Hadh Se Jyada Sanam (Sad) | Rakht (2004) |Sonu Nigam| HD Video Song

  • 6 years ago
Hadh Se Jyada Sanam (Sad)
Acting: Mustansar Nazar
Singer: #Sonu #Nigam
Movie: #Rakht (2004)
Video: #Mustansar #Nazar

Lyrics 1...!
Hadh Se Jyada Sanam....Lyrics:
Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2

Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Ab saha na jaaye
Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Tune jeena mera, dushwaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2

Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya

Lyrics 2:
Mujhko Galat Na Samajhna
Maein Nahin Baadal Aavara
Dil Ki Deevaron Pe Maine
Naam Likha Hai Tumhaara

O Tere Pyaar Pe Qurbaan
Mera Dil Meri Jaan
Tujhe Lag Jaaye Meri Umar

#MustansarNazar
#MustansarBhaiJaan
#MBJ
#Sad #Videos
#Video #Clips
#Songs

Recommended