Indian Media Crying Over Pakistan China Gwadar Project

  • 11 years ago
گوادر بلوچستان میں پاکستان چائنہ ہوے یکجا ، جس پر بھڑک اٹھا انڈین میڈیا - اک صاحب تو جذبات میں یہ تک اگل گئے کہ بنگلہ دیش بھی ہم نے ہی بنوایا تھا اور..... ذرا دیکھیں یہ ویڈیو اور زیادہ سے زیادہ شیر کر کے "جلتی پر تیل ڈالیں" اور خوب خوب ڈالیں - :) jab se PAk-China gwadar project ki bat start hue india ne bhonkna shuru kar dia k asa maat karo, and khulyaam ilfaz main PAkistan se bhi kaha k china ko Gwadar port mat do ,
jab se is agreement ki baat hue ha Balochistan k halaat bury hona shuru hogye , Remember Rehman malik and kayen alaa afsran phly bhi bohat bar asa kah chuky hain k Balochistan and karachi main india k mulawis hony k shwahid mily hain and is video ko dekh kar bhi pta chalta ha k india kesy bokhlaya hua ha , ye waqt Sunni-Shiya ya phir punjabi-balochi hony ka nahe balky sirf aur sirf Pakistani hokar apny is dushman se muqabla krny ka ha.
plz is video ko zyada se zyada logon se share kren ,apny groups/pages main share karen ta k zyada log ye bat jan saken .

Recommended