ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll Gift for All Momineens ----------------------- Video Details! Recited | Manqabat Title | Poetry | Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari #oldnoha #PuraneNohay #manqbat #shayari #Like #Comment & #Share To All Momineen. -------------------------- LYRICS Noha - Wavaila Shayar: Momin Nohaqan: Anjuman e Masoomeen
zehra ki sada hai maqtal may lut-ta hai bhara ghar wavaila abbas e ali ke baazu ko kaate hai sitamgar wavaila
dunya ke sitam toote uspar qasim na rahe aur na akbar abbas e dilawar na asghar shabbir akele hai hyder sarwar ke galay par hai khanjar ay saaqiye kausar wavaila waavaila waavaila....
mashkeeza chida aur pani baha ek aankh teer e zulm laga behta hai kate shano se kahoo sar gurz e sitam se chaak hua aata hai faraz se jaane ali kyun rakh ke zameen par wavaila waavaila waavaila....
saahil ke kanare jo pahunchay toota hai falak sheh ke sar par thay haath kahin mashkeeza kahin laasha tha jari ka khoon may tar laashe pe giray hai bhai ke shabbir tadap kar wavaila waavaila waavaila....
doobe hai lahoo may mashk o alam aaye hai nehr se shahe umam masnad pe rakhe jab mashk o alam sar peet-te hai ab ahle haram barpa hai qayam e sarwar may ek shorish-e-mehshar wavaila waavaila waavaila....
momin ye qayamat hai barpa hai sar pe buka sab aale aba sarwar ne kaleja thaam liya jab aake sakina ne poocha baba mere ammu darya se aaye na palat kar wavaila waavaila waavaila.... --------------------------
Please Share Your Suggestions In Comments -------------------------- Follow US On Our Social Media Channels :- FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230 u -------------------------- Allah jjh Muhammad saw. Ali a.s Fatima a.s Hasan a.s Hussain a.s. Zainab a.s Abbas a.s Syed nadeem sarwar Irfan haider Farhan Aliwaris Mir hassan Mir Ali jee Ali shanawar Noha Nouha Nowha Nohey Latmiya Marsiya Soz Salaam Naat Qasida Shayari Muharram Manqabat Wiladate Shahadat