Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 16 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
Follow
3/16/2025
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | Qaum e Nooh Aur Quam e Ahad Par Allah Ka Azab
Shan e Ramzan | ARY Qtv
#QuraniWaqiyat #ShaneRamzan #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
Lifestyle
Transcript
Display full video transcript
00:00
Azamaton ka sakhina, zindagi ka qadina, rooh-e-Makkah, Madina,
00:08
Aadmi ko banata hai yeh insaan.
00:17
Shaan-e-Ramzaan, Shaan-e-Ramzaan, Shaan-e-Ramzaan,
00:25
Jab hum taarikh-e-aalam par nazar daalte hain toh jahan
00:28
hume beshamaar qaumon ke ahwaal milte hain.
00:31
Wahin par hume aqwaam-e-aalam ke urooj-o-zamaal ki daastane bhi nazar aati hain.
00:35
Bahut si qaum-e jo qal tak is rooh-e-zameen par barth sar-e-iqtidaar thin
00:41
magar aaj safa-e-hasti se unka naam-o-nishaan tat mit chuka hai.
00:46
Na wo khud baqi hain aur naahi us qaum ki nasli.
00:50
Agar baqi hain toh fakat unki daastane aur unki tabahi ke nishanaat baqi hain.
00:56
Qaum-e-Nooh ke baad jis qaum par Allah ka azaab naazil hua
01:01
wo qaum-e-aad hain.
01:03
Aur yeh takreeban Hazrat Nooh a.s. ke 400 saal ke baad ki qaum hain.
01:09
Aur inka shumaar Hazrat Nooh a.s. ke bete Saam ki auladon mein hota hai.
01:14
Aur yeh qaum Yaman se belong karti thi.
01:17
Inki bastiyan Amman aur Hazara maud ke darmian thi.
01:21
Aur yeh ilaqah bahut sarsabz-o-shadab bhi tha.
01:25
Jahan ke bade-bade wasi baaghaat thi.
01:28
Aur kasrat se ino ne maweshi bhi rakhe hua thi.
01:31
Aur yeh rakha karte thi.
01:32
Yeh log waise to khaimo mein raha karte thi.
01:34
Magar yeh bade-bade shandaar mahallaat bhi taameer karte thi.
01:38
Inki zabaan Arabi thi.
01:40
Inke peghambar Hazrat Huud a.s. thi.
01:47
Jismani ahitbaar se, yaani physical point of view se,
01:49
bohot zyada taqatwar aur daraz qat thi yeh log.
01:53
Quran-e-Paq mein inka naam Aad isi wajah se rakha gaya hai.
01:57
Ke Aad ka lafz-e-Arabi zabaan mein,
02:00
baland-o-bala ke maane mein istimaal hota hai.
02:04
Quran-e-Majeed mein qaum-e-Aad ke liye lafz-e-Iram bhi istimaal hua hai.
02:08
Kaha jaata hai,
02:09
ke itne tabeel-ul-qaumat log,
02:12
qaum-e-Aad ke siwa, kisi qaum mein na thi.
02:15
Yeh log badi asani ke saath,
02:17
pahado aur baland maqamat par chad jaya karte thi.
02:21
Aur aise hi baland maqamat par,
02:23
wo apne mahillaat bhi taameer kiya karte thi.
02:26
Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ki Surat-ul-Fajr,
02:29
ayat number 6-8 mein,
02:31
Allah Rabbul Izzat irshaad firmaata hai.
02:33
Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim.
02:47
Tarjumaar.
02:48
Aapne nahi dekha,
02:49
ke aapke Rabb ne,
02:51
qaum-e-Aad ke saath kya maamla kiya?
02:53
Wo Iram ke log the,
02:55
sutoon-o jaise lambe qad wale,
02:57
unki misl,
02:58
shehro mein koi payda nahi kiya gaya.
03:04
Qaum-e-Nuh ki tara,
03:05
qaum-e-Aad bhi nafarmani mein mubtila thi.
