Humein yaad karke tera bhool jaana Dil nahi samjha tera door jaana Humein yaad karke tera bhool jaana Dil nahi samjha tera door jaana
Sab jhooth tha woh tera hasna hasana Tu bewafa phir bhi dil yeh na maana
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahi Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi

Main khwaab kaise dekhun naye Aansu tere hain meri palkon tale Toota nahi mera yakeen Badle nahi kabhi hum tere liye
Sach ho na jayein duniya ki baatein Khamosh kar de zamane ko aake
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahi Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahi Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Kyon Song Detail Lyrics by: Kunaal Vermaa Singer: B Praak, Payal Dev Composer: Payal Dev