Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 11/28/2023
#SherAfzalKhanMarwat #chairmanpti #headlines

Pakistan Stock Exchange crosses historic 60,000 points mark

Cipher case: PTI’s chairman’s trial to be conducted in jail, rules court

Karachi smog: Govt urges public to wear face masks

FIA arrests four ‘human traffickers’ from Lahore

ADB approves $180m loan to help Pakistan improve waste management

Pakistan, UAE reaffirm resolve to further strengthen economic cooperation

Smog: Lahore’s air quality improves after smart lockdown

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Chairman PTI intra party election nahi ladege, Barrister Gauhar Ali Khan nai chairman PTI
00:07 naamzat.
00:08 Sher Afzal Marwat ne program 11th hour me guftagu karte huye kaha, chairman PTI se 4-5 doston
00:14 ki mulaqat hui, jisme unhone intikhabi mohim se mutaalik tasks sohpe.
00:18 Aayini aur kanuni katgan ki wajah se chairman intra party election me umeedwar nahi honge,
00:23 nai chairman ka alaan aaj dupahar 2 baje kiya chayega.
00:27 Senator Ali Zafar ne bhi tazdeek kar di kaha sabik Wazir Asim ne party ke liye nai chairman
00:31 ka naam de diya.
00:32 Chairman election ladege ya nahi, faisla aaj hoga.
00:36 Barrister Gauhar Ali ne bataya, jail mein hu ya bahar, PTI chairman hi party chalaenge.
00:42 Hamara plan bhi hai jo abhi nahi bata sakta.
00:56 Chairman PTI party election se daspardar nahi ho rahe.
01:00 Tarjuman PTI ne Sher Afzal Marwat ke bayan ki taddeek kar di.
01:04 Tarjuman ne kaha, chairman ne intra party election se daspardari ya kisi aur ki naam
01:08 zatgi ka faisla nahi kiya.
01:10 Chairman PTI ne intra party intikhabat me khud hisa na lene ki koi baat nahi ki.
01:15 Intra party election ke tariqat, umeedwaron se mutaalik baazdaapta faisla, jaari kiya jayega.
01:21 Chairman PP Bilawal Bhutto Dubai se wapas aagaye, PP ka ikhtilafaat ka taasur khatam
01:34 karne ka faisla, Asif Zardari aur Bilawal Bhutto aaj shaam ek saath Quetta jayenge.
01:40 Dono 30 November ko yaum-e-taasis ke jalsas se khitab karenge.
01:46 Army Chief General Syed Asif Munir ka sunhara ek saal, daishatgardi ka mushkil tareen challenge.
01:53 Army Chief ki warwala angez qiyadat ne jawano me nai roop hoondi.
01:57 Military diplomacy, dost mulku ke khair-sagali daure kiye, bigarti maishad ko doobne se bachaya.
02:03 Special Investment Facilitation Council ki qayam amal me laaya.
02:07 UAE, Saudi Ara, Chin se badi sarmayakari ka alang hua.
02:11 Madniyat, Zaraat, IT, tawanaai ke mukhtalik mansoobon ka jaal phaila diya.
02:15 Dollar aur petrol ki badti keematon ko lagam daali.
02:19 Stock market ki uthaan, smugglers ke khilaf danda uthaya.
02:23 Dollar aur Irani tel ki smuggling aur zakhira-andozi ke khilaf mul gear crackdown shuru karwaya.
02:28 Androoni aur bairuni khatrat, smuggling ya phir maishad ki bhaali ka kada challenge.
02:33 General Asif Munir ne awam aur mul ki qayadat ko ek page par laa kar,
02:38 watan ka difa na kaabar taskheed banaya.
02:41 12 October ke ikdaam ko isi adalat ne rasta diya.
02:50 Musharraf ke martial law ko kanuni kehne wale judges kabhi trial hona chahiye.
