Mehendi Wale Haath Song _Guru Randhawa _Sanjana S_Sayeed Q, Sachet-Parampara, Arvindr _Bhushan Kumar
lyrics
Mehndi wale hath wo tere Paayal wale panv Mehndi wale hath woh tere Paayal wale panv Yaad bohat aate hain mujhko Tu aur apna gaanv
Kacchi pagdandi ke raste Aur neem ki chhaanv Kacchi pagdandi ke raste Aur neem ki chhaanv Yaad bohat aate hain mujhko Tu aur apna gaanv
Mehndi wale hath Gaanv ka wo talab Jahaan har roz mila karta tha Baatein karte karte Teri choodi bhi ginta tha
Teri bholi baatein sunkar Aksar main hasta tha
Yaad unhe ab bhi karta hoon Shehar mein subah sham Yaad unhe ab bhi karta hoon Shehar mein subah sham
Yaad bohat aate hain mujhko
Tu aur apna gaanv Mehndi wale hath Mehndi wale hath Ho mehndi wale hath Kya tune ab bhi rakhe hain Prem ke wo sandes Pathar bandh ke chhat par Teri deta tha jo fenk Yaad mujhe karta hai Kya tu ab unko dekh
Kya tere honthon ko pata hai Ab bhi mera naam Kya tere honthon ko pata hai Ab bhi mera naam Yaad bohat aate hain mujhko Tu aur apna gaanv
Mehndi wale hath wo tere Paayal wale panv Mehndi wale hath wo tere Paayal wale panv Yaad bohat aate hain mujhko Tu aur apna gaanv