AZADARI RAHEGI Mesum Abbas 2022 Karbala New Nohay Muharram 2022 Title Noha 2022 Azadar
Azadari Rahegi!
Hit LIKE NOW and SHARE Before the Noha Premieres!
Most IMPORTANTLY: Iltimase Dua
#MesumAbbas #Azadar #AzadariRahegi
LYRICS: POSTED BELOW...
Noha Credits: Title Noha: Azadari Rahegi Reciter: Mesum Abbas Poet: Mazher Abidi
Audio Credits: Composition: Mazher Abidi / Mesum Abbas Chorus: Rizwan Mirza - Hasnain Mehdi - Sunny - Shahrukh Audio Recording by M. Hassaan Qureshi / M. Ovais Qureshi (ODS - KHI) Audio Mix/Mastered by M. Omar Qureshi (ODS - KHI)
Video Credits: Director: Safdar Kaleem Special Thanks to the Zuljana Committee at Imambargah Hussaini (Korangi-KHI) Zuljanah: Masoom Shah and the Alam Committee of Jafar e Tayyar Karachi Editor: Safdar Kaleem (The Focus Studio) SEO Management / Coordinator / Cover Design: Yawer Abbas Damani (YAD Graphics) Social Media Management: Mussaib Sajjad (Bangalore-IND) English Translation: Ahmed Virani (USA) Sarparast: Syed Baqar Naqvi (President: Imambargah Dar e Hussain - New Jersey, USA)
LYRICS: HUSSAIN HUSSAIN HUSSAIN
Labbaik Labbaik Labbaik Labbaik
Imaa'n Ki Hararat Hai, Azadari E HUSSAIN Islaam Ki Hurmat Hai Azadari E HUSSAIN
Insaan Ki Zarurat Hai Azadari E HUSSAIN ZAINAB Ki Amanat Hai Azadari E HUSSAIN
Qadam Barhate Raho-HUSSAIN HUSSAIN ALAM Uthate Raho-HUSSAIN HUSSAIN
Charagh E Ashk E Aza-HUSSAIN HUSSAIN Yuhi Jalaye Raho-Yuhi Jalaye Raho
Na Andhiyo'n Se Daro Na Zalimo'n Se Daro Na Hadso'n Se Daro Na Mushkilo'n Se Daro
ALAM Saja Ke Kaho Farsh E Ghum Bicha Ke Kaho ALI Ke Laal Se Ahd E Wafa Nibha Ke Kaho
Tere Gharane Se Wafadari Rahegi MAULA Sada Teri Azadari Rahegi
1). Hum To Azal Se Hi Azadar Hain MAULA Majlis o Matam Ke Talabgar Hain MAULA Ankh Jo Duniya Mein Khuli Dekha Ye Manzar Ghar Mein Azakhana Sajati Hui Madar Wirsa Ye Mila HUSSAIN Ghum Sath Raha HUSSAIN Ye Ashk E Aza HUSSAIN Matam Ki Sada HUSSAIN
Hashr Talak Ab Ye Talabgaari Rahegi MAULA Sada Teri Azadari Rahegi
2). Raaho'n Mein Julooso'n Ke Sabilain Bhi Lagayein Pani Bhi Azadaro Ko Sharbat Bhi Pilayein Har Saal Teri Hazri Duniya Ko Khilayein Bachcho Ko Teri Yad Mein Saqqa Bhi Banayein Khidmat E Aza HUSSAIN Hai Qarz Bara HUSSAIN Hai Azm E Wafa HUSSAIN Ho Sath Tera HUSSAIN
Har Saal Muharram Ki Ye Tayyari Rahegi Maula Sada Teri Azadari Rahegi
HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA HUSSAIN HUSSAIN YA MAULA
3). Ye Ahle Aza Shan E Aza Aise Barhayein Har Waqt Azadari Hai Bar Waqt Namzain Mumkin Hi Nahi Sajde Mein Jab Sar Ko Jhukayein Aye MAULA Hamain Sajde Tere Yad Na Ayein Matam Bhi Tera-HUSSAIN Sajda Bhi Tera-HUSSAIN Kaaba Bhi Tera-HUSSAIN Qibla Bhi Tera-HUSSAIN
Sath Namazo'n Ke Aza Jari Rahegi MAULA Sada Teri Azadari Rahegi