02:54 Supreme Court me daurane sama, Justice Athar Manohla ke remarks,
02:58 ka karwaai sirf 3 November ke ikdaam par kyun ki gayi?
03:01 Kya judges par hamla, assemblya torne,
03:04 ayin-mautnal karne se zyada sangeen waamla tha?
03:07 Kisi faisle ko khatam hona hai, toh ise hona chahiye.
03:13 Jisne martial law ko rasta diya, Chief Justice ne kaha,
03:16 maazi mein jo ho chuka, mai ise khatam nahi kar sakta.
03:19 Waqeel aakar bataye na, ayin tornde wale judges ki tasveere hi yahan kyun lagi hai?
03:23 Judge hi yahan baid kar kyun point out kare?
03:27 Media bhi zimmedaar hai.
03:28 Parvez Musharraf ke waqeel bole,
03:30 meri nazar mein Lahore High Court ka faisla, faisla nahi.
03:33 Chief Justice ne thank you kate hui remarks diye,
03:35 aapne khususi adalat ke faisle ko challenge karne ka jo rasta chunat tha,
03:39 hum isse muttafik hai.
03:41 Cypher case me Chairman PTI ka trial jail mein hi hoga.
03:49 Official secret act ke tehad,
03:51 qaim khususi adalat ne mehfooz faisla suna diya.
03:54 Judge Abul Hasnaz Zulkarnain ne faisle mein kaha,
03:57 Adiala jail ke,
03:58 Superintendent ke khat ki roshni mein,
04:00 saavik Wazir-e-Azam ka muqadma jail mein hi chalega.
04:03 Awam, media aur mulziman ke 5-5 family members court trial mein jaane ki ajazat hogi.
04:08 Case ki sama, chume se Adiala jail mein shuru hogi.
04:11 Tehreedi hukam naame mein kaha gaya,
04:13 ke police report ke mutaabik,
04:15 Chairman PTI ki jaan ko khatra kam nahi hua.
04:18 Waqeel Salman Saftar ne kaha,
04:19 Chairman PTI ko adalat mein pesh na karna,
04:22 High Court ke faisle ki khilaf warzi hai.
04:24 Aleema Khan kehati hai,
04:25 security ka bahana bana kar,
04:27 Chairman PTI ko jail mein rakhna chahati hai.
04:30 Shah Mehmood Qureshi ki beti mehrbano ne kaha,
04:32 Nawaz Sharif ki tarah mukamal security hamara bhi haq hai.
04:36 Walid aur Chairman PTI ko adalat kyun nahi laaya jaa raha?
04:40 Mulk mein aam intikhabat ke liye halka bandiya mukamal,
04:51 Election Commission ne mujawidah schedule tayyar kar liya.
04:54 Chief Election Commissioner ki ziris adalat Ahaan Mijlaas,
04:57 zarai ke mutaabik Election Commission ne hatmi halka bandiyon ki ishaq ki manzoori de di.
05:02 Halka bandiyon ki ishaq 30 November ko hogi,
05:05 December ke doosre hafte kaakhzaat jamaa karaya jaa sakenge.
05:08 Election Commission ne January ke pehle hafte returning afsaraan ki tayyanaati karega,
05:12 Umidwaron ki hatmi Paris,
05:14 January 2024 ke teesre hafte me jari hogi.
05:32 Election mein bharpoor tayyari ke saath uthrenge,
05:35 awaam Noon League ko do tayyari aksariyat de,
05:37 daishatgardi ki tarah mehgaay ki kamar tor denge.
05:40 Shahbaz Sharif ki party rahnamao aur sabi karkaan assembly se mulaqaat mein guftagu,
05:44 Maryam Nawaz kehte hain,
05:46 nau jawano ko siyasat ki safh-e-awal me laana chahute hain.
05:49 Lahore mein Noon League ke ijlaas-e-khitab me kaha,
05:52 intikhabat mein nau jawano,
05:53 aqliyati wing ko bharpoor shirkat yakini manane ki hidayat.
