Tumhari Mishal bapa, Farogh-e-shash jehaat hai Tum hi se Aye Mujhido! Jahan ka Sabaat hai Tumhari Zau Dilnasheee'n Yaqeeni kainat hai Wafa ki Roshni ho Tum panah Andheri raat hai Shaheed ki jo Maut hai woh Qaum ki Hayat hai Lahoo jo hai Shaheed ka woh Qaum ki Zakaat hai Tum hi se Aye Mujahido! Jahan ka Sabaat hai Nisar Jis pe Qaum ho Hawa ke Shahsawar Tum Har Aankh ki ho Roshni Dilon ka ho Qaraar Tum Baqa-e-Ahteraam-e-Deen-e-Haq ke Dostaar Tum Jahan mai Amn-o-Kher ki Bina-e-Paaidaar Tum Shaheed ki jo Maut hai Woh Qaum ki Hayat hai Lahoo jo hai Shaheed ka Woh Qaum ki Zakat hai Tum hi se Aye Mujahido! Jahan ka Sabaat hai Zakat dai agr koi to ziada ho Tawangari Bikhair dain anaaj agr to Fasal ho Hari Bhari Chatain jo Chund Daliyan Namoo ho Nakhlistan ki Katain jo chand gardanain to Qaum mai ho Zindagi Shaheed ki jo Maut hai woh Qaum ki Hayat hai Lahoo jo hai Shaheed ka woh Qaum ki Zakaat hai Tum hi se Aye Mujahido! Jahan ka Sabaat hai Tumhari Mishal bapa, Farogh-e-Shash Jehaat hai
Singer : Alamgir Poet : Abdul Majeed Salik(Late) Released : 1986