Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
"Ali Amin Gandapur Nay Ju Bat Ki Aur Ju Zimedar Thay...", Barrister Daniyal
ARY NEWS
Follow
9/11/2024
"Ali Amin Gandapur Nay Ju Bat Ki Aur Ju Zimedar Thay...", Barrister Daniyal
Category
đź—ž
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Daniyal Chaudhary sahab, pehle tohi bataya tha, baat pe kisi ki yaqeen karna hai, IG sahab
00:04
ko toh jalein, unka toh bayan jaye.
00:06
Kal Tariq Fazal Chaudhary sahab yehi studio mein bet ke, Kashif Abbasi sahab ke prom
00:10
mein India de gaye.
00:11
Ke Ayaaz Sadiq sahab was aware of whatever happened.
00:13
Ab Ayaaz sahab ke, so kya hain official position ismat mein hai, IG sahab keh rahe hain humne
00:18
procedure apnaaya tha, Tariq sahab keh rahe hain ke speaker sahab aware the, speaker
00:22
sahab keh rahe hain mujhe, kya hai yeh?
00:26
Waseem Adabani sahab, shukriya for inviting me on the show.
00:30
Badami sahab, aapke sawal se pehle thoda sa mein do baate pehle kar loon, ki dekhen yeh
00:36
possible nahi hai, ke koi Jamaat, riyasat ko challenge kare, usko gaali de, uske uniformed
00:45
officers ke upar hamla kare, pathrao kare, aur phir yeh expect kare koi repercussions
00:52
nahi aayenge, kyuki jis tarah unhone unka poora rawayya tha, jis tarah unki takreera
01:00
thi, jis tarah logon ko instigate kiya gaya, jis tarah nae bill, jo Peaceful and Protection
01:07
Act bill tha 2024, jo lay kiya gaya tha parliament mein aur approval ke baat, aapko kuch cheezein
01:14
declare hogi, wo kya thi time, location, procedure, koi abhaam, wo bill jo hai, maine
01:21
bada thoughtful process ke baad pesh kiya tha, aur us pesh karne ke baad cheezein jo
01:27
hai, wo badi clarity thi, koi kyuki kal koi baat na kare, ya phir koi aisa waqia na ho,
01:33
uske baad jin logon ne guarantee li thi, ke bhai, ke is event kirane ki wajah se, koi
01:40
law enforcing agents kisi ke saath clash nahi hoga, koi sarkar ko dhamki nahi dekha,
01:45
sarkar ki upar phir hamla nahi karega, ek toh raay hogi, ek toh baat hogi ye, jab unhone
01:50
wo kiya, uska reaction aaya, the state cannot sit quiet and be an observer, by state I do
01:57
not mean PMLN, by state I mean all the institutions involved, doosti baat yaha hui Wasim Adami
02:04
sahib, jo parliament ke andar se logon ko uthane ki, dekhein main inse khali itni baat
02:12
karta hu, ke unhone opposition ke time pe jab hum unhone ko kahte the, to unhone humare
02:19
productions order nahi humare jaari kiye, unhone logon ki maaon bhenon ko raat ke chaar
02:24
chaar wajah uthaya, unhone parliament se logon ko arrest kiya, lekin regardless of all those
02:31
things, agar koi member parliament ki hadood ke andar se arrest hua hai, toh wo ghalat hai,
02:38
aur wo ghalat rawayat hai, usko na mein endorse karunga, aur na kisi aur parliamentarian
02:45
ko endorse karunga. Aur aapki dhamak ki position kya hai, ki jab ye premises me daakhil ho raha
02:48
hai, parliament ke time, Ayaz Sadiq sahib jaan de the ke kaam ho raha hai, aur nahi jaan
02:51
de the. Dekhein jaan tak baat toh unko pata hone ki Wasim sahib, toh Ayaz Sadiq sahib
02:57
ne bada categorical floor of the house me ka, ki mujhe jab tak main raapte mein tha,
03:04
koi banda andar nahi aaya. Jab tak main raapte mein tha, aisi koi harkat nahi hui. Aur as
03:11
per the knowledge of speaker, ki is tarah ka koi act nahi hua tha jab tak wo subah
03:18
aaye. Uske baad jab ye baatein khul ke saamne aayi, toh unhone ek committee bana di, jo
03:23
parliament ke saamne Atta sahib ne ek apna motion move kiya, aur that was adopted, aur
03:30
uske baad aapne ek committee ban gayi, jismein das inki log hai, aur hakumti, aur dono jamaaton
03:37
ke saath jo log hai. Ab is committee ka aapne wohi toh nahi hua tha, toh camera wali committee
03:41
me hua tha, jiska alam mein ek bhi iddlaas nahi hua. Matlab main toh karl parishaan hi
03:45
ho gaya, maine Khokhar sahib dekha hai yaar humari tasalli ke liye ek iddlaas toh kar
03:48
rahe the. Dekhein, woh committee toh jinki aap baat kar rahe hain, us committee ne toh
03:52
ek un Asad Qaisar sahib ne, jinka aaj production order nikla hai, unhone humare logon ka do
03:58
saal production order nahi nikala. Yahaan log kehte rahe unko production orders nikalo,
04:03
lekin unko production order nikalne ki bhi himmat nahi hoti, aur kehte rahe the unko
04:06
jalne, sarnne do. Ye unki statements thi. Lekin regardless of this, agar speaker sahib
04:11
ne itna bada step liya hai, toh ye aage bhi committee kaam karegi, aur Inshallah cheezein
04:16
saamne aayenge, aur cheezein betri ki taraf jayenge. Jahaan tak baat hai, inke Gandapur
04:27
sahib ki, jahaan tak unki statements ki, inke logon ki, jo responsible the un sari cheezon
04:35
ke, unko the state should be, they should be taken accounted for, aur unse bilkul is
04:42
cheez ka, aap wo bil lagu hota hai, toh uske roshni mein unke saath enquiry ki jaye.