05:57 Kaha, nau jawan mulk ka sarmaaya hain,
05:59 nau jawano ki tarakki, mulk ki tarakki hai.
06:02 Nawaz Sharif chahate hain,
06:03 nau jawan siyasi sargarmiyon ka harawal dasta banein.
06:06 Aqliyaton ke paal kirdaar se jabhoori culture mazeed masboot hoga.
06:10 Ek aur selection hui to mulk tarakki nahi kar sakta,
06:21 pehle bhi ek laad naam,
06:22 mulk ko is tabahi tak le aaya.
06:24 Faisal Karim Kundi ka kehna hai,
06:26 "Miya sahab, kamas kam aap vote ko izzat to dilaye,
06:29 free and fair election mulk ki zarurat hai."
06:32 PCI parliamentarian ke sarbara Parvez Khattak
06:34 ne halka bandiyon ke 4 maheeno baad,
06:36 election ka mutalaba kar diya.
06:38 Kaha, "Beri nai party hai, mujhe toh bak chahiye.
06:41 Election se pehle humara kai seaton par ittahat ho jayega.
06:44 4 maa tak intikhabat nahi hone chahiye.
06:47 Humari party me sare electables aa rahe hain.
06:49 Halke mein meri kya position hai?
06:51 Election mein bataunga."
06:53 [MUSIC]
06:56 MGM Pakistan ke convener Khalid Maqbool Siddiqui
07:00 ne aayen me tarameem ka mutalaba kar diya.
07:02 Karachi mein seminar se khitab mein kaha,
07:04 "Aayen na toh apna tahafuz kar saka
07:06 aur nahi iss se awam ko tahafuz mila.
07:08 Iss aayen me bohot ibhaam hain.
07:10 Ye ibhaam iraadi taur par hain,
07:12 taake taakitwar apni marji se aayen ki tashree kar sake.
07:16 Ab iss me tarameem hone chahiye."
07:18 Mustafa Kamal ne kaha,
07:19 "Aayen me 1300 arab rupaiye ke funds ki
07:21 nisli sada par mutakhli ka koi tariqaar nahi.
07:24 Humne teen aayeni tarameem tajweez ki hain.
07:27 Jo subah ki tashkeel nahi chahate,
07:28 un sab ko ye manzoor hona chahiye."
07:31 [MUSIC]
07:43 Security forces ka kalab mein
07:45 intelligence based operation
07:47 doh dhehshatgar jahannum wasil.
07:48 Asla, gola, baarood, dhamaka, khezmawat,
07:50 dharamabad, ISPR ka kehna hai halaag dhehshatgar.
07:53 Forces par hamlo aur
07:54 aam shehriye ki target killing mein mulabis the.
07:57 Forces qaum ke saath milkar
07:58 Balochistan ke amr ko sabh utaash
08:00 karni ki koshishen naakam bana dengi.
08:02 [MUSIC]
08:07 Islamabad me Afghan Safarat Khane ke
08:09 nomayindi ki Bazaarat-e-Kharjah talabi
08:11 Zaraay ne bataya,
08:12 Pakistan ne 26 November ko
08:14 banu me Afghan shehri ke khud khush hamle par
08:16 ehtejaaz record karaya.
08:17 Banu me forces ke kaafle par hamle ki,
08:20 Hafiz Gul Bahadur group ne zimmedaari kabul ki.
08:23 Pakistan ne banu hamle ke murtaqib afraad
08:25 aur mansooba saazon ke khilaf
08:27 kaarawaay ka mutalba kiya.
08:28 Pakistan ne dhehshatgar do
08:30 aur unki panagahun ke khilaf
08:32 kaarawaayon par zor diya.
08:33 Pakistan ke khilaf dhehshatgar di ke liye
08:36 Afghan sarzameen ke istimaal ko rokne
08:38 aur Hafiz Gul Bahadur ko pakad kar
08:40 Pakistan ke hawale karne ka mutalba kiya.
