Hey friends Again welcome to “APPLE songs” channel And thank you for visit from bottom of the heart. This is the lyrical video song based on the vidyut jammwall new song “JAAN BAN GAYE” Subscribe the channel to get latest lyrical video song ( subscription is totally free ) Again thank you
Ehsaas ki jo zuban ban gaye Ehsaas ki jo zuban ban gaye Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein Aap hamari jaan ban gaye Aap hamari jaan ban gaye
Aap hi rab aap imaan ban gaye Aap hamari jaan ban gaye
Kismat se humein aap humdum mil gaye Jaise ki dua ko alfaz mil gaye Socha jo nahi woh hasil ho gaya Chahun aur kya ki khuda de ab mujhe
Rab se mila ek ayan ban gaye Khwaabon ka mere mukam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein Aap hamari jaan ban gaye Aap hamari jaan ban gaye
Aap hi rab aap imaan ban gaye Aap hamari jaan ban gaye
Deen hai ilahi mera maan hai maahi Main to sajda karun unko Harz ruwai meri farz dawai meri Ishq hua mujhko
Deen hai ilahi mera maan hai maahi Main to sajda karun unko Harz ruwai meri farz dawai meri Ishq hua mujhko