Aye watan hum hain teri shama k parwanon main Zindagi hosh main hay josh hay imanoon main
Dil us shakh ki manddn hay yeh tapte mahdan Yeh lachakte huwe jungal yeh therakte huwe arman Yeh paharoon ki ghataon main jawani ki uthaan Yeh machalte huwe daryaon main angrayi ki shahan Kitne roshan hain diye tere shabistanon main
Tere mazdoor ki aankhon k sharare le kar Tere dhekan k mathe k sitare le kar Chandani boyen ge jhilte huwe mahdanon main Hum tujhe aag ka darya naheen banne deen ge Nafrat ka tamasha naheen banne deen ge Tuj ko paleen ge mohabbat k gulistanon main
Aye watan hum hain teri shama k parwanon main Zindagi hosh main hay josh hai imaanon main Singer: Ali Abbas