00:00In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.
00:22In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.
00:52In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.
01:22In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.
01:52In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.
02:52Nabi baap, Nabi bete ne Allah ka ghar banaya hai. Aur ab ek ajab dua ki hai. Dua kya hai?
02:57Parvardhigar, hamari is nasal se, hamari is nasal se uthana ek rasool inhi mese jo teri ayat inko sunaye.
03:08Taaleem de inhe kitab ki, hikmat ki, inko, inko paak kare. Beshak tu hi kamaal hikmat wala hai.
03:18Ab yeh ajab dua ki Ibraheem alaihissalaam ne. Aur yeh kya taarikhi dua ki Ibraheem alaihissalaam ne.
03:25Har nabi ki har dua hamare sarka taaj hai, hamare dilon ke bahut kareeb hai.
03:30Lekin is dua ki kya kehne hai? Is dua ki kya shaan hai? Kyu? Isne ke yeh dua Ibraheem alaihissalaam ne ki hai.
03:36Allah taala ne Ibraheem alaihissalaam ki is dua ko kabool kiya hai.
03:40Kya kaha tha? Hamare Rabb inhi mese, inme inhi mese rasool bhed jo inke paas teri ayat padhe, kitab wa hikmat sikhaye, inhe paak kare.
03:48Yeh dua ki hai. Dua kabool hui hai. Allah taala ne maboos farmaya. Allah taala ne bheja nabi. Kisko bheja?
03:55Fakhre kainat, khatmi martabat, wajhe takhliqe kainat, Ahmed-e-Mustafa, Muhammad-e-Mustafa, sallallahu alaihi wa alihi wa sallam.
04:06Yani keh sakte hai ki Sarkar-e-Duala Muhammad-e-Mustafa, sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ka zahoor, dua Ibraheem ka jawab hai.
04:17Aap azmat dekh rahe hain Janab-e-Ibraheem alaihissalaam ki, Janab-e-Ismail alaihissalaam ki, is khanwade ki.
04:22Ek aur ezaaz dekh rahe hain aap is khanwade ka, ki Fakhre Ibraheem, Fakhre Ismail, nasr-e-Ismail alaihissalaam se aaye hai.
04:32Sarkar-e-Duala Muhammad-e-Mustafa, sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam.
04:34Humne pehne roza mein arz kiya tha, hum daastan-e-Muhammad, sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam bhi bayan karenge.
04:40Hum aagey, kahani is mod par aagey.
04:43Humne shuru kiya Ibraheem alaihissalaam se, namrood, imtihanaat, taameer-e-Kaaba, dua, jo kaabe ke taameer ke time period ke gharahan maangi gayi.
04:52Us dua ka asad.
04:55Aagey badhte hain humne.
04:58Ab kya hua, ab hum daastan ko step by step leke aagey badh rahe hain.
05:01Yeh dua maang li, kaaba, kaabe ki taameer hui.
05:04Ab kya kiya, Ibraheem alaihissalaam ne, is khaana-e-Khuda ka mutawalli, jo kaaba banaya tha.
05:10Uska mutawalli kisse banaya, humne bete Ismail alaihissalaam ko banaya.
05:14Ab waqt guzar raha hai.
05:16Ismail alaihissalaam ki aulad hui, baara bete Ismail alaihissalaam ke.
05:20Baara bete.
05:21Unki kya zimmedaari hain, unki buniyati zimmedaari hain, khaana-e-Khuda ki intizamaat ko sambhalna.
05:27Ibraheem alaihissalaam ke ek aur bete Ishaq alaihissalaam.
05:31Ab agar thoda sa saath rahe seke.
05:33Ibraheem alaihissalaam ke ek aur bete Ishaq alaihissalaam.
05:35Ishaq alaihissalaam ke bete Yaqub alaihissalaam.
05:37Yaqub alaihissalaam ka laqab Israel.
05:39Unki aulad Bani Israel.
05:41Unke baara bete, unme se Yusuf alaihissalaam the.
05:44So, jo Ismail alaihissalaam ki aulad hai, wo ho gayi Bani Ismail.
05:50Jo Ishaq alaihissalaam ki aulad thi, Bani Ishaq, Bani Israel.
05:55Ab Ismail alaihissalaam ke jo baara bete the, unki nassal Arab me hi phelna shuru ho gayi.
06:01To ab Kaaba ban gaya hai, Kaaba ki taameeran ho gayi hai.
06:04Yeh Kaaba ki mutawalli hai, unke aulad aur aulad ho rahi hai.
06:08Aur wo khaana-e-Kaaba ki mutawalli ke faraiz bhi anjaam de rahe hain.
06:11Aur ab unke baara beton ki nassal bhi Arab me phelna shuru ho gayi.
06:14Dastan-e-Kaaba bhi aage bade hai saath saath.
06:17Isi liye Ismail alaihissalaam ko ab-ul-Arab bhi kehte hai.
06:21Ab-ul-Arab, wo ab-ul-Ambiya, yeh ab-ul-Arab.
06:23Arabon ka baap.
06:26So Bani Ismail, khaana-e-Kaaba ke ataraaf me hi rehte hai.
06:31Yaha takke baaz riwayaat yeh batati hai, ke khaana-e-Kaaba ke saath jo Hateem hai.
06:36Jo ek semi circle hum dekhte hai.
06:38Jiske baare mein yeh bhi kaha jaata hai, ki yeh dar asal Kaaba ka hi hissa hai.
06:42Jo baad mein taameer hui, usmein bahujoo Hateem ko wo Kaaba mein na liya jaa saka.
06:48Uske apni details hai.
06:49Hum aapko momanzar bhi dikhaatein Hateem ka.
06:51Yeh jo Hateem, yeh semi circle jo hai.
06:53To yeh bhi ulama batatein ki yeh jo Hateem hai, yeh jo semi circle hai.