04:50
Aap se toh wo sawal puchna hai ki, aap jo apna bil hai, wo aapko kitni umeez hai ki usme
04:55
number mil jayega, jo aap judges ki tazaad badhana chah rahe hain, aur kya kuch judges
04:59
ki retirement age bhi badhne ka imkaan hai nahi, lekin aap comment karne quick firme.
05:03
Jo Gandapur sahib ki statement hai, wo badi khatanak statement hai, jahaan unhone baat
05:09
ki, apni policy ki, yahaan koi apni policy nahi hoti hai, yahaan Pakistan ki policy
05:14
hoti hai, yahaan koi chaar inch ki apni masjid nahi laga sakta, aap is mul ki jo policy
05:20
hai, aapko usko follow karna hai. Jisna yeh, maine pehle baat ki, ki unki siyasat yeh
05:25
nahi hota hai, jab yeh dil karein toh muktibani ki siyasat utha lein, jab yeh inka dil karein
05:30
toh Sheikh Mujeeb-ur-Rehman ki siyasat utha lein, aur jab inka dil karein toh Pakistan
05:35
ko todne ki baat kardein. Dekhein humne day one se kaha, apne nawaz sahib kabhi khalaq
05:42
boh rahe hain, Waseem Badami sahib yeh bada ek continuous effort ki jaa rahi hai, usme
05:48
roz kabhi yahaan se pakad ke, kabhi wahaan se pakad ke, apne naujawan nasal ke, apne
05:54
logon me aap nafrat ke beej boh rahe hain. Yeh statement kehna, ke mere log mar rahe
05:59
hain, aur khoon nikal rahe hain, toh main apni policy khud banaunga, toh mujhe bataayin,
06:05
ke ya kya yeh Pakistan se pyaar karne ki policy ki baat ka rahe hain, ya aap apne phir
06:10
idaaron me tafreek aur nafrat ki baat ka rahe hain. Dekhein agar aap ke humari policies
06:15
me ikhtlaaf ho sakta hai, humari policies me ikhtlaaf ho sakta tha, lekin kya humne
06:22
kabhi kaha, ke hum Wagah border kholte hain, chahe jis marzi ke maslein ho, aur hum apni
06:26
trade bahaal karenge, ya India jisna mein mere bhai pehle keh rahe the, kya naam hain,
06:32
Sindh apna keh de, ke maine Maniyon kisa trade karna hai, toh hum khol lete hain apne borders.
06:36
Dekhein aapko ek tariqe se chalna padta hai, aur jis Mazariyala ko yehi nahi pata, jis
06:43
ko yehi nahi pata, ke mulkh chalana kis tarah hain, mulkh chalana kis tarah hain, subah
06:48
kis tarah chalna hain, ke ek idara ke aage, doosra idara khada kar do. Aap har baat
06:54
pe ladhai, jagra aur alag karne ki baat kar do, toh mujhe nahi lagta, ke that person
06:59
is seen.
07:00
Theek hai, isme aapko comment aaye ki, aap zara mujhe, chuke zara aayi saath windup
07:02
karte toh, aap zara mujhe bataiye, wo jo bill jo aapne pesh kiya hai, judges ki taadaad
07:05
badhane ke hawale se, judges ki retirement age badhane ke hawale se bill aa raha hai
07:11
na, aa rahi hai na, Daniyal sahab?