03:07
Hazrat Nuh alaihissalam ke baad,
03:09
mustaqil buddh-parasti ka khatma ho chuka tha,
03:12
lekin,
03:13
fir qaum-e-Nuh ke 400 saal baad,
03:15
qaum-e-Aad ne domara,
03:17
buddh-parasti ka aghaaz kar liya.
03:20
Qaum-e-Aad,
03:21
kufr-o-shirk mein bhi mubtila thi.
03:23
Anbiya-e-Ikram ki takzeeb,
03:25
aur tazheeb ki,
03:26
bhi murtagib rahi.
03:27
Aur iske ilawa,
03:28
kamzor-o-par zulm,
03:29
aur tashaddud bhi kiya karte thi,
03:31
ki log.
03:33
Allah ta'ala ne,
03:34
qaum-e-Aad ki taraf,
03:35
Hazrat Hud alaihissalam ko,
03:36
nabi bana kar bheja.
03:38
Hazrat Hud alaihissalam ne,
03:39
50 saal tak,
03:41
qaum-e-Aad mein,
03:42
tabligh firmahi.
03:43
Peghamber,
03:44
apne qaum ki bhalayi ke liya aata hai.
03:46
Unhone,
03:47
unhe Allah ta'ala ke azaab se dharaya.
03:49
Aur Allah ta'ala ki ibadat,
03:50
bandagi ki taraf bulaya.
03:52
To qaum ne na sirf,
03:53
inkaar kar diya,
03:54
balke shaddeed,
03:55
radd-e-amal kabhi izhaar kiya.
03:57
Aur kehne lage,
03:58
ki aap,
03:59
hume nasihat kare,
04:01
ya na kare.
04:02
Hum par,
04:03
koi farq nahi padne wala.
04:07
Qaum ki sardaron ne na sirf,
04:08
apne peghamber ko jhutlaya,
04:10
balke unka mazaak bhi udaya.
04:12
Aur jab unhone,
04:13
Allah ke nabi ki takzeeb ki,
04:15
aur mazaak udaya,
04:17
to wo qaum-e-aad,
04:19
ke jinn ke afraad,
04:20
bohot taqatwar,
04:21
bohot qadawar,
04:22
aur bohot mazboot the.
04:24
Aur unhe apne taqatwar hone ka,
04:26
ghuroor bhi bohot tha.
04:27
Wo kehte the,
04:28
ki hum se zyada taqatwar,
04:29
kaun ho sakta.
04:30
Aur humara,
04:31
koi kuch nahi bigar sakta.
04:33
Aur Allah ta'ala ke yeh qanoon hai,
04:35
ki jo shakht,
04:37
jis cheez ki ghuroor me muftila hota hai,
04:41
Allah ta'ala uske usi ghuroor ko,
04:43
khaak me mila deta hai.
04:45
Aur bilakhir,
04:46
chashm-e-falak ne yeh manzar dekha,
04:48
ki Allah ta'ala ne,
04:50
aisi tutundu tez hawaen chalaayin,
04:52
aur ek aisi aandhi aayi,
04:54
ke jisne unko utha,
04:56
uthaakar patkha,
04:57
aur musalsal,
04:58
saat raatein,
04:59
aur aat dino thak,
05:01
yeh hawaen chalti rahin,
05:03
jiske natije mein,
05:04
ek fard bhi qaum-e-aad ka,
05:06
roo-e-zameen par,
05:07
zinda baaki na raha.
05:10
Sehwa-e-un chand logon ke,
05:12
chand afraad ke,
05:13
jo Allah ta'ala ke nabi,
05:15
Hazrat Hood alaihissalam ke saath,
05:17
aandhi,
05:18
aur azaab ke zariye,
05:20
un logon ka yeh haal tha,
05:22
ke jaise,
05:23
jadon se kate hua khajoor ke,
05:25
khokle darg zameen par padein,
05:27
yeh tha anjaam,
05:28
Allah ke naafarmanon,
05:30
aur magrooron ka,
05:32
jo azaab-e-ilahi me garaftaar hokar,
05:34
halaat aur barbaad hua.
