-e-Sallallahu alaihi wa sallam, nana ko hamshay yeh karte dekha hain, abhi
13:02
in logon yeh zulm kiya hain, aur sarkaar ka haath utha hain, yeh offer hain, ki
13:08
aap kahiye taif ke dono pahar taif walon ko kuchal kar raak kar denge, khatab kar
13:12
denge, lekin haath uthain baddua ke liye nahi, dua ke liye, yeh firmaakar nabi ne
13:19
haath uthaakar ik dua maangi, khuda ka fazal maanga, khu-e-tasleem-o-razaa maangi,
13:25
dua maangi, ilahi qaum ko chashme baseerat de, ilahi rehm kar in par inhe noor-e-hidayat
13:34
de, jahalat hi ne rakha hain, sadaqat ke khilafin ko, bichare bekhabar hain, anjaan,
13:41
karte tu muaafin ko, faraqi himmaton ko roshni de, inke seeno ko, kinare par lagate, doobne
13:50
wale safino ko, kamaal hain, aur aakhri mein yeh kaha, ilahi fazal kar kohsaar-e-taif
13:58
ke makino par, wo taif ke log, jehne patthar barsa hain, rasulullah dua kar raha hain,
14:03
ilahi fazal kar kohsaar-e-taif ke makino par, inhone patthar barsa hain, sarkar kya dua
14:09
kar raha hain, phir suniye, ilahi fazal kar kohsaar-e-taif ke makino par, ilahi phool
14:16
barsa pattharon wali zameeno par, yeh rudba sarkarat-ul-alam sallallahu alaihi wa sallam
14:23
kahi, aaj shab-e-nuzool-e-quran, bas is dua ke saath, ki Allah ta'ala, yeh na ho,
14:30
ki roze-mahshar khuda na khasta, sarkar-e-du'alam, imam-e-mubeen, yeh shikayat kar rahe ho,
14:37
ke maine to itna kuch saha, lekin Quran pohnchaye ummat tak, lekin ummat ne is kitab ka haq
14:44
ada nahi kiya, yeh na ho, bas in ashaar se ikhtatam karte hain, Quran, deen-e-haq ka
14:50
kamal nisaab hain, insaan ki zahniyat ke liye inqilab hain, Allah ki sab kitab-e-mohat
14:56
muhtaram sahi, saari kitab-e-chaan to yeh aaf-taab hain, Quran ki neematon ko koi pa
15:02
nahi saka, iska jawab abhi koi la nahi saka, zindo ke waste jisse naazil kiya gaya,
15:09
marne laga jo koi to isko padha gaya, dars-o-hidayat aur nasihat ko chod kar,
15:14
ik istikhara tha ki jo isse liya gaya, iske jigar mein kitni hi sadiyon ka soz hain,
15:20
ho jaye yeh tayyar, ke badle ka roz hain, mehshar ki saktiyon mein wo manzar ajeeb hain,
15:25
Quran hamare aqa se kitna kareeb hain, larza yeh soj-soj ke taari badan pe hain,
15:31
naaraaz ki yeh aqa hamara naseeb hain, mehroom kar na de kahin kausar ke jaam se,
15:38
Quran kar raha hai shikayat imam se.
15:42
Ek break ke baad doobar hain.
Recommended
7:25
|
Up next
Madine Se Bulawa Aa Raha Hai | Muhammad Khawar Naqshbandi | Shan e Sehr | Naat |
ARY Digital
3/27/2025
26:56
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 2 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/2/2025
14:20
Qirat o Tarjuma | Shan e Iftar | 21 March 2025 | Waseem Badami | Shan e Ramazan
ARY Digital
3/21/2025
13:44
Qirat o Tarjuma | Shan e Iftar | 30 March 2025 | Waseem Badami | Shan e Ramazan
ARY Digital
3/30/2025
26:24
Bazm e Ulama | Naimat e Iftar | 18 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/18/2025
28:55
Bazm e Ulama | Naimat e Iftar | 27 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/27/2025
36:07
Islah e Muashra - Naimat e Iftar | 28 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/28/2025
15:16
Saut ul Quran - Tilawat Competition | Naimat e Iftar | 22 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/22/2025
28:24
Sada e Haq - Azan Competition | Naimat e Iftar | 24 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/24/2025
17:52
Saut ul Quran - Tilawat Competition | Naimat e Iftar | 25 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/26/2025
24:38
Maloomat hi Maloomat - Quiz Competition | Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/21/2025
24:41
Sada e Haq - Azan Competition | Naimat e Iftar | 23 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/23/2025
13:51
Chand Aur Tare | Naimat e Iftar | 23 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/23/2025
47:21
Sada e Haq - Azan Competition - Grand Finale | Naimat e Iftar | 29 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/29/2025
14:08
Khatoon e Jannat Syeda Fatima Zahra AS | Waseem Badami | 4 March 2025 | #shaneiftar #shaneramazan
ARY Digital
3/4/2025
36:29
Mah e Ramzan Aur Khawateen - Naimat e Iftar | 22 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/22/2025
38:04
Mah e Ramzan Aur Khawateen - Naimat e Iftar | 25 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/25/2025
9:35
Qirat o Tarjuma | Shan e Iftar | 22March 2025 | Waseem Badami | Shan e Ramazan
ARY Digital
3/22/2025
16:24
Sehat Mand Pakistan | Episode 18 | Naimat e Iftar | 19 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/19/2025
27:18
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 3 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/3/2025
14:46
Sehat Mand Pakistan - Episode 25 | Naimat e Iftar | Shan e Ramzan 2025 | ARY Qtv
ARY QTV
3/26/2025
16:01
Daastan e Shahadat Sher e Khuda Hazrat Ali RA | Wassem Badami | 22 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/22/2025
15:03
Sehat Mand Pakistan - Episode 24 | Naimat e Iftar | Shan e Ramzan 2025 | ARY Qtv
ARY QTV
3/25/2025
10:30
Qirat o Tarjuma | Shan e Iftar | 8 March 2025 | Waseem Badami | Shan e Ramazan
ARY Digital
3/8/2025
36:16
Baray Bhaiya ep 33 Pakistani drama
AJ004
today