Bhool gaye wo din kyun re Jaani Kyun wo shaam bhi bhool gaye Pehle to bhoole mujhko sanam tum Phir mera naam bhi bhool gaye
Je kuj vi nai yaad tainu Aaja ve maar de mainu Mera ki dass de kasoor Kyon hoya mere kolo door
Pehli baari humne diya tha Jo laake wo jaam bhi bhool gaye Pehle to bhoole mujhko sanam tum Phir mera naam bhi bhool gaye
Haal hamara tere bin oh yaara Haal hai apna aise Nikal kar paani se machhli koyi re Tadapti hoti hai jaise
Ve raaton raat zindagi ch kad’de Haaye rab kare tainu vi koyi chhad de Mera ki dass de kasoor Kyon hoya mere kolon door
Hain tere hi karke duniya main saari Hum badnaam bhi bhool gaye Bhool gaye wo din kyun re Jaani Kyun wo shaam bhi bhool gaye
Bin tere ro ro ke kaate ni hain re Humne to apni zindagi saari Bas ek hum hi bhoole nahi hain Aayi tumhein bhi na yaad humari Tere bina hum kaise hain kya batayein
Haan humne jo bhoola kabhi Tumhein hum mar jaayein Haye gall kardi hai tu dass kehdi Main taan kushbu vi bhulleya ni teri Aaja appan miliye dobara Khwahish ae hai aakhri meri
Rehna hamein yaad karte kaha tha Ik chhota sa kaam bhi bhool gaye Pehle to bhoole mujhko sanam tum Phir mera naam bhi bhool gaye
Naam Song Detail Lyrics by: Jaani Singer: Tulsi Kumar, Millind Gaba Composer: Millind Gaba, Nirmaan