Presenting Matargashti Video Song in the voice of Mohit Chauhan from bollywood movie Tamasha starring Ranbir Kapoor & Deepika Padukone in lead roles exclusively on_Rajput HD Collection
SONG: MATARGASHTI SINGER: MOHIT CHAUHAN MUSIC: A.R. RAHMAN LYRICS: IRSHAD KAMIL FILM: TAMASHA MUSIC LABEL: Rajput HD Collection
Matargashti Lyrics by Rajput HD Collection
Na na na na...
Matargashti khuli sadak mein Tagdi tadak bhadak mein Oley gire sulagte se sulagte se sadak mein Chhatri na thi bagal mein Aaya hi naa akal mein Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein
Toh socha phir Geela hua hai wo sukhana ho ho.. brroom! Chaahe zanana ya mardana ho ho..
Attention! Phenka nayaa paasa Phir de gayi jhansa Aivein mujhe phansa Teri aisi ki ho taisi zindagi
Phenka nayaa paasa Phir de gayi jhansa Aivein mujhe phansa Chirkut zindagi, you know..
(Na na na.. Tang tang tang taun.. Tang tang tang tadaun Ma ma.. tang tang.. thcu thcu..)
Tu hi hai wo Jis se khela tha main kho-kho khela kho kho Tu hai Laila, Shirin, Sohni, Juliet Sun lo, mujhko dhoondo na jungle mele mein Whatsapp pe hoon ha ha :D...
Na tera na mera zamaana ho ho.. Na ye zanaana, na mardana ho.. Pakad paana
Phenka nayaa paasa Phir de gayi jhansa Aivein mujhe phansa Chirkut zindagi you aauw!
Tu hi hai wo Jisne khenchi meri dhoti, dhoti khenchi Ab tu dhoonde kahaan bande Na main Kaaba, Kaashi Main twitter pe hoon DP meri dekho hoo ooh hoo :D
Sun re sun beliya Dil ne dhokha diya Aankhein mili tumse naazani Mere hosh-o-hawaas kho gaye Dil ne ro roka Yeh aankhein hain dil ki zubaan Khwaab roz roz dekhe naye Ho.. dil ka bhanwar bole sun sathiya Chhup na dupatte mein tu oh chhaliya Prem pujari ke.. dil ka bayaan Hota raha, rota raha priye Toh phir..
(tang tang tang..)
Matargashti khuli sadak mein Tagdi tadak bhadak mein Oley gire sulagte se sulagte se sadak mein Chhatri na thi bagal mein Aaya hi naa akal mein Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein
Toh socha phir Geela hua hai jo sukhana ho ho.. brroom! Chaahe zanaana ya mardana ho ho..
Attention! Phenka naya paasa Phir de gayi jhansa Aivein mujhe phansa Teri aisi ki ho taisi zindagi
Phenka naya paasa Phir de gayi jhansa Aivein mujhe phansa Chirkut zindagi, you know.