07:15
Dekhein ji, Wasim bhai, wo toh aapko mere se behtar pata hoga, lekin, mai ye...
07:21
Ji, mai ye kya rahe ho, aa rahi hai.
07:23
Ke koi bill aaya, toh kisi fard-e-vaid ke liye nahi hoga, koi bill bhi aaya, kisi ek
07:30
banday ke liye nahi aayega, aur jo cheez bhi hoegi, wo Pakistan ki betri ke liye, is
07:37
mulke jo halaat hain, unko stabilise ke liye...
07:39
Aap sunget se Pakistan ke mafaad nahi hai, ke Supreme Court ke judges ki taadaad bhi
07:42
badh jaaye, aur retirement hoda late ho, take zyada cases ke itna backlog ho gaye,
07:45
lakon, wo aasani ho jayege, aap karte hai, accha ho jayega yeh zara, agar retirement
07:48
age badh jaye.
07:49
Dekhein, backlog jo hai, wo ek haqeeqat mein bahut bada issue hai, jahaan hazaaron cases
07:54
padhe ho hai, jahaan log apne, kabhi ek court se, kabhi doosre court se dhike khaate hain,
08:00
aur upar ponchte ponchte, saalo saal lag jaate hain, toh humari jo policy hogi, uska spirit
08:07
hi hoga, ke in cheezon ko humne address karna hai, humari policy hogi...
08:11
Toh banday toh nahi hai, uske liye two-third chahiye...
08:13
Justice denied, justice denied, this maximum address karna hai, aur Pakistan ki awaam ko
08:19
maximum logon ko relief mil sakhe.
Recommended
6:30
|
Up next
"Ali Amin Gandapur Ek Shaks Nahi Unkay Piche Caroron Log Kharay Hen", Ali Muhammad Khan
ARY NEWS
9/12/2024
6:40
"Ali Amin Gandapur kese Gari ki Diggi Main Gaye Maine Kal Hi Bata diya Tha..." Faisal Vawda's Statement
ARY NEWS
10/6/2024
7:14
" Ali Amin Gandapur Ne 23 Crore KPK Tamam Bar Ko Diye, Aur 3 Crore Lahore ... " Mian Rauf Atta
ARY NEWS
11/12/2024
48:40
11th Hour | Waseem Badami | ARY News | 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
17:31
ARY News 12 AM Prime Time Headlines || 1st July 2025 - Important news related to petroleum products
ARY NEWS
yesterday
45:23
KHABAR Muhammad Malick Kay Saath | ARY News | 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
16:40
Negotiations between teachers and police successful - ARY News 11 PM Headlines || 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
17:28
Karachi Roads in Worst Situation | Important Updates - ARY News 10 PM Headlines || 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
39:45
Off The Record | Ashfaq ishaq Satti | ARY News | 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
18:14
ARY News 9 PM Prime Time Headlines || 30th June 2025 - Heavy Rains in Karachi - Alert Issued
ARY NEWS
yesterday
39:28
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
24:41
NDMA Chairman's Huge Statement - ARY News 6 PM News Bulletin || 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
15:20
Karachi - Government Employees protest - ARY News 7 PM Headlines || 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
15:36
ARY News 6 PM Prime Time Headlines || 30th June 2025 - Trump’s warns Iran
ARY NEWS
yesterday
18:53
Sports Room | Najeeb-ul-Husnain | ARY News | 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
16:33
Border Talks Inside Out | Iftikhar Firdous | ARY News | 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
7:33
Pakistan Welcomes Hague Court's Ruling in IWT - ARY News 5 PM Headlines || 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
7:32
Pakistan suspends cellular services - ARY News 4 PM Headlines || 30th June 2025
ARY NEWS
yesterday
16:54
ARY News 3 PM Prime Time Headlines || 30th June 2025 - Heavy Rain expected in Karachi - Weather News
ARY NEWS
yesterday
15:26
ARY News 12 PM Headlines || 30th June 2025 - US President Trump's Big Statement Regarding IRAN
ARY NEWS
yesterday
42:20
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 29th June 2025
ARY NEWS
yesterday
16:02
Indian defence attaché admits fighter jet crash - ARY News 9 PM News Bulletin || 29th June 2025
ARY NEWS
yesterday
16:34
Heavy Rains, Flood Alert Issued Across Pakistan - ARY News 9 PM Headlines | 29 June 2025
ARY NEWS
yesterday
12:11
Important News related to Electricity and Gas - ARY News 8 PM Headlines | 29 June 2025
ARY NEWS
yesterday
28:45
Fazal ur Rehman's Huge Statement - ARY News 6 PM News Bulletin || 29th June 2025
ARY NEWS
yesterday