Ram Gopal Varma Fined Rs 10 lakh For Remaking, Distorting Sholay

  • 8 years ago
Ram Gopal Varma Fined Rs 10 lakh For Remaking, Distorting Sholay


Filmmaker Ram Gopal Varma hamesha vivadhon se girre rehte hai. Iss bar vo 2007 mei aayi movie ‘Aag’ ko lekar fasee hai. Ram Gopal Varma ki Aag, 1975 ki Blockbuster movie Sholay ka remake thi. Iss movie ko lekar, High Court ne Varma aur unke Production House par 10 lakh rupaye ka jurmana lagaya hai. Darasal, Varma ne Sholay ka remake banaker, iske director Ramesh Sippy, vishesh copyright ka ulangann kiya hai. Justice Manmohan Singh ne kaha, ki Varma aur anya logon ne jaan butchkar copyrights ka ulanggan kar, movie banayi hai. Court ne yeh aadesh, Sholay ke producer Vijay Sippy aur G.P. Sippy ke bete-pote Sascha Sippy dwara daayar mukadhme par diya gaya hai. Court ne 10 lakh ka jurmana Varma, unke production house M/S RGV Productions Pvt Ltd, Varma Corporation Ltd aur Madhu Varma par lagaya hai. Aur "Gabbar ya Gabbar Singh" jaise kisi bhi charater ka use karne ki rok lagayi. Aise hi aur Bollywood news, jaane ne ke liye, dekhte rahiye hamara channel.

SUBSCRIBE to our channel by CLICKING the link below-
https://goo.gl/1wOHB8

Watch our Most Watched Videos !!!
https://goo.gl/9gx57R

Checkout Our Blogger
http://goo.gl/H0a8P2

Like Share and Subscribe !!!

Recommended