Gazab Ka Hai Ye Din Lyrics from Sanam Re is a beautiful song sung by Arijit Singh and Amaal Mallik. Its lyrics are written by Manoj Muntashir and music is composed by Amaal Mallik.
Song Detail Song: Gazab Ka Hai Ye Din Movie / Album: Sanam Re Star Cast: Pulkit Samrat, Yami Gautam Singers: Arijit Singh, Amaal Mallik Musicians: Amaal Mallik Lyricists: Manoj Muntashir Music On: T-Series
Gazab Ka Hai Ye Din Song Lyrics Chal pade hain hum aisi raah pe Befiqar huye ke ab jana kahaan Lapata huye sare raste Dhoondhega humein yeh zamana kahan
Yeh sama hai kaisa, muskurane jaisa Dhimi barishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa, doob jane jaisa Jaagi khaahishein hain har jagah
Gazab ka hai ye din Gazab ka hai ye din Gazab ka hai ye din dekho zara x (2)
Pani hu pani main, aa behne do mujhe Jaisa hu aisa hi rehne do mujhe Duniya ki bandisho se Mera nata hai kahaan Rukna thehrna mujhko aata hai kahaan