Sahil pay kharay ho tumhain kya gham , chalay jana Sahil pay kharay ho tumhain kya gham , chalay jana Main doob raha hoon , abhi duba to naheen hoon
Main doob raha hoon , abhi duba to naheen hoon Aye wada faramosh , main tujhsa to naheen hoon Har Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon Har Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon Aye wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon
Chup chaap sahi maslehatan , waqt kay hathoon Chup chaap sahi maslehatan , waqt kay hathoon Majboor sahi, waqt se hara to naheen hoon Majboor sahi, waqt se hara to naheen hoon Ae wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon
Muztar kyon mujhay dekhta rehta hai zamana Deewana sahi, un ka tamasha toh naheen hoon Deewana sahi, un ka tamasha toh naheen hoon
Aye wada faramoosh , main tujhsa to naheen hoon Har Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon Har Zulm tera yaad hai , bhula to naheen hoon Har zulm... Har zulm...