00:00Mojuda system D-rail hota nazaraaya hai, Shehzada aapko?
00:04Hum yeh pehle baat kar...
00:05Main sun raha tha Khwaja Asif sahab ke jo...
00:07Inka khyaal hai ki yeh dhamki type hai, ke log do do kadam peechhe aatey, iska koi imkaan nahi...
00:12Khwaja sahab ke comment aapne bataya, obviously dekha nahi, mujhe bhi first reaction toh yeh nazaraata hai...
00:15Asma ke programme mein unhe kar...
00:17Fear mongering ya khauf phalane ke liye hai, lekin let's suppose agar nahi hai, toh basically Khwaja Asif sahab yeh keh raha hai,
00:22yeh jo emergency lagne jaa rahi hai, ya jiska khadshah hai, wo unki hukumat ke khalaaf hoga...
00:26Unki hukumat ke khalaaf hi hoti hai emergency, opposition ke khalaaf toh nahi hoti, and he is comfortable with it...
00:31Mujhe nahi pata hai unhe kis gesture kiya tha...
00:34Hukumat laga... lekin woh mukhtalif kisam ki emergency...
00:37Jammuriyat ki koi misaal toh nahi hai...
00:41Masala yeh sir, emergency ek ayni...
00:44Ek toh article 245 hai na...
00:46Ek ayni proposition hai...
00:47Article 245 aap laga de toh usse supreme court ke...
00:50Usse kuch nahi hota...
00:51Adalaton ke ikhtiyaraat toh sab nahi hota...
00:52Woh toh yeh ke aapne security purpose ke liye laga de...
00:54Uss waqt jab lagay gai thi toh adalaton ko ghar bheja gaya tha, isi wale se usko emergency plus plus ka gaya...
00:58Jee jee, wahi main keh rahe ho, agar aapne is kisam ki emergency lagani hai, ke koi PCO aaja hai, ya judges ko aapne ghar bhejna hai, jo kya ghar aapko nazara rahe hain...
01:05Woh martial law tha and garb of emergency...
01:07Woh toh phir hukumat ke khalaaf hi hoti hai, toh uspe toh wazir-e-difa ko difai position mein nahi jaan chahiye...
01:12Usko toh phir...
01:13Protect karna chahiye apne constitution...
01:14Protect karna chahiye...
01:15But you think, sabse pehla samaal toh yeh hi hai...