Presenting the peppy travel song "Tera Yaar Hoon Main Full Video" from "Sonu Ke Titu Ki Sweety", composed by Rochak Kohli in the melodious voice of Arijit Singh . The youthful song is shot in the scenic locales of Rishikesh starring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha and Sunny Singh.
Movies In cinemas► 23rd February 2018
. Tera Yaar Hoon Main – Arijit Singh And Rochak Kohli Singer – Arijit Singh, Rochak Kohli Music – Rochak Kohli Lyrics – Kumaar Song Lyrics Tu jo rootha toh kaun hansega Tu jo chhoota toh kaun rahega Tu chup hai toh yeh darr lagta hai Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah… Tere bina bewajah bekar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye Tu jeete main haar jaaun Aaja karein phir wohi shararatein Tu bhaage main maar khaaun
Meethi si woh gaali teri Sun’ne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon…
Sajna de rang rangaaiyan ve Sagna diyan sehnaiyan ve Dhol wajange yaar nachange Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyan ‘ch nachda main phiraan Hanjuan ton bachda main phiraan…
O jaate nahi kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshan hai mere jaane se…
Toota hai toh juda hai kyun Meri taraf tu muda hai kyun Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main…