GYPSY COLLECTION

  • il y a 9 ans
Album: Kahkashan
Ghazal: Dekhna Jazb-e-Muhabbat Ka Asar
Year: 1992
Singer: Jagjit Singh
Lyrics: Majaz Lucknawi

Dekhna Jazb-E-Mohabbat Ka Asar Aaj Ki Raat
Mere Shaane Pe Hai Us Shokh Ka Sar Aaj Ki Raat

Nur Hee Nur Hai Kis Simt Uthaoon Aankhe
Husn Hee Husn Hai Taahat-E-Nazar Aaj Ki Raat

Nagma-O-Mai Ka Ye Toofan-E-Tarab Kya Kehna
Mera Ghar Ban Gaya Khayyam Ka Ghar Aaj Ki Raat

Nargis-E-Naaz Mein Wo Neend Ka Halka Sa Khumaar
Wo Mere Naghma-E-Sheri Ka Asar Aaj Ki Raat

==================

Din Guzar Gaya Lyrics
Jagjit Singh and Chitra Singh

Din Guzar Gaya Aitbaar Mein
Raat Kat Gayee Intezaar Mein
Woh Maza Kahan Vasal-E-Yaar Mein
Lutf Jo Mila Intezaar Mein

Day got passed in trusting you
Night got passed in waiting for you
There is not that much enjoyment in meeting the beloved
As is in waiting for her

Unki Ik Nazar Kaam Kar Gayee
Hosh Ab Kahan Hoshyaar Mein

Her one look did the job
Who is in senses now

Meray Kabzay Mein Kaaynaat Hain
Mein Hun Aapkay Ikhtayaar Mein

I have whole universe in my control
But I am under your control

Aankh To Uthi Phool Ki Taraf
Dil Ulaj Gaya Husn-E-Khar Mein

My eyes looked towards the flower
Heart got lost in the beauty of the beloved

Tujh Say Kya Kahein Kitnay Gham Sahey
Humnay Be-Wafa Teray Pyaar Mein

What should I tell you how many pains I endured
In your love you insincere person

Fikr-Aashiyan Har Khizan Ki
Aashiyan Jala Har Bahaar Mein

I worry about all homes in Fall
My own home got burnt in Spring