08:42 [MUSIC]
08:48 Israel ki do kli policy bar karar
08:50 Gaza ke itne qaidi chhode nahi
08:52 jitne maghribi kinare me ghariftaar kar liye.
08:55 Ab tak Israel ne
08:56 150 palestini qaidi reha kiye.
08:58 Jangbandi ke wakfe ke dauran
09:00 168 palestini ko jail me daal diya gaya.
09:03 Jinme badi taadaat bachon ki hai.
09:05 Maghribi kinare par Israeli fauj
09:07 shehriyon par be dare firing kar rahi hai.
09:09 Do naujawan shaheed ho chuke hain.
09:11 Gaza me bombari se zyada logon ke
09:13 bimaariyon se marne ka khatra hai.
09:16 WHO ne khabardaar kiya,
09:17 agar Gaza ke sihat ke nizame
09:19 sihat ko jal faal na kiya gaya
09:21 to bimaar palestiniyon ki aksiliyat
09:23 maud ke moonme jaa sakti hai.
09:25 Jangbandi ke ba wajood
09:26 Israeli forces ki jaanib se
09:28 shumali Gaza tak indan ki
09:29 tarsil par pabandi hai.
09:31 [MUSIC]
09:34 Nigrah Wazir-e-Azam Anwar ul Haqqaqar ka
09:37 daura UAE Yadgar-e-Shahda aamad par
09:39 Nigrah Wazir-e-Azam ko
09:40 Guard of Honor peshtiya gaya.
09:42 Anwar ul Haqqaqar ne waha Talqarama me
09:44 Amarati Qaumi heroes ki Yadgar par phool rakhe.
09:47 Monument ka daura karaya gaya.
09:49 Nigrah Wazir-e-Azam ka Abu Dhabi me
09:51 Sheikh Zaid Grand Masjid ka daura.
09:53 Sheikh Zaid Masjid UAE ki sabse badi
09:55 aur duniya ki tisri badi masjid hai.
09:58 Anwar ul Haqqaqar ne marhum Sheikh Zaid bin Sultan
10:00 Anahyan ke bazaar par Fatiha Khawani ki.
10:03 Nigrah Wazir-e-Azam Anwar ul Haqqaqar
10:05 Daruza daura par Kuwait pohnch gaye.
10:07 Aham mulaqate karenge.
10:09 [Music]
10:18 Maheshwat me Behzuri ki Asraat nazar aane lage.
10:20 Sarmayakaar ka atmaat bahaal hone par
10:22 Stock market me zabardast tezi.
10:24 Karubari hafte ke doosre din aagaz par hi
10:26 Market tarikh ki balantarin sata par pohnch gayi.
10:29 100 Index pehli baar 60,000 ki had uboor kar gaya.
10:33 918 points ka azaafa hua
10:35 aur 60,730 points par band hua.
10:38 Rawama takreban 8,500 points ka azaafa ho chuka hai.
10:41 Stock mahireen ke mutaabik
10:43 haal ya tezi ki wajah
10:44 Nigrah Wazir-e-Azam ki UAE ke sadar se mulaqat
10:47 aur arbo dollar ke muhaide par dastakhat hai.
10:50 Pakistan ko aaynda chand baras me Saudi Arab
10:53 aur UAE se 50 Arab dollar ki sarmayakaari mutwakhe hai.
10:57 [Music]
11:08 Badi siyasi jamaaton ka masla awaam nahi kursi hai.
11:11 Ghareebon ke liye alag aur ameeron ke liye alag Pakistan hai.
11:14 Chaar baariya lene ke baad
11:16 inhone qaum ke liye kuch nahi kiya.
11:18 Paune 3 crore bachche talim se mehrum hai.
11:20 Kya Pakistan sirf jagirdaro aur land mafia ke liye hai?
11:24 Awaam ab durs namayendon ka intikhaab karein.
