Lyrics: Khiza ke phool pe aati Kabhi bahaar nahi Mere naseeb mein aye Dost tera pyaar nahi ..
Aankh dhoka hai.. Kya bharosa hai Aankh dhooka hai kya bharosa hai suno Doston shak dosti ka dushman hai Apne dil me ise ghar banane na do
Kal tadapna pade yaad me Jin ki Rok lo rooth kar unko jaane na do Baad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaam Woh phir nahi aate .. Woh phir nahi aate ..
Phool khilte hain, Log milte hain Phool khilte hain, Log milte hain magar Patjhad main jo phool murjha jate hain Woh baharon ke aane se khilte nahin
Kuch log ek roz jo bichad jate hain Woh hazaron ke aane se milte nahin Umer bhar chahe koi pukara kare unka naam Woh phir nahin aate .. Woh phir nahin aate ..
Sindagi ke safar mein, guzar jate hain jo makam woh phir nahin aate, woh phir nahin aate!
uzair, shajar, sad hindi song, hindi song, heart touching songs, Khiza ke Phool pe, zindagi ke safar, kishor kumar songs, old hindi songs,