Atif Aslam Song Specially for Pakistan Army - War on Terrorism Atif Aslam Dedication To Pak Army On Youm e Shuhada 2013
Lyrics:- Raat bhar diye jalte sooraj ko humne jo kaandhe Paaon mein andheron ke jo humne hain jugnoo baandhe Khudaya jo bhi jalta nazara raha Hamare is lahu se nikhra hua
Zameen jagti hai ye aasmaan janta hai Zameen mangti hai jo aasmaan maanta hai Rago me jo thahra wohi beh raha hai Salaam uspe jo is zameen pe mita hai..
Khoon mein nahaye hue jismon se poocho Is zameen pe jaan lutane ka maza hai kya Nafraton ki saans phooli hai aaj kaise Raakh jisne ghar kiya hai uski saza hai kya
Andhere ki jo intahaan hai.. Savere ki wo ibtedaa hai.. Khudaya jo bhi jalta nazara raha Hamare is lahoo se nikhra hua
Zameen jagti hai ye aasmaan janta hai Zameen mangti hai jo aasmaan maanta hai Rago me jo thahra wohi beh raha hai Salaam uspe jo is zameen pe mita hai..
Milke chalein to manzilein khud aa mili hain Sung chale to ban gaya wo kafila hai kya Hausla ab naa thake tum ye to socho Paaon bhar ka rasta bhi faasla hai kya
Dukhoon ki bas yahi saza hai Kiya khushi ko ab riha hai Khudaya jogi jalta nazara raha Hamare is lahoo se nikhra hua
Zameen jagti hai ye aasmaan janta hai. Zameen mangti hai jo aasmaan maanta hai Rago me jo thahra wohi beh raha hai Salaam uspe jo is zameen pe mita hai
Visit Our Official Blog: https://www.awanmusiccentre.blogspot.com