11:27 Ameer Jamaat-e-Islami Siraj-ul-Haq ka Sakhar me Convention se khitab
11:30 kaha maktool sahafi Jaan Muhammad Mehar ke vursa ko aaj tak insaaf nahi mila.
11:35 People's Party aur Noon League
11:36 Falastiliyon ke qatliyaam par bhi khabosh hai.
11:39 [Music]
11:41 FBR ki team ka kusoor me
11:43 Moli Silahi ke kaurbaari head office par chhaapa.
11:45 Computers aur record kabze me liya.
11:47 Sabik Wazir ki legal team ka
11:49 FBR se adalati hukum dikhane ka mutalaba.
11:52 Aamdan se zayi dasason par NAB ne
11:54 PTI Rehnuma Ali Ameen Gandapur ko
11:56 ek aur notice jaari kar diya.
11:58 30 November ko talab.
12:00 Kohistan me tasaveer viral hone par
12:02 ladki ka qatl,
12:03 qatil chacha,
12:04 chacha saath bhai
12:05 aur ishsidar gireftar.
12:07 Tasveer me shamil ladke ko bhi
12:09 hipasati tahveer me liya gaya.
12:10 FIA ne social media par
12:12 viral tasaveer ki tahkikas shuru kar di.
12:14 Jali social media accounts ke
12:16 zimmedaraan ko gireftar kiya jaayega.
12:18 Lahore me tez raftar car ki takkar se
12:22 6 afraad ki maut ka case.
12:24 Insidade Dhehshatgirdi Adalat ne
12:25 mulzim Afnaan ko mazeeb 4 uza
12:27 jismani remand par police ke hawale kar diya.
12:29 Mulzim ke wakil ki
12:31 Dhehshatgirdi ki dafaat aur
12:32 jismani remand ki mukhalifat.
12:34 Adalat ne kaha,
12:35 agar faisla ghalat hai,
12:36 toh aap High Court chale jaayen.
12:38 Dhehshatgirdi ki dafaat aur
12:40 remand wahaan challenge karein.
12:42 K-Elektrica boori licence
12:48 January me khatm ho jayega.
12:50 Zyadadar shirakatdaar unhe
12:51 distribution licence ki
12:52 tajdeed ki mukhalifat ki hai.
12:54 NEPRA ka inkshab,
12:55 Karachi ke 70% feeders
12:57 load shedding free hai.
12:58 K-Elektrica hukam ka daawa,
13:00 Karachi Chamber of Commerce ka
13:02 shahar me ek se zayad company ko
13:04 licence dene ka mutalaba.
13:06 NEPRA ne samajh ke baad
13:07 faisla mehfooz kar liya.
13:23 Poore Pakistan me
13:25 sabse zyada line losses
13:27 K-Electric ke hain.
13:28 Mufaq Parastola
13:29 K-Electric ko favour de raha hai.
13:31 Abir Jamaat-e-Islami Karachi
13:33 Hafiz Naeemur Rehman kehte hain,
13:35 K-Electric ke kharab plants
13:36 aur fuel adjustment ke paise
13:38 Karachi ke log kyun de?
13:39 NEPRA hukumat aur
13:41 K-Electric ittahat
13:42 Karachi ke shehriyon ka
13:43 khoon nichod rahein.
13:45 K-Electric ka licence
13:46 cancel kiya jaye
13:47 aur unka forensic bhi kiya jaye.
13:49 [Music]
13:55 Rawa saal ki aakhri
13:56 kaumeen Sidda de polio mohim ka
13:58 doosra din
13:59 Mulk bhar me polio mohim
14:00 3 December tak jari rahegi.
14:02 4 crore, 43 lakh se zayad bachon ko
14:05 polio se bachao ke
14:06 ghatre pilane ka hadaf.
14:08 [Music]
14:11 8000 rupay do
14:12 warna thaane chalo.
