Taroka chamakta gahna ho, romantic song, love song.

  • 4 years ago
Eh hey aa aa aa, oh ho ho oh oh
Aa ha ha aa aa, ho oh oh
Taaron kaa chamakta gehna ho
Taaron kaa chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakati vaadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron kaa chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakati vaadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Yeh phool tumhare jevar hai,
Yeh chand tumhara aaina
Tum jab aise sharmati ho,
Dulhey kaa dhadkta hai seena
Har aaina tumko dekhey,
Tum toh aisi shehjadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Meri behna hai phool baharon kaa
Meri behna hai noor najaron kaa
Meri behna ke jaisi koyi behna nahi
Bina iske kahi bhi mujhey rehna nahi
Jaise hai chand sitaaron mein
Meri behna hai ek hajaro mein
Hum jaise bhole bhalo ki,
Yeh duniya toh hai dilwalo ki
Yeh duniya toh hai dilwalo ki
Taaron kaa chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakati vaadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Khushiyo ke mahelon mein baitho,
Koyi gham naa tumhare pas aaye
Naa umar kaa pehra ho tum pe,
Mere dil ki duwa yeh rang laye
Rab hasta huya rakhey tumko,
Tum toh hasne ki aadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron kaa chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakati vaadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho
Taaron kaa chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakati vaadi ho
Uss ghar mein khushahali aaye,
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Recommended