Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na Kyun har subah tu meri sanson me samaye na Aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main Kitni raat guzaari hai, tere intezar mein
Kaise bataaun jazbaat ye mere Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai Sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Bheege bheege tere lab, mujhko kuch kehte hain Dil hai khush mera ki khayal ek jaise hain :) Roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko Kitna haseen ye lamha hai Kismat se maine churaaya hai
Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai Pyar main tere hadd se guzar jaana hai Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Sawan Aaya Hai Lyrics from Creature 3D (Hindi Movie): A beautiful love song sung by Arijit Singh. Mohabbat Barsa Dena Tu Lyrics are pinned by Tony Kakkar, and he is also the music composer of this song.
Song: Sawan Aaya Hai Singer: Arijit Singh Music: Tony Kakkar Lyrics: Tony Kakkar Featuring: Imran Abbas Naqvi, Bipasha Basu Music Label: T-Series