05:36
Dekhiye,
05:38
Allah ta'ala,
05:39
in ke dard naak anjaam ko,
05:41
kis tarha bayaan karta hai,
05:43
tarjuman,
05:44
aad ne takzeeb ki,
05:46
toh kaisa tha mera azaab,
05:48
aur kaisa tha mera darana,
05:50
beshak,
05:51
hum ne un par,
05:53
tez-o-tund musalsal chalne wali aandhi,
05:56
manhooz din me bheji,
05:58
jo un ko uthaakar zameen par,
06:00
is tarha maarti thi,
06:02
jaise wo,
06:03
jad se kate hua khajoor ke,
06:05
tanay hun.
06:08
InshaAllah,
06:09
mazeed qameaat par,
06:10
hum sunenge,
06:11
kal ki nashisht me,
06:12
Assalamu alaikum,
06:13
wa rahmatullahi wa barakatuhu.
Recommended
6:34
|
Up next
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 4 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/4/2025
7:20
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 8 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/8/2025
8:03
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 15 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/15/2025
7:42
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 7 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/7/2025
6:42
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 10 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/10/2025
7:24
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/22/2025
6:13
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 25 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/25/2025
7:10
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 12 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/12/2025
5:21
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 26 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/26/2025
7:26
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 3 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/3/2025
24:09
Shan e Lailatul Qadar 29th Shab - Rehmat e Sehr | 30 March 2025 - Part 2 | ARY Qtv
ARY QTV
3/29/2025
22:28
Shan e Lailatul Qadar 29th Shab - Rehmat e Sehr | 30 March 2025 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
3/29/2025
29:28
Shan e Lailatul Qadar 29th Shab - Rehmat e Sehr | 30 March 2025 - Part 6 | ARY Qtv
ARY QTV
3/29/2025
22:28
Shan e Lailatul Qadar 21st Shab - Rehmat e Sehr | 22 March 2025 - Part 3 | ARY Qtv
ARY QTV
3/22/2025
29:30
Shan e Lailatul Qadar 29th Shab - Rehmat e Sehr | 30 March 2025 - Part 3 | ARY Qtv
ARY QTV
3/29/2025
32:53
Shan e Lailatul Qadar 21st Shab - Rehmat e Sehr | 22 March 2025 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
3/21/2025
33:56
Dars e Quran | Ba-Mutaliq Hazrat Khuwaja Ghareeb Nawaz RA | 5 Jan 2025 - Ep - 3 | ARY Qtv
ARY QTV
1/5/2025
12:15
Special Dua From Madina Sharif By Haji Muhammad Rafiq Noorani | Shan e Lailatul Qadar 25th Shab
ARY QTV
3/26/2025
30:56
Shan e Lailatul Qadar 25th Shab - Rehmat e Sehr | 26 March 2025 - Part 3 | ARY Qtv
ARY QTV
3/25/2025
34:16
Shan e Lailatul Qadar 27th Shab - Rehmat e Sehr | 28 March 2025 - Part 4 | ARY Qtv
ARY QTV
3/27/2025
40:54
Shan e Lailatul Qadar 27th Shab - Rehmat e Sehr | 28 March 2025 - Part 5 | ARY Qtv
ARY QTV
3/27/2025
35:24
Shan e Lailatul Qadar 25th Shab - Rehmat e Sehr | 26 March 2025 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
3/25/2025
28:30
Shan e Lailatul Qadar 25th Shab - Rehmat e Sehr - 26 March 2025 - Part 2 - ARY Qtv
ARY QTV
3/25/2025
33:48
Dars e Quran | Ba-Mutaliq Hazrat Khuwaja Ghareeb Nawaz RA | 9 Jan 2025 - Ep - 6 | ARY Qtv
ARY QTV
1/9/2025
37:47
Ahkam e Shariat - Mufti Muhammad Akmal - Solution of Problems - 12 July 2025 - ARY Qtv
ARY QTV
today