14:13 Sindh police ne
14:14 kaumi cricketers se bhi
14:15 rishwat leli.
14:16 Nawab Shah me Sohaib Maqsood
14:18 aur Aamir Yameen se
14:19 8000 rupay aint liye.
14:21 IG police ka action
14:22 Sakran thaane ke
14:23 4 ahlkaaron ke khilaf
14:24 mukadma darj
14:25 awalap me band kar diya gaya.
14:27 SHO aur Munshi mo attal.
14:29 [Music]
14:36 World Cup me Australia ke
14:37 jeet ka jashan kyun munaya?
14:39 Makhboolza Kashmir me
14:40 7 Kashmiri talib-ilm ghariftaar.
14:42 Sabik Waziryala Mehbooba Mufti
14:43 ne muzhamat kar di
14:45 kaha bhaati sarkar
14:46 Kashmiriyon ke dil aur dimaag
14:47 par bandook ke zor par
14:48 kabza nahi kar sakti.
14:49 Aap logon ko jail me
14:51 daal sakte hain lekin
14:52 unke khayal ko
14:52 qaid nahi kar sakte.
14:54 Agar aapko Kashmir ki
14:55 zameen chahiye to
14:56 hume nikaal do.
14:57 [Music]
15:01 Domestic cricket ko
15:03 izzat do.
15:03 Pakistan cricket team ke
15:05 director Mohammad Hafeez ka
15:06 khiladiyon ko pegham
15:08 kaha central contract me
15:09 maujood khiladiyon ki
15:10 pehli tarjeeb Pakistan
15:12 honi chahiye.
15:13 Humari policy hai
15:14 red ball khilne walon ko
15:15 promote karenge.
15:16 Australia sif khilne nahi
15:17 jeetne ja rahe hain.
15:19 Team jeetegi to
15:20 credit khiladiyon ka hoga.
15:21 Shikast ki zimmedaari
15:23 khud uthaunga.
15:23 Naukri nahi
15:25 khidmat karne aaya hu
15:26 kisi se na insafi nahi hogi.
15:27 Babar Azam ki
15:28 karkardegi shandaar hai.
15:30 Isme mazeed nikaar aayega.
15:32 Australia ke khilaf
15:34 test series.
15:35 Pakistan cricket team ke
15:36 training camp ka Lahore
15:37 me doosra manhala khatam.
15:38 Kaumi squad ki
15:39 National Cricket Academy
15:40 me bharpoor mashki.
15:41 Fielding, bowling
15:42 aur batting ki practice.
15:44 Pakistan aur Australia
15:45 ke darmian pehle
15:46 test 14 December se
15:47 Perth me khela jaayega.
15:48 Maxwell ne phir
15:54 naa mumkin ko
15:55 mumkin kar diya.
15:56 Aakhri 2 over me
15:57 43 runs banaakar
15:59 Bharat se pata chheen li.
16:00 Guwahati me Australia
16:01 ne 223 runs ka hadab
16:03 aakhri gend par hasal kar liya.
16:05 Maxwell ne sif 48 gend
16:06 opar 104 runs ki
16:08 naakabne shikast
16:09 innings kheli.
16:09 Aakhri 4 gend opar
16:11 ek chakka aur
16:11 3 chowke lagaakar
16:12 apni team ko
16:13 match jeetaya.
16:15 Aur Abu Dhabi T10 league
16:17 ke saathme season ka aagaz.
16:18 Ittata hi match me
16:19 Dakkan Gladiators ne
16:21 New York Strikers ko
16:22 22 runs se hara diya.
16:23 Doosre match me
16:24 Northern Warriors ne
16:25 9 runs se fata sameti.
16:27 Action se bharpoor league
16:28 ke tamam match
16:29 A sports par
16:30 barahe raaz dikhaye ja rahi hain.
16:32 A sports par barahe raaz dikhaye ja rahi hain.
16:34 [MUSIC PLAYING]

Recommended